day trading k liye hamko ziada discipline ki zarurat q hoty hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    day trading k liye hamko ziada discipline ki zarurat q hoty hay?
    dear aap sab say for experience maira yeh sawal hay k jub ham markeet main kaam kartay hain to hamko har aik method aur har aik cheez ko samnay rakhtay huvay kaam karnay say he ham markeet ka mukabla kar sakaty hain jin main har aik cheez ki aik say barrh kar zarurt feel hoty hay laikin jub ham forex makreet main day trading kartay hain to hamko us wakt ziada discipline ki zarurat q hoty hay kis us wakt markeet main koi khaas cheez runma hoty hay ya kuch aur hota hay iski explain karain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: day trading k liye hamko ziada discipline ki zarurat q hoty hay?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے

    Dear ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai day trading karni hai to aus k liay ap ko ais market mai discipline ki zarort hoti hai ais market mai ap agar trade lagaty hai to aus ko nite k time par close karna hota hai ais mai ap agar achi trade lagani hai to aus ko achy analysis kar k trade lagani ho to ap ko ais mai loss mai ho trade ya profit ho to ais mai ap ko trade close karni hoti hai ais liay ap ko discipline k sath kaam karna hota hai ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais mai aisi trading lagani chaye jis mai ap ko faida ho jaye ais mai ap ko planing karni ho gi aus k baad hi ap ko ais mai faida ho jaye ga ais market mai ap agar acha discipline k sath kaam karty hai to ap ko kafi zayda faida ho jata hai aor ap achi trading kar skaty hain.
    • #3 Collapse

      Re: day trading k liye hamko ziada discipline ki zarurat q hoty hay?

      dear is business main agr hum dil laga k kam krein gein tu hume kameyab hone se koi nai rok sakta ha ur agr hum is main bhagir menat k profit hasil krna chahte hein tu phr hume kameyabi nai milti ha is main wohi banda kameyab hota ha jo regular market ko time deta ha hume is main kam krne k liye sab se zada knowledge ur experince ki zahrorat hoti ha daily hume is business ko fallow krna lazmi ha hume market ko news k time lazmi dekhna hota ha news k time sab se zada movement hoti ha ya phr fariday wale din is main bohat hi zada movement hoti ha jise hume profit ur lose hone k chances zada hote hein hume chart indicotor dono ko fallow krna lazmi ha hume is main samjdari se work krte rehna chaiye
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: day trading k liye hamko ziada discipline ki zarurat q hoty hay?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
        dear aap sab say for experience maira yeh sawal hay k jub ham markeet main kaam kartay hain to hamko har aik method aur har aik cheez ko samnay rakhtay huvay kaam karnay say he ham markeet ka mukabla kar sakaty hain jin main har aik cheez ki aik say barrh kar zarurt feel hoty hay laikin jub ham forex makreet main day trading kartay hain to hamko us wakt ziada discipline ki zarurat q hoty hay kis us wakt markeet main koi khaas cheez runma hoty hay ya kuch aur hota hay iski explain karain?
        Forex trading main ap jis waqat bi trading karny ap ko proper analysis kar k karny ki zarorat hoti ha proper money management or risk management sy trading karny k zarorat hoti ha jtna hum ache discipline k sath trading karny gy to kamyab hon gy jab bi hum log bagar knowledge or experience k trading karny gy to humy utna he loss k chances hoty han jab bi hum log juldbazi karny gy lalich karny gy ya emotions k sath trading karny to humy utna he loss ho ga is ley humy chae proper money management or risk management sy trading karny ta k hum log kamyab ho saken jtna hum discipline sy trading karty han utna he ziada fayda hony k chances ho sakty han is ley humy chae ha kam sy kam risk lan or proper stop loss or take profit istamal kar k trading karny
        • #5 Collapse

          Re: day trading k liye hamko ziada discipline ki zarurat q hoty hay?

          forex trading me ap discipline kay begair bilkul bhi trading nehi kar sakte hain chahe ap ki trading long term ho ya short term ho ya day trading ap ko discipline ki zarorat hoti ha jub traders discipline ko follow kartay hain tu traders loss se bach jatay hain jub traders discipline kay sath trading kartay hain tu wo rules ko follow kartay huey trading kartay hain jis se traders over trading se bach jatay jis me aik sath boht zeyda trades open karne se risk high hone se kafi loss hota han traders discipline kay sath trading karne se Apne emotions ko control kar letay hain or traders greedy se door rehtay hain ager ap discipline kay sath rules ko follow kartay huey analysis karay gay tub hi ap ko forex trading me kamyabi milay gi
          • #6 Collapse

            Re: day trading k liye hamko ziada discipline ki zarurat q hoty hay?

            Day trading kay liye traders ko bohat mohtaat ho kay trading kernay ki zarurat hoti hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai kiyu kay traders kay liye day trading mai traders ki strategies aur planning iss tarah hoti hain kay aik session ya do sessions mai he acha profit lay kay usay close kia jaa sakey. Forex trading business kertay waqt day trading mai trading kernay kay liye traders scalping kertay hain jiss mai traders ko apni trades mai lot size ziada rakhna hota hai jiss mai traders koshish kertay hain kay jaldi aur ziada profit lay sakey. Forex trading business kay liye traders ko bohat ziada day trading profits lainay kay kaam aati hai. Aur issi wajah say traders ko day trading mai proper discipline ki ziada zarurat hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: day trading k liye hamko ziada discipline ki zarurat q hoty hay?

              G han dear trading koi bhi ho tu ap ka kam hai kay ap es mao dicipline kay sath kam karain dicipline kay sath ap kam kar kay kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath apna kam kartye rhain aur ap ka kam hai kay ap es mai dicipline ko follow zaroor kar liya karain kiyu kay ap ka kam hai kay ap acha kam karain acha kam dicipline kay hisab say hota hai ager ap acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap hamesha dicipline kay sath kam.kartye hain tu yaqeen manye kay ap ka kam aik line mai chalta hai jub kay ap es mai dicipline kay kafi sarye faidye miltye hain tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet aur lagan kay sath kartye hain tu ap es mai kamyab ho patye hain
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: day trading k liye hamko ziada discipline ki zarurat q hoty hay?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                dear aap sab say for experience maira yeh sawal hay k jub ham markeet main kaam kartay hain to hamko har aik method aur har aik cheez ko samnay rakhtay huvay kaam karnay say he ham markeet ka mukabla kar sakaty hain jin main har aik cheez ki aik say barrh kar zarurt feel hoty hay laikin jub ham forex makreet main day trading kartay hain to hamko us wakt ziada discipline ki zarurat q hoty hay kis us wakt markeet main koi khaas cheez runma hoty hay ya kuch aur hota hay iski explain karain?
                Dear Jaisa ke aapko Pata Hai day trading main aapko same day trade open karke aur uske bad usko close karna hota hai isliye day trading me aapko Jyada discipline ki jarurat Hoti Hai Kyunki short term trading Jab Hoti Hai To usmein agar aap disciplined ka han maja Heera Nahin Karenge to aap kabhi Kamyab Nahin ho sakte isliye Jab aapko thoda sehat ke liye trading Karni Hoti Hai To uske liye aapko pahle properly main Karke aur planning ke sath kam karna hoga aur Jitna Jyada discipline Hoga utna hi aapke liye usmein fayda hoga lack of discipline b 1 reason hoti hai aapki trading Mein nuksan hone ki agar aap Chahte Hain Ki aapko De trading Mein nuksan Na Ho aur aap usmein Kamyab Ho Jaaye to aapko chahie kya aap discipline par focus karte hue trading ke Baki rules and regulation ko bhi follow karke apni trading ko Behtar banaen aur ismein kamyabi Hasil Karen ummid hai ab aapko clear Ho Gaya Hoga Ki day trading Mein discipline ki Jyada jarurat Kyon hoti hai
                • #9 Collapse

                  Re: day trading k liye hamko ziada discipline ki zarurat q hoty hay?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                  dear aap sab say for experience maira yeh sawal hay k jub ham markeet main kaam kartay hain to hamko har aik method aur har aik cheez ko samnay rakhtay huvay kaam karnay say he ham markeet ka mukabla kar sakaty hain jin main har aik cheez ki aik say barrh kar zarurt feel hoty hay laikin jub ham forex makreet main day trading kartay hain to hamko us wakt ziada discipline ki zarurat q hoty hay kis us wakt markeet main koi khaas cheez runma hoty hay ya kuch aur hota hay iski explain karain?
                  Aapki aapki baat bilkul theek hai Forex trading business Ek bahut hi Jabardast business hai agar Ham ismein kamyabi Hasil karna chahte hain to yah bahut jyada jaruri hai ki Hamen Pata Ho ki Hamen daytime Nahin Kaise trading karni hai aur Agar Rahe Ham night trading kar rahe hain to vah Kaise karni hai donon time mein trading karna bahut jyada different hota hai mere Khyal Mein daytime hai main trading karna Kafi Aasan hota hai lekin night time mein Kyon Ke Us session open hota hai isliye trading karna Jyada Mushkil ho jata hai Kyunki us samay Mein Hi market ki moment bahut jyada dangerous Hoti Hai Jis Se Hamen bachne ke liye bahut jyada hard working or analyse Karne padte hain
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                  • #10 Collapse

                    Re: day trading k liye hamko ziada discipline ki zarurat q hoty hay?

                    Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun ke ap log kheriyat se hon gy.
                    Ji han dosto yahan per bht achi bat ki ja ri haitrading koi bhi ho tu ap ka kam hai kay ap es mao dicipline kay sath kam karain dicipline kay sath ap kam kar kay kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath apna kam kartye rhain aur ap ka kam hai kay ap es mai dicipline ko follow zaroor kar liya karain kiyu kay ap ka kam hai kay ap acha kam karain acha kam dicipline kay hisab say hota hai ager ap acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap hamesha dicipline kay sath kam.
                    • #11 Collapse

                      Re: day trading k liye hamko ziada discipline ki zarurat q hoty hay?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                      dear aap sab say for experience maira yeh sawal hay k jub ham markeet main kaam kartay hain to hamko har aik method aur har aik cheez ko samnay rakhtay huvay kaam karnay say he ham markeet ka mukabla kar sakaty hain jin main har aik cheez ki aik say barrh kar zarurt feel hoty hay laikin jub ham forex makreet main day trading kartay hain to hamko us wakt ziada discipline ki zarurat q hoty hay kis us wakt markeet main koi khaas cheez runma hoty hay ya kuch aur hota hay iski explain karain?
                      Dear brother is market mein aap day trading karte hain ya koi aur trading kar rahe hain usmein aapko discipline ke sath Hi Kam karna Hota Hai Magar jahan tak baat hai day trading ki to ismein discipline isliye jaruri hai ki aap ke jitne bhi trades running hoti hai aap Raat Ke Waqt unko close karne ke bad hi market se leve karte hain aap night ke time par koi train running Nahin chhodate aise hi agar aap is market Mein Koi Galti karte hain to usmein aapko nuksan ho sakta hai isliye aapko chahie Kya Aap Jo Bhi trade lagaen discipline ke sath lagaen Taki aap ki train per nuksan Na Ho aise hi aap is market Mein Jab Bhi trade karen to aapko ismein discipline ke sath analysis karne chahie aur jo acchi trade ban rahi ho sirf Vahi Apne account per Lagani chahie isase aapka account bhi se ho jata hai aur aap is market mein Main aasani Se prapt Bhi bana sakte hain Magar aap is market Mein discipline ke sath kam karte hain to aapko is market Mein aasani Se kamyabi Mil Jaati Hai Magar iske liye aapko Khud change Hona padta hai tabhi aap ismein acchi trade Laga sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: day trading k liye hamko ziada discipline ki zarurat q hoty hay?

                        Day trading me risk ka factor increase ho jata hay es ley day trading me bahot hi zeyada discipline ki zarorat hoti hay day trades full day hi market me open hoty hey es ley hamara koi be ghalat decision hamy zeyada loss de sakta hay agar ham day trading me discipline key sath trading nahi karen gey to loss bahot zeyada face kia ja sakta hay, loss se bachny key ley hi day trading discipline aur market trend key base par karni chaye, day trades ko jald close nahi kia jata hay es ley har tarha se market ka jaiza lena es key ley zarori hota hay aur khas kar discipline ki trading karny par traders ko focus karna pardta hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: day trading k liye hamko ziada discipline ki zarurat q hoty hay?

                          Dear forex friends Pak forex forum business pay haum kamyab honay Kay liye different sections may Kam kartay hoye profit hasal kartay hay isi tarha forex trading may day time ki trade open karni ho ya night time pay open karni hi to dono sortoo may haumay discipline ki zayada zarorat parti hay Pak forex forum pay traders ki trading kartay hoye bohut sari batoo ka khyal rakhna hota hay aur day time trad open kartay hoye traders ki apni planning aur strategy ko powerful karna hoga tab hi haum kamyab business kar sakty hay forex trading may traders trade koday time open kartay hoye scalping istamaal kartay hoye apni trade ka lot size barhatay hoye zayada profit hasal kar sakty hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: day trading k liye hamko ziada discipline ki zarurat q hoty hay?

                            Assalamu Alaikum dear friend Forex trading mein aap jis Waqt Bhi training karne aapko proper analysis Karke karne ki jarurat hoti hai proper money management aur risk management se trading karne karne ki jarurat Hoti Hai Jitna Hum acche discipline ke sath trading Karenge to Kamyab Honge Jab Bhi ham log Mare knowledge or experience ke trading Karenge To Hamen utna hi Logon ke chance Hote Hain Jab Bhi ham log jaldbaji Karenge lalach Karenge yah emotions ke sath trading Karenge To Hamen utna hi log Hoga isliye Hamen chahie proper money management aur risk management se trading Karen Taki ham log Kamyab ho sake Jitna Ham discipline par training karte hain utna hi jyada fayda hone ke chances ho sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham se kam risk Le aur proper stop loss aur take profit small Karke trading Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear Day trading ap karain ya kisi be time trade karian yeh sub depend ap kay analysis pay karta hai. jab ap kay analysis main day trading yani woh trade jo ap nay aik din mai khatam karni hai tu us kay leye just ap ko support or resistance ki madad sy jo trend milta hai woh ap follow karain. ap aik bar analysis kar kay bar bar us ko change na karain.just apni trade ko behtar banany kay leye zarori hai kay ap us mai daily basis pay trade karain or time frame kay mutabiq apni trade ki entry lain woh ap short term lay ya long term lain yeh sub ap kay time frame or support or resistance ki price pay depend karta hai jis sy ap achi earning kar sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X