Re: kitni trades open karni chahie jo asani se manage ho sakain?
Trading kertay huay traders ko iss baat ka khayaal her waqt rakhna chaiye kay apnay margins pay achi Tarah nazar ho. Forex trading kay doraan jo bhi traders loss kertay hain uss ki main reasons makhsus hor hain aur tamaam traders kuch aisi specific mistakes he kertay hain jinn say loss hota hai aur woh mistakes senior aur junior sub traders he ker jatay hain. Over trading unn mai sub say big mistake count hoti hai. Over trading kay peechay actually laalach aur jald baazi chuoi hui hoti hai jo traders ko iss baat pay push kerti hai kay over trading ki jaey. Traders ko iss baat ko manage kerna chaiye kay aik waqt mai kitni trades open kerni chaiye. Agar trader kay paas 100 say 200 dollar balance available hai tou usay aik waqt mai ziada say ziada 3 trades open kerni chaiye aur Agar 3 trades open ki jaati hain tou unn ka lot size ziada say 0.05 say uper nahi Jana chaiye. Matlab aik trade 0.01 aur do trades 0.02 kay saath he open kerni chaiye. Yeh formula metals ya energy means gold ya crude oil kay liye bohat suitable hai iss mai traders bohat easily apni trades ko manage aur study ker saktay hain. Currency mai agar aik he trade aik waqt mai 0.10 kay lot size kay saath open ker kay manage ki jaey tou uss mai bohat ziada faida aur safety shamil ho jaati hain jo traders kay liye bohat zaruri hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим