Fundamental effects market per kyon zyada asar andaz hote Hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental effects market per kyon zyada asar andaz hote Hain?
    Fundamental effects market per kyon zyada asar andaz hote Hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundamental effects market per kyon zyada asar andaz hote Hain?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
    Fundamental effects market per kyon zyada asar andaz hote Hain?
    Dear ais market mai ap ne agar trade karni ho to ap ko ye pata hona chaye k ais market mai demand aor supply ki waja se zayda moment hoti hai ap ne agar ais market mai trade lagani hai to ap ko ais market mai fundamental par trade karny k liay aus k bary mai info honi chyae k ais mai ap ne kai kuch dekhna hota hai ais k sath ap agar ais market par fundamental ko use kar rahy hai to aus par apko study karnai ho gi kis waja se market mai zayda moment hoti hai aor ais ko ap kaisy dekh sakty hai ais market mai ap ne agar kamyab hona hai to ap ko ais market mai time lagana ho ga aus k baad ap ais market mai tab hi kamyab ho sakty hai jab ap ko ais market mai kaam karny ka pata ho ga aor ap ais market mai achy se kaam kar k paisa kama skaty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Fundamental effects market per kyon zyada asar andaz hote Hain?

      Dear market Mein kam karne ke liye Sab se pahle do analysis ko lazmi follow karna chahie Ek technical analysis aur dusra fundamental analysis ko follow karne se Hamen market mein bahut hi madad milati hai technically kam Karenge To Hamen yakin trading Mein madad Milegi aur ham apna target ka andaza Laga sakte hain Jab Bhi Ham ismein Koi trade open Karte Hain To uske sath Hamara target select hona lazmi hai target ka matlab hai ki Hamen apni trade Mein take profit aur stop loss ka use karna chahie kyunke ho sakta hai ki market Mein Achanak movement Tej ho jaaye aur Hamen Jyada loss ho jaaye Agar Hamara target select hoga to auto Mein Hamari trade profit Mein close ho jayegi
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: Fundamental effects market per kyon zyada asar andaz hote Hain?

        fundamental analysis ki waja se jo market me volatility ati hain wo economy par asar andaz honay ki waja se hoti ha jub forex market me volatility economy reason or news ki waja se ati ha tu os ka market par boht zeyda asar parta ha laikin baz dafa asar itna zeyda hota ha kay har kisam kay technical analysis fail ho jatay hain isliey ager ap forex market me profitable trading karna chahte hain tu ap ko fundamental analysis karna boht lazmi hain or ap news ko analysis kiey begair profitable trading nehi paye gay kyun kay ap ko unexpected movement ka samna karna paray ga jis se ap ko hamesha loss ho ga ager ap fundamental analysis karay gay tu ap market par hone walay asar ko pridict kar le gay or loss ki bajae profit hasil ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Fundamental effects market per kyon zyada asar andaz hote Hain?

          g bhai jahan tak fundamental effects ki baat hai tu pehlay humay samajhna paray ga kai fundamentals effect hotay kiya hain tu main ap ko bata daita hon kai fundmental effects market main fundamentals yani news ki waja say hotay hain jab koi bari news shaya hoti hai tu market per us ka effect asar hota hai as compared to technical trading because fundamental trading main kisi data kai oper yeh pata chalta hai kai us pair ki econokic situation per kiya asar honay ja raha hai agalay khuch arsay main jabkay agar hum technical trading ki baat karain tu technical trades main support aur resistance ko dhaikh kai trade kai entry point ko find out kiya jata hai aur normaly senior traders technical trading hi kartay hain because is main losses kai chances buhat kam hotay hain aur market main volatility bhi kam hi hoti hai jis ki waja say market buhat zaida move nai karti aur account kai wash honay kai chances bhi kam hotay hain aur waisay bhi is main humaray pass stop loss laganay ki option bhi hoti hai jabkay fundamental trading main market achanak say buhat taizi say move karti hai jiss ki waja say humay stop loss laganay ka bhi moka nai milta aur ap ka account wash ho sakta hai fundamental trading main.
          • #6 Collapse

            Re: Fundamental effects market per kyon zyada asar andaz hote Hain?

            Dear forex members forex business ko chalany k liay hamary pas two basic analysis ke forms hay."Fundamental & technical".Technical analysis my tamam news ko reflect karny k liay price assumed hote a r charts ko analysis ka objects kha jata a.Lekin unlike companies, countries k pas koi balance sheet nae hote. To hm Fundamental analysis ko currency par kesay conduct krhy. Fundamental analysis investement ke Intrinsic value ko dekhte a & Forex entails my iske application yay a k yay un economical conditions ko dekhte a Jo k national currency ke valuations ko effect karte a.R ismy hamrhy pas BHT sy economical indicators & private reports ha jaty hay jo k forex Fundamental ko evaluate krnhy k liay use hote hay. Yay zaroori a k hm sirf numbers ko dekhny k liay time na lay blkhy smjhy k unka Kya mean a r kesay wo national economy py effect krta a , & Aghr ek bar hm in indicatos ya analysis ko properly use krty hay to yay kse b currency trader k liay invaluable resources hotay hay.so dear forex members Isliay fundamental effects market par ziada asar andaz hotay hay.
            • #7 Collapse

              Re: Fundamental effects market per kyon zyada asar andaz hote Hain?

              G dear fundimental ho ya dusrye hun anylsis tu anylsis hotye hain ap kam kartye hain market mai tu ap ko es mai pta ho ga kay ap acha kam es mai karket mai tabhi kartye hain jub ap es mai achye anylsis kartye hain jub kay market mai kafi kam atye hain anylsis ki base pay he tu ap aik kamyab trader bantye hain aur ap achi trading kartye hain market mai kamyabi ka raz he ye he hai kay ap es mai achye anylsis kay sath kam karain aur ap es mai market kay trend aur anyslsi pay amal kiya karain ta kay bad mai ap ka kafi faida ho jaye acha kam ager kiya jata hai tu us ka akafi faida ho jata hai jub kay achye anylsis ka tu ap ko pta hai kay faida he faida hai tu kam karna hai tu market mai kam start karnye say phalye es mai achye anylsis kay sath kam kar lain ta kay bad mai ap kaliye zayda masla na banye aur ap market mai profit hasil kar kay kamyab ho jain
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: Fundamental effects market per kyon zyada asar andaz hote Hain?

                Fundamental effects market per isliye Jyada Hote Hain ke Kyon Ke fundamental impacts Jo hote hain vah director Kisi country ki economy per Hote Hain Jab Kisi country ke account mein acchi Hogi aur uske fundamental problems mein bhi nahin Honge to vah country bahut acche tarike se account mein ko chhatron kar rahi Hogi aur vah acche tarike se kar kar rahi Hogi isliye traders ko chahie ke fundamental analysis per depend Karke kam karo fundamental analysis trading mein bahut jyada useful Hain agar aap fundamental analysis Karke trading karte ho to apni trading co improve kar sakte ho
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: Fundamental effects market per kyon zyada asar andaz hote Hain?

                  Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men fundamental effects k sath trading men kamyabi hasil karnay k liay pahlay kam se kam 6 months posting k zariay achi learning aur knowledge hasil karen aur phir 6 months demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir time ki bahut ziyada investment karen aur acha bonus create karen aur lalach aur jald bazi se perhez karen aur market ka mukamal analysis karen aur risky pairs men trading se avoid karen aur small lot size ko use karen aur thora thora kar k apna profit increase karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur fundamental effects ki waja se forex market men fast aur unexpected movement hoti hey iss liay account jaldi wash ho sakta hey iss liay soch samaj kar trading karen aur stop loss aur take profit ko zaroor manage karen tu zaroor kamyab ho saktay hen
                  • #10 Collapse

                    Re: Fundamental effects market per kyon zyada asar andaz hote Hain?

                    Forex market pay fundamental effects iss liye ziada asar andaaz hotay hain kay market basically fundamentals rules pay he work kerti hai. Forex trading ya koi bhi aisa business jiss mai khareed o firokht hoti ho uss mai hamesha demand aur supply he uss kay fundamental pillars hotay hain. Koi bhi news ya halaat ho asal cheez tou demand aur supply he hoti hai. Abhi Agar iss ko samajhna hoto uss ki bohat Bari misaal Corona virus hai. Covid-19 ki wajah say market mai demand aur supply he mutaasir hui hai. Demand khatam hogai aur supply chalti rahi jiss say crude oil minus mai bhi agaya. Issi tarah international business lock downs ki wajah say khatam hogaey tou na demand rahi aur na he lock downs ki wajah say industries band honay ki wajah say productions hui jiss say supply bhi khatam hogai. Traders ko yeh baat samajhni chaiye kay demand aur supply he buy aur sell kay trends banati hai aur prices ko up ya down kerti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Fundamental effects market per kyon zyada asar andaz hote Hain?

                      my dears friends umeed ha kay app sab thk ho gay ji ha fundamental analysis market ki movement par bot zyida asar parta ha is say jo bhi market ki volatility jirti ha ya sab market ki economy ki waja say hota ha or ya baz dafa is reatio say gir gaty ha kay hum jo bhi technical analysis apply karty ha who sab fail ho jaty ha or ya sab economy ki waja say hi hota ha or market ma volatility economy or news ki waja say girty rahti ha or hum ko sath sath fundamental analysis ko bhi sikhny ki bhi bot zrorat ha jis say hum market ma volatility negative ho jaty ha or hamary sab tecnical analysis sab negative ho jaty ha or is duran hum ko apny fundamental analysis ko is par apply karty ha or poossitive results hasil karty ha or apny dreams ko real ma such kar sakty ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Fundamental effects market per kyon zyada asar andaz hote Hain?

                        Dear friend market ki jo movement Hoti Hai vah mostly country base per Jo situation chal rahi hoti hai use hisab se hi hoti hai aur jo fundamental analysis hote hain vah isliye kiye Jaate Hain Ki market ko country baspa dekhaye ke market ki situation country base per kya Ban sakti hai Jab Kisi bhi country Mein Koi effect hota hai ya FIR price action currency Mein changing aati hai to uska market per bahut hi effect padta hai uski vajah Se Hi market ki movement hoti hai aur mostly member fundamental analysis per bahut acchi trading Karte Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Fundamental effects market per kyon zyada asar andaz hote Hain?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
                          Fundamental effects market per kyon zyada asar andaz hote Hain?
                          Dear aapane jo question kiya hai ki fundamental effect markit per Jyada Asar Andaaz Aate Hain To iska answer Nahin main aapko yah Kahenge Kuchh chijen Aisi Hoti Hai Jinke bare mein aapko unke fundamental analysis Jarur mind Mein rakhni chahie aur tamatar ki demand aur supply aapke mind Mein honi chahie Taki aapko Kisi Ki Kasam ka koi problem na ho sake aur UN chijon ki demand aur supply ke liye Hath se aap apna kam Jari rakhen aur kisi bhi Mushkil Waqt main aapko koi problem Na Ho Jaaye agar aap ine chijon per focus Rakhenge to ummid hai ki aap to kamyabi Hasil Hogi aur aap Kisi bhi nuksan se easily Ban sakte hain. But ya hi Jaruri Nahin Hai Ki Har Baat fundamental aspects bhi market per aserandaz hun jo bhi Iske alava aur factor bhi ho sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Fundamental effects market per kyon zyada asar andaz hote Hain?

                            Assalamu Alaikum dear friend Forex forex business ko chalne ke liye Ye hamare pass to basic analyses a ke form fundamental and Technical technical analysis news ko reply karne ke liye price assumed hote hain aur 4 score analysis ka kya kaha Jata Hai Lekin unlike companies contries ke paas Koi balance sheet Nahin Hoti To Ham fundamental analysis ko currency per Kaise connect Karen fundamental analysis investment ke intrinsic value ko dekhte hain and Forex Santali Intel Mai isk application ke an economic condition ko Dekhte joke national currency ki valuation Koi effect karte hain aur is Mein Hamare Paas bahut se economical indicator and private reports Ho Jaate Hain Jo ke product fundamental ko evaluate karne ke liye use hote hain yah jaruri hai ki Ham sirf number se ko dekhne ke liye time na label ke Samajh Ke Unka kya mean hai aur kaise Bane economic effect karta hai agar Ek Bar Ham indicator Diya analysis Cocktail use karte hain to yah Kisi bhi currency trader ke liye ine valuable resources hote hain SO dear Forex member isiliye fundamental effects market per Jyada Asar Andaz Hote Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Fundamental effects market per kyon zyada asar andaz hote Hain?

                              Emotional hony ka effect market par nahi hota hamari trading par hota hay emotional hony ki waja se ham koi behtar decision leny ki position me nahi hoty aur hamara har decision fail ho jata hay es ley emotional hony ka sab se zeyada effect hamari trading par ho sakta hay ham koshish key bawajood be koi behtar decision leny key qabil nahi hoty, loss hony par aur 1st trade open karty time zaror hamari trading par emotions ka effect ho sakta hay es cheez se bachny key ley pehla trade minimum lot size ka open karna chaye es key result milny par hi ham emotional hony se bach sakty hey.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X