TReND LInE Ko dRawkRny k kItNy METhODs HoTaY hAIn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    TReND LInE Ko dRawkRny k kItNy METhODs HoTaY hAIn
    SIR pLeAEmUY IS BAat kO jAnNY mn mERY MAdadkARaN k trENd lInEKO DRawkrnY K kiTNY mEhTds HoTy hAiN UnKO pLEasEShaE KaRaiN ???
    Visit My Profile
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: TReND LInE Ko dRawkRny k kItNy METhODs HoTaY hAIn

    trend line ka matlb hota ha market kay trend me line draw karna or yeh two types ki hoti hain up trend line or down trend line or trend line ko draw karne kay liey price action strategy ka use kea jata ha jaisa kay jub market up trend me hoti ha tu market higher high or higher low ki form me swing point banatay huey move karti ha or up trend me ap low swing par trend line ko draw kar kay market kay uo trend ki confirmation ka pata chalaya jata ha or ap higher swing par bhi trend line laga sakte hain
    down trend me market lower low or lower high ki form me swing point banatay huey move karti ha or down trend ka pata karne kay liey up swing par trend line ko lagaya jata ha or jahan par ap sell ki entry find out kartay hain or wo lower swing par bhi down trend me trend line ko place kar kay Apne profit target ko identify kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: TReND LInE Ko dRawkRny k kItNy METhODs HoTaY hAIn

      Trend line draw karne ke different methods hain lekin main two type hain up bullish trend line and down trend line bearish iske liye aapko candlestick chart pattern per different candles jab close open hoti hai to ek pattern ban jata hai jis ko samajhne ke liye aapke pass knowledge or experience aur demo account mein aapane practice ki hui ho to aap kamyab ho sakte ho successful hone ke liye aapko struggle karna padati hai lekin aisa kabhi bhi nahin ho sakta ki koi trading member kabhi bhi apni trade co loss mein control na Karen yahan per hamen in different aspects ko follow karte hue average earning karna hoti hai risk and reward ratio isiliye use hota hai ki Ham yahan per parmanent na to loss kar sakte hain aur na hi profit kar sakte hain yahan per aapko earning karne ke liye bonus deya jata hai aur knowledge diya jata hai jisko use karke hi aap kamyab ho sakte ho Forex trading market mein trend line lagakar trend breakout understanding ki ja sakti hai aur acchi opportunity ko avail Kiya ja sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: TReND LInE Ko dRawkRny k kItNy METhODs HoTaY hAIn

        Dear ais market mai ap ne agar trend line laganai hai to aus mai ap ko different tareekon se trend line draw karni hoti hai ais mai kuch long term k hisab se trend lines hoti hai kuch short term k hisab se ap ne agar ais mai trend line lagani hai to ap ko ais mai time frame ki selection apni trading strategy k hisab se karni hoti hai aus k baad ap agar ais market mai trend line lagana chaty hai to ap ko ais market mai aisi trend line lagani chaye jis ka angle 45 degree ho aus par ap ko jo trade mily gi aus par ap ka take profit kafi zayda ho ga aor aus trade par ap ka stop loss kafi kam ho ga ais k sath ap agar ais market mai trend line lagaty hai to aus mai jitny zayda touches ho gay ap ki trend line atna hi zayda strong ho gi ais market mai ap ko trend line draw k baad trade ka wait karna chaye.
        • #5 Collapse

          Re: TReND LInE Ko dRawkRny k kItNy METhODs HoTaY hAIn

          Dear friend forex trading men kehtay hen k trend is our friend kiun k forex trading men jab bhi market bari movement karti hey tu aik trend k sath move karti hey iss liay jo log trend ko follow kartay hen woh achi trading kar k acha profit kama saktay hen aur jab market ki movement bahut slow hoti hey tu uss waqt trade open nah karen kiun k trend ki samaj nhi aati iss liay wait karen aur sabr karen jab market ki movement bahut fast hoti hey tu uss waqt market aik trend men lambi movement karti hey iss liay uss waqt trend ko follow karen aur apnay balance aur experience k hisab se lot size select karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen aur trend ko check karnay k liay trading chart se candles ki madad se trend line ko dekh saktay hen aur jab aik candle musalsal aik side move karti hey tu woh hi market ka trend hota hey jiss ki waja se hum achi trading kar k acha profit kama saktay hen
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: TReND LInE Ko dRawkRny k kItNy METhODs HoTaY hAIn

            Assalamualaikum dost trendline ko drug karne ke bahut se math hai ismein ham bullish aur bearish Ka istemal Karte Hain train line kodra karne ke liye Ye Chahat ki jarurat Hoti Hai Hamen ismein achha kam karna lazmi hai Achcha kam karke hi Ham Kamyab ho daily regular Agar Ham market Ko time Denge To Ham bahut hi jald market ke bare mein knowledge Hasil kar sakte hain aur ham Apna Achcha Commission Le sakte hain Hamen ismein kam karne ke liye Ye Delhi hard work Karnal aadami hai Jitna Achcha kam Karenge kuch nahi Jalti is business Mein ham Ek successful trader Ban sakte hain aur is main kamyabi Hamen knowledge experience ki vajah se hi milati hai
            :1f60d: hard work :1f60d:

            اب آن لائن

            Working...
            X