kia asa ho sakta hai ky ham investment karain aur trade na karain aur profit ho jay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kia asa ho sakta hai ky ham investment karain aur trade na karain aur profit ho j

    Dear friend Aisa bilkul Nahin ho sakta ki aap Forex trading Mein investment Karen aur trading na Karen aur aapko Achcha prapt ho sake Kyunki Forex trading Mein kam karna bahut jaruri hai Kyunki koi bhi business Ho Jab tak aap ismein Nahin karte ho usmein Kam Nahin Karte aap acchi income Nahin Hasil kar sakte ISI Tarah Forex trading bhi Aisa online business Hai Jab aapas Mein invest Karte Hain To uske liye aapko Ek proper plan ke sath trading karna bahut Jaruri Ho Jata Hai Kyon Nahin Hai Jab tak aap Nahin Karte isliye acha experience tb tak ap acha profit bhe hasil nahi kar sakty
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kia asa ho sakta hai ky ham investment karain aur trade na karain aur profit ho j

      G nahi dear esa bilkul be possible nahi hay investment ki jaye to market me trading karna be zarori ho jata hay aur profit market me trading karny se hi trades me ho sakta hay esa koi be procedure nahi hay key account me investment ki jaye aur auto base par withdraw trading key profit hasil hota ho jaye, agar traders market me trading nahi nahi karen gey to account balance na to loss ho sakta hay na es me profit ho sakta hay, market me risk lena zarori hota hay jab trading me risk leya jata hay to hi profit earn hona start ho sakta hay without trading key market se profit hasil nahi ho sakta hay.
      • #18 Collapse

        Re: kia asa ho sakta hai ky ham investment karain aur trade na karain aur profit ho j

        Dear forex members Pak forex forum business ake international online business hay jiss may traders ki trading karney Kay liye sirf investment hi nai karni hoti balkay app ko acha Kam nhi karna zaroori hota hay Pak forex trading koi esa business nai hay Kay jiss may traders Baus investment kar daytay hay aur kamyab ho jatay hay Pak forex forum pay pehlay app ko business ka pata hona chahiye app ko Pak forex forum pay trading ka poora knowledge hona chahiye phir hi app trading may investment kartay hoye successful hotay hay Pak forex trading may app Kay pass experience aur app Kay pass skills ho takay app trading ko siekhnay kay bad market may movement kar sakay au Kam tab bhi hi sakay Pak forex forum pay traders ki Kam karnay Kaye sath sath learning ko zayada behter tarikay say siekhnay ka moka milta hay jiss ki Bina par kamyaabi hasal hoti hay Pak forex trading may Baus investment hi zarori nai hoti hay Kay app Kay pass zayada amount hay to app zayada achy traders ban gaye ho aur ab ankh band kar Kay trading Karo gay aur profit hi profit hasal hoga esa much bhi nai hay bagair mehnat Kay bagair experience Kay kamm karna esa hi hay Kay app kisi utopia may reh rhy ho.
        • #19 Collapse

          Re: kia asa ho sakta hai ky ham investment karain aur trade na karain aur profit ho j

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairafzal456 پيغام ديکھيے
          dear friends main say yeh pochna chata hun ky forex business main ager ham sirf investment he kar dain aur trading na karain tu kia broker ham ko hamri investment ki percentage ka profit day sakta ha ya nahi please guide karain.
          Ji ap nay bohat hi acha question kia hay. Forex trading main investment karnay kay baray main kasar trader ki yahi soch hay k real trading account main jo bhi amount deposit ho jay gi wohi investment ho gi aor us ko hi bad main trading kay liay use kia jata hay aor us say kamyabi ki soorat main profit hasil kia jata hay aor agar trading na ki jay to koi faida hasil nahi hota lakin mari en sab say soch kuch alag hay maray khial main account main jo amount deposit ki jati hay woh investment nahi kehlati bal k woh balance kehlata hay aor jab ham real trading account kay zariay Forex market main jo bhi trade open kartay hain to us time hamara balance khud bakhud investment main change ho jata hay aor trading kay mutabiq ham ko peofit and loss hota hay es taran investment har soorat profit ya loss zaror daiti hay aor agar trade open na ki jay to matlab yeh ho ga k ham nay abhi tak koi investment nahi ki aor hamaray account main balance save hay aor esay ham kisi bhi time trading kiay baghair withdraw kar saktay hain jab k investment ko trade close karnay kay bad hi withdraw kia ja sakta hay kun k trading kay doran koi bhi investment withdraw kay qabil nahi hoti.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: kia asa ho sakta hai ky ham investment karain aur trade na karain aur profit ho j

            assalaim o alaikum my dears friends umeed ha kay app sab thk ho gay app nay bot hi acha question kyia ha lakin asa hona mumkin bhi ha or na mumkin bhi ha kyu kay jub bhi hum koi bhi big or small investment karty ha tou hum ko jo bhi passy dany party ha who ham sab apny account ma hi add karty ha or is say hum forex market ma hi trade karty ha or loss ya profet hasil karty ha or ya koi bhi facke nai ha ya 1005 real business hja or agar app kay pass knowledge ha to app logou say bot zyida passy lay kar in say trade kary or profet hasil kary or un kay passy un ko dobara day or agar app ko forex kay bary ma zyida information nai ha tou app apny passy apny account ma hi add karty ha or app apny account ko ksi achy trader kay account say attach kar kay us ko follow kar kay profet hasil kar sakty ha

            اب آن لائن

            Working...
            X