Withdrawal lene ka sabse aasan tarika kaun sa hai Pakistan mein rahane walon ke liye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Withdrawal lene ka sabse aasan tarika kaun sa hai Pakistan mein rahane walon ke liye?
    Withdrawal lene ka sabse aasan tarika kaun sa hai Pakistan mein rahane walon ke liye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Withdrawal lene ka sabse aasan tarika kaun sa hai Pakistan mein rahane walon ke l

    G dear ap kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap withdraw hamesha skrill kay through liya karain kiyu kay ap ko skrill kay through jaldi withdraw mil jata hai jub kay es mai ap ki cuting ho jatye hai tu ap ka kam hai kay ap kam kartye hain tu ap apna kam forex mai karain aur apna kam mahnet aur lagan kay sath karain ta kay bad mai ap es mai acha kam kar kay kamyab ho jatye hain tu withdraw tu es mai he faida ho jata hai tu kam karna hai tu ap hamesha withdraw jaldi laitye hain kiyu kay ap ka withdraw tabhi jaldi ata hai ager ap skrill say laitye hain kiyu kay skrill mai kafi jaldi mil jata hai jis kay bad ap es mai acha kam kartye hain aur ap hamesha he kamyab ho jatye hain tu withdraw lagana hai tu ap ka kam hai kay ap hamesha skrill kay through lsga kay kafi faida laye laitye hain jis mai ap kafi tezzi kay sath hasil kar saktye hain
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: Withdrawal lene ka sabse aasan tarika kaun sa hai Pakistan mein rahane walon ke l

      Dear waisy to ap k pass bahot sary method hoty hai jin se ap ais mai withdraw le sakty hai magar ap ne agar Pakistan mai sab se asan tareeka use karna hai to wo ap ka Bank transfer wala hai ais mai apko aj kal insta forex transfer to local bank wala option deta hai jis mai ap agar withdraw lagaty hai to aus mai ap k bank mai payment aa jati hai as mai ap ko ye faida ho jata hai k ap ki amount ap k bank account mai direct aa jati hai aor aus par ap asani se withdraw ko use kar sakty hai aik to ap ko ais mai rate bhi acha mil jata hai ais k sath ap ais mai agar account par withdraw lety hai to ap ko dollor change bhi nai karwany party hai ais mai ap ko bahot hi asani hoti hai magar insta forex se kam az kam 35$ ho gay ap k account mai tab hi ap ais mai withdraw le sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Withdrawal lene ka sabse aasan tarika kaun sa hai Pakistan mein rahane walon ke l

        Instaforex trading company say withdraw lainay kay liye sub say best aur simple tareeka skrill ka hai. Pakistan mai traders kay liye instaforex trading company say skrill mai bohat jaldi ajata hai aur fees bhi over all dusray tamaam methods say bohat Kamm hai. Forex trading say honay wala profit withdraw kerwana ho ya deposit kerwana ho tou uss kay liye skrill he best hai. Instaforex ka account top level verified hona chaiye aur skrill account bhi complete verified hona zaruri hai aur dono he accounts aik name pay aur same profile data kay saath hona bohat zaruri hai. Skrill Pakistan mai best withdraw option iss liye hai kay uss say jazzcash mai mobile wallet kay zariye withdraw bohat easy hoga. Instaforex say skrill mai withdraw subha kay waqt kernay say 2 say 3 ghantay hain ajata hai aur skrill say jazzcash mai bhi same day mai he withdraw ajata hai.
        • #5 Collapse

          Re: Withdrawal lene ka sabse aasan tarika kaun sa hai Pakistan mein rahane walon ke l

          Instaforex broker ki sab se jo main khubi hay wo Skrill account aur Pakistani bank me transaction karny ko support karny ka hay, Skrill account me aur apny bank account me transaction ko ye broker allow karta hay, mery khayal me Pakistan me profit ko withdraw karny ki bat ho ya deposit karny key skrill hi sab se best option hay aur agar jaiza leya jaye to Pakistan key hi nahi worldwide me skrill ko hi instaforex me bahot zeyada use kia ja raha hay, Skrill account key through transaction ka benefit ye be hay key ye jazzcash ko be support karta hay es ley bank account ki zarorat hi pesh nahi ati hay.
          • #6 Collapse

            Re: Withdrawal lene ka sabse aasan tarika kaun sa hai Pakistan mein rahane walon ke l

            اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
            Withdrawal lene ka sabse aasan tarika kaun sa hai Pakistan mein rahane walon ke liye?
            Instaforex trading sy withdraw lana ha to sab sy behtar ha k hum skrill money sy lan q k is k charges both kam han or juldi withdraw hasil ho jata ha is ley humy chae ha skrill money main withdraw lan or sab sy best ye k hum log skrill money sy payment jazz cash account main hasil kar sakty han or jazz cash account sy kisi bi bank ya jazz cash agent sy cash receive kar sakty han is ley mary khayal main sab sy beat payment processor Pakistan main skrill money he ha is sy easily withdraw receive kar sakty han or skrill money sy jazz cash account main transfer kar k apny pasey easily hasil kar sakty han mara mashwara yehe ha k hum apna withdraw bi easily hasil karny or tension k bagar apny pasey cash main hasil kar sakty han
            • #7 Collapse

              Re: Withdrawal lene ka sabse aasan tarika kaun sa hai Pakistan mein rahane walon ke l

              pakistan me kafi payment process work kartay hain ap ko jo easy lagta ha ap os kay hisab se withdraw le sakte hain ager ap pakistan kay local bank transfer se withdraw letay hain tu yeh ap kay liey sub s ebest rehta ga kyun kay is payment process ki help se direct money ap ko Apne Bank account me mill jae gi ager ap kay pass withdraw karne kay liey balance kam ha tu ap skrill account ka use kar sakte hain ap forex se withdraw Apne skrill account me le sakte hain phir ap skills account se direct bank me bhi withdrawn kar sakte hain low commission par ya phir ap skrills jazz cash kay zariey bhi withdraw hasil kar sakte hain ager withdraw kay liey balance zeyda ha tu local bank transfer ka option usnekarna chahie yeh process easy rehay ga
              • #8 Collapse

                Re: Withdrawal lene ka sabse aasan tarika kaun sa hai Pakistan mein rahane walon ke l

                اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
                Withdrawal lene ka sabse aasan tarika kaun sa hai Pakistan mein rahane walon ke liye?
                Dear darling sabse Aasan Tarika Hai Vidya ka vah aapka bank account Hona chahie aur Usi Naam Se account Hona chahie Jis naam se aapka Forex Mein account hai Jinke ismein sabse Jyada fayda aapko yah Hoga Ki aap ka Juta hit Hoga usmein aapko dalit ka rate ki sabse Jyada Milega aur usne aapko Sasural Mein transfer bhi nahin karne padenge Kyunki aap jitne bhi Jagah transfer Karte Jaenge to vahan per Uske charges Jyada hat Jaenge aur at the end aapko dollar ka rate bhi bahut kam milega lekin agar aap apne Forex account se directly Apne bank account mein transfer kar lenge jo ki HBL ka Hona chahie to usmein aapko rate bhi achcha Milega aur aap ke liye Aasan ke sath transfer bhi possible hai mere Khyal mein aap to bank account mein transfer karna Jyada Aasan hai
                • #9 Collapse

                  Re: Withdrawal lene ka sabse aasan tarika kaun sa hai Pakistan mein rahane walon ke l

                  Dear forum member withdraw hasil karny k kafi sary methods hain aur pakistan mein rehny walon k liye withdraw lena koi mushkil ni hai lekin apko agar asaani se withdraw hasil karna hai tu apko chahiye k ap apna account verify karwa lyn kyun k jab tak apka account verify ni hoga apka withdraw ni aa saky ga aur wasiy tu ap direct apny bank account mein bhi withdraw ly sakty hain but main tu skrill par apna profit withdraw karwata hon kyun k skrill par bahut jaldi withdraw mil jata hai aur is k ilawa skrill par fee bhi thori katti hai is liye dear ap ko chahiye k ap skrill download kar lyn aur skrill par account bana lyn aur skrill ka a account bhi veriry karny k 3 level hian ap skrill account verify karwa lyn aur apna profit skrill par withdraw karwaty rahyn aur skrill ka aik faida ye bhi hai k ham skrill se direct jazz cash mein tranfer kar sakty hain aur last time maine skrill par withdraw liya tha tu suba withdraw lagaya tha aur sham se pehly skill mein aa gaya tha aur phir ghanty k andar skrill jazz cash mein bhi aa gaye thy is liye skrill is best for profit withdraw
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Withdrawal lene ka sabse aasan tarika kaun sa hai Pakistan mein rahane walon ke l

                    agr ap ko is main withdrawal lene main kisi kisam ki muskil ka samna krna parta ha tu hume is main easy method use krna chaiye hume is main skrill account se asani se insatforex se withdrawal hasil kr sakte hein ur skrill account agr hamra verify hai tu os main hum jazz chas se doller ko be change karwa sakte hein is main sab se bhra issue jo dosruo k sath aa rha hai wo hai wthdraw lene se is main account band ho jate hein ye tab hi hota ha jab hum is main rule k khilaf kam krte hein is main sab se phaly hume acha kam krna hota ha is main chart indicotor ko dekhna hota ha ur is main hume bonas k hisab se account se withdraw be krna hota ha extra withdraw se hamra account band ho jata ha
                    :1f60d: hard work :1f60d:

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X