Forex trading me emotion pay kyon pabandi hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading me emotion pay kyon pabandi hoti hai?
    Forex trading me emotion pay kyon pabandi hoti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading me emotion pay kyon pabandi hoti hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
    Forex trading me emotion pay kyon pabandi hoti hai?
    Dear brother aap is market Mein Jab tradeplus karte hain to usmein aapko risk Lena hota hai aise hi aap Agar is market Mein Koi Bhi trade Lagate Hain To aap usmein risk Agar Jyada lete hain to aapko use per nuksan Bhi Jyada hota hai aur jab aap Jyada nuksan ko Apne account per dekhte hain to Uske bad aap apne emotion per control nahin kar paate aur aap galat decision Le lete hain Jiski vajah se aapko is market mein nuksan ho sakta hai aapane agar account per nuksan Se Bachana Hai To uske liye jaruri hai ki aap emotion per control Karen aap Agar Amazon per control nahin kar sakte to aapko is market Mein practis Karni Hogi aur ek time table ke hisab se kam karna hoga Uske bad aap is market Mein Jo Bhi trade lagaenge use per aapko yah fayda ho jata hai ki aapko Itna Jyada nuksan Nahin Hota yah aap time table ke hisab se trade lagakar market se lekar Jaate Hain To aapke samne nuksan nahin Hota iski vajah se aapko Koi galat padh Nahin Lagate aur bad Mein Jo nuksan Ho usko aasani se recover kar sakte.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading me emotion pay kyon pabandi hoti hai?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
      Forex trading me emotion pay kyon pabandi hoti hai?
      dear brother aapane Jo question poochha hai ki Jab Ham trading karte hain to usmein hamare emotion per Kyon pabandi Hoti Hai To iski Jawab Mein main aapse yah Kahana Chahunga ki trading ke Waqt aap Aksar emotional Ho Jaate Hain aur is situation Mein Banda jo bhi decision leta hai vah Hamesha galat sabit ho sakta hai isliye aapko emotional hokar trading Nahin Karni chahie aur Soch Samajh Kar bilkul fresh mind hokar Jab Bhi aapko Koi decision Lene Jaate Hain To usmein aap bilkul fresh hokar decision Le Aisa Na Ho ki aap jis Bharti hokar Koi decision Le Le aur use decision ka effect aapke account per Pad Jaaye aur aapka account khatm bhi ho sakta hai yah usmein aapko bahut jyada nuksan bhi ho sakta hai isliye jitna bhi ho sake Apne emotion per control Karen aur is situation Mein trading se avoid Karen
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading me emotion pay kyon pabandi hoti hai?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
        Forex trading me emotion pay kyon pabandi hoti hai?
        Dear ais market mai ap pe koi pabandi nai hai ap ais market mai jaisy chaye kaam kar sakty hai ais market ap agar aik dafa invesment kar k kaam karty hai to aus mai ap ko broker ye nai pochta k ap ne ais trade par loss kis waja se kia hai ya ap ne jo trade lagai hai aus par ap ne atna zayda profit kaisy banaya hai ais market mai ap agar account par trade lagaty hai to aus time broker ko ya market ko ap k emotion nazar nai aa rahy hoty hai ais market mai ap ko time lagana hota hai aus k baad ap ais market mai agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni ho gi ais market mai ap ko emotional hona hai to aus mai ap ka hi loss hota hai ais liay khud par control kary.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading me emotion pay kyon pabandi hoti hai?

          Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun ke ap log kheriyat se hon gy.
          Dear ais market mai ap pe koi pabandi nai hai ap ais market mai jaisy chaye kaam kar sakty hai ais market ap agar aik dafa invesment kar k kaam karty hai to aus mai ap ko broker ye nai pochta k ap ne ais trade par loss kis waja se kia hai ya ap ne jo trade lagai hai aus par ap ne atna zayda profit kaisy banaya hai ais market mai ap agar account par trade lagaty hai to aus time broker ko ya market ko ap k emotion nazar nai aa rahy hoty hai ais market mai ap ko time lagana hota hai aus k baad ap ais market mai agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni ho gi ais market mai ap ko emotional hona hai to aus mai ap ka hi loss hota hai ais liay khud par control kary.THANKX
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading me emotion pay kyon pabandi hoti hai?

            Asalam o Alikum dear forex friends and members umeed karta hon kay ap sab theek hon gay dear main ap say ye kehna chahata hon kay forex main ap pa kisi bhi kisam ki koi papandi nai hoti ham sirf market main jab chaheye usi waqat trade shoro kar kay is say acha profit hasil kar sakteen han forex trading main hammy achy analysis or bahut sari mehnat ki zarorat hoti ha ham is main kamyaab tabhi ho sakteen han jab is main hamary analysis ki waja say hamari ziada trade hammy acha profit day rahi hon forex main agar kisi cheez pa pabandi ha to ha sirf or sirf is maket pa emotion say trade par ha hammy jab bhi koi bhi trade shoro karni ho to us say pehly hammy ye janana bahut zarori ha kay is trade ko market ki move ko dekhty howy achy analysis kar kay he is main enter hona chahyeye hammy koi bhi trade emotions par nai karni chaheye ta kay is ki bonyaad pa hony wali sari trade say hammy sirf nuksan he ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading me emotion pay kyon pabandi hoti hai?

              Forex trading mai mai emotions pay kisi kisam ki koi pabandi nahi hoti hai laikin senior aur expert traders ki taraf say hamesha ye kaha jata hai kay traders ko apnay emotions pay control kerna chaiye aur trading kay doraan apnay emotions ko nahi lana chaiye. Business mai emotions ka koi role nahi hota hai aur na he kisi kisam kay emotions business mai kaam aatey hain. Forex trading aik aisa world wide business Hai jiss mai traders ko emotions ki zarurat nahi hoti bulkay unhain learnings aur knowledge ki zarurat hoti hai. Her trader ki yehi koshish hoti hai kay woh ziada say ziada learning aur knowledge gain Karey aur apnay business ko iss tarah Karey kay uss ki earnings mai izafa ho sakey. Jo traders emotions pay qaabu paa laitay hain wohi kaamyab traders bantay hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading me emotion pay kyon pabandi hoti hai?

                G dear forex trading mai kafi lose hota hai kiyu kay busines mai hamesha ap ko profit aur lose hota hai es mai ye nhi hai kay ap ko sirf profit ho ga ya sirf ap ko es mai lose ho ga kiyu kay es mai ap ka profit aur lose dono hai tu ager ap emtional mai ho kay kam.kartye hain tu ap kabhi lose recover nhi kar patye hain tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet aurlagan kay sath forex mai acha karain ta kay ap es mai kamyab ho pain ager ap ka kam acha ho ga tu ap es mai kamyab ho patye hain jub kay ap ka kam acha nhi ho ga tu ap es mai acha kam kaisye jar patye hain jub kay ap es mai emotional ho kay kam karain gaye tu kamyabi tu kabhi nhi miltye hai ap ko tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karsin aur apna kam acha karain ta kay ap es mai kamyab ho pain aur ap ka kam hai kay ap es mai kabhi emotional na hun aisa hota hai tu bhi ap kay kam pay kafi effect parts hai
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading me emotion pay kyon pabandi hoti hai?

                  Asalam o Alikum dear forex friends umeed ha kay ap sab or ap kay ghar waly theek hon gay bhai na bohat acha swal kiy ha ka hamy forex ma emotion pa bandi huti ha eska jawab ma mara khyal ha ka ap janta han forex aik online business ha es ma hamy kam karna ka liya bohat zyada mehnat ki zarort huti ha ya aik online ha dosra business ki nisbat zyada mehnat karni parti ha es liya hmay es ma kisi kisam ki koi galti ki gunjash nai huti agr ham choi galti bi karta han to hamra liya choti nai ha or aik online karobar ma koi galti choti nai huti es liya hamy har kam ma apna emotion ko contro karna huta ha q ka asi markit ma hamy ruless ko follow karna parta ha jis ki waja sa hamy bohat kamyabi hasl huti ha agr ham es ma apna emtion ko dal data han to ham ruless ko follow karna chod data han or aik apna hisab sa trading karna start kar data han jis sa hamy hamysah nusan ka samna kana parta ha es business ma hamy jo karna ha khud karna ha es ka rules ko follow karna ga to kamyabi hasl kara ga or agr emtion ka hisab sa trade kara ga to mostly ap ko losse ka samna karna para ga emotion ko hamy hamsha control ma rakhna hu ga es ma hamy khud pabandi lgani hu gi
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading me emotion pay kyon pabandi hoti hai?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
                    Forex trading me emotion pay kyon pabandi hoti hai?
                    Emotions sy trading karny to humy loss k chance ziada hoty han profit k k chances both kam hoty han is ley humy chae ha ziada sy ziada mehnat karny knowledge information or experience gain karny us k bad trading karny ta k hum log behtar trading kar saken or kamyab ho saken jtni ziada mehnat karny gy to hum emotions ko control kar saken gy jab tak emotions ko control ni karny gy to hum log kamyab ni ho sakty han is k ley humy ziada behtar earning kar sakeny gy emotions main ziada tar humy loss k chances hoty han is ley humy behtar planning or strategy sy trading karni ho ge ta k hum log ache sy ache trading kar saken or forex trading main kamyab ho sakty han forex trading apny knowledge or experience k mutabiq he trading karny ta k humy ziada loss na ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading me emotion pay kyon pabandi hoti hai?

                      Bhai forex trading mein emotions par pabandi ni hai balky mana kiya jata hai aur har senior trader apko forex trading market mein emotions se mana kary ga aur is ki waja ye hai k ap emotion mein hemsha ghalt faisly hoty hain aur forex tarding market tu aisa online business ha jis mein ghalti se loss hota hai aur emotion se faisla karny ka bahut bara loss ho sakta hai kyun k some times forex trading marnet mein loss bhi ho jata hai tu loss ko recover karny k liye kafi tarders emotions mein aa kar bari bari lot laga lety hain aur analysis ni karty aur loss ho jata hai is liye hamayn emotions se kam ni karna chahiye aur patience k sath trading karni chahiye aur loss ko recover karna ho ya loss ko minimise karna ho ap agar knowledge se aur experience se aur mehnat se kam karyn gy tu apko kamyabi mil jaye gi but emotions se apko hamesha loss hoga is liye lalach se aur emotions se bachyn aur mehnat se trafing karyn aur regular time dyn learning aur practice ko tu apko faida hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading me emotion pay kyon pabandi hoti hai?

                        Trading market mein emotional control important hai emotions per koi restriction nahin hai aapke pass agar experience hai aur aap apne scales ko improve karke trading market mein loss recover kar lete ho aur aap trading ke liye important factor score study karte ho aur struggling ke sath professional trading tips and tricks learning karke understand kar lete ho aapko koi problem nahin hai aap perfect trading member ban sakte ho lekin aapko maloom hona chahie emotional control important is vajah se hain ki ismein aapko patience ke sath trading karna hoti hai aur aapko maximum risk management strategy use karna hoti hai agar aap dangerous risky trading karenge to aapko loss hoga aur aapki capital safety distract ho sakti hai aur aapko loss ki vajah se a confidence loose ho sakta hai. Trading market mein aapko multiple source use karke social media player liable nahin hona
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading me emotion pay kyon pabandi hoti hai?

                          dekhy dear forex trading kia koi b business emotional py qabo pana prta hy business hmesha demagh sy chlta aghar ham business k mamlat or fesly emotional ho k lay gy to kabi b kamyab nhi ho sky gy trading b business hy jes ma dill dil sy nhi demagh sy kam lena prta hy aghr ham emotional ho k trading kary gy to loss i paye gy trading ma hamy relex ho k or tention free ho k kam krna chahye to hi kamyab mily gi
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading me emotion pay kyon pabandi hoti hai?

                            Dear friend Jaisa ki aap Logon Ko Maloom Hai Ki Forex trading Ek technical work hai aur usmein motions ki koi bhi Kadar Nahin Hoti Aisa bilkul Nahin Hai Kyunki Yah Na to Koi robot hai aur na hi koi aisi chij hai Jaise insan hai isliye Insan Mein motions ki Kadar Hoti Hai Jab ke kisi bhi Business mein aisa bilkul Nahin Hota Kyunki business Kisi bhi rules Ko Nahin Dekha vah Apne rules Khud banata hai aur Usi ke hisab se Chalta Hai To Aisa bilkul nahin hai ki aap he motions ke sath market Mein Achcha profit aise kar sake yah technical work hai aur worldwide work Hai To ismein agar aap apne emotions ko control Karenge tabhi aap ek acchi in commercial kar sakte hain otherwise aapas Mein nuksan kar sakte hain to isliye Soch samajhkar mind ke sath freshman ke sath ismein trading Karen tabhi aap ek acchi train Hasil kar sakte aur Achcha profit kaise kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading me emotion pay kyon pabandi hoti hai?

                              Kesi be trader ko emotional nahi hona chaye emotions par es ley pabandi hoti hay key emotional hony par ham mazeed loss kar sakty hey emotional ho kar kesi trader ne ab tak Forex market me achi trading be nahi ki hay aur na profit earn kia hota hay emotional ho kar loss hi loss kia ja sakta hay, traders key decisions emotional hony par kabi be correct aur right nahi ho sakty hey agar traders apny emotions ko hi control karny me kamyab ho sakty hey to un key decisions correct hony ki waja se acha profit earn karny me bahot asani ho jati hay trading me emotional hony se khud ko bachana hi us ki kamyabi hoti hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X