jaiza: account wash karne ki bajaye loss recover karna chahie
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: account wash karne ki bajaye loss recover karna chahie
    traders ko kafi time boht zeyda loss ho jata ha or wo Apne capital ko wash kar letay hain loss recover karne kay chakar me jub big lots ka use kartay hain loss hone par traders ko chahie kay wo forex market ki dobara learning kar kay knowledge hasil karay or Apne loss trades se learn karay jub ap ka 50% capital loss me hota ha tu ap kay pass half margin Rehn jata ha par wahan par bhi ap ko trading money management kay mutabik karni chahie loss recover karne ka best tarika yehi ha kay ap trades me risk kam se kam le or trades open kartay wakt market me technical analysis bhi karay or fundamental analysis bhi karay jub traders dono analysis kartay hain tu un ka analysis boht strong hota ha or consistent se trades profit me milti hain or is tarah ap ka Los asani se recover ho jae ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: account wash karne ki bajaye loss recover karna chahie

    Dear member Forex tradingaik esa online business hai jis mein aap Jab kam karte hain to ismein loss and profit donon sath sath chalte hain lekin hamen chahie ki apni trade ko is tarike se manage Karen ke account washing hone se Bach jaaye. Agar account se Koi loss a jata Hai to Ham usko bahut jald recover kar sakte hain lekin Jab aapka account completely washout Ho jaaye to fir Aap Ke liye ye account ko recover karna bahut mushkil kam ho jata hai isliye hamesha tradeplace karne se pahle a fundamental analysis aur technical analysis donon ko ekattha karke trade place Karen. Jab tractor new hote hain trading mein to bahut zyada chances aise hote Hain ki vah apna account completely kar baithe Hain to jitne bhi new trader Hain unko soch samajhkar tradeplace karna chahie.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: account wash karne ki bajaye loss recover karna chahie

      Account wash ki taraf kabhi bhi nahi Jana chaiye aur loss ko recover kernay ki koshish aur planning kerni chaiye. Forex trading mai laazmi nahi kay hamesha bonus account say he trading ki jaati rahey aur her baar account wash honay kay baad new bonus ajaey ga aur phir trading shuru hojaey gi. Iss liye traders ko present time nahi future ki planning kerni chaiye. Loss recover kerna koi aisa mushkil kaam nahi hai uss kay liye bhi trading he kerni hoti hai jaisay trading say loss hota hai wesay he usay recover bhi kia jaa sakta hai. Agar account balance 50$ bhi available hai tou apni strategy ko change ker kay profit ka sochna chore daina chaiye aur fori tore pay loss ko recover kernay ki planning shuru ker laini chaiye. Loss recover kernay ka asaan tareeka scalping hai jiss mai traders ko jald baazi ki bajaey achi Tarah market watch kay baad aik waqt mai aik order laina chiaye aur usay close ker kay dobara aglay moqay kay liye wait kerna chaiye. Iss tarah loss recover kernay mai kuch time lagg sakta hai laikin naa mumkin nahi rehta hai
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: account wash karne ki bajaye loss recover karna chahie

        Dear forex fellow ap ko agar forex trading mein buisness karna hai tu apny accoun ko wash hony se bachany k liye apko money management se trading karni chahiye aur jab bhi koi trade lagayn tu apny capital ko dekh kar lot size select karyn aur stop loss must lagayn agar apka stop loss laga hoga tu ap ka account kabhi wash ni hoga aur kam loss mein trades auto par close ho jaye gi aur account wash hamesha trader ki apni ghalti ki waja se hota hai jaisa k money management ka khayal ni karty aur bari bari lots laga dety hain aur stop loss ni lagaty ya analysis k baghair trading karty hain ya agar kabhi koi news aa jaye aur market ap k against jati hai tu account wash ho jata hai tu dear account wash us waqt hota hai jab apki equity bilkul kam reh jati hai agar apki aik he trade open hoti hai tu ap k account mein 1 se 2 dollar bachty jab account wash hota hai aur agar apki zayada trade open hoti hain tu ap sab se pehly wo trade auto p close hogi jis ka loss sab se zayada hoga aur baqi chalti rahyn gi jaisy jaisy loss barhy ga wo bhi close ho jayn gi aur agar ap k pass knowledge aur experience ho ya ap k luck apka sath dy tu baqi account ko khud wash na karyn balky recover karny ki koshish karyn aur ye bat yad rakhyn k stop loss lagana nat bhoolyn
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: account wash karne ki bajaye loss recover karna chahie

          Account watch hone ki definite reasons ho sakti hai agar aap stoploss na use karo to aapka account watch ho sakta hai aapko management ke sath kam karna chahie aur proper list low lot size minimum size ke sath patient ke sath kam karna hoga agar aap yahan per overconfident greedy approach ke sath kam karoge to aapko maximum loss hota hai jisko recover karna bhi mushkil ho jata hai maloom hai ki hai aur international high dangerous movement ho sakti hai aur answer ki vajah se hai agar aapane stock loss lagaya hua ho to market ki agar fake moon bhi ho jaaye to aap ko nuksan nahin hota balki aap apne account mein limited loss ko aasani ke sath recover kar sakte ho stop loss must use karna chahie take profit nahin lagana chahie agar kabhi kbar market aapke favour mein chali jaaye to aapko maximum profit bhi mil sakta hai isliye aapko yahan per stop-loss ignore karte hue take profit lagakar nahin training karni chahie balke just take profit avoid karte hue stoploss lagakar reading karni chahie
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: account wash karne ki bajaye loss recover karna chahie

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
            traders ko kafi time boht zeyda loss ho jata ha or wo Apne capital ko wash kar letay hain loss recover karne kay chakar me jub big lots ka use kartay hain loss hone par traders ko chahie kay wo forex market ki dobara learning kar kay knowledge hasil karay or Apne loss trades se learn karay jub ap ka 50% capital loss me hota ha tu ap kay pass half margin Rehn jata ha par wahan par bhi ap ko trading money management kay mutabik karni chahie loss recover karne ka best tarika yehi ha kay ap trades me risk kam se kam le or trades open kartay wakt market me technical analysis bhi karay or fundamental analysis bhi karay jub traders dono analysis kartay hain tu un ka analysis boht strong hota ha or consistent se trades profit me milti hain or is tarah ap ka Los asani se recover ho jae ga
            Yes dear hum agar bar bar account wash karty rahy gay to hum apna account kabi bara nai kar skaty hai ais market mai hum ne agar loss kar lia hai to hum ko aik recovery plan bana lena chaye aor aus k hisab se kaam karna ho ga ta k hum ko ais market mai agar loss ho jaye to aus ko hum slow slow recover kar ley ais market mai hum ko plan bana k kaam karna ho ga ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai ais market mai ap agar time lagaty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap ko time lagana hota hai tab hi ap ka account safe bhi rehta hai aor ap agar loss kar lety hai to ais market mai apny loss ko recover kar skaty hai ais market mai ap ka account safe ho ga to ap ko loss nai ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: account wash karne ki bajaye loss recover karna chahie

              G han forex trading men maximum logon ka account jaldi wash ho jata hey kiun k yeh business ka hissa hey aur jo log forex trading men bonus pe trading kartay hen unn ka account kabi kabi wash zaroor ho jata hey iss liay agar ap ko kisi trade men bara loss ho jata hey tu kuch log kehtay hen k ab account wash ho jay tu behtr hey lekin forex trading men loss jitna bhi ho recover ho jata hey iss liay account ko wash karnay se behtr hey loss ko recover kar liya jay kiun k aj kal forum pe bonus lena bahut mushkil ho gaya hey aur bahut kam weekly bonus milta hey iss liay account ko safe rakhnay ki koshish karen aur koshish karen k small lot size ko use karen aur thora thora kar k apna loss recover karnay ki koshish karen tu zaroor loss ko recover kar saktay hen aur forex trading men account ko safe rakh lena bhi bari kamyabi hey
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: account wash karne ki bajaye loss recover karna chahie

                Yes dear ye bat tu ap ki theak hai kay humain jub bhi forex mai zayda lose ho jata hai tu humarye soch hotye hai kay hum es mai apna account wash kar dain per humain aisa nhi karna chye kiyu kay ager ap ka account wash ho jata hai tu us mai ap ka niqsan hai tu ap ka kam hai kay ap apna account wash honye say bach kay kosesh karain kay apna lose recover kar lain kiyu kay ager ap aisye kam kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai ap ka lose bhi recover ho jata hai jub kay us kay bad ap ka profit bhi ap ko es mai mil jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna poora focus lose recover karnye mai laga dain ta kay bad mai ap ka faida ho jaye tu ap ka kam hai kay kosesh ap ki ye he hona chaye kay ap nay es mai acha kam karna hai aur phlye soch kay kam karain ta kay ap ka lose kam ho aur ager ap ka lose zayda ho jata hai tu ap ka kam hai kay ao es mai lose revover kiya karain kiyu kay ap apna lose asani kay sath recover kar saktye hain ager ap es mai es soch kay sath kam kartye hain kay ap nay lose recover karna hai
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: account wash karne ki bajaye loss recover karna chahie

                  Ji han bhai aapane likha hai isme Agar Hamen loss hota hai To Ham use recover kar sakti hain Agar Hamara account was ho jata hai to use dubara nahin kar sakte isliye Agar Hamen loss ho raha hai hi aur Masjid Jyada loss hone ke chain se sote Hain To Hamen foreign apni trade ko close kar dena chahie aur is Mein Hamen vate karna chahie jab tak Hamari trade Hamare Hath Mein Nahin Ho Jaati e tab tak Main Koi trade open Nahin Karni chahie is main Mazeed knowledge Hasil or k Kam krna chaiye taqy hum Acha Kam or saken
                  :1f60d: hard work :1f60d:
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: account wash karne ki bajaye loss recover karna chahie

                    g han bhai jan forex aik bohat bra business ha jis m hmay boht hi khyal ka sath kam karna chahiya hamy is ko kamyab bnany ka liya zyada sa zyada hardworking ki zarort hoti ha jo es ko karta ha os ko losse nai huta or agr kabi losse hu jata ha to os ma koi shak nai ha ka business ma losse na hu ya kam har business ma hota ha or forex ma khuch zyada es waja sa hota ha ka ham es ma jaldbazi kar lata han ya phr ham trading ko karta wakt os trade ko learn nain krta agr hamy es ko achi tara sam ka karna ga to hamy losse nai hu ga zyada losse ka hona hamry liya is ko cover karna bohat muskal hu jata ha agr ham losse pa losse hota rahta ha to hmara liya nuksan da hu sakta ha es ko bohat jald hamy cover karna hu ga agr ham es ko jaldna cover kar saky to ya hamra liya musj
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: account wash karne ki bajaye loss recover karna chahie

                      Hamen trading karne ke liye Jitna bonus Milta hai agar Hamen use bonus share trading Karke loss ho jata hai To fir use lost ko recover karna impossible hota hai Kyunki trading karne ke liye bahut hi kam balance Hota Hai isliye Mere Khyal mein tu apne launch ko recover karne ke Baje account was Karva Dena Jyada Baithe Hain Kyunki itne Thode balance ke sath launch call cover karna to impossible hai aur yahi vajah hai ki bahut saare traders Ko Jab trading Karke nuksan Hota Hai To vah Apne account ko was Karva Dete Hain aur Sara balance khatm kar dete Hain
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza: account wash karne ki bajaye loss recover karna chahie

                        g han ap ny bilkul sahi kaha hai main apki bat se agree krta hun forex trading main aghr apko loss howa hai tu apko os loss ko recover karny k liye planning krna hogi jitni achi planning karengy otna he ap forex main kamyab ho kar achi earning hasil kar skty hain forex aik best online trading ka business hai jis main apki mahnat or apki lagan he forex main kamybhii dilati hai es liye apko aghr forex main kamyab hona hai or apny loss ko recover karna hai tu apko soch smjh kar apni trading krna hogi jis main ap kamyab ho kar achi earing hasil kar skty hain or acha profit lay skty hain jub ap bari lot ks ath apny loss ko recover krny lagty hain tu apko dobra loss hota hai jis k bad apka account wahs ho jata hai es liye apko apny account ko wash karny k liye zaror hai k ap mahnat karen or small lot k sath apni trading se loss ko recover karen ta k apka loss b recover ho jay or apka account bhi wash na ho account ki saety sub se pahly hai
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza: account wash karne ki bajaye loss recover karna chahie

                          Real account ka balance me loss ko jes tarha se hamari koshish hoti hay key ye kesi na kesi tarha se recover ho jaye aur ham account ko wash hony se bachany key ley har strategy aur planing ka use karty hey esi tarha bonus trading account me be karna chaye, manual tareey se agar account ko wash kia jaye to es ka bahot nuqsan hamy ho sakta hay es tarha account wash kar deny se hamy sara loss next bonus milny par recover karna pardta hay agar ye loss ham recover kar lety to es ka bahot faida hota hay hamy har tarha se apna loss recover kar key account ki management karni chaye loss ki waja se account wash kar dena bilkul be teek nahi.
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza: account wash karne ki bajaye loss recover karna chahie

                            G han friend forex trading main zyada tar traders ye soch kr aty han k wo is m easily earning kr lan gy wo forex ko aik asan business smjty hoay is m zyada mehnat ni karty or na acha knowledge or experience hasil karty han forex trading ki sahi learning b na hony ki wja sy wo forex trading m zyada tar loss hi karty han asy traders ko chaiy k wo forex trading main successful hony k liay dobara sy learning karan forex forum join kr k knowledge hasil karan demo account bna kr us m tb tk practice karty rahan jb tk trading ka sahi experience na hasil ho jaiy forex aik difficult business hy is m hamy mehnat kr k kam krna ho ga tbi ham agy brh sken gy forex trading m knowledge or experience ki bot ziada ahmiat hy in k bagar ham kamyab trading ni kar sakty or na hi trading ki achi learning k bagar ham forex m kamyab ho kar earning kar saken gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza: account wash karne ki bajaye loss recover karna chahie

                              g bhai ap ki baat theek hai humay aisa nai karna chahiyay kai aik hi trade main bari lot laga ka zaida lalach main hu apni sari equity aik hi trade main loss kar jayn because is say yeh nuksaan hota hai kai agar account wash na hota aur thora loss ho jata tu ap kai pass mazeed kai mokay honay thay trading main profit earn karnay kai because jitnay zida mokay hain utnay hi profit kai chane barh jatay hain tu koshsih karain kai stop loss ka istamal lazmi karain takay loss honay ki sorat main ap us log ko next try main cover kr laina ur dobara profit earn karnay ki koshish karain aur aisa bilkul mumkin hai agar ap kai andar greed nai hai au ap kai andar patience hai tu ap ko behtreen time ka intazar karna chahiay loss karwanay kai baat phir chahay kitni hi dair kiyon na lag jaye lakin foran kisi natijay per na nikla jaye nai tu ap ko hamesha loss hi ho ga ap ko chahiyay agar loss ho jata hai tu atleas ap khuch arsa market ko watch karain aur comparison karain aur phir jaisay hi koi acha moka milta hai tu trade lagayn lakin jis nay jaldbazi ki is marin wo hamesha khasaray main hi rahay ga waisay bhi jaldi ka kam tu shaitan ka hi hai jo hamesha nuksaan hi day ga profit nai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X