Stocks trading kyon mushkil hoti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stocks trading kyon mushkil hoti hai?
    Stocks trading kyon mushkil hoti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stocks trading kyon mushkil hoti hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
    Stocks trading kyon mushkil hoti hai?
    Dear ap ne agar stock mai kaam karna hai to aus k liay ap ko her time bethna hota hai aor ais mai ap ko stock k bary mai kafi zayda info honi chyae jaisy hi stock ki price down ward jana start ho to aus time ap ais market mai loss kar sakty hai ais hi ap ne agar stock par kaam karna hai to ap ko aus mai investment atni zayda nai karni chaye jis se ap ko zayda nuqsan ho ais mai ap ko thori investment kar k wait karna chaye ap k agar stocks loss mai ja rahy ho to ap ko ais mai dobara stocks ko buy kar lena chaye kun k aik dafa jab stocks ki price down aati hai to aus k baad ais ne kafi zayda up jana hota hai ap ais mai stock ko aik dafa lower price se buy kar k choar dey ais se apko kafi zayda faida ho jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Stocks trading kyon mushkil hoti hai?

      ji han bilkul thik ka hai maine Aaj Tak stock trading ke bare mein sirf sunaya Hai ismein Kam Nahin Kiya lekin ismein kam karne ke liye Hamen bahut hi jyada time Dena padta hai isliye isko Mushkil Samjha Jata Hai yah trading bahut hi Aasan hai is trading ko karne ke liye Hamen Jab Bhi time Milta Hai To Ham is mein aasani se Kamyab ho sakte hain aur is trading ko kar sakte hain ya trading Ham mobile mein kar sakte hein Hamare Paas hota hai aur hume jb be free time Milta Hai To Hamen ismein kam Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain stock market Mein kam karne ke liye Hamen Har time online Rahana padta hai aur group mein baithana padta hai yeah trading bahut hi Aasan trading hai aur ham ismein aasani se kamyabi ho sakte hain
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: Stocks trading kyon mushkil hoti hai?

        stock trading me movement boht zeyda high hoti hain or stock market me boht zeyda gaps atay hain jin ki waja se traders ko loss ka samna karna parta ha baz dafa gaps itne high hotay hain kay traders kay account wash ho jatay hain ager forex trading ki bar ki jae tu currencies me jo pairs hotay hain un kay against currencies hoti hain or currencies against hone ki waja se boht acha mukabla hota ha jis se traders ko zeyda loss nehi hota ha or account bhi wash nehi hotay hain stock market me jo company kay stock hotay hain company ko loss hone ki waja se un ki price 50% se 80% tak baz dafa gir jati ha jis se traders ko boht zeyda loss hota ha isliey stock trading kafi mushkil hoti ha
        • #5 Collapse

          Re: Stocks trading kyon mushkil hoti hai?

          G han dear forex members stock trading ek BHT mushkl Kam a ,kiu ismy hmhy BHT ziada time b Dena prhta a & investement b karne prhte a ,isk muqablay my aghr forex business ko dekha jahay to ismy koi time restrictions nae hay .Jis time hm chahay Kam Kar sakty hay jab b free hon ,r Kam k mutabiq e benefit hasil Kar sakty hay. Aghr hm ek bar Kam seekh chukhy hay to 3,4 hours Kam kark b hm BHT benefit hasil Kar sakty hay ,jab k stock trading my hmhy hr time online/ active rhy Kar group k Sath discussion krne parhte a ,markets k level k high & ups ko dekha jata a,baz dafa markets k stocking products ke price BHT ziada gir jate r traders ko BHT ziada nuqsan ka samna krna prhta a. Isliay stock trading ek mushkl Kam a
          • #6 Collapse

            Re: Stocks trading kyon mushkil hoti hai?

            G dear jhan tak trading ki bat ki jaye tu koi bhi trading asan kam nhi hai oer aik bat hai kay ager ap es mai acha kam kartye hain tu ue ap kaliye koi mushkil kam nhi hai kiyu kay trading karna aik mushkil kam haoi per ager ap es mai acha kam kartye haim regular learning kay sath kam kartye hain tu koi bhi trading ap kaliye mushkil kam nhi hai ap es mai achye tareeqye say trading kar laitye hain jis kay bad ap es mai kamyab zaroor ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap market kay barye mai zayda knowldge rakha karain ta kay ap ka es mai faida ho jaye aur ap es mai acha kam kar pain ta kay bad mai ap ko koi bhi trading mushkil kam na lagye tu acha kam ap kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai jub kay ap market kay hisab say kam kartye hai tu ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain tu kam karna hai tu market ko samjh kay karna hai ta kay bad mai ap ka es mai kafi faida ho jata hai tu karket kay anylsis kar kay kam karain
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: Stocks trading kyon mushkil hoti hai?

              Dear friend stock bhi aik foreign exchange hey aur forex market ki tarah iss men pairs ki movement hoti hey iss liay stock men trading karnay k liay ap k pass acha knowledge aur experience hona chahiay aur stocks men bhi sell aur buy ka option mojooda hota hey iss liay agar ap movement k opposite trade laga detey hen tu bara loss ho jata hey iss liay stock men trading karnay k liay big balance aur big experience hona zaroori hey aur agar ap k pass investment k liay money avail hey tu investment zaroor karen lekin small investment se start len kiun k bagher experience k stocks men trading se loss k ziyada chances hotay hen iss liay investment zaiya ho sakti hey iss liay koshish karen k pahlay acha knowledge aur experience hasil karen aur phir achi investment k sath achi trading kar k kamyabi hasil kar saktay hen aur stocks men trading mushkil hoti hey iss liay ziyada log nakam ho jatay hen
              • #8 Collapse

                Re: Stocks trading kyon mushkil hoti hai?

                Stock trading aik type of business hai aur uss mai kuch aisa mushkil nahi hai kay stock trading ko mushkil kaha jaey. Stock trading ab wesay bhi online ho chuki hai aur koi bhi uss mai registered ho sakta hai. Stock market mai kaam kernay kay liye bhi brokers kay links pay he registered hona hota hai aur phir woh commissions pay trading ki access day daitay hain. Stock market mai kaam kernay kay liye bhi Forex ki Tarah stocks ki movements, news aur signals ko monitor kerna hota hai. Asaan alfaaz mai kaha jaa sakta hai kay stocks local market kay components hotay hain jinn kay liye local news aur situations aur conditions ko he monitor kerna hota hai. Stock trading business mai bhi profit aur loss dono he iss ka hissa hai iss liye seekh kay kia jaey tou asaan hai aur baghair seekhay kia jaey tou mushkil hai
                • #9 Collapse

                  Re: Stocks trading kyon mushkil hoti hai?

                  stock trading jo hai wo Forex trading sey mushkil hai stock trading main hamry pass aik big knowledge ka hona zarori hai or os main kam karny k lia hamry pass ik big experience ka hona bhe zarori hai stock markets main different company hoti hai or different deportment hoty hai ais wajah sey ais ka knowledge hasil karna hamry lia thora mushkil ho jata hai agar ham online beth kar easy method k sath paisa kamna chahty hain to os k lia ham ko chahi hai k ham Forex trading ko join kar ley forex ka knowledge ham easily or bahot hi short period main hasil kar lety hain or os k bad ham ais k oper paisa kamana start kar dety hain ais main ham ko ziada investment karny k bhe zarort nahi hoti hai Forex trading main ham minimum 1 dollar sey bhe kam start kar skty hain .
                  information for Beginners
                  Complete Forex Knowledge
                  • #10 Collapse

                    Re: Stocks trading kyon mushkil hoti hai?

                    Respected members trading market ko samajh nahi thoda difficult hota hai market ki up down movement ko Samjhana hota hai uske liye achha knowledge Hona chahie market ko samajhne ke liye analyses hone chahie jitne Jyada analyses Karenge market ko Samui ka Behtar trade open kar second aur stock trading ke liye stock market ke bare mein jo bhi currency ki changing aur uske bare mein knowledge Hona chahie tab bhi acche trading kar Sakenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Stocks trading kyon mushkil hoti hai?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
                      Dear ap ne agar stock mai kaam karna hai to aus k liay ap ko her time bethna hota hai aor ais mai ap ko stock k bary mai kafi zayda info honi chyae jaisy hi stock ki price down ward jana start ho to aus time ap ais market mai loss kar sakty hai ais hi ap ne agar stock par kaam karna hai to ap ko aus mai investment atni zayda nai karni chaye jis se ap ko zayda nuqsan ho ais mai ap ko thori investment kar k wait karna chaye ap k agar stocks loss mai ja rahy ho to ap ko ais mai dobara stocks ko buy kar lena chaye kun k aik dafa jab stocks ki price down aati hai to aus k baad ais ne kafi zayda up jana hota hai ap ais mai stock ko aik dafa lower price se buy kar k choar dey ais se apko kafi zayda faida ho jata hai.
                      Dear aapane Jo question Kiya Hai Ke stock trading Kyon Mushkil hoti hai to main aapke is answer ki jawab nahi Kahana Chahunga ki stock trading ho ya aur koi business Ho Koi Bhi chij Mushkil nahin hai agar Ham usmein Kuchh chijon ko follow karke kam Karenge for example Agar Ham rules and regulation ko follow karke kam Karenge aur Jis Tarah Humko allow hai use tarike se kam Karenge to hamare liye koi bhi chij Mushkil Nahin Hogi isliye Agar Ham Chahte Hain ke stock trading ya koi aur business Hamare liye Aasan ho jaaye to Humko chahie ki Ham uske liye Sahi minut Karen uske liye right education aur knowledge Agatha Karen aur uske bare mein complete experience Hasil karne ki koshish karen Uske bad koi bhi kam Hamare liye Mushkil Nahin Hoga at least Agar Ham Ko fayda Na Bhi vah To Ham Ko Uske bare mein bahut jyada learning ho jayegi Jo bad Mein Ham usko utilise Karke fayda Hasil kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Stocks trading kyon mushkil hoti hai?

                        stock trading me movement boht zeyda high hoti hain or stock market me boht zeyda gaps atay hain jin ki waja se traders ko loss ka samna karna parta ha baz dafa gaps itne high hotay hain kay traders kay account wash ho jatay hain ager forex trading ki bar ki jae tu currencies me jo pairs hotay hain un kay against currencies hoti hain or currencies against hone ki waja se boht acha mukabla hota ha jis se traders ko zeyda loss nehi hota ha or account bhi wash nehi hotay hain stock market me jo company kay stock hotay hain company ko loss hone ki waja se un ki price 50% se 80% tak baz dafa gir jati ha jis se traders ko boht zeyda loss hota ha isliey stock trading kafi mushkil hoti ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Stocks trading kyon mushkil hoti hai?

                          dear forex friends stocks trading q mushkil hoti hai dear forex trading ko hum simple word mai mbbs kah saktya hai jasya kay mbbs karna buht mushkil hota hai is tarha stock trading karna be buht mushkil hota hai is ko asaan bananay kay liya hamain achi mehnat ki zarurt hoti hai hum is mai jitni ziada or jitni achi mehnat kay sath knowledge gain kartya hai or us knowledge kay mutabik kam kartya hai to hamain mushkil ka samna buhat kam karna parta hai is liya hamain chahia kay hum mehnat kay sath kam karya or achi mehnat karya takay hamain kabi be kam karnay mai mushkil ka samna na karna parya is liya mehnat sab say improtent rool hai har kam ka agar hum mehnat kay sath kam kartya hai to hamain acha result mil sakta hai stock trading say is liya mehnat sab say pehlay hai har kam mai
                          • #14 Collapse

                            Re: Stocks trading kyon mushkil hoti hai?

                            Assalamu Alaikum dear friend jahan tak trading ki baat ki Jaaye to koi bhi trading Aasan Kam Nahin Hai Ek aur baat hai ki agar aap ismein Achcha kam karte hain to aapko aapke liye Koi Mushkil kaam Nahin Hai Kyon Kat reading karna hai Mushkil kam hai per agar aap ismein achha kam karte hain regular learning ke sath kam Karte Hain To koi bhi trading aapke liye Mushkil Kam Nahin Hai Aap ismein acche tarike se trading kar lete hain Jiske bad aap ismein Kamyab Jarur Ho Jaate Hain To aapka kam hai kya aap market ke bare mein jyada knowledge Rakha Karen Taki aapka ismein fayda Ho Jaaye aur aap ismein Achcha kam kar payega ke bad main aapko koi bhi trading Mushkil kam Na Lage to Achcha kam aap karte hain to Aapka Kafi fayda Ho Jata Hai Jab kya aap market ke hisab se kam Karte Hain To aap ismein Hamesha hi Kamyab ho Jate Hain Jo kaam karna hai to market ko Samajh Ke karna hai Ta ke bad Mein aapka ismein Kafi fayda ho jata hai tumhara market ke analysis Karke kam Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stocks trading kyon mushkil hoti hai?

                              Ji han bilkul Jaisa ki aapko Maloom Hai K stocks trading Mein Ham Jab Bhi kam Karte Hain To usmein Mushkil ISI vajah Se Hoti Hai Kyunki yah live market hoti hai aur usko samajhna bahut jyada Mushkil ho jata hai Kyunki ismein currency ka len Den hota hai joki live Hota Hai Jiski vajah se aapko samajh nahin aati ke kaun si currency abhi purchase Kijiye aur kaun si currency aapko sale karni hai to isliye ine chijon ko samajhna bahut jaruri hai to tab aapke liye jaruri hai ki aap forex market Mein Achcha knowledge or experience Hasil Kare Jab aap market ko acchi Tarah Se samajh Jaenge tab aap ismein acchi earning kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X