Aj doller kay muqably rupy mazeed devalue hogayi?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aj doller kay muqably rupy mazeed devalue hogayi?
    Aj doller kay muqably rupy mazeed devalue hogayi?Esky trading py kia nagitive effects ayingy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aj doller kay muqably rupy mazeed devalue hogayi?

    pakistan me is wakt complete business nehi chal rehta hain or lock down me mehdood business chal rehay hain jis se economy par boht zeyda effect ho raha ha or jo local traders hain un kay business par boht bura asar par raha ha jub pakistani currency ki value kam hoti ha tu pakistan me traders ko boht nuksan hota ha pakistan me wo traders jin ki invesment pakistan currency me hoti ha un ki value pehle ki nisbat kam ho jati ha jaisa kay ab pakistan currency ki value dollars kay mukable me kam ho gai hain ab pakistan kay wo jo local traders hain jo bahir se zarorat ka saman buy kartay hain ab ko pakistan currency me zeyda payment karna paray gi jis se boht zeyda negative asar paray ga local business par
    • #3 Collapse

      Re: Aj doller kay muqably rupy mazeed devalue hogayi?

      gee han ap ko jesa k pta ha k pakistan main mukabal business nai chal rha ha crona virus ap phaly se be zada ho geya ha ur ye khatam hone ka nam hi nai lena rha ha is liye kuch log ghr main hi majood hein is liye pakistam ki economy main zafa nai ho rha is business main kam krne k liye hume phaly menat krni hoti ha bhagir menat k jo log kameyab hona chahte hein wo is main khabi be kameyab nai ho skate hein is main knowledge hasil krne k liye hume is main tecnical analysis ur fundamental analysis ko dekh k kam krna hota ha ye business hamre liye eik best onlines business ha is main dil laga k kam krein gey tu asani se kameyab be ho sakte hein ye eik best online business hai wohi log kameyab hote hein jo menat krte hein
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: Aj doller kay muqably rupy mazeed devalue hogayi?

        G han dear doller kafi strong hai jub kay ye kafi strong honye wala hai tu ap ka kam hai kay ap ager forex market mai kam.kartye hain tu ap ka kam hai kay usd kay hisab say chlain ta kay ap ka faida ho jaye acha kam kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap doller kay hisab say es mai kam.karain ta kay ap ka faida he faida ho jaye jhan tak ap ko pta hai kay humara profit bhi humain usd mai milta hai tu humara kam hai kay hum apna kam acha karain ta kay humara profit humain acha milta rhaye ap ka kam hai kay ap abhi forex market mai phlye say zayda mahnwt kay sath kam karain kiyu kay ager ap abhi zayda acha kam karain gaye tu ap ka zayda faida ho jata hai tu ap kam acha tabhi kartye hain jub ap kay anylsis achye hotye hai tu apna kam acha karain anylsis karain ta kay ap kamyabi ki taraf jain kiyu kay ager ap abhi es mai acha kam kartye hain tu ap ko zayda faida hai tu abhi zayda mahnet kay sath kam.karain ta kay ap ka kafi faida ho jaye kosesh karain kay ap forum mai acha kam karain kiyu kay ager ap forum mai acha kam kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai jis kay bad ap es mai trade laga kay kamyab ho jatye hain tu achye kam ki hamesha he value hotye hai ye tu har kisi ko pta hai tu apna kam achye say acha karain ta kay ap es mai kamyab ho jain
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: Aj doller kay muqably rupy mazeed devalue hogayi?

          Dear trader apko is bat ka pata hona chahiye k pakistani currency forex market mein ni hai aur us dollar up hony se pakistan ki stock exchange mein zaroor farq parta hai aur pakistani rupy k value kam hoti hai aur mehngai ki sharha mein izaafa hota hai but dear forex tarding mein ap jab bhu tarding karyn tu apko usd undex dekh kar usd k pairs par tradin karni chahiye abhi ap dekhyn tu forex market mein usd index down aa raha hai tu ap k liye ye advice hai k ap usd k pairs pair tarding karny se pehly apny analysis strong karyn ta ka apko loss na ho aur apko pata hoga k us dollar aik major currency hai aur forex market sari usd ki currency par chal rahi hai aur ham apni investment bhi us dollar mein karty hain aur apko agar usd ki movement par acha experience ho jaye aur ap k technical aur fundamental analysis strong ho jayn tu ap forex mein kamyab ho sakty hain so apko bahut zayada mehnat karni hogi aur aur hardwork karna hoga aur apko market mein bahut zayada time dena hoga
          • #6 Collapse

            Re: Aj doller kay muqably rupy mazeed devalue hogayi?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zaid ur Rehman پيغام ديکھيے
            Aj doller kay muqably rupy mazeed devalue hogayi?<br />Aj doller kay muqably rupy mazeed devalue hogayi?Esky trading py kia nagitive effects ayingy?
            Ji ap nay bohat acha question kia hay. Pakistan main poori world ki taran corona nay deray dal rakhain hain jis say majbooran lock down karna parta hay Eid ki wajah say chand din lock down main narmi rahi hay aor bohat say small business open rahay hain jis say mulki economy kisi had tak behtar rahi hay aor Pakistani currency ki value bhi kisi had tak ab say kuch behtar thi waisay to halat bohat kharab hay lakin aj say kuch behtar thi lakin ab dobara lock down honay ki wajah say bohat say small business close ho chukain hain jis say mazeed economy down ho chuki hay aor Pakistani currency ki value bhi mazeed down ho chuki hay jis ka Forex trading pay bara-e-rast to koi asar nahi hay kun k Forex trading main Pakistani currency ka koi currency pair use nahi kia jata lakin agar kisi trader ko investment kay liay deposit karwana ho to usay USD ya EUR kay badlay main pehlay say ziada paisay daina partay hain es taran us ko kisi had tak loss hota hay.
            • #7 Collapse

              Re: Aj doller kay muqably rupy mazeed devalue hogayi?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Zaid ur Rehman پيغام ديکھيے
              Aj doller kay muqably rupy mazeed devalue hogayi?Esky trading py kia nagitive effects ayingy?
              Aaj dakha jay to forex market main USD weak hua ha us k bawajod bi Pakistani rupees main kami hue ha or Pakistani rupees k muqabily main dollars strong hua ha is ki samj ni aai ha is ley humy chae ha jab bi trading karny to proper stop loss lazmi istamal karny warna humy ziada loss ho sakta ha is k ley humy chae ha proper money management or risk management sy trading karni ho ge ta k hum log behtar trading kar saken gy utna he ziada fayda ho ga is ley humy behtar news pe tawaja dani ho ge samjena ho ga or seekena ho ga market main koi bi movement kisi bi waqat ho sakti ha is key humy har waqat ahtiyat karni ho ge ta k humy loss na ho Pakistan main is waqat lock down chal raha ha business band han economic bilkal khatam ho rehe ha already qarz main chal raha tha Pakistan or ab mazeed qarz chae hon gy
              • #8 Collapse

                Re: Aj doller kay muqably rupy mazeed devalue hogayi?

                Assalamu Alaikum dear friend aapko is baat ka pata Hona chahie ke Pakistani currency forex market mein nahin hai aur US Dollar up hone se Pakistan ki stock exchange Mein Jarur Fark padta hai aur Pakistan rupaye ki value kam hoti hai aur mahangi ki Sharab Mein Hota Hai Forex trading mein aap Jab Pi trading karen to aapko USD and text dekar USD ke pair trading Karni chahie abhi aap Dekhen to forex market Mein USB index down a raha hai to aap ke liye advice hai ki aap USD ke pair trading karne se pahle Apne analysis strong Karen kya kholo Na Ho Aur aapko Pata Hoga ke US Dollar currency hai aur forex market saree ki currency per chal rahi hai aur ham apni investment be used on karte hain aur aapko Agar USD ki movement Pariksha experience Ho Jaaye aur aap ke technical aur fundamental analysis problem ho jaaye to aap Forex Mein Kamyab ho sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Aj doller kay muqably rupy mazeed devalue hogayi?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Zaid ur Rehman پيغام ديکھيے
                  Aj doller kay muqably rupy mazeed devalue hogayi?Esky trading py kia nagitive effects ayingy?
                  dear exchange market ho ya forex market esy surprised ate rehten hain kabhe dollar nechy ata hai to kabhe ruppiya uper ata hai hame is cheez ko itna dekhna nahe chahie aur aapne kam per focus dena chahie forex ke kam ko samjhna chahie ek achi strategy ki tehat kam krna chahie achi trading se he acah profit hasil kiya ja sakta hai jitna jiyadeh acah kam karenge utna he acha fayda hasil hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Aj doller kay muqably rupy mazeed devalue hogayi?

                    Dear jes tarha ki situation ban chuki hay aur Pakistan ki economy ko corona virus bada kar raha hay Pakistan currency US dollar key muqably me zaror kam ho gi siraf Pakistani currency hi nahi har currency US dollar key muqably me weak ho rahi hay ham agar news ka be jaiza lety hey to kesi be tarha se hamari country ki economy key behtar hony key chances me ezafa nahi ho raha hay es key muqably me US dollar bahot hi strong ho raha hay aur hamari country ki currency key value me kami a rahi hay, Pakistan ki economy agar production ki waja se behtar hoti hay to ye zaror dollar ka muqabla kar saky gi.
                    • #11 Collapse

                      Re: Aj doller kay muqably rupy mazeed devalue hogayi?

                      Ji han bilkul aisa hi hai Kyunki yah Aisa Ban chuka hai ki Pakistan ki economy Mein Virus ki vajah se bahut jyada effects Pade Hain Jiski Niyat per Sabhi market closed Hai Na Ja sake abhi bhi Virus ki vajah Se Kabhi market Band Ho Jaati Hai Aur Kabhi open Ho Jaati Hain To isliye other countries main bhi lockdown khatm ho chuka hai Jiske Bina vahan per trading Jari Hai To isliye Pakistan rupya kam ho raha hai To Mere Khyal se yah Halat Badal Jaenge Aane Wale Waqt Mein Inshallah Ham baithe ho Jaenge to isliye trading mein agar aap reading karna chahte hain to currency trading bahut hi behtarin Rahegi
                      • #12 Collapse

                        Re: Aj doller kay muqably rupy mazeed devalue hogayi?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Zaid ur Rehman پيغام ديکھيے
                        Aj doller kay muqably rupy mazeed devalue hogayi?Esky trading py kia nagitive effects ayingy?
                        Dear ais forex makret mai rupy ki koi value nai hai ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko usd k againt jo currencies hai jin par usd k weak ya strong hony se faraq parta hai aun par trade karni ho gi ais market mai ap agar kaam karty hai to ap ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai ap agar time lagaty hai to ap ko ais market mai faida tab hota hai jab ap ais market mai pairs ki moment ko samjh jaty hai kun k ais market mai Rupy to kahe use ho nai raha hai jis ko ap buy ya sell kar skay ais forum par ap ko aisi baty discuss karna ho gi jin se traders ko kafi zayda faida ho jaye ap agar trading se hat k baaty discuss kary gay to ap ko ais mai faida nai ho ga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Aj doller kay muqably rupy mazeed devalue hogayi?

                          Pakistan mai us dollar aur Pakistani rupay ka exchange bohat si cheezoo kay saath jura hua hota hai. Pakistan mai state Bank ki policies aur Forex exchange commissions ki taraf say daily currencies kay exchange rates define kiye jatay hain jiss say exchange rates mai up aur down ata hai. Pakistan mai bhi Corona ki wajah say economy kay halaat kaafi kharaab chall rahey hain aur iss mai local markets ya business nahi bulkay export ka business matter kerta hai. Pakistan mai jab us dollars ki soorat mai mojud reserves jisay zarr e mubadala kaha jata hai kamm hotay hain tou Pakistani rupay ki qeemat pay uss ka direct asar parta hai. Kall ki news kay mutabiq Pakistani reserves mai kammi hui hai jiss ki wajah eid pay do janay waali holidays hain jo kay Pura week ki ki gai thi. Iss liye Pakistani rupeya dollar kay muqabalay mai de value Hua hai aur abhi mazeed chances bhi mojud hain jinn ka pata Monday ko chalay ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Aj doller kay muqably rupy mazeed devalue hogayi?

                            Salaam Alaikum ji han bilkul dollar value Nahin Hua aur Pakistan currency bahut hi divali ho chuki hai uski Badi betiya hi Hui Hai Kyunki market mein bahut jyada Logon ki vajah se nuksan ho raha hai jaise ki abhi Barish Ki vajah se Puri country mein lockdown hai aur use vajah se market Main koi bhi Kam Nahin ho raha aur koi bhi income Hasil Nahin ho rahi logon ka kam Band Hai Jiski vajah Se Pakistan rupees ki value mein bahut jyada kamai Hai To isliye Jab Bhi market open Hogi tabhi market Mein acchi income Hogi to isliye trading mein bhi agar aap trading karna chahte hain to aap jaruri hai ki risk mat le experience ke sath kam Karen aap accha profit Hasil kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aj doller kay muqably rupy mazeed devalue hogayi?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Zaid ur Rehman پيغام ديکھيے
                              Aj doller kay muqably rupy mazeed devalue hogayi?Esky trading py kia nagitive effects ayingy?
                              Dear brother is time jo rupaye ki value hi nhi ho rahi hai Kyunki is time Pakistan ke andar Hona Virus ke bahut jyada new Ke Samne aa rahe hain Jiski vajah se a Pakistan mein lakh down ho raha hai aur ismein Jitne Bhi Bade business Hai vah sare staff kiye hue hain aap is market Mein Dekhen to ismein bhi log nuksan kar rahe hain Jiski vajah Se Pakistan ki economy strong hone ke Vijay week ho rahi hai isliye use Dekhe against Pakistan ka rupaye bhi Hota ja raha hai ismein aapane agar Apne country ki help karni hai to aapko chahie ki aap Aise kam Karen jisse Hamare country ki Ek aadami Ko fayda Ho Jaaye iske liye Humko is market mein bhi mehnat Karni Hogi Taki Ham Yahan Se Jyada earning Karke use per withdrawal Apne bank account mein send Karen Taki ismein se jo jo Dala Hamare country Mein aaenge usse Hamare country ko Paida ho jaaye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X