Career ke start mein bahut jyada Expectations na Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #16 Collapse

    Re: Career ke start mein bahut jyada Expectations na Karen

    jis trah se aik aam karobar me settle hone me kafi waqat lag jata hai. Is waja se hamen forex trading me bhi ye soch k kaam nahi karna chaheye k aaj kaam shoro keya hai aur kal hum lakhpatti ban jayengy. Trading k leye hamen aghaz aram se s aur porsakoon ho k karna chaheye. Aisa nahi hai k hum aghaz se hi bari lots ya trades lagane k chakkar me par jaye aur jis sarmaye se kaam shoro keya hai wo bhi dhoob jaye. Is waja se kaam ka aghaz ehtiat k sath aur step by step karen. Kabhi bhi shortcut lagane ki koshash nahi karna chaheye.Forex Trading me kamyab hone k leye bohut struggling karni parti hai. Aam tawar par ye aik asaan karobar dekhaye deta hai lekin ye aisa hai nahi. Hamen koshash karni chaheye k hum positive mind k sath achi se achi trading karen. Kuch zarori points ye hai forex trading me kamyabbi k leye. Over trading se bachen, account ki valum barane ki koshash karen, lalach na karen, analysis aur strategy k mutabiq chalen, knowledge aur experience hasil karne ki koshash karen, apne leye daily goal select karen. Jazbat pe control rakhen

    اب آن لائن

    Working...
    X