Indiactors ziada helpful hain ya manual analysis say ziada faida hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #16 Collapse

    Re: Indiactors ziada helpful hain ya manual analysis say ziada faida hota hai?

    indicators kafi helpful jin ka use kar kay ap apne analysis ko strong bana sakte hain kuch traders indicators ka baray me negative approach rakhte hain kay indicators use karne ki waja se sirf loss hota ha par kuch aisy indicators ager ap un par depend kar kay analysis karay gay tu ap ko lazmi loss hota ha ager ap indicators ka proper knowledge hasil karne kay bad use kartay hain or un ko demo practice par test karne kay bad real account me analysis par use kartay hain tu ap ko phir indicators best result de sakte hain indicators ki help se ap forex market me hone wali movement ka pata chala sakte hain ap next movement ki pridiction bhi indicators ki help se kar sakte hain
     

    اب آن لائن

    Working...
    X