jazbat me decision lenay se rules par effect parta ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jazbat me decision lenay se rules par effect parta ha?
    ager traders jazbat me decision leta ha tu kaya rules par effect paray ga?
    rules ko follow karne kay liey jazbat ko kaisy deal karna chahie?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jazbat me decision lenay se rules par effect parta ha?

    Assalamu Alaikum ji han bilkul Jhooth Baat per Kabu karna bahut jaruri hai Jab aap Forex trading Karte Hain To usmein Jaruri hota hai ki aap Forex trading rules to follow karte hue kam Karen ki koi jawab Forex trading rules ko follow Nahin Karte aap kamyabi Hasil nahin kar sakte to isliye Baithe yahi hai ki aap ismein Jyada Se Jyada mehnat Karen decision lena tasvir is Baat Ko Kabu Mera bahut jaruri hai isliye aapke use per effect padta hai jawab rules ke khilaf kam Karte Hain To isliye Jaruri hota hai ki aap usko follow karte hue kam Karen tabhi aap sabse Sasti kar sakte hain to isliye market ko Dekhte Hue aur Market Mein Achcha knowledge experience ke sath aap kam Karen
    • #3 Collapse

      Re: jazbat me decision lenay se rules par effect parta ha?

      Dear forex market mein jazbat ko control karny mein behtri hai kyun k agar emotional trading karyn gy tu definitely rules ko break karyn gy aur is k sath emotional trader kabhi bhi forex tarding mein success hasil ni kar sakta aur hamesha loss uthata hai is liye agar trading karty waqt knowledge aur experience se kam karyn aur apny jazbat par control kar k patience k sath kam karyn tu faida hoga aur yad rakhyn hamesha less knowledge aur less experience wala trader jazbati hota hai aur uski waja ye hai k jab loss hota hai tu loss ko recover karny k liye jazbat se tarding karta hai bari bari lot laga deta hai aur over tarding kar k loss recover karny ki koshsish karta hai aur aisy mein aur loss karta hai tu payary dost hamesha knowledge se mehnat se aur hardworking se success milti hai jab fully expert ho jayn gy tu apko apni trading mein confidence paida hoga aur ap patience k sath trading karyn gy tu apko profit bhi hoga aur ap emotion par control kar k loss se bach jayn gy
      • #4 Collapse

        Re: jazbat me decision lenay se rules par effect parta ha?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
        ager traders jazbat me decision leta ha tu kaya rules par effect paray ga?
        rules ko follow karne kay liey jazbat ko kaisy deal karna chahie?
        dear bahut achha question Kiya Hai Jab Ham Jazbaat main faisla kar deti Hain To iska matlab yah hota hai ki Humne Jo decision Diya Hai usmein Soch Samajh Ke bagair Faisla Kiya Hai To usmein Jo hamari rules and regulation Hai vah bhi perfect ho sakti hain isliye Agar Ham Chahte Hain Ki Ham rules and regulation ko follow Karen Aur Is Tarah ki koi bhi rules break na karen to Humko chahie Yahan koi bhi cast ka jalwa Jeene Na Karen aur emotion per control Karti decision Le Kyunki Jab Ham emotional Hote Hain To Ham use Waqt ki awaaz mein Faisla kar dete Hain jisse Humko bahut nuksan bhi ho sakta hai aur usmein ham rule dense activation key against Bhi Ja sakte hain isliye Humko bahut jyada care Karni chahie. Agar Hamen season ko focus Nahin Karenge Ham Kabhi trading Mein Kamyab nahi ho sakte isliye Humko chahie ki Ham unko Jarur follow Karen
        • #5 Collapse

          Re: jazbat me decision lenay se rules par effect parta ha?

          G han dear trading karna atna asan kam nhi hai jub kay ager ap es mai apnye jazbat say kam kartye hain tu ap kaliye aur bhi masla ban jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain ta kay ap kaliye masla na banye aur ap ka kam hai kay ap es mai jazbat say hat jay kam kartye hain tu ap hamesha he kamab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap nay jo bhi faisla karna hai ap karain per ap ka kam hai kay ap achye anylsis kar kay kam kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai jub kay ap jazbat mai a kay kam kartye hain tu ap ko es mai sirf nuqsan hota hai tu ap ka kam acha ho ga tu ap kamyab hun gaye tu apnye kam pay focus dain aur ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath acha kiya karain aur rule kay hisab say kam kartye hain tu he tu zayda faida ho jata hai jib kay rules say hat kay kiya gaya kam kisi kam nhi ata hai us mai kafi lose ho jata hai ap ka kam hai kay ap rules kay hisab say es mai kam kar kay kamyabi hasil karain
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: jazbat me decision lenay se rules par effect parta ha?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
            ager traders jazbat me decision leta ha tu kaya rules par effect paray ga?
            rules ko follow karne kay liey jazbat ko kaisy deal karna chahie?
            Yes dear ais market mai ap ne agar trade karni hai to ap ko ais market mai jazbati ho k kabi bhi decision nai lena chaye ais market mai ap agar time lagaty hai to ap ko ais market mai tab hi faida hota hai jab ap ais market mai acha decision lety hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mkai faida ho jata hai ais market mai ap ko kaam karny k liay rules bana leny chaye ais mai ap agar kama katy hai to ap ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai ap agar jazbati ho jaty hai to ap ais market mai loss kar sakty hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai kamyabi milti hai magar aus k liay ap ko ais market mai plan bana lena chaye aor aus k hisab se kaam karna ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: jazbat me decision lenay se rules par effect parta ha?

              Assalamu Alaikum dear friend bahut accha question Kiya Hai Jab Ham bad Mein Faisla kar dete Hain To iska matlab yah hota hai ki Humne Jo decision Diya Hai usmein Soch Samajh Ke bagair Faisla Kiye Hai To usmein Jo Hamare rules and regulation Hai vah bhi perfect ho sakti hai isiliye Agar Ham Chahte Hain Ki Ham rules and regulation ko follow Karen Aur Is Tarah ki koi bhi rules break na karen to Humko chahie Yahan koi bhi cast ka jalwa Jina na Karen aur promotion per control karte hue decision Le ki Ham Kamyab ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: jazbat me decision lenay se rules par effect parta ha?

                Rules 2 qisam kay hotay hain aik woh hotay hain jo companies ki taraf say banaey jatay hain jaisay kay instaforex trading company hai jo bhi rules instaforex ki taraf say traders kay liye banaey jatay hain unhain follow kerna traders kay liye bohat zaruri hota hai aur unn pay ammal na kernay say nuqsaan bhi hota hai. Agar traders jazbaat mai trading kay doraan decisions laitay rahey tou unn say rules break ho saktay hain aur rules break honay say nuqsaan ho sakta hai jo kay unn kay accounts ki damage ker sakta hai ya account ko bann aur block bhi kerwa sakta hai.

                Forex trading business mai traders kuch rules khud bhi apnay liye banatay hain unhain bhi break kernay say nuqsaan ho sakta hai. Rules ko follow kernay kay liye traders ko apnay emotions pay bohat control kerna chaiye. Forex trading mai traders ko chaiye kay rules ko follow kernay kay liye apnay emotions ki control kerna bohat behtar hota hai kiyu kay iss Tarah ghaltiaa nahi hoti hain
                • #9 Collapse

                  Re: jazbat me decision lenay se rules par effect parta ha?

                  Ji han bilkul Aisa bilkul Hota Hai Jab aap Jazbaat Mein decision Lete Hain To aap per bahut jyada Fark padta hai Jab aapko Maloom hota hai ki aap overtraining kar lete hain to aapko usse nuksan ho jata hai Kyunki yah isomeric Hai ismein emotions aapke Kisi bhi Kam Nahin Aate aap Aisa nahin kar sakte kya aap jaldbaazi Karenge aapane motions ke sath trading karen to yah aapko fayda De sake Kyunki Ek technical work hai ismein aapka Xperia C aapko Kamyab kar sakta hai otherwise aur koi chij nahin hai Jiska Jaisa ki agar aap Sochenge Koi reference Hai Jiski vajah se aap profit Hasil kar sake to BF bilkul Jhooth hai ismein sirf aur sirf aapka experience knowledge aur aapka Achcha balance baccha bhi aapko Kamyab Bana sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: jazbat me decision lenay se rules par effect parta ha?

                    jazbat main decion lene se hume nuqsan hota is main sabr se kam krna hota ha extra kam krein gey tu hume lose k chances zada ho jate hein is liye ap phaly se hi is business main knowledge hasil kr k kam krein is main rule ko fallow kr k kam krein taqey hume kameyab hone main asani ho saken is main samjdari se kam krte rehna lazmi ha is main agr hum extra lots size use krte hein is main hum eik hi bar bhra profit hasil krne ki sochte hei tu esa mumkin nai ha is main hume sabro tamal se kam krna chaiye hamra kam hum khabi be jaldbazi py eik din k andr ameer nai ban sakte hein hume dora time lagta ha ameer hone main hume is main daily chart ko fallow kr work krte rehna chaiye
                    :1f60d: hard work :1f60d:
                    • #11 Collapse

                      Re: jazbat me decision lenay se rules par effect parta ha?

                      My all best friend and good members aslam o alekm, me sare dosto ke yhe advice karta ho ke ager hmne forex trading ke rules ko follow karna he or hme ye chahte he ke hme be seniors ke trah ham be good profit mile to phir hme apne jazbat per control he karna hoga, ku ke ager ham forex me jazbat me akar work karege to forex ke rule per effect he parega, jazbat me decision lena wse he hme profit ke bajai loss he desaktee he, to lehaza hme chahye ke apne apko relax mind bna kar forex me easily work karte rahe or apna acha khasa profit utha te jai, jo hmarelye ik kamyhabi ka raz banega, forex forum hme ik acha business derahahe to inme ham good trader bankar dekhana hoga, ye sab ham per depend he, ke ham forex ke rules ko kse follow karhe he, jin me hme fiada milega.
                      • #12 Collapse

                        Re: jazbat me decision lenay se rules par effect parta ha?

                        G han dear trading karna atna asan kam nhi hai jub kay ager ap es mai apnye jazbat say kam kartye hain tu ap kaliye aur bhi masla ban jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain ta kay ap kaliye masla na banye aur ap ka kam hai kay ap es mai jazbat say hat jay kam kartye hain tu ap hamesha he kamab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap nay jo bhi faisla karna hai ap karain per ap ka kam hai kay ap achye anylsis kar kay kam kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai jub kay ap jazbat mai a kay kam kartye hain tu ap ko es mai sirf nuqsan hota hai tu ap ka kam acha ho ga tu ap kamyab hun gaye tu apnye kam pay focus dain aur ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath acha kiya karain aur rule kay hisab say kam kartye hain tu he tu zayda faida ho jata hai jib kay rules say hat kay kiya gaya kam kisi kam nhi ata hai us mai kafi lose ho jata hai ap ka kam hai kay ap rules kay hisab say es mai kam kar kay kamyabi hasil karain
                        • #13 Collapse

                          Re: jazbat me decision lenay se rules par effect parta ha?

                          Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun k ap log kheriyat se hon gy. Jazbaat Mein Koi Bhi Faisla karne se Ham nuksan Mein Ja sakte hain Kyunki jaldbaji Se Kiya Gaya Koi Bhi Faisla correct nahin Hota for example Agar Hamen Forex mein loss ho Jata Hai To Ham jaldbaji Mein yah Jazbaat mein jakar ismein aur trade co open kar lete hain aur co trade hmare nuksan Ka reason banti hai . Forex mein hamesha fresh mind Se Hi Kam karna chahie Agar Ham ismein jaldbazi ya Jazbaat mein akar koi bhi faisla Karte Hain To is Forex ke rules per Gehra Asar padta hai Ham usko rules ko follow nahin kar paate hain aur jo Forex k rules ko follow nahin karta hai vah is per Kabhi Kamyab Nahin ho sakta Kyunki Ek profession Trader is ke rules ko follow karke hi best trader banta hai ISI Tarah hamen bhi chahiye Ke Hum Jyada Se Jyada ismein jazbaat Ko control Karen .Iske rules ko follow kar sake or zyada learning Hasil kar sake.THANKX
                          • #14 Collapse

                            Re: jazbat me decision lenay se rules par effect parta ha?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                            ager traders jazbat me decision leta ha tu kaya rules par effect paray ga?
                            rules ko follow karne kay liey jazbat ko kaisy deal karna chahie?
                            Dear brother is market mein aap Jab Ek Dafa Apne rules banaa Lete Hain To unko follow Karte Rahen is market mein aap enrolls ko break Karte Hain To Uske vajah se aapko nuksan ho jata hai isliye aapko chahie kya aapane Jo rules Banai Hui Hain unko follow karti hui is market Mein trade Karen agar aap Jazbaat Mein Aakar Apne rules ko break Karte Hain To usse aapko Kisi bhi time per nuksan ho sakta hai yah Jaruri nahin hai ki aap Jaise hi rule break Karenge uski vajah se aapko foreign nuksan Ho Jaaye aap Aisi Koi galti kar rahe hote hain jo aapko sometime nuksan Nahin Deti Magar uski vajah Se Jab aapko nuksan hota hai to Itna jyada nuksan ho jata hai ki aap use nuksan ko recover nahin kar sakte isliye aapko chahie ki aap Jab Bhi is market Mein kam karen to ismein acchi Tarah plan kar le aur uske hisab se kam Karte Rahe tab aapko is market Mein kamyabi mil Jaati Hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jazbat me decision lenay se rules par effect parta ha?

                              G bhai bilkul, jazbat mein kiye hue decision mein aksar hum apne rules tor dete hai. Emotions matlab jazbat ki forex trading mein koe jagha nhi hoti. agar hum achi trading karna chahte hai to hume lalach, guse aur dar ko trading se dur rakhna hoga, aur sakti se apne money management ke ke rules ko follow kare ge to positive result gain kar sake ge.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X