jaiza;start main har aik traders yeh samjhta hay k us nay bahut kuch seekha hay laikn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza;start main har aik traders yeh samjhta hay k us nay bahut kuch seekha hay laikn
    dear jub koi bhi traders markeet main enter hota hay to wo yeh samjhta hay k us nay bahut kuch seekha hay aur ab usko kuch bhi seekhnay ki zarurat nai hay laikin jaisay jaisay wo makreet ki deep main jata hay to usay aisa lagta hay k us nay abhi tak jo seekha hay wo kuch bhi nai hay is liye hamko markeet main seekhtay rehna chaye yeh bahut deeply markeet hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza;start main har aik traders yeh samjhta hay k us nay bahut kuch seekha hay l

    G han dear forex mai ager kam karna hai tu es mai kafi time lagana parta hai kiyu kay ager ap es mai time lagtye hain tu ap kaliye kafi acha expernce hasil ho jata hai aur tabhi ja kay ap es mai acha kam kar saktye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai time laga kay kam karain ager es mai shuru mai he ap samjhtye hain kay ap es mai thorha say kam kar kay ap atna kamyab ho jatye hain tu ye ap kaliye kafi mushkil kam hai aur ap kaliye ghlati fahmi hai kiyu kay forex mai trading karna atna asan kam nhi es mai kafi mahnet aur lagan kay sath lamba kam karna parta hai tabhi ja kay ap es mai kamyab ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha seekhtye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha acha kam karain aur lagtar ap ka kam hai kay ap es mai lamba kam kartye hain tu ap ka faida ho jata hai ager ap es mai kam thorha kartye hain tu ap es mai kabhi kamyab nhi ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet kay sath kam kar kay kamyab ho patye hain
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: jaiza;start main har aik traders yeh samjhta hay k us nay bahut kuch seekha hay l

      Dear forex members, G Han blkul start my JB New traders forex business ko join karty hay to wo demo account ko follow kark, Seniors posts ko study kark learning krty hay , to start my hr ek trader ko yay lagta a k wo BHT kch seekh gya a. Lekin jesay jesay wo trader market my mazeed Kam krta jata a to wo Sath Sath b BHT kch seekhta a ,BHT sy tools , strategies ,rules aesay hotay Jo world Sath Sath seekhta a, Forex business ek tough & risky business a.Is my hm learning & earning dono Kar sakty hay. Isliay start my e hmhy yay nae smjhna chaheay k hm BHT kch seekh chuky hay balky is my Kam kart huay hmhy Hamesha earning sy ziada learning ko focus my rakhna chaheay.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza;start main har aik traders yeh samjhta hay k us nay bahut kuch seekha hay l

        Forex trading kay start mai aisa he hota hai. Her trader ko yehi lagta hai kay uss nay sub kuch seekh Lia hai aur usay mazeed kuch seekhnay ki zarurat nahi hai. Laikin jab real trading shuru ho jaati hai tou uss mai trading kay saath he bohat si aisi cheezain saamnay aajati hain jinn ka pata he nahi hota hai aur aik dumm tension bann jaati hai kay yeh kia hai aur iss say kia kerna hai aur iss ka kia result hoga. Ab Agar pak Forex forum pay achay tareekay say kaam kia jaey aur threads aur posts ko parha jaey aur aisay threads aur posts ko parha jaey jinn mai technical Batain hoti hain tou unn ka he asal mai faida hota hai. Members sirf bonus, withdraw, verification waghaira waghaira kay he threads banatay rehtay hain jiss say real trading start kertay he saara knowledge khatam hojata hai aur aisa he lagta hai kay mai nay tou sub kuch seekh Lia Tha laikin yeh tou seekha he nahi
        • #5 Collapse

          Re: jaiza;start main har aik traders yeh samjhta hay k us nay bahut kuch seekha hay l

          my dears umeed ha kay app sab thk ho gay ji han starts ma hum ko lajta ha kay hum bot achy trader ban jaty ha lakin ya bat sach ni ha hum ko demo account is lyia hi dyia gyia ha kay ham is kay mutalik achi malomat hasil kar sky or hum jab bhi demo par work karty ha to hum ko bot achy results hasil ho rhy hoty ha lakin jab ham real account par treading karty ha us waqat hum ko results bot negative mily ha or hum to smjaty ha kay hum nay to bot acha work kyia tha or hum ko real pay results bad hasil ho rhy ha or is ki waja ha kay hum jub demo par trading karty ha to hum us waqat full intrest kay sath kaam ni karty ha or laparwai kay sath kaam karty ha or ya smajty ha kay ya kon sa real account ha or is waja say hum loss karty ha or bather ya ha kay hum ko demo ko real smag kar hi karna chahyia or is say hum ko results achy hi hasil h0 gay
          • #6 Collapse

            Re: jaiza;start main har aik traders yeh samjhta hay k us nay bahut kuch seekha hay l

            Yes dear apki bat bilkul theak hai jab bhi koi new trader join karta hai tu thori learning k bad ye samjhta hai k ab bahut kuch seekh gaya hai aur ab trading krna koi mushkil ni hai but jab real account par trading start karta hai tu market ki samajh he ni lagti aur aisa lagta hai k ham ne market mein kuch bhi ni seekha kyun k market mein sirf trade open close karny ko seekhna ni kehty is market ko diffrent tarha se analysis karna bahut mushkil hota hai aur jab tak ham market ka mukamal knowledge hasil ni karty aur demo account par practice ni karty aur demo account par ham kamyab ni ho jaty us time tak hamyn real account par trading start ni karni chahiye aur is k ilawa forex trading mein learning ki koi limit ni hai hamyn forex ki learning kabhi atop ni karni chahiye aur har tarha ki e books aur internet se forex ki ne strategies seekhni chahyin aur pak forex forum par bhi hamyn kam karna chahiye ta k hamary knowledge mein izaafa hota rahy tab ham forex trading mein kamyabi hasil kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: jaiza;start main har aik traders yeh samjhta hay k us nay bahut kuch seekha hay l

              اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
              dear jub koi bhi traders markeet main enter hota hay to wo yeh samjhta hay k us nay bahut kuch seekha hay aur ab usko kuch bhi seekhnay ki zarurat nai hay laikin jaisay jaisay wo makreet ki deep main jata hay to usay aisa lagta hay k us nay abhi tak jo seekha hay wo kuch bhi nai hay is liye hamko markeet main seekhtay rehna chaye yeh bahut deeply markeet hay.
              Yes dear ap ne bahot hi achi baat ki hai k ais market mai jo new traders hoty hai wo ais market mai thori si learning k baad hi khud ko expert trader samjhna start kar dety hai ais market mai ap ne agar kamyab hona hai to ap ko ais maket mai mehnat karni ho gi ais market mai ap ko time laga k learning karni hoti hai aus k baad ap ais market mai agar acha kaam karty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap ko start mai kai dafa achi trades milti hai jin ko dekh k ap ais market mai yehi soch rahy hoty hai k ap ko ais mai profit ho jaye ga ap agar ais market mai mehnat kary gay to ap ko ais market mai kamyabi mily gi aismarket mai ap ko learing complete karny k baad demo account par kaam karna ho ga aus k baad hi ap ais market mai acha kaam kar sakty hain.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza;start main har aik traders yeh samjhta hay k us nay bahut kuch seekha hay l

                Assalamu Alaikum dear friend mein ummid hai ki aap sab theek honge ji han starts mein humko lagta hai ki Ham bahut acche trader Ban jaate hain lekin yah baat Sach nahin hai humko dam account isliye hi Diya gaya hai ki Ham iske mutabik acchi information hasil kar saken aur ham jab bhi demo per kam karte Hain to humko bahut acche results hasil ho rahe hote hain lekin jab Ham real account per trading karte hain use waqt humko regards bahut negative milte Hain aur ham to samajhte Hain ki humne to bahut achcha work kiya tha aur humko real per results bed hasil ho rahe hain aur iski vajah se a Ham jab demo trading karte Hain to Ham use waqt full interest ke sath Kam nahin karte hain aur laparvahi ke sath kam karte hain aur yah samajhte Hain ki yah kaun sa real account hai aur is vajah se ham log karte hain aur yah hai ki Ham ko dimoko real samajhkar Hi Kam karna chahie aur is se humko results acche hi hasil honge aur ham kamyab Ho sakenge
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza;start main har aik traders yeh samjhta hay k us nay bahut kuch seekha hay l

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                  dear jub koi bhi traders markeet main enter hota hay to wo yeh samjhta hay k us nay bahut kuch seekha hay aur ab usko kuch bhi seekhnay ki zarurat nai hay laikin jaisay jaisay wo makreet ki deep main jata hay to usay aisa lagta hay k us nay abhi tak jo seekha hay wo kuch bhi nai hay is liye hamko markeet main seekhtay rehna chaye yeh bahut deeply markeet hay.
                  trading market mein overconfident hokar trading karenge to nuksan hoga forex trading market international trading business hai jo risk full hai aur ismein management karna important hai agar aap apna knowledge increased karna chahte ho apni learning ko from banakar kam karoge to aapko yahan per ek perfect trader bankar kam karne ke liye future market mein jagah mil sakti hai aapko yahan per permanently private trading business join karna hai aapke pass agar perfect trading device hai smart trading phone hai to aap kamyab ho sakte ho main aapko yah batana chahta hun ki aap log yahan per apna schedule trteeb rasad banaa kar kahan shuru kar do aur ek din aap kamyab ho jaaoge iske liye aapko daily Pakistan forex form mein kam karne ke liye time nikalna hoga trading members market mein indicator use karen aur moving average to use Karen technical tools metatrader 4 ke istemal karke aap kavya ban sakte ho aur professional trading share karke aap achcha bonus increase ri kar sakte ho bonus affiliate program se aapko earning increase karne mein madad mil sakti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza;start main har aik traders yeh samjhta hay k us nay bahut kuch seekha hay l

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                    dear jub koi bhi traders markeet main enter hota hay to wo yeh samjhta hay k us nay bahut kuch seekha hay aur ab usko kuch bhi seekhnay ki zarurat nai hay laikin jaisay jaisay wo makreet ki deep main jata hay to usay aisa lagta hay k us nay abhi tak jo seekha hay wo kuch bhi nai hay is liye hamko markeet main seekhtay rehna chaye yeh bahut deeply markeet hay.
                    No dout aapane bahut hi acchi baat ki Hai Kya Ek junior Hoga trading ko join karta Hai To Kuchh din ke bad Vahi samajh Nahin Lagta hai ki main bahut acchi learning Hasil kar di hai aur aap Mein is capable Ho Gaya Hun Ki Main trading kar sakta hun lekin Jab for trade lagata Hai to usko bahut Sare problem face Karne padte hain Jiski vajah Se Usko samajh nahin aati aur usko nuksan bhi ho jata hai aur use nuksan ki vajah Se Usko Kafi experience bhi a jata hai aur Waqt gujarne Ke Sath Sath usko Jyada baten acchi tarike se samajh Aana Shuru Ho Jaati Hai Kyunki Jab Insan ko nuksan hota hai aur usko experience Hota Jata Hai To vah fir apni galtiyan repeat nahin karta isliye vah FIR learning procedure Mein a Jaati Hai uski mistake uske liye fayda manth sabit Hona Shuru Ho Jaati Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza;start main har aik traders yeh samjhta hay k us nay bahut kuch seekha hay l

                      gee han bhai jab hum is business ko join krte hein tu hamre paas knowlede nai hota ha kew os time hume is buisness k bhre main detail nai hoti hai hume is business ko join krne se phaly is business k bhrey main knowledge hasil krna chaiye kameyabi hume tab hi achi melein gey jab hum acha work krein gey hamra kam is business main jitna acha hoga utni hi achi success be lein sakte hein bohat se dost ese hein jo is main bhagir menat k kameyab hona chahte hein lekin esa khabi nai hota ha is main kameyab hone k liye hume is main phaly menat krni hoti ha jitna acha hum is business main work krein gey menat se kam krein gey utni hi asani se kameyab be ho sakte hein chart indicotor ko fallow kr is main kam krein gey tu hume is main success hasil hon gey
                      :1f60d: hard work :1f60d:
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza;start main har aik traders yeh samjhta hay k us nay bahut kuch seekha hay l

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                        dear jub koi bhi traders markeet main enter hota hay to wo yeh samjhta hay k us nay bahut kuch seekha hay aur ab usko kuch bhi seekhnay ki zarurat nai hay laikin jaisay jaisay wo makreet ki deep main jata hay to usay aisa lagta hay k us nay abhi tak jo seekha hay wo kuch bhi nai hay is liye hamko markeet main seekhtay rehna chaye yeh bahut deeply markeet hay.
                        bro me smjhta ho ke loss jo hai wo to expert trader ko bh hojata hai to begineer ko to phr chances hote hai ke loss hojayen to hame chaiye ke ham jo hai wo trading ko jitna ho ske understand kren ta ke phr ham bh achi trading krke acha bonus earn kr payen or trading ke start me aesa lgta hoga lekin jb bad me loss hoga phr

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X