Hedging strategy kaise place ki jaati Hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging strategy kaise place ki jaati Hai?
    Hedging strategy kaise place ki jaati Hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hedging strategy kaise place ki jaati Hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
    Hedging strategy kaise place ki jaati Hai?
    Dear brother aap is market mein agar bhajan study per kam karna chahte hain to aapko ismein state likho please nahin karna Hota aapko ismein apni trading strategy ke hisab se Chalna padta hai aapko sabse pahle Ek trade Upar Karni hoti hai aur use per aapko Agar fayda ho raha ho to use trade ko aap Kisi bhi time per close kar sakte hain Magar Jab aapki trade nuksan Mein jaati hai to aap usko co-ords kar sakte hain ismein aapko Har trade ke sath lot size Badhana hota hai Taki aapke account per Jo loss ho raha ho vah aasani se recover Hota Rahe aise hi aap is market mein agar loss ko recover Karte rahte hain to Aapka account Jab profit Mein aata hai to use time aap saree trades ko close kar dete Hain agar aap is market mein Main Ek trade co holder Aate Hain Use per aap Kisi had Tak loss ko bardasht kar sakte hain agar aap Jyada loss wali friend ko close Nahin Karenge to usse aapka account Hua So sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Hedging strategy kaise place ki jaati Hai?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
      Hedging strategy kaise place ki jaati Hai?
      Dear brother Jab is market mein aap trading kar rahe hote hain aur aap ek trade open kar dete Hain jismein aap ko nuksan shuru ho jata hai aur kuchh der ke bad agar aap trade se satisfied Nahin Hoti to use trade ko cover karne ke liye aap Ek Aur trade usse next stage per Laga Dete Hain aur use direction ke opposite Simat mein bhi ho sakti hai ya Usi direction mein bhi ho sakti hai tu Surat Mein account ko search karna Kahate Hain Jab aap Ek Ladka nuksan dusre trade se cover karne ki koshish Mein Ek Aur trade Usi account per aur Usi commodity per Lagate Hain To usko zinc strategy Kaha jata hai ismein aap Apni Taraf Se Ek koshish Karte Hain Ki aapka nuksan minimise Ho Jaaye aur aapko pahle trade Mein Jo nuksan Ho Raha Hai to Aapka profit Mein cover Hona start ho jaaye hi phr apko ko samajh aa gayi hogi ki hedging strategy kya hoti hai aur iska Kya fayda Hota Hai sometime aap apna account Hedge Karte Hain To ko aapka decision galat bhi ho sakta hai lekin Aksar Kyun aap apna account save kar lete hain aur usse aapko bahut jyada fayda Hasil ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Hedging strategy kaise place ki jaati Hai?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
        Hedging strategy kaise place ki jaati Hai?
        Ji ap nay bohat hi acha question kia hay. Hedging strategy kaisay place hoti hay es baray main jananay say pehlay ham yeh jantay hain k hedging kia hay? Hedging Forex market ki aik popular term aor aik important tool hay. es ko insurance policy bhi kehtay hain kun k jab ap kisi bhi trade ko hedge kartay hain to ap ziada loss say mehfooz rehtay hain yehni loss agar hota hay to ziada nahi hota aam tor par hedge es time kartay hain jab trader loss main ho trading karnay say pehlay ap aor ham ko hedging kay baray main information honi chahiay. Jab ham koi trade open kartay hain aor us main kisi currency ko buy kartay hain lakin kuch time bad trade loss main chali jati hay to us time ham trade ko close bhi nahi karna chahtay aor loss say bhi bachna chatay hain to us soorat main ham sell ki trade laga dain gay es taran hamaray pass do trade ho jayin gi aik buy ki aor dosri sell jis main yeh ho ga k agar aik trade loss main jati hay to dosra profit main es taran trade hedge karnay say big loss say bach jatay hain.Click image for larger version

Name:	Hedging-Strategy-2-2.png
Views:	2
Size:	28.3 کلوبائٹ
ID:	12327416Click image for larger version

Name:	hedging.png
Views:	1
Size:	21.7 کلوبائٹ
ID:	12327417
        • #5 Collapse

          Re: Hedging strategy kaise place ki jaati Hai?

          Hedge trading strategy es time tak place karny ka risk nahi lena chaye jab tak big loss na howa ho aur jab tak news se ya kesi aur source se market trend reversal ka indication na mila hay agar ham ne sell order place kar dia ho aur koch time key bad ye loss me chala jaye to es situation me market analysis karny ka advantage lena chaye aur agar market trend reversal movement ki conformation mil jati hay to sell order be open rakna chaye aur same esi sell order key lot size jetna buy order be market me place kar dena chaye ye hedge trading strategy hoti hay jo key dono order me profit ka chance leya ja sakta hay, market trend reversal movement par sell order close nahi karna chaye jab tak ye profit me na chala jaye.
          • #6 Collapse

            Re: Hedging strategy kaise place ki jaati Hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
            Hedging strategy kaise place ki jaati Hai?
            Dear ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai ap ne agar hedging strategy par kaam karna hai to aus k liay ap k pass trading strategy ho k ap ne ais market mai kaisy hedigng karni hai aus mai ap ne kitni leverage use karni hai aor account par ap ko ap ko hedging k liay entry kaisy leni hai ais mai ap k pass jab trading strategy hoti hai to aus k baad ap ais market mai asani se trade laga sakty hai ais market mai ap ki apni marzi hoti hai ais mai ap kaisy trade lagaty hai ais market mai ap ko jis bhi trading strategy par kaam karna hai aus par ap ko phly demo par try karna ho ga aus k baad ais market mai acha kaam kar skaty hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai.
            • #7 Collapse

              Re: Hedging strategy kaise place ki jaati Hai?

              Dear ap ka kam hai kay ap market mai newd pay nazar rakh kay kam.karain aur ap es mai achye anylsis kay sath kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain jub kay ap ka lose ho rha hai tu ap ka kam hai kay ap market mai nazar aur bhi tezz rakhain ta kay ap ka aur bhi faida ho jata hai mean kay ap hedge kar dain account ta kay ap ka lose agye na jaye aur jhan pay hai whain pay he khtam ho jaye tu ap apna kamahnet aur lagan kay sath kartye hain tu ap kafi kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap account haedge kartye rhain ta kay ap ka lose zayda na barhye aur ap es mai asani kay sath lose recover kar kay kamyab ho jatye hain tu ap acha kam kar kay he kamyab hotye hain es mai ager mahnet say hat kay ap kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha nhi ho pata hai kiyu kay forex market mai mahnet aur lagan kay sath apna kam kartye rhain aur ap ka kam hai kay ap news kay hisab say kam kartye hain tu ap es mai zayda kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath kam kartye rhain ta kay bad mai ap es mai kamyab ho pain tu acha kam kamyabi dilata hai hamesha
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: Hedging strategy kaise place ki jaati Hai?

                Dear trader ap ne achy topic par sawal poocha hai forex tarding mein har tarder ki apni strategy hoti hai aur isi tarha hedging bhi aik trading strategy hai agar ap koi tarde open karty hain aur stop loss ni lagaty tu apki tarde in case loss mein chali jati hai aur ap loss meim close bhi ni karna chahty tu agar ap ne buy ki tarde open ki hoi hai tu ap usi pair par same lot k sath sell bhi kar lyn tu apki tarde hedge ho jaye gi aur ap mazeed loss se bach jayn gy aur apko is startegy par expert hona chahiye kyun k jab ap hedge karty hain tu apko hedging strategy se faida tab hoga jab ap k analysis achy hon gy jab aik side par apko acha profit ho raha hota hai aur doosri side par loss tu jab profit wali side par market trend change karti hai aur ap samjhty hain k ab market wapas jate gi tu ap profit wali trade profit mein close kar dyn aur jab market wapas jaye gi tu apka loss kam hota jaye ga aur ap ka loss jab khatam ho jaye ya kam reh haye tu ap close kar dyn but ye strategy bahut mushkil hai is mein trade phas jati hai aur kafi din lag jaty hain tarde profit mein jany mein but ap jis bhi strategy par kam karyn ap ko us strategy par experience hoga tu apko profit hoag
                • #9 Collapse

                  Re: Hedging strategy kaise place ki jaati Hai?

                  Real forex trading members hedging trading strategy ke liye aapke pass complete trading market ka basic and long term and short term knowledge hona chahie agar aapki analysis due to technical factors strong understanding hai off trading market mein kamyab ho sakte ho aur successful trading kar sakte ho hatching trading main aapko same lot size buying position and same lot size selling position mein lagakar trade manage karna hoti hai aur aapko aisi situation mein ranging market mein ya strategy use karna profitable ho sakti hai trading market mein agar Ham important steps use karte hue kam karenge to Ham kamyab ho sakte hain aur hamare liye behtarin mauka hai ki trading ke liye ham inter trading intraday trading short term trading scalping trading strategy use kar sakte hain scalping mein hamen instant profit mil sakta hai ismein aapko short time frame use karna hote hain aur instant trade open and close karna hoti hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Hedging strategy kaise place ki jaati Hai?

                    Forex trading mai traders mukhtalif qisam ki strategies ko apply kertay rehtay hain jinn say unhain waqtan fawaqtan faida bhi hota rehta hai. Traders ko iss baat ka bohat khayaal rakhna hota hai kay market ki kisi bhi movement say unhain koi na koi faida hota rahey jiss kay liye market movement ko pehlay say judge ker laina aur phir uss kay mutabiq he kaam kerna her trader kay profits mai izafa he kerta hai. Hedging aik aisi strategy hai jiss kay 2 faiday hain jinn mai say aik faida yeh hai kay iss say traders apni loss mai janay waali trades kay opposite koi trade open ker kay profit aur loss ko equal ker laitay hain aur iss Tarah equity strong ho kay aik he rehti hain kiyu kay aik trade ka loss aur dusray trade ka profit usay Kamm ya ziada nahi honay daita hai. Hedging ka dusra faida yeh hota hai kay traders jab hedging kertay hain tou apni hedged trades kay profit mai janay say profit waali trade ko close ker kay profit secure kertay jatay hain aur new trade hedg kertay jatay hain phir jab loss waali trade ka loss aur profits waali trades ka profit equal ho jata hai tou usay bhi close ker kay account secure ker laitay hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Hedging strategy kaise place ki jaati Hai?

                      Assalamu Alaikum dear friend trading strategy is time tak place Karne Ka Rishta Nahin Rah Jaaye Jab tak big loss Na Hua ho aur jab Tak news se ya Kisi Aur se market trend reversal ka indication Na Milaya agar humne sell order place kar diya ho aur kuch time ke bad yah lost Mein chala jaaye to is situation Mein market analysis karne ka advantage Lena chahie aur Agar market trend reversal movement ki confirmation mil Jaati Hai to sell order open Rakhna chahie aur same ISI sale order ke lot size Jitna byod abhi market Mein press kar dena chahie ya trading state ki hoti hai jo ke donon order Mein profit ka chance liya Ja sakta hai market trend reversal moment per sale order close nahin karna chahie jab tak Kiya profit Mein Na chala jaaye
                      • #12 Collapse

                        Re: Hedging strategy kaise place ki jaati Hai?

                        Dear forex members yeah question bohut zayada acha hay Kay haumy hedging strategy kasay place ki Jaye to sab say pehlay members haumay yeah to bat to maloom hai hay Kay hedging strategy trading may ake esa behtareen tool hay jisko haum forex trading may istamaal kartay hoye tref lagatay hay forex trading may haumay kamyab trade laganay say pehlay market Kay trends ko judge karna chahiye phir hi kamyaabi hasal kar sakty hay Pak forex trading may jab app koi ake trade open kartay hay aur agar app ki open ki hoi trade loss may ja rhi ho to haumay samjh kar ussi trade Kay opposite trade open karni chahiye iss tarah haum apney profit aur loss ko equal kar saktey hay hedging strategy ko istamaal karnay ka yeah faida bhi hota hay Kay traders ki apni trade Kay profits ka aur loss ka andaza hota hay Pak forex trading may members apni samjh Kay mutabiq trading kar Kay apney account ko ake handsome bounac provide kar saktey hay aur kamyaabi hasal kar sakty hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Hedging strategy kaise place ki jaati Hai?

                          Hedging starategy:

                          Hedging strategy bohot hi achi strategy he agar isko achi trha se learn kar liya jata hey to is ke bohot hi ziada benefits hein aur is mein hum bohot hi kam trades loss mein close kartey hein jabkeh jo hamari profit average hoti hey woh bohot hi ziada hoti hey isliye hamen heding strategy ko bhi achi trha seekhna chahiye iskeliye hamen sab se pehle karna yeh hota he keh hum aik hi point par buiy and sell kar lete hein aur phir hum market ki Strong Support and resistance point par dono ke Take profit targets ko set kartey hein jis mein hum aik trade profit mein close kartey hein jabkeh dusri trade ko hum open chor dete hein is trha se woh market jese hi retrace hoti he to apki jo loss wali trade hoti he woh bhi ahista ahista recover hojati he aur is trha se aap dono trades ko bohot hi asani ke sath profit mein close kar saktey hein.
                          https://t.me/pump_upp
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Hedging strategy kaise place ki jaati Hai?

                            Salam Walekum bhaijaan fracturing member having breathing tikekar ke liye aapke pass complete market and long time and short term knowledge Hona chahie agar aap ki nazron se ho to cal strong understanding Hai of trading market Mein Kamyab ho sakte hain aur Safal trading kar sakte hain aur trading main aapko same load size and posting and same lot size selling portion Mein lagatar train manage karna hoti hai aur aapko Aisi situation Mein handling market Mein Yaad Rakhe kal use karna profitable ho sakti hai trading market mein agar Ham import important step to use karte hain to kam Karenge To Ham Kamyab ho sakte hain aur Hamare liye behtarin Mukam hai ki nani ke liye ham intertrading intraday trading ki short term trading trading tarike kar use kar sakte hain mein Hamen ine instant tarike ka use kar sakte hain aur profit Hamen mil sakta hai isliye aapko short form use karna hota hai aur stand trade open and close karna hoti hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X