Trading plan kaise banaya jata hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading plan kaise banaya jata hai?
    Trading plan kaise banaya jata hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading plan kaise banaya jata hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
    Trading plan kaise banaya jata hai?
    Dear ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai trading plan mai ye dekhna hota hai k ap ne ais market mai lot kitni use karni hoti hai ais market mai ap ne jo trade lagani hai aus mai ap ko trade lagany mai kai hota hai aor ais market mai ap agar time lagaty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap ka trading plan jitna zayda acha ho ga ap ko atna hi zayda faida ho jaye ga ais market mai ap ne aga take profit aor stop loss lagna hai to ap ye bhi apny trading plan mai set kar skaty hai ais k sath ap ne ais market mai aik time par kitni trades lagani hai aor ais mai ap ko kitna profit ho to ap ne trades close karni hai ye sab ap ne ais mai decide karna hota hai ais market mai ap ko trading plan acha bana k kaam karna ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Trading plan kaise banaya jata hai?

      dear yoon to hamko har aik business k start karnay say pehlay usk baray main koi na koi planing ki zarurt hoty hay laikin forex makreet itna barra business hay jis main ham kisi planing k baghair agar kaam kartay hain to hamko yeh samjh laina chaye k ham khud kisi barry museebat ko dawat day rahay hain aur ham khud ko mout k moonh main daal rahai hain to aisay halaat say bachny k liye hamko makreet main sab say pehlay achi planing ki zarurat hoty hay jisk liye ham kuch yoon kar saktay hain,hamko sab say pehlay apni investmnt ki planing karni chaye k ham nay makreet main kaam karnay k liye kitna deposit karna hay,ham nay markeet main kaam karnay say pehlay apni leverage ko kis hisaab say select karna hay, ham nay markeet main kaam karnay k liye har aik lot main kitnay pips pay tp aur kitnay pips pay stoplose ka use karna hay agar ham in few steps ko follow kartay huvay kaam kartay hain to ham markeet say lose ko hamesha k liye finished kar skatay hain aur achi earning karnay main bhi success hos saktay hain.
      • #4 Collapse

        Re: Trading plan kaise banaya jata hai?

        Dear zyada tar traders to apni trading ki planning weekly karty han matlb wo hafty k 5 din trading karty han jb k 2 din market close hony ki wja sy hamy chuti hoti hy to ham weekend py apni trading ki bahtreen planning kar sakty han hmari trading plan m anylyses ko study karna b shamil hota hy anylyses jo k 3 qism k hoty han technical analysis fundimantiol anylyses or sentimental anylyses in teno m sy ham koi b chose kr k jo k hmari trading k liay profitable hon un ki planning karni hoti hy apni trading m money management or risk management ki planning karni hoti hy news ko read kr k or lot size ko select karna jis k mutabiq trading ki ja saky ye b hmari planning ka aik hisa han ham agr planning k sath trading karty han to hamari trades zyada tar hamy profit hi frahm karti han
        • #5 Collapse

          Re: Trading plan kaise banaya jata hai?

          Forex trading mai traders kay liye kuch aisi technical cheezain seekhni bohat zaruri hoti hain jinn kay baghair trading kerna ziada asaan bhi nahi hota aur unn kay baghair trading say acha benefit bhi nahi lia jaa sakta hai. Pak Forex forum pay members ko isi Tarah kay threads aur topics pay discussions kerni chaiye takay Humm jaisay junior members aur traders ko bhi faida ho sakey. Forex trading mai trading ka plan her trader ko banana chaiye aur phir uss pay ammal bhi kerna chaiye. Jabb koi kaam plan ker kay kia Jata hai tou uss ka bohat faida hota hai aur traders ko apnay targets aur goals ka pata hota hai.

          Trading plan kay liye account balance, learning aur knowledge, demo trading practice, skill aur experience sun kuch he kaam ata hai. Forex traders ko kabhi bhi trading plan mai apnay experience ko ignore nahi kerna chaiye. Traders ko apni trades mai lot size aur positions ki confirmation rakhni chaiye aur achi Tarah her movement aur trends ko daikhtay huay analysis ker kay he trades open ker laini chaiye phir aik targeted profit ya loss dono he sooratoo mai usay close ker laina chaiye aur agli trade ki taraf move ker Jana chaiye
          • #6 Collapse

            Re: Trading plan kaise banaya jata hai?

            Trading plan banany key ley ye dekna chaye key ham single trade me risk kes average se le rahy hey aur ham profit ka target ketna set kar rahy hey, planing me discipline key sath trading karna hoti hay, hamari planing me ye be shamil hona chaye key agar loss ho jaye to per hamari trading strategy kia honi chaye aur hamary ley sab se important news trading honi chaye ya per technical base ki trading, daily base par agar trades open key jaye to es me risk aur reward ratio ki selection be hamari trading planing ka part hota hay, hamy har tarha se rules key base par trading karna hoti hay yahi trading planing hoti hay.
            • #7 Collapse

              Re: Trading plan kaise banaya jata hai?

              Assalam o alikum Dost trading plan banana bahut zaroori hai agar hamare pass trading plan Hoga To Ham use mein aasani se Kamyab ho sakte hain sabse pahle Hamen apne account money management ko follow karna Hota Hai apne account balance ko calculate karna hota hai aur uske hisab se ismein Hamen trade open Karni chahie koi bhi trade open karne se pahle Hamen uska acchi Tarah knowledge Hasil karna jaruri hai agar Ham without knowledge k kam Karenge To Hamen ismein Jyada Chance s loss ke Hote Hain isliye koshish karen is Mein sabse pahle aap learning Karen Uske bad trading Karen trading acchi tabhi Hogi Jab Ham isme mehnat Karke kam Karenge
              :1f60d: hard work :1f60d:
              • #8 Collapse

                Re: Trading plan kaise banaya jata hai?

                trading plan ap apni personality kay hisab s ebana sakte hain jaisa kay kuch traders aik time table kay hisab se work kartay hain jo part time traders hotay hain un kay plan alag hotay hain wo Apne free time kay hisab se planning kar kay trades open karne se profit hasil kartay hain wo jis time me free hotay hain os time kay hisab se trading session ka choose kar kay trading kartay hain or jo full time traders hotay hain wo part time traders ki nisbat full Time trading kartay hain ap trending market me trading karne ka plan bhi bana sakte hain ap ko jub bhi trading karay market kay trend me trading karni chahie osi me profit hasil hota ha
                • #9 Collapse

                  Re: Trading plan kaise banaya jata hai?

                  Acche trading analysis karne ke liye Hamen market ko proper tarike se understand karna Hota Hai Jab Ham market ko acche tarike se understand kar sakte hain To Ham acchi trading bhi kar sakte hain isliye Hamen mehnat Karke kam karna chahie aur Hamesha proper planning for analyses Karke trading Karni chahie Jab Ham proper planning for analyses Karke kam Karenge to hamare Kamyab hone ke chances bahut jyada increase Ho Jaenge isliye kabhi bhi Bina planning ke kaam Na Karo aur acchi trading karne ki koshish karo isase aapki burning ke chances bahut jyada increase Ho Jaenge aur aap bahut acchi trading kar Sakoge
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading plan kaise banaya jata hai?

                    G dear trading mai plan kay sath kam karna zaroori hoota hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam hamesha pkan kay hisab say karain ta kay bad mai ap kaliye masla na banye acha kam hamesha kamyabi ki zamant hai tu kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai achi planing kay sath acha kam karain ta kay bad mai ap kabhi bhi khean bhi trade laga daitye hai tu ap kakafi faida ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap market mai apna kam acha karain acha kam tabhi hota hai jub ap es mai acha plan kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai aik plan bana lain ta kay bad mai ap ka kafi faida ho jaye faida laina hai tu olaning achi hona atna he zaroori kam hota han
                    $$$ Never Give Up $$$
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading plan kaise banaya jata hai?

                      dear yoon to hamko har aik business k start karnay say pehlay usk baray main koi na koi planing ki zarurt hoty hay laikin forex makreet itna barra business hay jis main ham kisi planing k baghair agar kaam kartay hain to hamko yeh samjh laina chaye k ham khud kisi barry museebat ko dawat day rahay hain aur ham khud ko mout k moonh main daal rahai hain to aisay halaat say bachny k liye hamko makreet main sab say pehlay achi planing ki zarurat hoty hay jisk liye ham kuch yoon kar saktay hain,hamko sab say pehlay apni investmnt ki planing karni chaye k ham nay makreet main kaam karnay k liye kitna deposit karna hay,ham nay markeet main kaam karnay say pehlay apni leverage ko kis hisaab say select karna hay, ham nay markeet main kaam karnay k liye har aik lot main kitnay pips pay tp aur kitnay pips pay stoplose ka use karna hay agar ham in few steps ko follow kartay huvay kaam kartay hain to ham markeet say lose ko hamesha k liye finished kar skatay hain aur achi earning karnay main bhi success hos saktay hain.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading plan kaise banaya jata hai?

                        Dear friend forex trading real men aik bahut hi tough aur risky business hey iss men jab tak serious ho kar proper planning k sath trading nah karen kamyabi nhi milti kiun k forex trading men bahut ziyada log joining kartay hen lekin 50 percent log nakam ho jatay hen kiun k kuch log bagher knowledge aur experience k bey tukki trading kartay hen aur jaldi nakam ho jatay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay achi planning karen aur phir trading start karen aur planning k liay pahlay achi learning aur knowledge hasil karen aur phir demo account pe practice kar k apni skills ko improve karen aur phir apni kamyab skills k sath aur market ka acha analysis Karen aur phir acha bonus create kar k apnay experience k hisab se balance pe nazar rakhen aur phir proper plan banta hey aur phir time ki achi investment karen aur ziyada se ziyada mehnat karen tu zaroor kamyab ho saktay hen aur regular achi earning hasil kar saktay hen
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading plan kaise banaya jata hai?

                          trading plan k baghair ham aik achi trade nahi laga skty hain sub sey phily ham jab trade lagan chah rhy ho to sub sey phily jo work ham karty hain wo yeh hai k ham ko currency pair ka analysis karna parta hai yeh analysis fundamental bhe ho skta hai or technical analysis bhe ho skta hai ya both ho skty hain jub ham aik acha analysis kar lety hain or ham ko markets sey moka mil rha hota hai trade ko lagny ka to os ka bad phir ham aik planing karty hain jis main koch ham decision lety hain ham jisa k lot size kon sa use karna hai stop loss or take profit ki kia value dini hai jab yeh tmam tar decision ham kar lety hain to os k bad jab ham koi trade lagty hain to ham ko positive result milty hain .
                          information for Beginners
                          Complete Forex Knowledge
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading plan kaise banaya jata hai?

                            my dears friends umeed ha kay app sab thk ho gay ji ha hum ko ksi bhi kam ko karny kay lyia kuch na kuch plane ya best think rakhna parta ha or hum forex market ma plan say him achy results hasil kar sakty ah or who ya ha kay hum ko market kay bary ma pta hona chahyia or market kay rules or regulations sab aty ho or timeing ha khass khyial rakna parta ha or daily bassic par trading karny say hasil hony waly analysis ko hum apny plan say ak achi trading kay lyia ready kar sakty ha market ma graph ki movement ko smagty hovy hum jub bhi trade lagay gay or inshalaha hum ko results positive hasil ho gay or hum ko ak or bat ka khass khyal rakhna ho ga kay hum ko trading kay duran koi bhi lalch ni karna chahyia or na hi juldbazi karni chahyia is say hum bot zyida loss kar sakty ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading plan kaise banaya jata hai?

                              Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun k ap log kheriyat se hon gym.
                              Ji han dosto humein trading mwin humeesha plan ke sath kaam kerna chahiye humein chahiye ke jb bi trading start krein to aik plan ke sath kaam krein taky humein bad mein koi mushkil na ho agr hum aik plan ke sath kaam kerrt hein to hum zyada focus ke sath kaam ker paty hein is liye dosto humein chahiye ke mehnat ke sath kaam krein or kaam kerny ka aik khas shadul bana leen or plan ker ke kaam krein taky mehnat ke sath kaam ker skeen or acha knowledge or experience share ker ke acha profit or bonus hasil ker sken or is platform per acha naam bana skeen hum agr is platform se faida hasil kerna chahty hein to humein achi plning keni hogi jitni achi planing hogi kaam bi utna hi acha hoga or hu acha profit hasil ker skte hein. THANKX

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X