Traders ko kitnay percent kaamyabi kay chances hotay hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders ko kitnay percent kaamyabi kay chances hotay hain?
    Forex trading shuru kertay huay her trader kay mind mai aik success ratio hoti hai kiyu kay traders apni learning aur knowledge ko dusroo say behtar jaantay hain. Traders ko apni kaamyabi kay kitnay percent chances hotay hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Traders ko kitnay percent kaamyabi kay chances hotay hain?

    forex me kamyab hone kay liey knowledge ka hona lazmi ha ap Apne knowledge ki bina par kamyab hu gay ya nehi or kitny percent chances hai yeh is bat par depend karta ha kay Apne kitna high level ka knowledge hasil kea ha ager ap ka knowledge high level ka ha tu ap kay success hone kay chances zeyda hain or ap kay 80% tak chances hotay hain kay ap forex market me kamyab ho kar profit earn kar le gay ager ap ka knowledge low level ka ha tu ap trading kartay wakt khud confidence nehi hotay hain or ap ko loss hone ka dar hota ha or ap kay low chances hotay hain kay ap kamyab ho hun gay isliey ager ap Apne kamyab hone kay chances ko increase karna chahte hain tu ap ko forex market ka high level ka knowledge hasil karn ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Traders ko kitnay percent kaamyabi kay chances hotay hain?

      Forex market me traders apni kamyabi key chances ko 100% be kar sakty hey agar traders discipline aur patience key sath trading karna zarori samjy aur sath me traders news ko ehmeyat dena start karen to es tarha ki trading 100% kamyab ho sakti hay traders ko esi strategy aur style key sath trading karna chaye jo us key nature key sath suit karta ho kabi be traders ko ghir zemendari ka muhzahira nahi karna chaye, agar success percentage me ezafa karna maqsood ho to traders ko mazeed learning aur trading skills ko batter karny ki koshish key ley demo account ka sahara lena ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: Traders ko kitnay percent kaamyabi kay chances hotay hain?

        Jaisa ki aap Sabhi Logon Ko Maloom Hai Ki trading Ek bahut jyada risky business hai lekin Jab aap ismein kam Karte rahte hain mehnat karte hain tab yah iji aur Achcha business man jata hai aur isko Achcha business banane ke liye jaruri hai ki aap acchi percentage ke sath kam Karen Kyunki Jab aap market Mein acche friend ke sath kam karte rahenge to aap Achcha Kuchh Hasil Karenge aur jaise ki Maloom Hai Ki Jab new trader trading ke liye aata hai to Uske 20 percent profit ke chances Hote Hain lekin Jab vah Astha trading ki taraf aata rahata hai aur accha experience Hasil Karta rahata Hai tab Uske chances badh Jaate Hain To ab Uske 80% Tak winning ke chance Ban Jaate Hain Jo ki bahut hi acche Hain To isliye trading Mein mehnat Karte jaen aap hundred percent trade Mein profit bhi Hasil kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Traders ko kitnay percent kaamyabi kay chances hotay hain?

          bhai jo trader is main knowledge hasil kr k kam krte hein un k kameyabi k chances 75% hote hein jo jo log is main bhagir menat k bhagir knowledge hasil kiyein is main kam krte hein wo kameyab nai ho sakte hein is main kameyab hone k liye hume is main daily acha kam krna hota ha daily samjdari se work krna lazmi ha befasol kam ka hume is main faida nai hota ha without knowledge se hume kuch be hasil nai hota ha hume is main lose ka hi samna krna parta ha kameyabi k 25% hote hein is liye agr hum dora phaly hi is main samjdari se kam krein gey tu hume kameyab hone main asani hon gey hamri menat hi hamri asal main success hoti ha is liye menat lazmi krni hoti ha bhagir menat k kameyab hona muskil ha
          :1f60d: hard work :1f60d:
          • #6 Collapse

            Re: Traders ko kitnay percent kaamyabi kay chances hotay hain?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
            Forex trading shuru kertay huay her trader kay mind mai aik success ratio hoti hai kiyu kay traders apni learning aur knowledge ko dusroo say behtar jaantay hain. Traders ko apni kaamyabi kay kitnay percent chances hotay hain?
            Dear ais market mai ap jab kaam karty hai to ap ko ais market mai kamyab hony k liay aik trading plan bana lena chaye aor aus k hisab se kaam karna ho ga tab hi ap ko ais market mai kamyabi mily gi ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap agar learning karty hai aor aus k sath ap demo account par kaam sekh lety hai to aus k baad ap ais market mai asani se kamyab ho sakty hai magar ais market mai ap ko mehnat karni ho gi ais market mai ap jitni zayda mehnat karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko time lagana hota hai tab hi ap ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai ap ki mehnat hi kamyabi ka raaz hai.
            • #7 Collapse

              Re: Traders ko kitnay percent kaamyabi kay chances hotay hain?

              Bhai forex market mein kamayabi aur nakami ap par depend karti hai market apko moqa deti hai aur har trader k liye market ki movement same hoti hai but kamyabi sirf kuch he tarders ko milti hai tu us ki yahi waja hoti hai k kamyabi k chance tu 100 percent hoty hain but ham avail ni kar paty aur forex mein mehnat ni karty agar ap log kamyabi hasil karna chahty hain tu ap ko forex mein hard work karna hoga aur trading start karny se pehly market ka acha knowledge gain karna hoga aur apko demo account par practice karni pary gi mean k forex market mein experties hasil karni hon gi us k bad real account par agar planing aur money managment k sath trading karyn aur patience k sath karyn lalach aur emotion par control kar sakyn tu ap ki kamyabi yaqeeni hogi aur apko loss bilkul bhi ni hoga agar hoga tu bahut kam hoga dear bs ap mehnat karyn tu kamyabi zaroor mily gi
              • #8 Collapse

                Re: Traders ko kitnay percent kaamyabi kay chances hotay hain?

                Dear forex members. Forex members ko ktny percent success k chances hoty hay k forex members k darmiyan vary karta a ,kiu k jitne ap mehnat Kathy gy jtna apk pas knowledge o ga, jitna time forex business ko day gy utny ziada kamyab rahay gy isliay yay zaroori a k hmhy Sab sy phly forex business ko join karty wqt demo trading account ko follow karna chaheay,seniors ke post ko study karna chaheay, is sy hmhy ziada sy ziada knowledge hasil o ga, hm tools ,rules & strategies ko smjh sakhy gy. Jo cheezay hmhy loss ke trf ly k ja rhe hay unsy avoid krhy gy ,jesa k lalach,over trading & emotional trading. To utna e hm kamyab hon gy ,so dear forex members jitne ziada hmre learning o ge ,jitna ziada hamara knowledge/experience o ga utny e success k chances ziada hon gy
                • #9 Collapse

                  Re: Traders ko kitnay percent kaamyabi kay chances hotay hain?

                  G dear trading mai kamyabi ap pay he depend kartye hai kay ap es mai kis tarha ka kam kartye hain kiyu kay ager ap es mai market ko daikh kay market kay trend ko aur anylsis ko follow kartye hai tu ap es mai har tarha say kamyab ho jatye hain jub kay ap es mai karket kay hisab say kam nhi kartye haim matlab kay ap mukhlif side pay kam kartye hain tu ap kaliye kafi nuqsan ho jata hai tu ap nay kam karna hai forex mai tu ap kamyabi hasil karna chatue hain tu ap ka kam hai kay ap es mao hamesha market kay hisab say kam kartye hain tu ap es mai hamesha he kush rhatye hain tu ap ka kam hai kay ap forex mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain ta kay ap ka har aik kam acha ho jaye aur ap es mai kamyab ho jaom kiyu kay kamyabi un he kaloye hai jo es mai apna kam mahnwt aur lagan kay sath aur market kay hisab say kartye hain jo market say hat kay kam kartye wo kabhi kamyabi hasil nhi kar patye hain zayda kamyabi un ko he miltye hai jo es mai market kay hisab say kam kartye hain kiyu kay acha kam he achye dam daita hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain ta kay ap bad mai bhi kamyabi hasil kar lain
                  $$$ Never Give Up $$$
                  • #10 Collapse

                    Re: Traders ko kitnay percent kaamyabi kay chances hotay hain?

                    Dear Forex trading business in bahut jyada technical business hai Forex mein agar Ham Apne knowledge aur apne experience ko increase karne aur Market aur news ka analysis karte hue trading Karen To Ham 100% Achcha profit Hasil kar sakte hain profit Hamare experience Hamare knowledge per depend Karta Hai Ham apni strategies ko follow karte ho Jitna Jyada struggle Karenge Itna Jyada market ki up and down movement ko understand karte Trend ko follow Karenge utna isiliye Ham Forex trading business Mein chhah profit Hasil kar sakte hain starting Mein Ham Apne experience ko increase karne ke liye senior traders prefer Karte Hain Ki Ham Dam account per apni trading skill ko improve Karen aur apne knowledge ko increase karne ki koshish karen demo account 1 Aisa platform Hai Jiska through Ham Apne experience ko increase kar sakte hain aur ham real account per easily cprofit Hasil kar sakte hain demo count a Kaisi opportunity hai jo Hamare knowledge aur Hamare experience ko increase karti hai aur Hamen Logon se learning power ko strong karne ki ki value provide karti hai Hamen koshish karni hai ki Ham Apne loss elearning Hasil Karen aur Jyada Se Jyada practice karte hue Apne analysis aur apne experience ko phone Karen aur Hamesha market Mein trade Lagane Ki ke liye market ka analysis karte hue hi trading Karen Is Tarah Ham easily market se confirm Achcha profit Hasil kar sakte hain Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Traders ko kitnay percent kaamyabi kay chances hotay hain?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                      Forex trading shuru kertay huay her trader kay mind mai aik success ratio hoti hai kiyu kay traders apni learning aur knowledge ko dusroo say behtar jaantay hain. Traders ko apni kaamyabi kay kitnay percent chances hotay hain?
                      Yah traders per hi depend karta hai ki vah Apne success ke chances ko Kitna Jyada increase ya decrease Karte Hain Agar traders Bina soche samjhe aur Bina mehnat ke kam Karte Hain To unke kamyabi ke Koi chance Nahin hote hain lekin Agar traders Soch samajhkar Puri planning Karke kam Karte Hain To vah Apne kamyabi ke chances ko bahut jyada increase kar sakte hain Agar traders Bina mehnat ke soche samjhe kam Karte Hain To aap batao kya unko profit kaise hoga Bina soche samjhe aur Bina market ke analyses karte ho kam karne se traders ko sirf nuksan hi hoga
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Traders ko kitnay percent kaamyabi kay chances hotay hain?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                        Forex trading shuru kertay huay her trader kay mind mai aik success ratio hoti hai kiyu kay traders apni learning aur knowledge ko dusroo say behtar jaantay hain. Traders ko apni kaamyabi kay kitnay percent chances hotay hain?
                        Dear member trading Mein kamyabi ki koi percentage fix Nahin Hai Jab aap chatting karte hain to aapko reading karne ke bad hi Pata Chalta Hai ki aap ko Kitni percent kamyabi Hasil Hui Hai Kuchh Logon Ko Main Bhi 5% kamyabi Hasil hui ho aur kuchh Logon Ko Main Bhi hundred percent ki kamyabi Hasil Ho Jati ho ya totally depend karta hai aapke kam per aur iske sath tha thoda sa tractor aapki lagti Hota Hai Jab aap kaam kar rahe hote hain to to usne bahut sari chijen anwal hoti hai isliye aap Jab trading Sath karen to usmein Kabhi Bhi Koi percentage Vi Na Karen ki aap ne 15% kamyabi Hasil karni hai Kyunki group mein aapko Jyada dafa bhi nuksan ho sakta hai isliye isliye Itni tension wali baat nahin hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Traders ko kitnay percent kaamyabi kay chances hotay hain?

                          Dear friend forex trading aik tough aur risky business hey iss men aatay tu bahut ziyada log hen lekin her kisi ko iss men kamyabi nhi milti iss liay jahan tak mera khayal hey forex trading men 50 percent log nakam ho jatay hen iss liay forex trading men jo log pahlay posting k zariay aur phir seniors se rabta kar k achi learning aur knowledge hasil karen aur phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur time ki achi investment karen aur ziyada se ziyada hardworking karen tu unn ki kamyabi ki percentage 60 percent hoti hey aur jo log sirf mehnat aur lagan se dilchaspi ley kar kam kartay hen aur lalach aur jald bazi se perhez kartay hen aur kam profit pe compromise kartay hen aur thora thora kar k apna profit increase kartay hen unn ki kamyabi ki percentage 50 percent hoti hey lekin forex trading real men aik bahut hi tough aur risky business hey iss men 100percent kamyabi hasil karna namumkin hota hey
                          • #14 Collapse

                            Re: Traders ko kitnay percent kaamyabi kay chances hotay hain?

                            Ager koi student apne paper deta he jab wo answer copy write karta he to unko andaza hota he ke mra paper ksa rahe ga or mre marks konse position me aigee for example A,B,C,D to yhe hal hamre sath hota he jis time ham apne mehnat karte he or apne keematee waqat forex ko dete he hame yaqeen hota he ke ham 100% kambyabi milegee, ku ke hamare me koi do nambaree nhe to jise ham kisee ka copy paste kar ke apna work karte he ham jese he wse he apne dilo dimagh se apna work karte he, phir forex ka kia system he ye hme maloom nhe ke unka chek karne ka kia tareeqa kar he, wo hme kiss position me rakhta he, magar hamree hye koishish hote he ke ham fully acha work kare or apna acha khasa trading kar ke ache money hasil kare forex se,
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Traders ko kitnay percent kaamyabi kay chances hotay hain?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                              Forex trading shuru kertay huay her trader kay mind mai aik success ratio hoti hai kiyu kay traders apni learning aur knowledge ko dusroo say behtar jaantay hain. Traders ko apni kaamyabi kay kitnay percent chances hotay hain?
                              Dear brother is market Mein kam karne ke liye Humko yah Pata Hona chahie ki is market Mein Humne kitne percent kamyabi Hasil karni hai uske liye Ham Ko is market Mein trading plan taiyar karna hoga aur uske liye Hath se kam karna hoga is market mein jo mehnat karta hai aur Achcha kam Karta Hai usmein Humko bachcha Paida ho jata hai agar Ham is Forum per mehnat Karte Hain To Humko ismein fayda Ho Jata Hai Magar is Parampara mehnat karne ke liye Humko time Lagana Hota Hai MS form per Ham Jitna time Lagate Hain Humko is main tabhi Paida Hota Hai Jab Hamen subharam per ramsih lete hain aur uske bad is market Mein kam Karte Hain To Ham ismein kamyabi mil Jaati Hai Aise he is market Mein kam ji aap Peete Hote Hain Jo ismein discipline ke sath kam karte hain aur is market Mein kamyabi Karte Hain jisse Ham Ko fayda Tapur ka Japanese market Mein Achcha kam Karte Hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X