Muqabalay ke post Kay 500 characters kaysay ginty hotay hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Muqabalay ke post Kay 500 characters kaysay ginty hotay hay?
    Behtareen jawab kay muqabalay ki jo hedayat hay waha aik post Kay 500 characters ka likha hay . Members apni her post kay characters kasay ginti kee saktay hay ? Iss tara to bohut time lag jata hay ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Muqabalay ke post Kay 500 characters kaysay ginty hotay hay?

    Pak Forex forum pay her section mai posts aur threads kernay kay alag alag rules banay huay hain jo kay moderators ki taraf say waqtan fawaqtan update bhi hotay rehtay hain. Normal posting mai jaha weekly bonus mikta hai uss mai posts ya threads kay rules asaan aur simple hain laikin forum pay jo contests hotay hain unn kay rules change hain laikin aisay nahi hain kay puray he na ho sakey. Pak Forex forum aur instaforex hamesha aisay rules banata hai jiss pay members easily ammal ker sakain. Bahtreen jawabaat aur best review kay muqabaloo ka aik rule yeh bhi hai kay unn mai posts kay characters 500 honay chaiye. Yeh rule jawabaat aur jaiza ki threads kay liye hai. Iss mai members ko apni posts kay characters ki counting ki zarurat nahi hoti hai bulkay Agar members apni posts mai 18 lines tak ka jawab likh lain tou 500 say ziada he characters bann jatey hain aur yeh rule bhi Pura hojata hai
    • #3 Collapse

      Re: Muqabalay ke post Kay 500 characters kaysay ginty hotay hay?

      gee han hum eik posting mukabley main jo krte hein os k kam se kam 500 world hone lazmi hein hamra kam acha ha tu hum ise acha bonas hasil kr sakte hein is main hume acha bonas lene k liye achi menat krni zahrori hoti ha is main hume daily kam krna hota ha chart indicotor ko dekhna hota ha hume is main tecnical analysis ur fundamental analysis ko fallow krna hota ha is main jitna acha kam krein gey utni hi jaldi kameyab be ho sakte hein success hume menat se hi milti ha bhagir menat k hum kameyab nai ho sakte hein kameyab hone k liye phaly menat krna zahrori ha is business ko time dena hota ha kameyabi hume tab hi hasil hon gey jab huma cha work krein gey is business mn
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: Muqabalay ke post Kay 500 characters kaysay ginty hotay hay?

        G dear es mai ap asani kay sath gin saktye hain kiyu kay jaisye kay rules mai likha howa hai kay ap ka har aik english ka jo word hai gina jata hai tu ao esi tarha gin sakrye hain aur es mai ap ko kam say kam 500 tak word ka hona zaroori hai ager es say ap kam ki posts kartye hain tu ao ko es mai shamool nhi kiya jata hai katlab kay ap ki posts count nhi ho gaye aur ap es mai kamyab nhi ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap hamesha es mai posts target kay hisab say aur limite jay hisab say karain aur kosesh karain kay word pooraye hun kiyu kay ager kam hun gaye tu koi faida nhi hai ap ka kam zaya ho jata hai tu kam ager poora na ho tu kam ka faida nhi hota hai ager kam poora hota hai tu kam ka faida hota hai tu kam poora karain ta kay bad mai ap es mai kamyab ho pain acha kam achi kamyabi ki zamant hoti hai na
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: Muqabalay ke post Kay 500 characters kaysay ginty hotay hay?

          Dear friend forum pe contest men posts k bhi kuch rules hen jin ko follow karna zaroori hota hey aur rules men hey k jo bhi post karen woh rules k mutabik 500 characters se ziyada ki honi chahiay aur a,b,c yeh characters hotay hen aur jitnay bhi posts nen words use kartay hen unn k characters ki counting karen tu 500 se kam nhi honi chahiay kiun k contest men jo post 500 characters se kam ki hoti hey woh bonus k liay count nhi hoti iss liay jin logon k pass forex trading ka acha knowledge nhi hota woh contest men hissa nah len kiun k contest men itni lengthy post karnay k liay acha knowledge bhi hona chahiay kiun k yeh contest hey iss liay mukablay ki posts hoti hen aur iss men bahut ziyada seniors aur experts bhi hissa letey hen kiun k unn k pass acha knowledge aur experience hota hey iss liay woh achi quality ki posts kartay hen jiss ki waja se unn ko acha bonus bhi milta hey iss liay competition bahut ziyada hey
          • #6 Collapse

            Re: Muqabalay ke post Kay 500 characters kaysay ginty hotay hay?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
            Behtareen jawab kay muqabalay ki jo hedayat hay waha aik post Kay 500 characters ka likha hay . Members apni her post kay characters kasay ginti kee saktay hay ? Iss tara to bohut time lag jata hay ?
            Dear aapane Jo question kiya hai ki Jab Ham Mukabala Nahin Koi post Karte Hain To Uske characters 500 words ki honi chahie To Ham Inko Kaise Din sakte hain to iske liye main aapko 2 Aasan tarike batata hun Iske bad aap uski base per aapko aur message ko Kaun nahin karna padega sabse pahla Tarika yah hai ki ismein aap Kisi bhi website Se Bhi Ek apni post ko copy Karke check kar sakte hain ki ismein kitne characters Shamil the aur dusra trika yah hai ki Jab aap post karte hain to use post ki ki send karne ke bad uski line ko count kar liya Karen Agar aap laptop per kam kar rahe hain aur agar aap ki line 500 se jyada ho gai hai to ismein se aap tractors 500 se exceed Kar Gaye Hain yah agar aap cell per kam kar rahe hain to agar aap heroes takriban 10 row ho chuki hai To fir bhi aap yah samajh Le ki aapki 500 characters se zyda Ho chuke hain just 1 per count kar le aur uske bad FIR Usi base per Jaise hi post submit karvayen to uski line count Karke aap Idea Laga sakte hain ki aapke 500 characters pure hue hain ya nahin Bar Bar account Katni ki jarurat Nahin Hai
            • #7 Collapse

              Re: Muqabalay ke post Kay 500 characters kaysay ginty hotay hay?

              Dear apne acha sawal kiya hai jaisa k sab doston ko pata hai k contest mein post ka rule hai k har post minimum 500 caracters ki honi chahiye tu dear ab kuch dost samjhty hain k pata ni 500 caracters kaisy hoty hain apko bta don k post mein space ,full stop ,cama etc count ni hoty in k ilawa har aik word jaisa k main apko aik word btata hon for example FOREX ko count karyn tu ye forex 5 characters hain isi tarha ap agar aik post k characters count kar lyn tu ap ko jab pata chal jaye k apki post 500 caracters se zayada ki hai tu ap us post ki total lines count kar lyn tu apko idea ho jaye ga aur ap har post ki utni he lines likh diya karyn aur apko contest par mehnat zayada karni parti hai kyun k ye aik muqabla hota hai behtreen post ka tu apko chahitye k ap forum par contest k rules ko study karyn aur rules ko bhi follow karyn aur achi quality ki post karyn ta k apko acha bonus mily
              • #8 Collapse

                Re: Muqabalay ke post Kay 500 characters kaysay ginty hotay hay?

                forex aik bets business hain hum is mai contest mai 500 charter ke posts create karty hain hamy posts ke lenght zada kar ky qaultiy py forue karna ho gapher he hum paisa kama skayg y hum is mai raat mai be kamk ar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain yai aik amm business jas nahi han hum is mai raat mai be kamk ar sakty hain hum is mai out off balance account banakar be am kar sakty hyain yai ai legal business hian humis mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamara account baned hoj y ga yai iak mam business jasa nahi hian hum is mai agar market ko analuyz kar ky kam kary gy to hamy kamaybe mil jy ge hum is mai apny boss ap he hot yhain hum is maiapny bos spa he hoty hain yai aik internaitonal orkabe be band na hony wala business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Muqabalay ke post Kay 500 characters kaysay ginty hotay hay?

                  Assalamu Alaikum jaise ki aap contact Mein posting karte hain to uska Yahi maksad hota hai ki 500 word ki post aapko karna padati hai ki koi rules mein likha hai ki aapki post kam se kam 500 words Ki Ho kaisi hai aap Agar acchi aur Behtar posting Karenge tabhi aapko Pata Hoga Kyunki form ke roop Mein Shamil Hai Ki 500 ki agar post na Hogi to aap ki post auto delete ho jayegi to isliye acchi aur beta posting Karen aur yah tab aapko pata chal Jaega Jab aap Kisi bhi post ka reply Denge to usko Behtar Tarika Se Jab aap usko explain Karenge to khud BA Khud aapki post 500 word ki ho jayegi to isliye Kisi Ka Bhi reply karte time acchi Tarah Se reply Den Taki usko bhi fayda ho aur aapko bhi fayda ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Muqabalay ke post Kay 500 characters kaysay ginty hotay hay?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
                    Behtareen jawab kay muqabalay ki jo hedayat hay waha aik post Kay 500 characters ka likha hay . Members apni her post kay characters kasay ginti kee saktay hay ? Iss tara to bohut time lag jata hay ?
                    Dear ap ne agar ais forum par contest mai kaam karna hai to ap ko ais forum par apni posts k character count karny hai to ap ko ais mai online sites mil jati hai jaha par ap apni post ko check kar skaty hai k ais mai ap k kitny character hai ais forum par ap jab kaam karty hai to ap ko ais mai kafi zayda faida ho jata hai ais forum par ap agar mehnat karty hai to ap ko ais mai kafi zayda faida ho jata hai ais forum par ap ko mehnat karni hoti hai ais forum par ap agar apni posts rules k hisab se karty hai to aus k baad hi ap ki posts count ho gi ap agar ais mai posts choti kary gy to aus ka ap ko koi faida nai ho ga ais forum par ap ko mehnat karni ho gi tab hi ap ko ais mai faida ho ga ais forum par ap ko mehnat karni ho gi.
                    • #11 Collapse

                      Re: Muqabalay ke post Kay 500 characters kaysay ginty hotay hay?

                      Assalamu Alaikum dear friend forum per contest Mein posts ke bich Kuchh Rul Hai jinko follow karna Jaruri hota hai aur ward mein Baki Jo Bhi post Karen aur uske mutabik 500 character Se Jyada ki honi chahie aur ABC ya character hone Hote Hain unke tractor ki counting karen to 500 Se Kam Nahin honi chahie Kyunki contest mein jo post 500 character se kam ki Hoti Hai vah bonus keliye Kaun Nahin Hoti isliye in Logon ke pass Forex trading ka Achcha knowledge Nahin Hota vah contest Mein hissa Nahin Lene Ki unke contact Mein Itni lengthy post karne ke liye Achcha knowledge bhi Hona chahie Kyunki yah contact hai isliye Mukabala ki post hoti hain aur ismein bahut jyada senior Dur experts bhi hissa Lete Hain Kyunki unke pass Achcha knowledge or experience hota hai isliye vah acchi quality ki post karte hain Jiski vajah se unko Achcha bonus bhi Milta hai isliye competition bahut jyada hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Muqabalay ke post Kay 500 characters kaysay ginty hotay hay?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
                        Behtareen jawab kay muqabalay ki jo hedayat hay waha aik post Kay 500 characters ka likha hay . Members apni her post kay characters kasay ginti kee saktay hay ? Iss tara to bohut time lag jata hay ?
                        Dear brother office forum Punjab post karte hain to aapko ismein yah pata chal jata hai ki aapki post ki length Kitni Ho Gai Hai Jab aap ismein lines coconut Karte Hain To aap koi idea ho jata hai ki aapki post complete ho gai Hogi ismein aapko Ek Dafa apni post ke collector ko kam kar lena chahie aur uske bad aapko lines ke hisab se post Karni hoti hai aap ismein Har post ko character ko Kaun Nahin Karte balki ismein aapko simple Ek Dafa kam kar ke hisab se le Lena hota hai aur jo bhi post karni ho ismein uski Lanco complete karna hota hai agar aap is Forum per minute karte hain to aapko ismein Kafi jyada fayda ho jata hai is Forum per aapko rules to follow karti hui hai is mukabale Mein Har post kam se kam 500 corrector wali Karni Hoti Hai tab aapki post is contest mein kaun Hoti Hai isase composed Agar Hogi to vah is contest Mein Shamil Nahin Ki Jayegi.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Muqabalay ke post Kay 500 characters kaysay ginty hotay hay?

                          Dear friend Jaisa ki aap Logon Ko Maloom Hai Ki contest ki posting Mein 500 ka hona lajmi hai Kyunki moderator ne bhi Yahi kaha hai aur Forex form ke rules mein bhi likha gaya hai ki aapki contest Mein posting kam se kam 500 word hone chahie Aur ine Ko count karne ke liye Aisa bilkul nahin hai ki moderator Har post ko Kaun Karta Hai Kyunki yah automatic system hai aur ismein computerized system Hai Jis per vo auto detect karta hai ki aapki post 500 word Ki Hai Ki Nahin Agar aapki post 500 word ki Hogi to aap ki post contest ki amount Mein Shamil Ho Jayegi otherwise aapki post delete kar di jaati hai aur yah FIR uska aapko bonus provide nahin kiya Jata to isliye Jab Bhi aap posting Karen rules to follow karte hue Kahin Aapko bhi fayda aur aapki mehnat Na Aaya ho aur form mein bhi Sabhi Logon Ko se fayda ho sake

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X