Risk management small balance ky sath kis terha ki jaey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk management small balance ky sath kis terha ki jaey?
    Ham jo forex market main secure trade kerna chahty hain tou usky liya risk management bahot zaruri hoti hai lekin mera tamam members sy yeh sawal hai ky risk management kis terha ham ker sakty hain jab hamary trading account main balance hi small amount main ho?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk management small balance ky sath kis terha ki jaey?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: saba1214 پيغام ديکھيے
    Ham jo forex market main secure trade kerna chahty hain tou usky liya risk management bahot zaruri hoti hai lekin mera tamam members sy yeh sawal hai ky risk management kis terha ham ker sakty hain jab hamary trading account main balance hi small amount main ho?
    Dear aapane bahut hi Achcha question kiya hai ki agar Hamara capital hi Sambhal Hoga To usmein Ham risk management ke rules Kaise follow kar sakte hain to uske liye main aapko yah Kahana Chahunga ki no doubt aapki baat bilkul theek hai lekin Humko Jis Baat per preference Lena chahie Vahi hoti hai ki aap Sambhal capital Se Kabhi Bhi trading na Karen Kyunki usmein aapka risk bahut jyada hota hai aur risk management ki jo rules and regulation Hai vah Uske under Nahin Aate isliye sabse pahle aap apni koshish Kiya Karen ki Apne capital ko increase Karen aur uske bad aap trading Karen Is Tarah Na Ho ki aapka account bahut Chhota ho aur vah Auron se wash Ho Jaaye aur usmein nuksan bardasht karne ki Jyada capability Na Ho
    • #3 Collapse

      Re: Risk management small balance ky sath kis terha ki jaey?

      G dear ager ap acha kam kartye hain aur ap ka kam hai kay ap es mai risk esi hisab say lagtye hain ti ap kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath kartyr hain tu ap es mai kamyab ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai risk kam say kam liya karain kiyu kay ager ap es mai risk kam laitye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai jub kay es mai ap risk zayda laitye hain tu ap es mai faida kam laitye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai risk manage kar kay acha kam kartye hain tu ao kamyab ho jatye hain jub kay ap ka kam hai kay ap es mai risk say bach kay kam kartye hain tu ap kam balnace mai bhi ap kafi acha profit hain tu ap ka kam hai kay ap apna kam achye say acha karain aur ap ka kam hai kay ap es mai risk kam laitye hain tu ap kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet kay ssth kam karain aur risk say hat kay kam kartye hain tu ap es mai kamyab tu ho jatye han per ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain aur ap nay risk laina hai tu daikh kay aur soch kay kam karain aur ap es mai acha kam tabhi kartye hain jub ap es mai acha kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain ta kay bad mai ap es mai kamyab ho jain aur ap ka kam hai kay ap es mai risk kam lain ta kay faida ho jata hai tu ap ka kam hai kay mahnet kay sath aur lagan kay sath acha kam kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain tu apnye kam ko acha say acha karain ta kay ap kamyab ho jain tu acha kam kamyabi dilata hai tu apna kam achye say kar kay kamyab ho patye hain
      $$$ Never Give Up $$$
      • #4 Collapse

        Re: Risk management small balance ky sath kis terha ki jaey?

        g bhai jan ap sa umeed karta hun ka sab theak hunga or agr ham risk ka mange karna ki bat ki jay to ham ya bat janta han ka ya asa business ha jis ma hamy kabi na kab risk lana par jata ha or asa risk ap ko bohat kamyab bi kar sakta ha or barbad bi q ka risk ko agr ham bagair sochy samjy lata han to zyada tar loss lata han risk lana ka bi aik andaz huta ha jo apna kam ma kamyabi chata ha bohat mehnat karta ha or apni har trade ko samj ka karta ha agr ap ka pass small balance ha to ap ko os hasab sa trading karni hu gi agr ap kisi trade ma risk la lata han or os ma stop lose ka istmal lazmi karan q ka small amount ko bi ap khtam kar da ga zarori ya ha ka agr hamra pass small balnce ha to os ka liya hamy risk nai lana chahiya hamy trade wo start karni chahiya jis ma hamy profit kam mil jay but losse na hu ka q ka ham thora kam kam ka bohat khuch hasl kar lata han jo bhai small amount sa kam start karta han wo zyada achi trading karna ma kamyab huta han q ka wo har chota point ko samj ka chlta han small amount ma hamy risk ko mange karn bohat zarori ha
        • #5 Collapse

          Re: Risk management small balance ky sath kis terha ki jaey?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: saba1214 پيغام ديکھيے
          Ham jo forex market main secure trade kerna chahty hain tou usky liya risk management bahot zaruri hoti hai lekin mera tamam members sy yeh sawal hai ky risk management kis terha ham ker sakty hain jab hamary trading account main balance hi small amount main ho?
          Dear ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais marke tmai money management k hisab se kaam karna ho ga ais market mai ap agar account k hisab se choti lot lagaty hai to aus par pa ko kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai ais market mai ap ko money management k hisab se kaam karna hota hai ais market mai ap ko time lagnaa hota hai aus k baad ap ko ye pata chal jata hai k ap ki lot kitni ho gi to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko balance ko safe rakh k kaam karna hota hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap ko money management k hisab se kaam karny par faida ho jata hai.
          • #6 Collapse

            Re: Risk management small balance ky sath kis terha ki jaey?

            Asalam o Alikum dear forex friends umeed karta hon kAY AP sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay forex ak bahut he acha or lajawab business ha is main kam karny kay leye hammy bahut sari mehnat ki zarorat hoti ha ham is main jitni mehnat karee gay utna he success hasil kar sakee gay utna he is kay exoert trader ban sakee gay forex ki markit ak international markit ha or is kay sath sath ye riski bhi ha is ki risk ko kam karny kay leye hammy achy knowledge ki zarorat ha ye ak esa business ha jis main hammy kabhi bhi risk lena par jata ha lakin is main hammy is risk ko mange karna ata ho ga to he ham is main acha profit gain kar sakeeen gay is leye forex ki markit main hammy is kay risk ko mange karny kay leye is kay fundamental or technical analysis hamary strong hony chahaye tab ja kay ham apny har leye jany waly risk ko mange kar sakeen gay
            • #7 Collapse

              Re: Risk management small balance ky sath kis terha ki jaey?

              Small Balance ky sath Risk Management Strategy

              Assalamu alaikum pyare real forex forum members

              ​Aapko aapko trading market ke bare mein complete information aur risk management strategies ke bare mein batana chahta hun agar aap serious hokar trading serious hokar trading market main expert trading member banna chahte ho aapko demo account ko as soon as possible join karna hoga aapko instaforex broker ka demo demo account banakar usmein kam karoge to kamyab Ho jaaoge agar aapko Pakistan parents forum ki taraf se complete information information technology mil raha hai to aapko yah facility avail karte hue opportunities ke accordingly apni management karna hogi management main bus stop call lot size selection management main first lot size selection karna agar aap trading ke liye plplanning krrn gay to yeh bhi management ma count ho ga aor apko trtrading ky leay formalities ko pora nhi krna hai balky apko trading ky lleay confirmation analysis confidence aor emotional control bna ky kaam krna hai aor apko trading ky leay interaction krma hai senior traders ky sath ta ky apko koi problem na ho
              • #8 Collapse

                Re: Risk management small balance ky sath kis terha ki jaey?

                Brother is market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais marke tmai money management k hisab se kaam karna ho ga ais market mai ap agar account k hisab se choti lot lagaty hai to aus par pa ko kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai ais market mai ap ko money management k hisab se kaam karna hota hai ais market mai ap ko time lagnaa hota hai aus k baad ap ko ye pata chal jata hai k ap ki lot kitni ho gi to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko balance ko safe rakh k kaam karna hota hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap ko money management k hisab se kaam karny par faida ho jata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Risk management small balance ky sath kis terha ki jaey?

                  Small balance Kay saath risk management kernay Kay liye sub say pehlay to traders ko sirf currency pairs may he trading kerni chahiye aor currency pairs may bi trading kertay waqt laaluch ki waja say zatada profit ka wait nai kertay rehna chahiye. Forex trading business may jo traders ic baat ka khayaal rakhtay hay kay apnay small balance ko small trades kay saath he zayada ker laytay to wo bohut kaamyab traders bi bunn jatay hay. May nay khud bi abi new new pak forex forum aor instaforex pay kaam start kiya hay. May pehla bonus bi friday ko he aya tha jo kay 18.50 $ tha to mujay aik baar pareshani hogai thi laykin pher may nay sorf currency may abi tuk do trades open ki thi jin may mujay .44 profit hogaya hay aor ab bi may nay koi trade open he nai ki hay. Ye risk hay kay may juldi juldi trades open ker lu. Ic liye risk management jub small account may ki jaati hay to uc Kay liye laaluch nai kerna hay aglay friday pher bonus ajay ga to balance bi zayda he honjaey ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk management small balance ky sath kis terha ki jaey?

                    Dear member Forex trading ek Aisa online business hai jismein aap ko kam karne ke liye har Surat mein risk Lena parta hai lekin agar aap usko manage karke lete Hain to fir aap kisi bade nuksan se Ban sakte hain. Forex trading mein risk management aapke total capital ke hisab se kiya jata hai aap ke total capital mein jitna balance hota Hai hi to use hisab se lot size select karke tradeplace ki jaati hai ki agar ismein maximum itna loss bhi aaega to aapko Bada nuksan Nahin hoga isliye hamesha aap aap money management karte waqt rest management bhi sath hi kar liya Karen Taki aapko bad mein kisi kishan ki koi confusion Na Ho aur aap Forex trading se a profit Le sake.
                    • #11 Collapse

                      Re: Risk management small balance ky sath kis terha ki jaey?

                      Assalamu Alaikum dear friend Jaisa ki aap Jante Hain Ki forex business Ek bahut hi Allah aur mashur online business hai iske liye Hamen bahut Jaruri ko follow karke kam karna hota hai Jaisa ki aap Jante Hain Ki risk management me agar Ham risk management ke hisab se kam Karen Ge To Ham is Manikandan Kamyab Ho Sakenge agar aap is main secure kam karna chahte hain to aapko chahie ka risk management ke hisab se kam Karen agar aap ismein Kamyab Hona Chahte Hain To aapko chahie kya aapke pass Achcha knowledge or experience Ho agar aap isme mehnat Karenge to aap yakin is Mein Kamyab Ho Sakenge to aapko chahie kya risk management ke hisab se kam Karen Taki aap Kamyab ho sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Risk management small balance ky sath kis terha ki jaey?

                        Dear forex friends apko pata hona chahiye k ap ka agar forex trading account mein balance kam ho tu apko chahiye k ap aisy pairs par trading karyn jin ka spread bahut kam ho aur ap small lot k sath trading karyn kyun k agar ap kisi aisy pair par trading karyn gy jis ka spread bahut zayaada hoga tu ap ka small account risk par lag jaye ga aur apko loss ho jaye ga is liye ap ne agar small balance account par trading kar rahy hain tu apko 2 percent se zayada risk na lyn aur apko stop loss lazmi lagana chahiye agar stop loss thory pip par lagana chahiye aur apko achi tarha planing k sath trading karni chahiye ta k apko loss na ho aur ko small accout ko slow slow grow karna chahiye
                        • #13 Collapse

                          Re: Risk management small balance ky sath kis terha ki jaey?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: saba1214 پيغام ديکھيے
                          Ham jo forex market main secure trade kerna chahty hain tou usky liya risk management bahot zaruri hoti hai lekin mera tamam members sy yeh sawal hai ky risk management kis terha ham ker sakty hain jab hamary trading account main balance hi small amount main ho?
                          Dear brother apps market mein agar Kamyab tractor ki tarah kam karna chahte hain to aapko is market Mein Apne account per risk 2% Se Jyada Nahin Lena chahie aapke pass account Chhota hai ya aapke pass account bada hai usmein aapko is market mein Main lot size Apna account ke hisab se select karna hota hai aap Agar account per to percent ke hisab se risk lete hain to Aapka account Kafi Jyada safe Hai jata hai ismein aapka fayda hota hai ki agar aapki trade kisi vajah se nuksaan mein Jaati Hai To aapko ismein Kafi jyada pyar ho jata hai aur iske sath sath Hafiz market Mein apne friend ke sath stop use use karte hain usse aapko yah fayda hota hai ki aap ismein nuksan ko aasani se recover kar sakte hain aap is market Mein tab bhi Kamyab ho Jate Hain Jab aapka account is market Mein Bada hota hai Agar aapke pass account photo ho to Uske bad aap ismein lot size kam use Karen Aise aapko yah fayda hota hai ki aap is market mein Main trade Lagate Huye safe Ho Jaate Hain ismein aapko yah Paida Hota Hai Jab aap account Paresh manage Kar Ke Chalte Hain To aapko account was Kadar Nahin Hota.
                          • #14 Collapse

                            Re: Risk management small balance ky sath kis terha ki jaey?

                            Dear Forex trading business Mein Achcha profit Hasil karne ke liye aur apne balance ko secure rakhne ke liye Hamen money management ko follow karna bahut jaruri hai agar Ham money management ko follow Nahin Karte Ham kabhi bhi achcha profit Hasil nahin kar sakte short balance ke sath Hamen Apne balance ke according Hamesha 2% Se Jyada loss ka Samna nahin karna chahie aur apni trading Mein stop loss ke margin ko set karna chahie Agar Ham stop loss ke margin ko set Karen aur ek time per sirf ek hi trading Karen aur Market ka analysis karte hue trading Karen To Ham easily money management ko follow karte hue trading kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain dear members Jitna Jyada Ham Forex trading business Mein mehnat Karenge aur Market ka analysis karte hue trading Karenge utna isliye Ham Forex trading business Achcha profit Hasil kar sakte hain aur acchi earning Hasil kar sakte hain risk management se Ham easily Apne balance kaise kiya Aur Bhi Rakh sakte hain aur easily Apne balance to increase kar sakte hain Forex trading business bahut jyada risky for technical business hai agar Ham money management ko ignore Karte Hain To Ham kabhi bhi Forex Mein Kamyab Nahin ho sakte aur na hi Ham Apne profit ko increase kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Risk management small balance ky sath kis terha ki jaey?

                              Assalam walekum Pyare bhai jaan aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai agar Hamara capital hi Sambhal Hoga To usmein Ham risk management ke Rul Kaise follow kar sakte hain to uske liye main aapko yah kahunga ki aapki baat bilkul theek hai lekin Humko Jis Baat per II rape friends Lena chahie Vahi hoti hai ki aap Sambhal capital Se Kabhi Bhi trading na Karen Kyunki usmein aapka bahut jyada hota hai or risk management ki jo rules and regulation hai vah uske andar Nahin Aate isliye sabse pahle aap apni koshish Kiya Karen ke aapane capital ko interact karna hai aur uske bad aap railing Karen Is Tarah na Hoke aapka account bahut Chhota ho aur vah aur on sev Aaj Ho Jaaye aur usmein nuksan bardasht karne ki Jyada capability Na Ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X