Mehnat aur cheating mai kia faraq hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat aur cheating mai kia faraq hai?
    Pak Forex forum pay members bohat mehnat kertay hain aur kaafi time daitay hain laikin yehi kuch members aisay bhi hai jo cheating aur short cuts apply kertay hain. Mehnat aur cheating say liye janay waley kaam kay results mai kia faraq hota hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat aur cheating mai kia faraq hai?

    mehnat karne wala kamyab ho jata ha or jo cheating karta ha wo nakam ho jata ha aik bat yad rakhainy jo cheating karta ha wo hamesha kamyab nehi rehta ha cheating karne walay ko kamyabi kuch time kay liey milti ha bad me wo nakam jo jata ha or jo mehnat se apna work jati rehta ha os ki kamyab hamesha kay liey hoti ha kyun kay jo bhi members ya traders jub mehnat karta ha or wo kabhi nakam nehi hota ha kisi bhi Moor par wo apni mehnat se har anay wali mushkil ka mukabla kar leta ha or jo cheating kartay hain wo aik time. par paray jatay hain or un ko phir boht zeyda nuksan ka samna karna parta ha traders ko chahie ager wo forex business me work karna chahte hain tu is me cheating ki koi ganjaish nehi ha ap is me tub hi Kamyab ho sakte hain jub ap rules ko follow kartay huey mehnat karay gay
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat aur cheating mai kia faraq hai?

      Pyary dost forex trading aik aisa buisness hai jis mein sirg mehnat karny wala trader kamyab hota hai ap dekhyn tu jo trader cheating aur short cut laga k trading karta hai some times usko profit ho jata hai aur wo samjhta hai k mujhy kamyabi mil gai hai but tuky laga kar aur short cut lagaty lagaty aik din usko bahut bara loss hota hai lekin is k sath agar knowledge waly trader ko compare karo tu knowledge se aur mehnat se jo seekh kar trading karta hai wo forever profit kamata rehta hai is liye dear hamesha mehnat se kam karyn dil laga kar pehly forex trading ko seekhyn aur practice karyn aur jab ap k pass knwoledgr hoga tu apko profit hoga aur iska faida aapko hamesha hoga rahy ga aur ap kabhi nakam ni hon gy kyun k mehnat mein azmat hai aur duniya ka koi bhi kam ho mehnat k baghair success ni milti aur ap ko aik haqeeqat se agah karon k forex trading mein kitny zayada log join karty hain but sirf 4 se 5 percent kmayab hoty hain aur sirf wohi kamyab hoty hain jo mehnat aur hardworking karty hain aur din rat mehnat kar k forex ko seekhty hain aur sirf mehnat par depend karty hain is liye bhi mehnat se kam karyn short cut ka kabhi na sochyn
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat aur cheating mai kia faraq hai?

        Pyare dost aap ne ek bahut achcha sawal poochha hai ki mehnat aur cheating mein kya Fark hota Hai to iske wale se mein yah batata chalun ki ki mehnat aur cheating mein bahut jyada Fark hota hai lekin kuchh log ismein nahin kar sakte. Jab aap kisi bhi forum ke term and condition ko follow karte hue hard work karte rahte hain aur aur ismein acchi ladki Hasil karte Hain to yah aapki mehnat kahlati hai. lekin Jab aap hardwork bahut karte hain lekin terms and condition ko follow Nahin karte aur aap ko sirf ek hi target hota hai ki main jyada se jyada earning Hasil karni hai aur iske liye aap gair qanooni method bhi use karte hain to isko cheating shumar Kiya jata Hai jiski life bahut kam hoti hai aur aapko Bara nuksan de sakti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat aur cheating mai kia faraq hai?

          Asalam o Alikum dear forex friends umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay forex ak bahut he acha or lajawab business ha is main kaam karny kay leye hammy bahut ziadaa mehnat karnaa hoti ha ham is main cheating to kar he nai sakty na cheating kar kay ham ak bar acha result to hasil kar sakteen han lakin markit kay barry main achy results or analysis kay sath sath experience hasil nai kar sakee gay ye sab karnaa ha to markit kay barry main achy analysis or achaa experience sairf or sirf mehnat say hasil kar saktee han mehnat kamyaabi ki konjii ha jo sakhs mehnat kartaa ha Allah zoror is ka phal usy ata farmataa ha mehnat karny say ham sab kuch hasil kar sakteen han mehnat kay baghir kuch bhi mumkin nai ha ham mehnat kay baghir achy or expert trader nai ban saktee
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat aur cheating mai kia faraq hai?

            Dear member apne bohat achi baat pochi ky menat or cheating ky faraq ky baray mein. Forex aik shandar business hy jis mein sirf wohi traders kamyab hote hain jo mehnat krna janty or jo mehnat sy bhagty na kami unko gift ky tor py milti hy or iska proof apko Forex trading sy acha koi nahi show krskta. Trading ke Tareekh is baat ka saboot hy jo experts hain unki mehnat apko unko follow krny py majboor krti or jo mehnat krte he nai ya zyada tar nuksan uthaty wo khud real life mein bhi hr kam positive attitude sy nai karpaty. Forex ke demand hr trader sy hy he mehnat kyoky mehnat mein he azmat hy jiski wajah sy kamyabi milti hy.
            Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat aur cheating mai kia faraq hai?

              Mere pyare doston Forex trading market mein ja koi mehnat karta hai to usko trading karne ka tarika maloom ho jata hai usko practice ho jaati hai confidence a jata hai usko tips maloom ho jaati hain technical aur fundamental analysis ke bare mein samjhaya jaati hai aur vah indicators ko aasani se use kar sakta hai apni trade ko manage kar sakta hai risk reward ratio ke bare mein usko pata chal jata hai economic calendar ki samjhaiye jaati hai aur vah bahut sare tarike use karte hue trading mein profit aur munafa le sakta hai apni earning portable kar sakta hai lekin jo log yahan per cheating karte hain unko fayda nahin hota hai copy pest karte hain unko market ki understanding nahin hoti hai aur vah apni trading skills ko improve nahin kar sakte unko dusron pe depend hona padta hai aur vah independent trading karne se darte hain
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat aur cheating mai kia faraq hai?

                Assalamu Alaikum dear Forex friend Amir hai kya aap sab theek Honge Jaisa ki Ham Sab Jante Hain Ki Forex bahut hi Achcha aur lajawab Sar ismein kam karne ke liye Hamen bahut jyada mehnat karna Hoti Hai Ham ismein chatting to kar rahi Shakti Nahin Sakte na cheating Karke Ham Ek Bar Chalte vah to Hasil kar sakte hain lekin market ke bare mein chhedchhad ho raha Mela ke sath sath sath nahin kar Sakenge yah sab karne Hetu market ke bare mein acche LIC to rush experience sirf aur sirf 10 minut se Hasil kar sakte hain mehnat kamyabi Ki Kunji Hai Jo mehnat Karta Hai Allah Jarur iska fal hota hai mehnat karne se Hamara Sab Kuchh Hasil kar sakte hain mehnat ke bagair Kuchh Bhi unke Nahin Hai Humne ladke acche aur Nahin Ban Sakte
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat aur cheating mai kia faraq hai?

                  Dear jo log mehnat karty hai aun ka kaam karny ka andaz hi bata raha hota hai k ye discipline aor mehnat k sath kaam kar rahy hai magar jo log short cut use kar rahy hoty hai ya cheating kar rahy hoty hai wo ais forum par ho ya forex market mai ho aun ka pata chal jata hai ais market mai ap ne agar kamyab hona hai to apko ye pata hona chaye k ais market mai ap kabi kamyab nai ho skaty jab tak ap ais market mai mehnat nai kary gay ap ne agar ais market mai kamyab hona hai to apko ais market mai mehnat karni ho gi ais market mai ap ko time lagna ho ga tab hi ap ko ais market mai kamyabi mily gi ais market mai ap jitna zayda time lagaty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko time lagana hota hai aus k baad hi ap ko ais market mai kaam sekh k acha kaam kar skaty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat aur cheating mai kia faraq hai?

                    Dear friend forex trading men 2 kism ki trading hoti hey aik tu woh trading jo mehnat k sath ki jati hey aur uss men jaldi kamyab traders ban saktay hen aur dusari cheating trading hoti hey jiss men bagher learning aur knowledge k trading kartay hen aur bagher mehnat k profit lenay ki koshish kartay hen lekin forex trading men kamyabi ka daro madar mehnat pe hota hey aur cheating trading men nakami k ziyada chances hotay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay posting k zariay achi learning aur knowledge hasil karen aur phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir market ka analysis karna seekhen aur phir time ki achi investment karen aur ziyada se ziyada mehnat karen tu zaroor kamyab ho saktay hen aur acha profit kama saktay hen lekin cheating trading men bey tukki trading kartay hen jiss se knowledge aur experience increase nhi hota aur bara loss ho jata hey aur account bhi wash ho jata hey iss liay cheating ki bajay apni mehnat pe depend karen tu zaroor kamyab traders ban saktay hen
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat aur cheating mai kia faraq hai?

                      G dear mahnet ka matlab hai kay ap es mai apna kam dil laga kay poori aimandari kay sath mahnet kay sath kartye hain jub kay ap kay kam ki value bhi hotye hai aur ap ko us ka phal bhi ap aik achye profit ki soorat mai milta hai jub kay ager ap es mai cheeting kartye hain tu ap ko es mai kam faida hota hai matlab kay ap ko es mai lose zaroor hota hai kiyu kay ager ap es mai acha kam kartye hain tu ap ks kafi faida ho jata hai tu ap nay kam karna hai tu ap apna kam mahnet kay sath karain kiyu kay ap ka kam hai kay ap es mai cheeting say bach kayahnet aur lagan kay sath acha kam karain ta kay bad mai ap ka kafi faida ho jaye tu mahnet kay sath kam jarnye wala kabhi bhi khean bhi nakam nhi hota hai tu ap nay kam karna hai tu ap es mai apna kam mahnet kay sath karain ta kay bad mai ap ko es mai acha faida ho jaye aur ap kamyab ho jain asani kay sath
                      $$$ Never Give Up $$$
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat aur cheating mai kia faraq hai?

                        Assalamu Alaikum Hamen is Mein batao na chahie ki agar ham ismein cheating Karte Hain Do Number kam karte hain to uska Mein fayda Aasan Nahin Hota ismein kam karne ke liye Hamen rule ko follow karke kam karna Hota Hai jo bhi member ismein Rul ke khilaf kam karta hai use na to success milati Hai balki Uska account bhi band kar diya jata hai isliye Hamen Pahle Se Hi ismein knowledge Lena chahie aur uske mutabik Hi Kam karna chahie instaforex mein Main kam karne ke liye Hamen knowledge ki sabse Jyada jarurat hoti hai knowledge ke Ham Kamyab Nahin ho sakte
                        :1f60d: hard work :1f60d:
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat aur cheating mai kia faraq hai?

                          Mehnat aur cheating mein bahut jyada Fark Hai jaise ki mehnat se Miraj hai aapko hardware karna mehnat karna aur kisi bhi chij ke bare mein Achcha experience and knowledge Hasil karna jisse aap Kamyab ho sake aur jab ke cheating Aisa Tarika kaha hai Jise aap shortcut dhundhte Hain ki aap apni investment Karen Jaisa kya aur aap trade open Karen aur usse aapko profit Ho Jaaye Aisa bilkul possible nahin hai aapko Ek martba Yaadon Mein Duba profit ho jaega lekin usse aapko koi bhi fayda nahin Hoga agar aap lifetime koi bhi kam karna chahte hain to usmein aapki mehnat bahut jaruri hai lekin agar aap Ek Ya Do martba koi bhi kam karna chahte hain to usmein aap chatting bhi kar sakte hain to isliye Mera Khyal se mehnat bahut jaruri hai koi bhi kam ho to usmein mehnat jitni Jyada ki Jaaye utna hi benefit Hota Hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat aur cheating mai kia faraq hai?

                            mehnat karne wala kamyab ho jata ha or jo cheating karta ha wo nakam ho jata ha aik bat yad rakhainy jo cheating karta ha wo hamesha kamyab nehi rehta ha cheating karne walay ko kamyabi kuch time kay liey milti ha bad me wo nakam jo jata ha or jo mehnat se apna work jati rehta ha os ki kamyab hamesha kay liey hoti ha kyun kay jo bhi members ya traders jub mehnat karta ha or wo kabhi nakam nehi hota ha kisi bhi Moor par wo apni mehnat se har anay wali mushkil ka mukabla kar leta ha or jo cheating kartay hain wo aik time. par paray jatay hain or un ko phir boht zeyda nuksan ka samna karna parta ha traders ko chahie ager wo forex business me work karna chahte hain tu is me cheating ki koi ganjaish nehi ha ap is me tub hi Kamyab ho sakte hain jub ap rules ko follow kartay huey mehnat karay gay

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X