Forex market mein emotion par kaise control Kiya Jana chahie?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market mein emotion par kaise control Kiya Jana chahie?
    Forex market mein emotion par kaise control Kiya Jana chahie?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market mein emotion par kaise control Kiya Jana chahie?

    Assalamu Alaikum dear Forex trading members aapko contest mein apni emotions ko control karne ke liyetrading mein emotional control ke liye proper analysis follow karna chahie market mein sare risk ko manage karne se hi aapko emotional control ho sakta hai aur confidence mil sakta hai aapmarket mein overconfident Hoke trading Na Karo balki jo chij aapko samajh jaati hai understanding ke sath usko follow karo aur uske accordingly kam karo trade lene ke liye lot size selection karo aur management perfect karo money management trade management aur account management ko samajhne ke liye aapke pass different aspects maujud Hain in ke liye aapane study karni hai aur inko follow karna hai aur UN per Amal karne ke liye aapke pass Pakistan Forex form hai Jahan per each and everything ki information aapko clear aur define mil jaati hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex market mein emotion par kaise control Kiya Jana chahie?

      Bhai forex trading mein agar ap k pass knowledge hoga aur ap ka trading experience zayada hoga tu ap apny emotion par control kar sakty hain kyun k emotional trading wohi traders karty hain jin k pass forex ka knowledge ni hota ya unka experience kam hota hai tu emotional trader hamesha loss uthata hai kabhi acha trader ni ban sakta is liye emotion par control karna seekhyn aur agar ap forex trading ki learning karty rahyn aur demo account par practice jari rakhyn aur money management k sath trading karyn tu ap ki trading achi ho jaye gi aur apko profit hony lagy ga kyun jab trading experience hota hai tu confidence paida hota hai aur jab confidence se trading ki jaye tu profit hota hai aur emotion par control ho jata hai aur agar less knowledge ho tu jab kisi trader ko loss hota hai tu wo loss ko recover karny k liye emotional tradding karta hai tu aur loss karta hai is liye mehnat aur experience se emotion par control karyn aur trading se faida uthayn
      • #4 Collapse

        Re: Forex market mein emotion par kaise control Kiya Jana chahie?

        Forex trading mai emotion pay control kernay kay liye bohat ziada practice aur experience ki zarurat hoti hai. Forex trading mai jo traders apnay emotions pay control ker laitay hain woh kaamyabi ki taraf bohat tezi say grow ker laitay hain. Forex mai traders ko emotions say related aik baat bohat ziada samajhnay ki zarurat hai kay emotions sirf loss mai he nahi bantay bulkay ziada ter traders profit honay kay baad emotional ho kay loss ker laitay hain aur apna profit bhi zaya ker laitay hain. Jabb traders ko profit hota hai tou woh emotional ho kay baghair sochay samjhay usi waqt big lot size kay saath positions open ker laitay hain jiss say unhain loss bhi ziada hojata hai.

        Emotional control sirf aur sirf soch samajh kay trading kernay say hota hai aur koi bhi aik choti si choti trade open kernay mai jitna ziada home work kia jaey utna he emotions pay control rakha jaa sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex market mein emotion par kaise control Kiya Jana chahie?

          forex ko ager ap business samaj kar rules kay mutabik trading kartay hain tu ap forex market me apne emotions ko control kar sakte hain forex trading me emotions tub atay hain jub ap profit hasil karne kay short cut ko choose kartay hain ya ap ko loss hone ka dar hota ha ap knowledge hasil kar kay Apne fear ko khatam kar sakte hain jub ap ka fear khatam ho jae ga tu ap trading confidence kay sath karay gay or ap har decision rules ko follow kartay huey le gay jub ap analysis karay gay tu ap market ki condition ko dekhtay hai step le gay os Tarah ap kay emotions ap ki trading se Dor rehay gay ager ap greedy hun gay tu profit hasil karne kay liey tu ap ki trading me kabhi bhi emotions control nehi ho hun ap ko greed trading se ijtenab karna ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Forex market mein emotion par kaise control Kiya Jana chahie?

            Dear friend forex trading men sabr aur bardasht kar k hum apnay emotions pe control rakh saktay hen kiun k forex trading aik tough aur risky business hey iss men difficulties aati rahti hen aur loss aur profit hota rahta hey kiun k yeh business ka hissa hey iss liay profit men ziyada khush aur loss men preshan nhi hona chahiay balkay loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay aur her kisi ki situation men apnay emotions pe control rakh kar hum kamyabi hasil kar saktay hen jo log musalsal loss ki waja se apnay emotions pe control nhi rakh saktay woh ghalt decision kar detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey aur account bhi wash ho jata hey iss liay hamen loss men tension lenay ki bajay pahlay se ziyada mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor acha profit kama saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: Forex market mein emotion par kaise control Kiya Jana chahie?

              G dear forex market kafi barye hai aur ap es mai kam kartye hain tu kafi emotional ho jatye hain kiyu kay ap ko pta hai kay ap ka profit aur ap ka lose ap ko kafi kashmakash mai dal daita hai aur jub ap ko es mai lose hota hai tu ap ka kafi lose ho jata hai jis ka recover karna mushkil hota hai aur ap esai emotional ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap kam forex mai karain ta kay bad mai ap kaliye masla na banye aur ap aik kamyab trader ban jata hai jub ap emotional pay control rakh kay kam kartye hain tu ap es mai hamesha he kamyab hotye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha acha kam karain ta kay bad mai ap kaliye masla na banye aur ap es mai kamyab ho jatye hain
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: Forex market mein emotion par kaise control Kiya Jana chahie?

                Dear ap agar apny emotion par control nai kar skaty hai to ap ko ais market mai apny emotion par control karny ka pata hona chaye ais mai ap ko simple ye dekhna hota hai k ap ne agar aik trade laga di hai to aus par ap take profit aor stop loss laga k market se side par ho jaye kuch time k baad market mai aye ais tarha ap market se door rahy gay to apny emotion par control rakh sakty hai ais mai ap jab apna loss dekhty hai to aus time ap koi ghalti karty hai emotional ho k ais market mai apna aik time table bana ley aor aus k hisab se ais market mai kaam kary ta k ap ko ais market mai kamyabi mil jaye ais market mai ap jitna zayda acha kaam kary gay ap ko atna hi zayda faida ho jaye ga ais market mai ap ko time lagana ho ga tab hi ap ko ais market mai emotion par control karna aye ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market mein emotion par kaise control Kiya Jana chahie?

                  Assalamu Alaikum dear friend Forex Cobra business samajh Karur ke mutabik trading Karte Hain To aap forex market Mein Apne emotions ko control kar sakte hain for training Mein motion tab Aate Hain Jab aap profit Hasil karne ki shortcut Kochu karte hain yah aapko loss hone Ka Dar hota hai ab knowledge Hasil Karke Apne Peer ko khatm kar sakte hain Jab aapka FIR khatm Ho Jaega To aap trading confidence ke sath Karenge aur aap Har decision rule ko follow karte hue Lenge Jab aap analyses Karenge to aap market ki condition ko Dekhte hain step language use Tarah aapke emotional aapki trading Se Dur Rahenge agar aap greedy Honge to profit Hasil karne ke liye to aapki trading Mein Kabhi Bhi emotional control Nahin aapko breed trading se Itna ab karna hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex market mein emotion par kaise control Kiya Jana chahie?

                    My dear friend forex main Jab aap trading karte hain to aapko Apne emotions per kam Karke Hamesha loss hi hota hai isliye ki aapko Apne mind ke saath baat samajh nahi hogi aur use per Amal karna hoga ki agar aap apne emotions per control Nahin Rakhenge to aapke liye Mushkil Hogi jisse aapke account bhi danger zone Mein a sakta hai isliye zaroori hai ki aap apne emotions ko control rakhen Hamesha apni mehnat ke sath Forex se earning Hasil Karen Kyunki aap Itni mehnat Karenge utna hi aapko profit Hoga aapki mehnat Se Zyada aapko kabhi bhi profit Nahin milega to aapko yah Baat Apne mind mein rakh leni chahie ki Ham Forex Mein Forex ke rules ko follow karke hi Kamyab ho sakte hain Ham ismein Kisi bhi Tarah ka khud se rules Nahin banaa Sakte na hi use per Amal Karke Forex ko Apne related Chala sakte hain Forex Ek Aisa system Hai Jisko aap Usi ke hisab se follow Karenge to hi aapko fayda hoga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex market mein emotion par kaise control Kiya Jana chahie?

                      Ji han bhai aap thek hi kahan hai forex market mein Hamen aaram se kam karna hota hai aur ismein Hamen bilkul bhi jaldbaji nahin Karni chahie Agar Ham Aisa Karenge To Hamen is Mein lost ka Samna karna padega snehame emotional ko control karna Hota Hai Ham Ek Din Mein Amir Banna chahte hain lekin Aisa Nahin ho sakta ismein Hamen successful banne ke liye bahut hi jyada kam karna padta hai is business ko Jyada Se Jyada time Dena Hota Hai Tabhi Ham ismein Kuchh Hasil kar sakte hain Aise mein agar Ham kam Karenge without knowledge ki aur lalaj Karenge To kamyabi Hamen Kabhi hasil Nahin ho sakti
                      :1f60d: hard work :1f60d:

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X