Trading capital ko kaise secure rakha Jana chahie?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading capital ko kaise secure rakha Jana chahie?
    Trading capital ko kaise secure rakha Jana chahie?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading capital ko kaise secure rakha Jana chahie?

    Dear bahut he acha sawal kiya hai ap ne hamyn forex market mein kam kart hoye sab se zayada priority apny capital ko deni chahiye kyun k capital he hamari investment hoti hai ya hamari post ki mehnat hoti hai jo apko bonus ki soorat mein milti hai is liye apko capital safe rakhny k liye money management se kam karna chahiye aur apny account balance ko dekh kar trade open karni chahiye aur risk kam se kam lena chahye aur is k ilawa capital ko secure karny k liye apko stop loss lazmi lagana chahiye aur agar ap k capital chota hai tu apko small lot lagani chahiye aur at a time sirf aik trade open karni chahiye aur slow slow apny capital ko increase karna chahiye aur apko lalach se bachna chahiye agar lalach karyn gy tu apko loss hoga aur apka capital zaya ho jaye ga is liye lalach se bachyn aur apny emotions par control kar k trading karyn aur jab bhi trading karyn tu agar achi tarha technical aur fundamental analysis kar k trading karyn ta k har soorat mein loss se bachyn tu apka capital secure bhi hoga aur apka capital increase bhi hoga
    • #3 Collapse

      Re: Trading capital ko kaise secure rakha Jana chahie?

      G han dear ap kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apni investment ka khas khyal rakha karain kiyu kay ager ap es mai es tarha kam kartye hain tu ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain tu acha kam karna hai tu ap es mai apna kam karain aur hamesha kosesh kiya karain kay apnye capital account ka khas khyal rakhain kiyu kay ager ap es mai apnye account ka khyal nhi rakhtye hain tu ap ko es mai kabhi faida nhi hota hai tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha trading mahnet kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap es mai apnye balnace ka khas khyal rakha karain kiyu kay ager es mai ap apna balnace ka khyal nhi rakh patye hain tu ap es mai kamyab nhi ho patye hain tu ap ka kam hai kay sp es mai capital account bana kay us mai apni investment ka khas khyal rakha karain ta kay bad mai bhi ap ka khas khyal rakha jata hai
      $$$ Never Give Up $$$
      • #4 Collapse

        Re: Trading capital ko kaise secure rakha Jana chahie?

        Dear ap ne agar ais market mai aik dafa investment kar lia hai aor ap k pass capital 500 ka hai aus par ap ne jab bhi trade lagani hai ais par 2% se zayda risk nai lena hai ais mai ap ne agar risk ais se zayda lia to ap ko ais market mai loss ho skata hai ais market mai ap agar aik dafa planing kar lety hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ap jab account par zayda risk lety hai to aus par ko zayda loss ho sakta hai ais market mai ap ko apna capital agar safe rakhna hai to aus par apko her trade k sath stop loss use karna ho ga aus k sath ap ne jo lot use karni hai wo account size k hisab se use karni hai tab hi ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai.
        • #5 Collapse

          Re: Trading capital ko kaise secure rakha Jana chahie?

          Forex trading mai trading capital ya account balance ko secure rakhnay kay liye traders ko apni trading pay control kerna hota hai. Jo traders over trading nahi kertay aur apni trades ko proper planning aur strategies kay saath kertay hain aur apnay targets ko haasil kernay kay baad fori tore pay trades close ker laitay hain unn traders ka he account balance ya trading capital secure rehta hai. Forex trading mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai kiyu kay jabb takk traders ko apnay account balance ko secure aur safe ker kay trading na aati ho uss waqt takk achi aur profitable trading kerna kaafi mushkil ho jaati hai. Forex trading mai account secure kernay kay liye 100 $ ka demo trading account bahtreen hota hai aur uss mai traders ko sirf 100 $ balance ko maintain rakhna he seekhna chaiye
          • #6 Collapse

            Re: Trading capital ko kaise secure rakha Jana chahie?

            Asalam o alikum dear ap ny bot acha question kea hy forex trading main hmari sb sy pahli or bari koshish honi chaiy k ham earning k bjaiy zyada dhyan apny account yani apni investment ko safe rakhny py hona chaiy aksar ham loss py loss karty han or choty sy profit k liay b zyada loss kar lyty han apni investment ko safe ni rakh paty hamy chaiy k ham jb b koi trade open karan to pahly apni learning knowledge or experience ko mukmal kar lan jo b trade open karan pahly us ki mukmal planning kr k anylyses ko study kr k news ko read karty hoay trade open karan forex aik profitable business hy is m hamy professional trader ban kar kam karna ho ga tbi ham apny account ko safe rakh kr trading kar sakty han
            • #7 Collapse

              Re: Trading capital ko kaise secure rakha Jana chahie?

              forex trading me ap ka capital tub un secure hota ha jub ap lalach kay sath big risk le kar trades open kartay hain tu ap ko wahan par big loss hone ka dar hota ha or ap ka capital unsecured ho jata ha ager ap Apne capital ko secure rakhna chahte hain tu ap ko trading money management rules kay mutabik kam lots ka use kar kay karna ho gi or ap ko big loss se bachna ho ga ager ap ka risk zeyda nehi hoga tu ap ka capital bhi secure rehay ager ap money management rules kay mutabik 2% per trades me risk letay hain tu ap ka capital sub se zeyda secure rehya ga ap ko kabhi bhi zeyda loss nehi ho ga or ap ki trading limited risk kay sath ho gi jub ap ki trading me risk calculated or limited ho jata ha tu wahan par traders big loss se mehfooz ho jatay hain or ap ka capital secure ho jata ha
              • #8 Collapse

                Re: Trading capital ko kaise secure rakha Jana chahie?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
                Trading capital ko kaise secure rakha Jana chahie?
                Forex trading main hum ny agr apna account balance safe rakhena ha to is k ley humy chae ha k sab sy pehly acha stop loss set karny or us k bad trading karny ta k hum log kamyab ho saken is ley humy chae ha ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karny or behtar planning or strategy sy trading karny ta k hum log kamyab ho saken is ley humy chae ha behtar sy behtar planning or strategy bana k trading karny or proper money management or risk management sy trading karny ta k hum log kamyab ho saken jab tak hum log behtar planning or strategy sy trading ni karny gy to humara account safe ni ho ga humy chae ha small lots sy trading karny ta k humy tohra profit ho or tohra loss ho is ley small lots sy trading karny or proper stop loss or take profit lazmi istamal karny ta k hum log kamyab ho saken
                • #9 Collapse

                  Re: Trading capital ko kaise secure rakha Jana chahie?

                  Trading me risk kam leny se aur account ko manage karny se har tarha se hamara trading capital secure reh sakta hay, agar en cheezu ka khayal nahi raka jata to capital ko kesi be condition me ham zeyada time tak secure rakny me kamyab nahi ho sakty hey, discipline ki trading ka advantage yahi hota hay key hamara majood trading ka capital secure rahy aur hamy trading karny ka market me muqa milta rahy, demo account me account capital ko secure rakny aur es ki hefazat karny ki complete training karni chaye agar demo account me hi ham ye learning nahi karen gey to kabi be real account ka capital ham se secure nahi ho saky ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading capital ko kaise secure rakha Jana chahie?

                    G han dear ap kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apni investment ka khas khyal rakha karain kiyu kay ager ap es mai es tarha kam kartye hain tu ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain tu acha kam karna hai tu ap es mai apna kam karain aur hamesha kosesh kiya karain kay apnye capital account ka khas khyal rakhain kiyu kay ager ap es mai apnye account ka khyal nhi rakhtye hain tu ap ko es mai kabhi faida nhi hota hai tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha trading mahnet kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap es mai apnye balnace ka khas khyal rakha karain kiyu kay ager es mai ap apna balnace ka khyal nhi rakh patye hain tu ap es mai kamyab nhi ho patye hain tu ap ka kam hai kay sp es mai capital account bana kay us mai apni investment ka khas khyal rakha karain ta kay bad mai bhi ap ka khas khyal rakha jata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading capital ko kaise secure rakha Jana chahie?

                      Dear Forex trading business Mein Hamen trading capital ko security Ne ke liye Apne account management ka bahut jyada Khyal karna chahie aur koshish Karni chahie key account management ko Dekhte Hue Vahi trading Karen bahut se log trading account management ko ignore karte hain aur overtrading Lagate Hain Jiski vajah se unko loss ka Samna karna padta hai Hamen Apne balance ko secure rakhne ke liye aur Apna profit increase karne ke liye Hamesha 2% Se Jyada risk Nahin Lena chahie aur apne account management Ka Khyal karna chahie Jo log account management Ka Khyal karte hain vah Hamesha Kamyab Hote Hain new members ko chahie ki vah demo account per practis Karen aur account management ko sabse Jyada focus Karen Jitna Jyada Ham account management ke according trading Karenge utna isiliye Ham Forex Mein Kamyab ho sakte hain Shukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading capital ko kaise secure rakha Jana chahie?

                        As-salamu alaykum doston Jaisa ki aapko Maloom Hai Ki trading Karte Time Scale reading karna bahut jaruri hai Kyunki jab tak aap skating Nahin Karte to aap Kamyab Nahin Hote ki koi forex market Mein Achcha experience aur Achcha knology aapko Kamyab banata hai to trading capital course karne ke liye jaruri hai ki aap trading to usko use Karen Jaise ke take profit stop loss aur Sabhi tools Jin ki madad se aap acchi hai uske trading kar sakte isliye metatrader ke sabhi to usko use karte hue kam Karen jisse aap Baithe aur acchi training kar sakte hain aur apne capital koshish kar kar sakte hain to isliye mehnat Karen jisse aap Kamyab ho sakte hain aur Achcha profit hasil kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading capital ko kaise secure rakha Jana chahie?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
                          Trading capital ko kaise secure rakha Jana chahie?
                          Dear ap na bahut hi accha Pasand Kiya Hai Humko chahie ki Ham Apne capital ko yah Jo hamari Khushi hoti hai usko bilkul save Rakhenge aur kabhi bhi uska misuse na Karen Kyunki Agar Hamen Apna capital share karte rahenge To Ham stating ki position Mein Nahin Honge per Ham Ko Bhi bolo ya FIR apni free investment ka arrange karna padega isliye Humko chahie ki Ham Apna chapter se rahte hain aur uske liye sabse pahle Humko koi bhi trade Lagani chahie Uske bare mein complete information dekh le aur Rishi ko bahut hi kam ratsar apni trading commission of is level Tak Ho ki aap ka Banna ho ya Agar hota hai to bahut hi kam ho Is Tarah Se aap bilkul Save rai kar sakte hain, isliye Humko bahut badi baat focus karna chahie aapke Hamara nuksan kam ho sake aur ham Apna nakan minimise Kar sake
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading capital ko kaise secure rakha Jana chahie?

                            Asslam o alikam bhai trading capital ko fallow krne k liye hume is main money management ko dekhna chaiye is main hum tab hi Kameyab be ho sakte hein hum is main acha kam krein gy tu hi is main kameyab ho sakte hein yes ok Hamen pata hai ki forex trading Ek risky business hai is Mein Kamyab hone ke liye risk Lena padta hai lekin is mn risk ke liye be hume smajdari ki jarurat Hoti Hai Hamen ismein kabhi bhi Kam Nahin Karna chahie extra kam Karenge jaldbaji Karenge To Hamen loss hone ke Jyada chances isliye sabse phaly ap knowledge hasil krein os k bad is business main kam kiya krein hume chart indicator ko dekhna lazmi ha
                            :1f60d: hard work :1f60d:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
                              Trading capital ko kaise secure rakha Jana chahie?
                              Capital ko secure karny kay leye zarori hai kay ap ko aik tu analysis dunu fundamental or technical anay cheye. or ap jo be trade karain us mai stop loss ka use be lazmi karain. Sath main ap ko pata hona cheye kay risk management kar kay aik time mai kitni trade ko open karna hai or kitni trade ko ap nay close karna hai us ki base pay ap apni trade ko behtar tareeqy sy open kar skty hain or extra trade ap ki jab open nahi hogi or stop loss ap nay analysis sy liya ho ga tu ap ko us sy profit ho sakta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X