Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?
    G dear friends trading karnye kaliye kafi log hai jo bàt kartye hain kay ager ap nay achi trading karnye hai tu ap kaliye es mai ajylsis karna kafi zaroori kam hota hai tu mai ye phuchna chata hun kay forex trading mai anylsis kis had tak zaroori hai matlab kay ap es mai anylsis kartye hain tu ap ka kiya faida hota hai zara detail say batain
    $$$ Never Give Up $$$
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

    forex trading me analysis ki boht zeyda ehmiat ha traders ki trades os wakt profit me jati ha jub traders trades market kay trend ko identify kar kay open kartay hain or marekt me right point par or best time par jub volatility ati ha os wakt open karay in sub bato ka pata chalanay kay liey ap ko analysis karna parta ha analysis strong ho tu tub hi ap ki trades profit me jati ha kuch traders aisy hotay hain kay wo analysis ko ignore kiey begair market ki wrong direction me trades open kartay rehtay hain jis se un ko loss hota rehta ha aisy traders ko analysis ki ehmiat ka bad me pata chal jata ha analysis kar kay hi ap marekt me best entry point find kar kay achi trades open kar sakte hain or profit hasil karne me kamyab ho sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

      forex trading main analysis ki boht ahmiyta hai q k esi ki base par he hum forex main kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain es liye hmain apni trading k liye arket ko achi trha se analysis krna hoga jis se hum market k according apni trading kar sky hain or os main achi earning hasil kar skty hain aik kmayab tarder k liye market ko smjhny main oski stong ability hona zarori hai jub tak hum forex main market ko achi trha se smjhen or apni trading karen tu hum forex main achi arning hasil kar skty hain ayse hmain loss hony k chances bhi kam hoty hain or hum achi trading bhi kar skty hain forex main market ko anlaysis karny k lye hmain 3 trha k anlaysis ka use krna hota hai jis main basi amal yah hota hai k hum market k according apni tradng karen jis main hum achi earning laty skty hain or successful ho skty hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

        Forex trading mai analysis ki bohat ziada ehmiat hai kiyu kay analysis ki he wajah say acha business kia jaa sakta hai. Analysis ki ehmiat ko samajhnay kay liye Agar conventional business pay ghour kia jaey tou samajhnay mai asaani ho jaati hain. Jabb koi shop Banai jaati hai tou uss mai samaan ko zarurat air customer ki requirement kay mutabiq he rakha Jata hai jiss kay liye pehlay market aur demand ka analysis kerna hota hai uss kay baad woh shop kaamyab ho jaati hai jiss kay paas customer ki zarurat kay mutabiq samaan hota hai. Bilkul aisay he Forex trading business mai bhi analysis issi liye kia Jata hai kay market mai apni trade ko iss tarah open kia jaey kay market trend kay mutabiq he ho aur uss say profit haasil ho. Analysis kerna bohat asaan hota hai. Traders trading terminal pay time frames ko change ker kay previous movements ko note ker kay future ki movement ka 8dea laitay hain aur issi ko analysis kaha Jata hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

          Acchi trading karne ke liye proper analyses Karke kam karna bahut jyada important Hota Hai agar aap acche analyzers Karke Kam Nahin Karte Hain To aapke trading acchi Nahin Hoti Jab aap rating analyses Karke Karoge To aapki trading Jarur acchi Hogi isliye Jab Bhi trading karo to proper analyses Karke kam karna ki koshish kiya karo analyses karke hi aap acchi aur successful trading Karni Sakoge agar aap analyses Karke Kam Nahin Karoge To aapko market ka pata hi nahin Hoga Ki market kis tarike se Munh Karegi aur Kis Tarah Se aap market Mein acchi trading kar sakte ho
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

            Agar Ham trading karne se pahle analysis ko follow Karenge To Hamen ismein Kamyab hone Mein aasani Hogi Anil set karne se a Hamen pata chal jata hai ki market ki next movement Kidhar Ko Jayegi Hamen andaza ho jata hai aur ham use target ko mind Mera ke kaam karte hain jisse Hamen Kamyab hone mein aasani milati hai isliye Ye koi bhi state open karne se pahle Hamen H
            Do Analysis ko follow karna Hota Hai technical analysis ur fundamental analysis Hume do ko fallow or k is business main work krna hota hota ha ur Hume sab se phaly demo account main work krte rehna chaiye work Acha ha Tu success be Achi ha
            :1f60d: hard work :1f60d:
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

              Assalam o alokum membeds umeed hy k ap sb kheriyt sy hon gy or apki trading posting sb achi chal rhi hon gi to sosto analysis ki ahmiyt in trading analysis trading mai is trha hain jese insani jism mai dill hame trading krty wakt analysis use krny hoty hain tak ham apni trade ko acha profit hasil kar sakin or loss sy bach saken analysis k bager agr ham koi b trade krty hain to wo hamri sb sy bari bewafoi hoti hy or jo member new hai wohi is busines analysis ko use nhi krty or apna loss krty rwhty hain is business ki demand only earning smjhty hain lakin earning k rules ko follow ni krty or nuksan py nuksan krty rehty hai dosto hame hamesha trade krty wakt tecnical or fundamental analysis ko use krna chahiye or market ko smjh kr trades krni chahiye agr kamyab hona chahty hain to is fourm pr bounas hasil krna hy to hamesha post informative or mayari honi chahiye or lenghty post honi chahiye (THABKS)
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

                Dear friend forex trading men analysis ki bahut ziyada importance hey kiun k jo log bagher analysis k trading kartay hen woh jaldi nakam ho jatay hen aur bara loss uthatay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir seniors se rabta kar k market ka analysis karna seekhen aur phir her trade open karnay se pahlay market ka mukamal analysis karen aur analysis k liay pahlay trading chart se help len aur phir news aur signals se help len aur phir mehnat trend ko follow karen aur phir apnay balance aur experience k hisab se lot size select karen tu zaroor achi trade open kar k acha profit kama saktay hen aur bagher analysis k bey tukki trading kartay hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey aur account bhi wash ho jata hey
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

                  g han bhai jan ya aik online business ha jis ma hamy sab sa pahly koi bi kam krna hota ha to esy anlyses krna prt ha jo trading ma anlyses ka istmal nai karta bagyr es ka trading ko lga ata han wo jald nakam hu jata han or bohat b ra llosse la lata han agr ap kamyabi ko chata han to hamy bohta zyada anlses ki zarort parti ha agr hamy markit ko anlyses krna nhi ata to hamy apna kisi senior sa rabta krna hu ga or on sa markit ko anlyses krna sikhna hu ga jab ham achi tra markit ko anlyses krna jab a jata ha to ham markit ki movement ka samj lata han or phr hamri trading ma losse nai hota es liya market ka mukamal analysis karen or analysis k liay pahlay trading chart se help len aur phir news or signals se help len or phir mehnat trend ko follow karen phir apnay balance aur experience k hisab se lot size select karen tu zaroor achi trade open kar k acha profit kama saktay hen or jab ham en sab chizo ko sam lata han to kamyabi hamra makdr ban jati ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

                    Mere pyare dost Forex trading market mein analysis bahut important hai agar aap ko ignore karte ho aapko market ki samajh nahin aati aur aapko loss ho jata hai aapko confidence nahin rahata bar bar market ko dekhna padta hai jis vajah se aap apni earning nahin kar sakte ho aapane trading market mein parmanent successful hona hai to technical analysis samajhna hoga fundamental analysis of aa sakta hai aur sentimental analysis bhi aapke liye bahut important hai aapko main trading market mein guidance aur parchun thi ke sath trading karne ka mashwara dunga agar aap candlestick pattern learning kar lete ho to aapko yahan per acchi facility mil sakti hai aur aap market mein join karke reconstruct kar sakte ho apne aap ko real Forex trading members of trading ke liye analysis Pakistan Forex se mil sakta hai senior trading member se mil sakta hai aap Independent day trading market time help kar sakte ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

                      Dear saari trading hai he analysis ki base par kyun forex market mein trading chart chal raha hota hai tu hamyn samjh mi lagti k market ki agly gahnty ya agly lamhy kya movement hogi tu forex trading mein trade open karny k liye next movement ko janny k liye hamyn analysis karny party hain aur analysis k baghair forex market mein kamyabi na mumkin hai is liye hamyn analysis karny seekhny chahyn aur market mein normal 2 tarha k analysis hoty hain aik technical analysis aur doosry fundamental analysis aur jo technical analysis hoty hain wo chart par difrrent indicators laga kar kiye jaty hain aur candlestick pattren ki help se market ki next movement ka idea laga kar trade open ki jati hai but jo fundamental analysis hoty hain wo news ko follow kar k kiye jaty hain aur hamyn market mein kamyabi k liye analysis lazmi any chahiyn kyun k analysis k baghair trading mein success bahut mushkil hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

                        Forex mein analysis boht he zaroori hai analysis krne se hame market ki next movement ko samjh lag jati hai aur ye pata lag jata hai ke agye ka trend kis taraf move ho sakta hai aur kaha tk market ja sakti hai ek acha trader hamesha market ko pehly analysis krta hai kise bhe qisam ka order lagane se pehly aur analysis ka faida ap ko nazar tab aye ga jub ap ki trade profit mein jaye gye ager ap perfect market ko analyses krte ho tabhi ap ko acha profit dekhne ko mile ga mehnat jitne ziyadeh kro gye os ka benefit bhe utna he ziyadeh hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: AB75 پيغام ديکھيے
                          G dear friends trading karnye kaliye kafi log hai jo bàt kartye hain kay ager ap nay achi trading karnye hai tu ap kaliye es mai ajylsis karna kafi zaroori kam hota hai tu mai ye phuchna chata hun kay forex trading mai anylsis kis had tak zaroori hai matlab kay ap es mai anylsis kartye hain tu ap ka kiya faida hota hai zara detail say batain
                          Dear ais market mai ap ko achi trades tab hi milti hai jab ap ais market mai analysis karty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai ais market mai ap ko time lagana hota hai tab hi ap ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai ap ko time lagana hota hai ais market mai ap analysis kar lety hai to ap ko ye pata chal jata hai k ais market mai kaha se trade ban rahe hai aor ais market mai ap ne jo trade lagani hai aus par ap ne target kaha set karna hai aor aus trade se exit kab hona hai ye sab kuch ap ko ais market mai tab pata chalta hai k jab ap ais market mai analysis karty hai ais market mai ap ko analysis par achi trades milti hai aor sath market k trend ka pata chalta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

                            g bhai trading main analysis aik backbone kai tor per kam karta hai aur jiss trader ka analysis market per acha ho ga wo is market main buhat jald expert trader ban jata hai aur apnay desired result hasil kar laita hai tu hum sub ko analysis ki ahmiyat ko samjhna chahiyay aur market main enter honay say pehlay 2 analysis zaroor karnay chahiyay 1) Technical Analysis 2) Fundamental Analysis agar main technical analysis ki baat karon tu buhat say senior aur expert traders technical analysis ko hi prefer kartay hain ab technical analysis hota kiya hai us kai baray main bata daita hon is analysis main daily basis market ki high aur low point ko dhaikha jata hai different timeline charts per aur us ki madad say support aur resistance ko nikala jata hai aur us analysis ki base per trade ko open kiya jata hai with stop loss and take profit. isi tarhan fundmental analysis news kai analysis ko kaha jata hai because yeh bhi buhat zaroori analysis hai aur is per market buhat taizi say react krti hai baaz okat tu humay precautionary measures lai lainay chahiyay aur proper analysis karna chaiyay aur agar kisi high impact news anay say pehlay ap ki koi trade open ho tu ap ko chahiyay kai usay close kar dain takay zaida nuksan na ho ap ko.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

                              Market analysis karny ki ehmeyat har trader key ley hi bahot zeyada hoti hay market ki condition aur market key next target ko market analysis key baghir traders kabi be determine nahi kar sakty hey, agar market analysis karna nahi be ata ho to per be ham es ki ehmeyat se inqar nahi kar sakty hey andazy ki trading me traders kab tak profit earn kar sakty hey hamesha key ley aur daily base par profitable trading me market analysis karny ki bahot importance hoti hay, es ko avoid karna khud loss ko invite karny jesa hi hay, achi market analyzing profitable trading me help deti hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X