Contest may sirf sawaal Kay thread kiyu bantay hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Contest may sirf sawaal Kay thread kiyu bantay hay?
    Pak forex forum kay bahtreen jawabaat Kay contest may sirf sawaal kay thread kiyu bantay rahtay hay ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Contest may sirf sawaal Kay thread kiyu bantay hay?

    Zarori nahi key contest me ham question key threads hi create kia karen ham jaiza key threads be bana sakty hey jaiza aur question key threads me zeyada difference hota hay question ka thread agar 1 line ka be ho to es ki quality ko acha samja jata hay magar es me member ko question mark na lagany ki ghalti nahi karni chaye agar question ka thread without question mark key ho ga to es ko question ka thread nahi samja jaye ga, esi tarha jaiza key thread key start me agar jiaza na leka jaye to kabi be es key topic ko jaiza nahi samja jaye ga ye contest ka rule hay aur ha member ko soch samaj kar jaiza aur question mark ko add karty howy thread create karna chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Contest may sirf sawaal Kay thread kiyu bantay hay?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
      Pak forex forum kay bahtreen jawabaat Kay contest may sirf sawaal kay thread kiyu bantay rahtay hay ?
      Dear bhi zaroori nahin hai ki aap just Sawal ka hi thread banale aapki apni Marji per depend karta hai ismein aapane Kuchh Aise Bhi Dekhen Honge Jinke satatka jaheda likha hua hota hai uski aapko Koi information share ki hui milati hai aur kuchh member Apna experience share karte hain aur uske karne se pahle ap jaiza ka word use krty Hain jaiza wo bhi Hota Hai usmein vah Koi question Nahin poochh Rahe aur apni sharing information aur knowledge ke bare mein kar rahe hain aur Apna experience aap Logon Tak pahuncha rahe hain Jis per unhone practically kam Karke Ek result nikala Hua hota hai isliye yah Jaruri Nahin Ki just aap question per hi friend banaen aap apni information bahut knowledge per bhi bat banaa sakte hain contest mein
      • #4 Collapse

        Re: Contest may sirf sawaal Kay thread kiyu bantay hay?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
        Pak forex forum kay bahtreen jawabaat Kay contest may sirf sawaal kay thread kiyu bantay rahtay hay ?
        Dear ap ne agar ais contest k rules ko read kia ho to ap ko ais mai ye pata chaly ga k ap ne agar ais mai koi sawal pochna hai to wo ap ais mai chota sa poch sakty hai magar jab ap ne ais mai koi baat share karni ho to aus mai ap ko aus ki detail likhni ho gi ais forum par ap ne agar koi baat share karni hai to aus thread mai ap ne sath ''Jaiza'' likhna hota hai aus k baad ap k thread mai kam az kam 500 character hony chaye aus ka tab hi ap ko bonus mily ga magar jab ap ais forum par koi thread lagaty hai aor aus mai koi baat pochna chaty hai to aus mai ap jitni choti baat ho poch sakty hai magar ap k thread k end par question mark hona chaye tab hi wo ap ka sahe thread count kia jaye ga.
        • #5 Collapse

          Re: Contest may sirf sawaal Kay thread kiyu bantay hay?

          dear agr ap ne fallow kiya hua hai tu har banda is main bohat hi zada thread open kr rha ha hume is main zada bonas posting ka milta ha lekin phr hi is main har banda kameyab hone k liye is main menat krna chahta ha lekin is main kameyabi hume menat k bhagir nai milti ha daily hume is main kam krna parta ha daily contest ko time dena hota ha ur hume is main rule ko fallow kr k kam krna hota ha agr hum extra kam krte hein tu hume acha bonas nai milen ga hume is main sawal kam ur posting zada krni chaiye is main quality wali posting krni chiaye quality wala kam krein gein tu hum asani se kameyab be ho sakte hein hume acha kam krte rehna lazmi h ye hamre liye acha business h
          :1f60d: hard work :1f60d:
          • #6 Collapse

            Re: Contest may sirf sawaal Kay thread kiyu bantay hay?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
            Contest may sirf sawaal Kay thread kiyu bantay hay?<br />Pak forex forum kay bahtreen jawabaat Kay contest may sirf sawaal kay thread kiyu bantay rahtay hay ?
            Ji aisa bil kul nahi hay k Pak Forex Forum pay members contest walay session main just sawalia threads hi create kartay hon aor dosra koi thread create na kartay hon. Contest main members two types kay threads create kartay hain aik sawalia thread aor dosra jaiza threads sawalia main members Forex trading kay baray main Forex market kay baray main ya Forex trading kay related kisi kisam ka sawal kartay hain jis par others members jawab daitay hain esi taran jaiza main members apnay knowledge and experience ko threads kay zariay others members say share kartay hain aor others members say rahay laitay hain donon threads pay en ko create karnay wala member khud say reply nahi kar sakta bal k us kay threads pay others members reply karain gay aor woh others members kay threads pay reply karay ga.
            • #7 Collapse

              Re: Contest may sirf sawaal Kay thread kiyu bantay hay?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
              Pak forex forum kay bahtreen jawabaat Kay contest may sirf sawaal kay thread kiyu bantay rahtay hay ?
              Dear brother jahan tak baat hai is form Mein 3rd Lagane Ki ismein aapki apni Marji hoti hai ki aap ismein Koi Sawal Puchte Hain yah koi baat share karte hain aapane agar ismein koi baat share karni hai to aap ismein Jab Chahe apni baat share kar sakte hain Agar ismein aapko yah Pata Hona chahie ki aap ismein jo bhi baat share Karenge usmein aapko tabhi fayda Hoga Jab aap ismein mehnat Karenge agar aap ismein koi acchi baat share Karte Hain To uske liye aapko apni post ke sath Kaise likhna hota hai Taki yah pata chal Jaaye ki aapane ismein koi baat share Ki Hai is contest ke rules Ho Agar study kiya jaaye aapko yah pata chal Jaega ki ismein aap Jab Koi thread Lagate Hain To usmein aapko apni baat detail se samjha nahi hoti hai agar aap apni baat detail se Samjha Nahin Sakte to aapko ismein Sawal pooch lena Kafi Jyada Aasan hota hai isliye Har member is Forum per Sawal Hi poochh Raha Hota Hai.
              • #8 Collapse

                Re: Contest may sirf sawaal Kay thread kiyu bantay hay?

                Assalamu Alaikum dear friend agr ap ne fallow kiya hua hai tu har banda is main bohat hi zada thread open kr rha ha hume is main zada bonas posting ka milta ha lekin phr hi is main har banda kameyab hone k liye is main menat krna chahta ha lekin is main kameyabi hume menat k bhagir nai milti ha daily hume is main kam krna parta ha daily contest ko time dena hota ha ur hume is main rule ko fallow kr k kam krna hota ha agr hum extra kam krte hein tu hume acha bonas nai milen ga hume is main sawal kam ur posting zada krni chaiye is main quality wali posting krni chiaye quality wala kam krein gein tu hum asani se kameyab be ho sakte hein hume acha kam krte rehna lazmi h ye hamre liye acha business h
                • #9 Collapse

                  Re: Contest may sirf sawaal Kay thread kiyu bantay hay?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
                  Pak forex forum kay bahtreen jawabaat Kay contest may sirf sawaal kay thread kiyu bantay rahtay hay ?
                  Dear Pakistan forex forum main contest ka maqsad aik dosry tak acha or sahe knowledge information or apna experience share karna ha is main ap k sawal puch k kar sakty han ya phr wasy jazia la sakty han detail k sath apna topic barif kar sakty han ta k sab ko is ki samj aa jay means ap samjty han k dostun ko forex trading k bary main sahe knowledge ni ha to phr ap forex trading k bary main jtna knowledge information rakhty han wo apny thread main share kar sakty han ya ap ko pata ni ha or ap puchena chahty han k mujy forex trading k bary main pata ni ha or knowledge or information k ley punchena chahty han to ap sawal puch sakty han ye ap pe depend karta ha k ap kya puchena chahty han
                  • #10 Collapse

                    Re: Contest may sirf sawaal Kay thread kiyu bantay hay?

                    Pak Forex forum kay kisi bhi section mai jab members threads banatay hain tou unn pay kisi kisam ki koi pabandi nahi hoti hai kay woh threads sawaalia kertay hain ya phir khud koi information, knowledge ya experience share kertay hain. Pak Forex forum kay bahtreen jawabaat kay contest ki baat ki jaey tou members do qisam kay he threads ker saktay hain jinn mai sawaalia threads jinn kay aakhir mai sawalia nishan hona zaruri hai aur jaiza kay threads jinn kay shuru mai jaiza ya tajzia lijha hona zaruri hai. Kuch members contests mai apnay sawaal kertay hain aur apnay maslay sawaal ki soorat mai threads mai likhtay hain aur Kuch members aisay sawaal khud kertay hain takay senior members unn pay achay jawaab dain aur acha knowledge sub ko share ho sakey. Forum kay bahtreen jawabaat kay contest mai sawaal aur jaiza dono kisam kay he threads allowed hain aur woh contest mai count bhi hotay hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Contest may sirf sawaal Kay thread kiyu bantay hay?

                      ap ne agar ais contest k rules ko read kia ho to ap ko ais mai ye pata chaly ga k ap ne agar ais mai koi sawal pochna hai to wo ap ais mai chota sa poch sakty hai magar jab ap ne ais mai koi baat share karni ho to aus mai ap ko aus ki detail likhni ho gi ais forum par ap ne agar koi baat share karni hai to aus thread mai ap ne sath ''Jaiza'' likhna hota hai aus k baad ap k thread mai kam az kam 500 character hony chaye aus ka tab hi ap ko bonus mily ga magar jab ap ais forum par koi thread lagaty hai aor aus mai koi baat pochna chaty hai to aus mai ap jitni choti baat ho poch sakty hai magar ap k thread k end par question mark hona chaye tab hi wo ap ka sahe thread count kia jaye ga shukriya apka.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X