New month aur new week mai trading kay kia plan kernay chaiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New month aur new week mai trading kay kia plan kernay chaiye?
    Kall say forex market weekend kay baad open ho jaey gi aur new month ka bhi start hojaey ga. 10th June ko USA New monitory policy bhi central bank kay zariye announce kernay wala hai. China aur USA ka Hong Kong issue bhi kaafi serious chall raha hai. Ab new week mai trading strategy kia honi chaiye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New month aur new week mai trading kay kia plan kernay chaiye?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
    Kall say forex market weekend kay baad open ho jaey gi aur new month ka bhi start hojaey ga. 10th June ko USA New monitory policy bhi central bank kay zariye announce kernay wala hai. China aur USA ka Hong Kong issue bhi kaafi serious chall raha hai. Ab new week mai trading strategy kia honi chaiye?
    Dear aapane bahut hi Achcha question poochha hai Hai Jis Tarah Ki current situation chal rahi hai aur Jis Tarah Ki news a Rahi Hai usmein Humko chahie ki ham trading Mein Jo Bhi decision Ne bahut hi Soch samajhkar decision Le Aisa Na Ho ki Ham Koi decision jaldbaji mein le le aur vah Hamare Liye nuksan ka yah sab Ban Jaaye Kyunki agar aap ek dafa koi bhi decision Le lete hain to uska impact aapke pure account per ho sakta hai aur usse aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai agar Is Tarah Ki situation Ho jismein aapke pass bahut sari news a Rahi Ho To Mere Khyal mein aapko use situation Mein trading se avoid karna chahie aur jab tak market stable Nahin Ho Jaati use time tak aap to Intezar Karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: New month aur new week mai trading kay kia plan kernay chaiye?

      Dear kal se new month start ho raha hai aur new month monday se start ho raha hai market ka weekrnd k bad opening ka pehla din hai aur agar ham new month k liye proper planing karyn aur aik achi strategy bana kar kam karyn tu hamyn faida hoga aur apko pata hona chahiye k market mein oil ki prices har month k new contracts k sath cahange hoti hain is liye ap new meetings aur contracts k bary knowledge rakha karyn aur fundamental analysis par lazmi tawaju dyn aur market k different session mein opening timing ko proper observe karyn aur market ko achi tarha study kar k kam karyn aur jo tardera bonus account par kam karty hain tu kal se new contest bhi start ho raha hai aur jo bhi dost forum par kam karty hain wo kal se regular post karyn tu aik maheeny ka contest hota hai tu wo mehnat kar k acha bonus hasil kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: New month aur new week mai trading kay kia plan kernay chaiye?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
        Kall say forex market weekend kay baad open ho jaey gi aur new month ka bhi start hojaey ga. 10th June ko USA New monitory policy bhi central bank kay zariye announce kernay wala hai. China aur USA ka Hong Kong issue bhi kaafi serious chall raha hai. Ab new week mai trading strategy kia honi chaiye?
        Dear ap ais market mai agar apna weekly target set kar k trading karty hai to ap ko ais mai her week k start mai apna aik plan bana lena chyae kun k weekend par ap jab aik dafa market k analysis karty hai to aus mai ap ko ye pata chal jta hai k ap ko ais mai kon kon si trades mil rahe hai ya mil jaye gi ais week mai aus k baad ap ais market mai lot size apnay target k hisab se set kar lety hai aor trade kar lety ahi magar jab ap ais market mai monthly target set karty hai to aus mai ap ko month ka target atna rakhna chaye jo ap asani se pora kar ley ais market mai ap agar apny skill level se zayda ka target rakh lety hai to aus mai ap ko masla ho sakta hai ais market mai ap ko mehnat karni ho gi aus k baad hi ap ka target pora ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: New month aur new week mai trading kay kia plan kernay chaiye?

          G dear jhan tak daikha jaye tu abhi next month start honye wala hai tu ap tayari abhi say kar lain kiyu kay new month mai ap kam acha karain aur ap ka kam hai kay ap es mai trading start kartye hain tu soch samjh kay sath start karain ta kay ap ka kam acha ho jaye acha kam tabhi hota hai jub ap es mai aik ya 2 day mai daikhtye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam planing kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap apna kam shru say he start kar dain ager ap es mai start say kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap aj say he next month ki tayari kar lain kiyu kay next month mai ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap es mai abhi say he training start kar dain ager ap aj say he kam start kar dain gaye tu ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath kartye rhain ta kay ap es mai acha kam kar kay kamyab ho jain
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: New month aur new week mai trading kay kia plan kernay chaiye?

            yes trading ka new week monday ko shoro ho jata ha is main planing krne k liye hume daily kam krna hota ha hum is main agr kam krna chahte hein tu phaly is mn menat krni hoti ha trading k liye hume phaly se hi is business main knowledge hasil kr k kam krna hota ha is main kam krne k liye daily hume acha work krna lazmi ha hume is main daily menat krni chaiye hamri jitni achi is business main menat hon gei utni hi asani se kameyab be ho skate hein is business main kam krne k liye lalach na krein phaly knowledge lein ur phr apne account ki money management ko fallow kr k kam krein gein tu hume kameyab hone main asani hon gi ur hum kameyab ho sakte hein hume menat krni chaiye tab hi kameyab be ho sakte hein daily acha kam krein
            :1f60d: hard work :1f60d:
            • #7 Collapse

              Re: New month aur new week mai trading kay kia plan kernay chaiye?

              Ji han bilkul Jab aap ek Dobara trading ki taraf Aate Hain Agar aapko nuksan ho raha ho matlab aapka last month ka bonus loss Mein Chala Gaya Ho To Jab Bhi new month aata hai to aapko koshish honi chahie ki aap news state ji ke sath kam Karen Kyunki yah jaruri hai ki Jab aapko loss ho to aap demo account Mein practis Karenge Itni aap demo account mein practis Karte Jaenge utna hi aapko usse benefits Hota Rahega Kyunki aapko reading ke related Achcha experience Hota Rahega Kyunki Jab aap mehnat Karenge hard work Karenge to aap acchi techniques Hasil kar sakte hain jinko aap FIR Dobara apni new trading Mein istemal Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: New month aur new week mai trading kay kia plan kernay chaiye?

                ap ko market forex market ki situation kay mutabik karne chahie ager market ki current situation ko dekha jae tu market ki movement is wakt kafi unstable si ha or baz dafa jub bhi koi high impact wali news ati ha forex market me fast movement kisi bhi direction me ho jati hain jis se forex market me traders ki janib se kiey technical analysis fast movement ki waja se fail ho jatay hain isliey traders ko chahie kay wo Apne plan me sub se oper fundamental analysis ko rakhainy takay wo market me hone wali high impact news ko analysis kar sakain jub market me koi bhi news release hone wali ho ap os ko proper analysis karay takay ap market ki movement ko achay se undesantd kar sakain
                • #9 Collapse

                  Re: New month aur new week mai trading kay kia plan kernay chaiye?

                  Month key 1st week me trading careful ho kar karni chaye aur planing traders ki ye honi chaye key wo kabi risky aur over trading na karen aur completely secure aur safe trading karny ki koshish karen es ki waja ye hay key month key first week me ECB meeting hoti hay jes ki waja se market ko samjna na siraf mushkil hota hay aur sath me loss be expect karny se zeyada ka ho sakta hay, Economic calendar me ECB meeting ki date dake leni chaye aur es ka time be dake lena chaye es key bad hi traders ko planing aur apni unique strategy ka use karty howy trading karny ki koshish karni chaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: New month aur new week mai trading kay kia plan kernay chaiye?

                    New month aor new week may traders ko trading bohut ehtiaat say kerna hogi . Forex trading business may experience agar demo pay trading ker Kay daikha jay to yei pata chulta hay kay new month may pehlay pehlay session may trading karnay ki bajay traders ko intezaar he kerna chahiye pher jub aisan session guzar jay to uc kay baad European session ata hay pher uc waqt tuk market kuxh stable ho jati hay aor trading ka moqa bi melna shoro ho jata hay. Forex trading market ko jub mahina new shoro hoga aor pher week ka bi pehla he din ho to traders ko zayada juldi nai kerni chahiye. Aor monday ko trading say ruk jay to he theek hota hay kiyu kay bohut fayda hota hay
                    • #11 Collapse

                      Re: New month aur new week mai trading kay kia plan kernay chaiye?

                      G ha dears new month aur new week main hum trading kay liya hamay zarori hain is week main hum bohat acha responce day regular is main kam karay or posts ka be pora target karna paray gai pher ja kay hum is say acha bonus hasil kar saktay hain hamay is main din rat mahnat kar kay is main kam kar kay acha profet hasil kiya ja sakta hain agar hum month kay shuro main regular kam karay gain to hum month kay end tak hum acha bonus hasil kartay rahay gain agar hum is main daily base pai kam karay gai to he experience or knowledge say he hum is main kamyab ho saktay hain is main hamay aik time table bana kar kam karay gai to is mai hamara he fayda hai ya bohat he profet wala business hain is main hamay jald bazi say kam ni karna chahiya balkay soch samaj kar is main trading kar sakty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: New month aur new week mai trading kay kia plan kernay chaiye?

                        Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun ke ap log kheriyat se hon gy.
                        Forex trading business may experience agar demo pay trading ker Kay daikha jay to yei pata chulta hay kay new month may pehlay pehlay session may trading karnay ki bajay traders ko intezaar he kerna chahiye pher jub aisan session guzar jay to uc kay baad European session ata hay pher uc waqt tuk market kuxh stable ho jati hay aor trading ka moqa bi melna shoro ho jata hay. Forex trading market ko jub mahina new shoro hoga aor pher week ka bi pehla he din ho to traders ko zayada juldi nai kerni chahiye. Aor monday ko trading say ruk jay to he theek hota hay kiyu kay bohut fayda hota hay.THANKX
                        • #13 Collapse

                          Re: New month aur new week mai trading kay kia plan kernay chaiye?

                          Assalamu Alaikum dear friend jahan tak Dekha Jaaye to Abhi next month start hone wala hai to aap taiyari abhi se kar le Kyunki new manth mein aap kam Achcha Karen aur Aapka kaam hai kya aap ismein trading start Karte Hain To Soch Samajh Ke Sath start karen Taki aapka kam Achcha Ho Jaaye Achcha kam tabhi Hota Hai Jab aap ismein Ek Ya Do De Mein dekhte hain to Aapka kam hai kya office mein Apna Kam planning ke sath Karen aur Aapka kaam hai kya aap apna kaam Shuru Se Hi start kar de agar aap ismein start se kam Karte Hain To aap ismein Kamyab ho Jate Hain aapka kam hai kya aap Aaj Se Hi next month ki taiyari kar le Kyunki next manth Mein aapka kam hai ki aap ismein apna kam mehnat aur Lagan ke sath Karen aur aapka kam hai kya office mein abhi Se Hi training start kar den agar aap Aaj Se Hi Kam chat kar denge to office mein Hamesha hi Kamyab Ho Jaate Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: New month aur new week mai trading kay kia plan kernay chaiye?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                            Kall say forex market weekend kay baad open ho jaey gi aur new month ka bhi start hojaey ga. 10th June ko USA New monitory policy bhi central bank kay zariye announce kernay wala hai. China aur USA ka Hong Kong issue bhi kaafi serious chall raha hai. Ab new week mai trading strategy kia honi chaiye?
                            Dear brother we confirm market closed hoti hai aur aapane agar koi bhi trade Lagan ho to aapko chahie ki aap weekend per Ek Tarfa Tamam pairs per analysis dalen isase aapko yah fayda ho jata hai ki Jis Jis pair per next week mein trade ban rahi ho aap usko mark kar lete hain Uske bad aapane next week ka news calendar dekhna hota hai usmein aapko yah pata chal jata hai ki kaun se Pare ki news a rahi hai Taki aap Kisi pair per trade Lagane ke bare mein soch rahe hain to usmein tabhi trade lagaen Jab usmein news Ka Asar khatm Ho Jaaye Kyunki market Mein Kai dafa high volatile news aati hai to market use time technical analysis ko follow nahin karti aur fundamental ki vajah se market disturb Ho Jaati Hai Magar Jaise hi news Ka Asar Khatam Hota Hai Uske bad market normal Ho Jaati Hai aur aap is market Mein Achcha profit banaa sakte hain aise hi aap Jab weekend per analysis karte hain to aapko yah sari baten Apne mind Mein rakhkar trading plan taiyar karna chahie Uske bad Jo trade acchi Ho usko running market Mein place kar dena.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New month aur new week mai trading kay kia plan kernay chaiye?

                              ASALAM O ALIKUM dear forex friends umeed ha kay ap sab theek hon gay or gher main khariat say hon gay jesa kay ap sab janty han kay Forex ka business ab international satah par a chuka ha ye ak bahut he riski business ha is ki market ak world wide market ha is main ham jitni mehnat kay sath kam kareen gay is main utna he ham success hoty jayeen gay agar ham koi bhi business karty han to us kay leye hammy is ki education ko hasil karna bahut zarori ha forex main ham jitni mehnat say kam kareen gay is main utna he kamyaab hon gay Forex main hammy jo bhi trade karni chaheye is kay leye proper trading or plane bana kay is ki education ko mukammal kar kay is say achy results gain karny main hammy bahut he madad milti ha is main ham olane banaye gay to is main success hon gay
                              HARD WORK IS KEY TO SUCCESS

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X