Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai
    Ja sake Ham Sab Jante Hain ke Forex trading Mein kamyabi Hasil karna Itna Aasan Nahin Hai Aur na hi traders ko Do Char Din Mein Forex trading Mein kamyabi Hasil hoti hai Kafi time Lagta Hai Uske bad traders acchi trading karne lag Jaate Hain Mary trading to home time ke sath sath Kafi improve hui hai aur meri Samajh Mein To yah aata hai ki Hamen currency pairs per trading Karni chahie
    FRD 07 TRADING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

    G dear ager ap kam kartye hain tu ap ka waqat kay sath sath kafi trading im0rove ho jatye hai kiyu kay forex mai mahnet aur lagan kay sath lagtar kam jo kiya jata hai us ka kafi faida ho jata hai kiyu kày ager ap nay forex mai kam karna hai tu ap ye bat apnye mind mai dal lain kay ap es mai apna kam jub start kartye hain tu shuru mai kafi masla ata hai jub kay bd mai ap es mai kamyab zaroor ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai trading start kartye hain shuru mai ap profit kay barye mai kam sochain matlab kay ager ap ka profit kam ata hai tu bhi ap es mai kush ho jain kiyu kay kam profit mai bhi ap ka kafi faida ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain kiyu kay jub ap es mai kam lagtar kartye rhatye hain tu ap kamyab zaroor ho jatye hain kiyu kay forex mai kamyabi ap kaliye tabhi hotye hai jub apnes mai acha kam kartye hain aur aik lambye arßye day kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain tu apna time forex mai zaroor lagya karain ta kay ap ki trading improve ho jay e
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

      Meri bhot hi achi trading jari ha because main ne relative strength index k baray main aor analysis k baray main aor candlestick k baray main knowledge aor experience banaya hova ha jis ki wajah se meri trading achi hoi ha aor acha profit kama rah hn...
      • #4 Collapse

        Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

        Ubi to mein new hn ubi to sirf coments par raha r kr raha ubi to mein trading start bi ni ki. Jb krn ga phr bta sakta ubi to demo account pe bohat practice krni parni ha Allah mje kamyab kre ga inshAllah
        • #5 Collapse

          Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

          Ji han friend ap ki bt bilkal durst hy m ap sy agree karta hon forex trading aik difficult business hy is m kamyabi hasil karna koi asan kam ni mgr is m hmari bharpor mehnat agr shamil ho to ye hmary liay aik easy business hy jb ham forex m new hoty han to hamy is ka zyada knowledge or experience ni hota or na hi hmari trading k mutaliq learning achi hoti hy or agr ham in chezon m perfect hoty b han to new hony ki wja sy ham start m confidence k sath trading ni kar sakty or isi confusion ka shikar ho kr ham zyada tar loss ka samna hi karty han mgr jasy jasy wakt guzarta jata hy ham apni trading m improvement ati hoe dakhty han wakt k sath sath hmary andar confidence zyada hota hy ham trading m expert ban jaty han to loss k chances hmari trading m bot km or profit k chances hmari trading m barh jaty han
          • #6 Collapse

            Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

            Dear friend forex trading men new traders ko shuru shuru men bahut mushkil pesh aati hey aur shuru shuru men aksar loss ho jata hey aur kabi kabi tu unn ko musalsal loss bhi ho jata hey kiun k new traders k pass acha knowledge aur experience nhi hota iss liay woh achi trading nhi kar saktay aur bar bar loss uthatay hen aur jo log kisi bhi situation men himat nhi haartay aur loss ka mukabla kartay hen woh aik din zaroor kamyab traders ban jatay hen iss liay hum sub log apni taraf se mehnat kar rahay hen lekin forex trading aik risky business hey iss men ziyada tar loss bhi ho jata hey aur ab knowledge aur experience increase honay ki waja se trading behtr ho gai hey lekin aj kal forum pe weekly bonus milna shuru huwa hey tu bonus bahut kam milta hey iss liay trading karna mushkil ho gaya hey kiun k loss ki surat men account jaldi wash ho jata hey lekin phir bhi hum log himat jari rakhay huway hen k achi trading kar k acha profit zaroor hasil karen gey baki forex trading aik business hey iss men loss aur profit hota hey iss liay hamen loss ho jay ya profit dono time apni feelings aik jesi rakhni chahiay
            • #7 Collapse

              Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

              Real Forex member Forex trading ka experience aapko Waqt Ke Sath Sath increased Hota Jata Hai Jitna aap Forex Mein Apna time Dete Hain utna hi aapko forest ke bare mein knowledge aur information milati hai jo ki aapke kam ko Achcha banati hai isliye Hamen Jyada Se Jyada Forex ko time Dena Hoga jisse Ham Forex ke sath bahut attach ho sakte hain aur apni trading Ko bahter kar sakte hain
              Forex trading Mein Kamyab hone ke liye sabse pahle Hamen Forex ki land per focus karna Hota Hai jitni acchi Hamari learning Hogi utna hi Hamen Forex ka knowledge Milega jo ki Hamari trading ko pest karne ke liye Kafi hota hai Forex ki basic learning hi Forex ka knowledge hota hai jo ki aapko Forex Mein kamyabi ke method se khata hai aur aap ki market ko acchi Tarah Se Samajh Kar usko follow karke apni trading Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain to hamesha Apne trading ko Achcha banane ke liye Apne time ko Forex key learning per spend Karen jo aapko Forex mein kamyabi dilata hai
              • #8 Collapse

                Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

                Forex trading ka experience aapko Waqt Ke Sath Sath increased Hota Jata Hai Jitna aap Forex Mein Apna time Dete Hain utna hi aapko forest ke bare mein knowledge aur information milati hai jo ki aapke kam ko Achcha banati hai isliye Hamen Jyada Se Jyada Forex ko time Dena Hoga jisse Ham Forex ke sath bahut attach ho sakte hain aur apni trading Ko bahter kar sakte hain
                Forex trading Mein Kamyab hone ke liye sabse pahle Hamen Forex ki land per focus karna Hota Hai jitni acchi Hamari learning Hogi utna hi Hamen Forex ka knowledge Milega jo ki Hamari trading ko pest karne ke liye Kafi hota hai Forex ki basic learning hi Forex ka knowledge hota hai jo ki aapko Forex Mein kamyabi ke method se khata hai aur aap ki market ko acchi Tarah Se Samajh Kar usko follow karke apni trading Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain to hamesha Apne trading ko Achcha banane ke liye Apne time ko Forex key learning per spend Karen jo aapko Forex mein kamyabi dilata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

                  Time kay saath saath tardung kaafi improve hoti jaati hai aur traders kay experience mai izafa hota Jata hai jiss say uss ka business bhi barhta hai aur incomes bhi barhti rehti hai. Agar individual traders ki baat ki jaey tou jo traders regular trading mai kaam jaari rakhtay hain aur trading ker rahey ho ya nahi ker rahey ho laikin market ko monitor zarur ker rahey ho tou unhain time kay saath saath baghair trading kay bhi bohat sa faida ho raha hota hai.

                  Mujhay personally trading kertay huay aik saal say ziada ho chuka hai aur acha experience bhi gain kia hai aur abhi bhi her roz new aur advance learnings aur knowledge milta rehta hai aur haasil hota rehta hai jiss say din ba din achi trading ho rahi hai aur mazeed behtari ki bhi gunjaish abhi mojud hai. Traders ko kabhi bhi learning ko stop nahi kerna chaiye takay apnay business ko behtar say behtar kernay mai madad milti rahey
                  • #10 Collapse

                    Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

                    Assalamu Alaikum dear friend real Forex member Forex trading ka experience aapko Waqt Ke Sath increased Hota Jata Hai Jitna aap Forex Mein Apna time Dete Hain utna hi aapko Forex ke bare mein knowledge aur information milati hai jo ki aapke kam ko Achcha banati hai isliye Hamen Jyada Se Jyada Forex ko time Dena Hoga Jise Ham Forex ke sath bahut attach ho sakte hain aur apne trading ko Basa kar sakte hain Forex trading Mein Kamyab hone ke liye sabse pahle Hamen product key land per focus karna Hota Hai jitni acchi Hamari learning Hogi utna hi Hamen Forex ka knowledge Milega jo ki Hamari trading ko post karne ke liye Kafi hota hai Forex ki basic learning hi Forex ka knowledge hota hai Kyunki aapko Forex Mein kamyabi ke method se Milta hai aur aapki market ko acchi Tarah Se Samajh Kar usko follow karke apni trading Karke cprofit Hasil kar sakte hain to hamesha apni trading ko Achcha banane ke liye Apne time ko Forex ke learning per send Karen jo aapko Forex Mein kamyabi deta hai aur aap successful ho sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

                      Aslamualaikum friends,
                      G dere mein aapki baat se a agri karta hun ke Forex forum per kam karte hue a Meri Forex trading mein bahut zyada improvement ai hai kyunki Forex per time Dene se hum zayadalearn karte Hain aur bahut sari informative post pardhne mein hai jinse ham apne knowledge mein azafa karte Hain Forex trading mein hamen sabse pahle products ke lands per focus karna hota hai isliye Ham Forex forum per itna zyada time spend karenge itni acchi learning hogi.
                      Forex per time spend karne se hamari income badhati hai hamara business capital jyada hota hai aur hamen daily basis pay new terms sikhane ko milati hn.
                      Aur jaise jaise a waqt guzarta jata hai usi tarah ek trader key skills polish hokar samne aati Hain is tarah waqt ke gujarne ke sath sath Forex trading mein automatically improvement a jaati hai hi aise traders Jo demo accounts per practice jari rakhte Hain aur aur forum pa b Kam karte rahte hain unki trading mein positive change ata ha aur aise member yah traders jokae demo accounts per practice nahin karte aur forum per bhi new terms ko sikhane ki ki koshish nahin karte unke Forex trading maybe change aata hai hai magar wo change negative change kahlata hai
                      الحمد لله رب العالمين

                      • #12 Collapse

                        Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

                        g han bhai jan ham koi bi business start krta han to hamy os ka liya bohat zyada mehnat ki zarort hoti ha os wakt hamy kisi chiz ki itna zyada exprience nai hota ka a ham os ma har tara sy aik acha reasult ko tyar kar saky es liya hamy start ma bohat zyada mehnat ki zarort hoti ha jis sa hamy bohat zyada kamyabi milti ha ahsta ahst ham es kam ko karta rahan to bohat jald es ka hamy acha exprience bi a jat har kam ko karna ma os ma kamyab hona ma hamy aik time lgta ha koi asa nai hota ka aj ham na business open kiya or ha kal ko es ma ameer hu jay es liya hamy es kam ko karna ka liya aik arsa lg jata ha ha or jab es ma hamy acha expriece a jata ha to ham phr acha khsa prpfit bi hasl kar lata han achy balance ka liya hamy apna bohat zyada time forex ko dana hota ha taky hamy es ka nary ma har tra ki bato ki malomat ka knowldge hasl hu jay jab ham acha time spend karta han to hamy phre achi improvment bi hasl hoti ha ya sab hamra time pa depend ha achi kamybi ka liya zyada time or bohat mehnat ki zarort hoti ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

                          G dear ager ap kam kartye hain tu ap ka waqat kay sath sath kafi trading im0rove ho jatye hai kiyu kay forex mai mahnet aur lagan kay sath lagtar kam jo kiya jata hai us ka kafi faida ho jata hai kiyu kày ager ap nay forex mai kam karna hai tu ap ye bat apnye mind mai dal lain kay ap es mai apna kam jub start kartye hain tu shuru mai kafi masla ata hai jub kay bd mai ap es mai kamyab zaroor ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai trading start kartye hain shuru mai ap profit kay barye mai kam sochain matlab kay ager ap ka profit kam ata hai tu bhi ap es mai kush ho jain kiyu kay kam profit mai bhi ap ka kafi faida ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain kiyu kay jub ap es mai kam lagtar kartye rhatye hain tu ap kamyab zaroor ho jatye hain kiyu kay forex mai kamyabi ap kaliye tabhi hotye hai jub apnes mai acha kam kartye hain aur aik lambye arßye day kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain tu apna time forex mai zaroor lagya karain ta kay ap ki trading improve ho jay
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

                            Pyare doston Forex trading market main aapki reading skills improve ho sakti hai aur yahan per minute karoge aur demo account mein acchi practis karoge to aap apni skills ko improve kar sakte ho independent trading kar sakte ho practical work aapke kam aata hai aur aap apne real trading account mein kam karte hue apne phone ko long-term ke liye use kar sakte ho trading market mein aapko bonus account per trading karne ke liye instaforex broker ne achcha mauka diya hua hai isase fayda uthana aapka kaam hai aap ko Pakistan mein join karte hue kam karna hoga aur daily basis per apna target pura karna hoga agar aap aap apni madad aap karte hue trading karoge aur mistakes to avoid karte hue lalaj se bachkar trading karte ho to aap yahan per kamyab ho sakte ho best trading knowledge aapko easily mil raha hai aap yahan per senior trader ko follow karoge aur planning karoge wahan uske sath kam karoge to kamyab ho jaaoge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
                              Ja sake Ham Sab Jante Hain ke Forex trading Mein kamyabi Hasil karna Itna Aasan Nahin Hai Aur na hi traders ko Do Char Din Mein Forex trading Mein kamyabi Hasil hoti hai Kafi time Lagta Hai Uske bad traders acchi trading karne lag Jaate Hain Mary trading to home time ke sath sath Kafi improve hui hai aur meri Samajh Mein To yah aata hai ki Hamen currency pairs per trading Karni chahie
                              Dear ais market mai jab banda trade karta rehta hai to ais market mai kai dafa ghaltian hoti hai aor kai dafa ap ais market mai profit banaty hai ap ne agar ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai mehnat karni ho gi ais market mai ap agar time lagaty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko experinece ho jata hai aus k baad ap ais market mai kaam sekh lety hai ais market mai ap ko kaam karny ka pata chal jaye to aus k baad ap ais market mai asani se profit bana lety hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atan hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni ho gi tab hi ap ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X