Kya Ham trading mein spread adjust kar sakte hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya Ham trading mein spread adjust kar sakte hain?
    Kya Ham trading mein spread adjust kar sakte hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya Ham trading mein spread adjust kar sakte hain?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
    Kya Ham trading mein spread adjust kar sakte hain?
    Dear aapane Jo question kiya hai ki trading mein kya Ham separate adjust kar sakte hain to Aapka question clear nahin hai please aap Jab Bhi Koi question Karte Hain To usko detail se a mention Kiya Karen ki aap actually kya puchna chah rahe hain Kyunki Jab Ham koi bhi trade open Karte Hain To usmein Ek spread create ho sakta hai Jo Humko Har Surat mein Main Usko pura karna hota hai aur jab Hamari trade zero profit mein ho jayegi to iska matlab yah hota hai ki Humne Apna spread ed cover kar liya hai lekin aapane jo question kiya hai ki kya Ham spread adjust kar sakte hain to isase aapki kya Murad Hai Kis Kis Tarah Ki adjustment aap Ja Rahe Hain isliye please aapse request hai aap jo bhi Pasand Karti Hain bahut t Mushkil Hota Hai Is Tarah question ka jawab dena aap please detail se question Kiya Karen
    • #3 Collapse

      Re: Kya Ham trading mein spread adjust kar sakte hain?

      G han dear ap kar saktye hai per mera khyal mai spread tu açcount jub open kiya jata hai tu us time pay jitna hota hai utna he rakha jata hai tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet aur lagan kay sath acha kar kay he kamyab ho patye hain ager ap es mai acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab zaroor ho jatye hain aur jhan tak bat hai spread ki tu wo ap jitna rakhtye hain trade mai utna he rakha karain tu ap us mai kamyab ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam pay focus zayda dain na kay ap spread pay focus dain kiyu kay ap ka kam ager acha hota hai tu ap es mai kamyab ho jatye hain na kay ap spread mai kamyab ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet aur lagan kay sath acha karain ta kay ap future mai kamyab ho pai
      $$$ Never Give Up $$$
      • #4 Collapse

        Re: Kya Ham trading mein spread adjust kar sakte hain?

        Trading market mein instaforex broker ki taraf se aapko spread ki setting di jaati hai aap usko khud se adjust nahin kar sakte ho aap ikhteyar mein yah hai. trading market mein kuchh chizen aisi hoti hai jeene mein aapko changing ki ijaazat nahin hoti hai aise hi aapko forex trading market mein leverage change karne ki permission nahin hai agar aap leverage change karte ho to by default setting mein 1 ratio 50 leverage ban jaati hai aise hi spread bhi jab aap trade open karte ho to automatically aapke points ke accordingly karte jata hai trading market mein agar aapke pass achcha knowledge hai to aapko super hit ke bare mein tension nahin leni chahie aap confidence ke sath control ke sath trading karoge to aapko spread automatically recover hokar aapki trade profit mein chali jaati hai agar aap ke pas strong trading market kah analysis nahin aor planning to uski feeling aati hai aur aap trading market mein agar independent trading karoge to aapko kamyabi milegi aur aap management acchi kar sakoge aur aapko profit bhi achcha mil sakta hai iske liye aapko mehnat karne ki requirement hai
        • #5 Collapse

          Re: Kya Ham trading mein spread adjust kar sakte hain?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
          Kya Ham trading mein spread adjust kar sakte hain?
          Dear ais market mai ap spread adjust nai kar sakty hai ais market mai ap ne agar trade lagani hai aor ap ye chaty hai k ap k pass spread kam ho ya her trade par aik hi jitna spread ho to aus mai ap ko account ki types mil jati hai ais mai ap jab fix spread wala account banaty hai to aus mai ap ko ye faida ho jata hai k ap ais market mai jo trade lagaty hai aus par aik hi jitna spread ap ko dena hota hai ais mai ap ko spread kam ya zayda nai dena parta ap ne agar ais market mai hedging strategy par kaam karna hai to aus k liay ap ko fix spread account open karna ho ga aus mai ap ko faida ho jata hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai faida ho jata hai.
          • #6 Collapse

            Re: Kya Ham trading mein spread adjust kar sakte hain?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
            Kya Ham trading mein spread adjust kar sakte hain?
            Dear brother aap is market Mein Apna spread forest nahin kar sakte ya broker ke Hath Mein hota hai ki aapke account per Kitna separate de raha hai Magar aapke Hath Mein yah hota hai ki aap is market Mein lot size Apne account ke mutabik use Karen agar aap is market Mein Laat Badi Lagate Hain To usmein aapko Jyada Dena padta hai aise hi agar aap lot size kam Lagate Hain To usmein aapko Suprabatham Dena padta hai aur agar aap is market Mein major currency pairs per kam karte hain to usmein aapko Yaad ho jata hai to aapke account per spread kam charge Kiya Jata Hai Kyunki jitne bhi major currency pairs Hai Un per separate Itna Jyada Nahin Hai Jab ki ismein jo normal kara spares hote hain UN per aap trade karte hain use per aapko spread Jyada Dena padta hai abhi aap per depend kar raha hota hai ki aap is market mein kaun se Pare potret karte hain ismein aapko Khud Jis pair per Til Laga Nahin ho aapko broker offer de raha hota hai aap Laga sakte hain aapane Agar Jyada Se Jyada share Path road karni hai to usmein aap apni Marji se trade Laga sakte hain.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Kya Ham trading mein spread adjust kar sakte hain?

              Assalamu Alaikum dear friend trading market Mein star Forex broker ki taraf se aapko spread ki setting Di jaati hai aap usko Khud Se adjust nahin kar sakte ho aap ek Pyar Mein yahi hai trading market Mein Kuchh chijen Aisi Hoti Hai Jeene mein aapko changing ki Ki ijaajat Nahin Hoti Hai Aise Hi aapko Forex trading market Mein leverage change karne ki permission nahin hai agar aap leverage change karte ho to by default setting Mein 1 ratio 15 average Ban jaati hai aise hi spread Bhi Jab aap train open karte ho to automatically aapke. Ke accordingly kar Jata Hai trading market Mein Agar aapke pass hai to aapko super hit ke bare mein tension Nahin leni chahie aap confidence ke sath control ke sath trading Karoge To aapko Sab friend automatically recover hokar aapki trade profit Mein Chali Jaati Hai

              اب آن لائن

              Working...
              X