Financial news ham kesy hasil kar sakty hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Financial news ham kesy hasil kar sakty hey?
    Financial news ki zarorat hamy Forex market me fundamental analysis key ley hoti hay ye news ham kesy aur kaha se hasil kar sakty hey?

    Economic news calendar es key ley best to hay hi magar kia ham kesi aur source se be ye news hasil karny me kamyab ho sakty hey ya nahi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Financial news ham kesy hasil kar sakty hey?

    dekhy jab baat ati hai fundametal analysis ki to ham ko koch websit k sahara lina parta hai jin k oper muktlif country ki news shay hoti rhti hai or ais momley main jo sub sey best website hai wo forex factory .com hai jis main ham har country ki news dekh skty hain jo k bilkul 99 percent drust hoti hai os k ilwa or bhe wibsite hai .fundametal par kam karny k lia hamry pass ik acha forex traiding ka knowledge hona zarori hai advance level ka os k bad kam sey kam hamara 10 year ka exoernce hona chahi hai traiding technical analysis karny main expert honey chahi hai os k bad hi jab ham fundametal par kam karty hain to ham ko achy result milty hai or ham acha profit hasil karty hain taqriban adhy sey bhe izda traider funtamenatal analysis sey bahot ziada paisa kama rhy hai traiding sey .
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
    • #3 Collapse

      Re: Financial news ham kesy hasil kar sakty hey?

      financial news mostly ap ko economic calendar se hi milti ha ap economic calendar se bahir bhi hasil kar sakte hain wo me ap ko bad me nichay batata hun mostly no news forex market me financial kay hisab se ati hain wo news events me hoti hain jo ap ko economic calendar se milti hain jaisa kay ap kisi bhi broker kay economic calendar me ja kar yeh news hasil kar sakte hain wahan par news release hone ka data bhi shamil hota ha jis kay zariey ap news ko analysis kar sakte hain
      out source se financial news ka pata maloom karne kay liey ap ko countries kay political condition par nazar rakhna ho gi jaisa kay usa me jub election hotay hain boht zeyda market me volatility ati ha uk me jub brexit howa tha tub bhi boht zeyda volatilty ayi thi is tarah ap out of economic calendar se financial news hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Financial news ham kesy hasil kar sakty hey?

        G dear jhan tak daikha jaye tu kafi resource hai aur aj kal tu internet pay ap ko sub avail hota hai ap ka kam hai kay apnes mai reserch kar kay kafi had tak acha kam kar saktye hain tu ap ka kam hai kay ap news pay kafi focus diya karain kiyu kay hamesha acha kam karna he ap kaliye kamyabi hai tu ap ka kam hai kay ap newe ko hamesha read out kar kay es mai apna kam karna hota hai kiyu kay ager ap ko es mai acha kam karna hai tu ap ko es mai kafi mahnet karna partye hain tu es mai ap mahnet kay sath kam kartye hain tu ap es mai kamyab hotye hain tu mahnetai he ap ki news atye hai matlab kay ager ap news ko read out kartye hain tu ap ko es mai pta chalta hai kay aj kal market mai kiya chal rha hai aur in future kiya ho ga tu ap ka kam hai kay ap anylsis aur news pay kam zayda kiya karain ta kay ap ka bad mai acha kam ho aur ap ko es mai nuqsan kam ho kiyu kay ager ap news say hat kay kam kartye hain tu ap ka faida es mai kafi kam hota hai tu news kay hisab say kam karna best hai
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: Financial news ham kesy hasil kar sakty hey?

          Dear agar aap Forex trading business Mein Financial news ko dekhna Chahte Hain To koshish karen ki Forex factory ko join Karen aur Forex factory news ko Dekhte Hue trading Karen Forex trading business Mein Har trader Kamyab hai jo news ko Dekhte Hue trading karta hai aur accha profit Hasil Karta Hai news ke rup Ham easily market Mein entry. Find kar lete hain aur easily market se exist. Find kar lete hain isiliye Hamen koshish karni hai ki Ham news ka analysis karne ke liye Forex factory e ki help Le aur vahan se historical data ke through market ka analysis karte hue trader lagaen senior traders traffic Kahate Hain Ki Ham kabhi bhi without news analysis aur Market Analysis trade ordinal Hamen Apne balance ko Sikho rakhne ke liye news analysis karna bahut jyada Jaroori hai aur Forex factory Hamari bahut jyada help Karti Hai analysis ke liye Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Financial news ham kesy hasil kar sakty hey?

            Dear friend jab se Corona viras dunia men aya hey poori dunia ki economy disturb ho gai hey aur forex market pe bhi bahut ziyada effect kiya hey aur mojooda haalat men financial news forex market pe bhi bahut ziyada effect karti hen aur jo log news ko follow kar k trading kartay hen woh zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar letey hen lekin her waqt news bhi market pe effect nhi karti kiun k kabi kabi market news k opposite move kar jati hey iss liay logon ko bahut ziyada loss bhi ho jata hey iss liay jin logon ko kahen se news nhi milti unn ko chahiay k woh play store se investing. com aur trading view ki apps install karen aur phir uss ideas ko newest men check karen tu ideas aur news k sath signals bhi miltay hen aur investing. com men ap ko market ki achi news bhi mil jati hen lekin her dafa news pe depend karnay ki bajay apnay knowledge aur experience pe depend karen aur market ka analysis karna seekhen tu phir khud pe depend karen tu zaroor achi trading kar saktay hen aur acha profit kama saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: Financial news ham kesy hasil kar sakty hey?

              Dear agar ap fundamental analysis par kam kar rahy hain tu apko pehly achi taraha news par trading karny k liye knowledge hasil karna hoga aur news k bary ap ne daily economic calender check karna hoga apko investing.com par agar ap news dekhyn tu apko news ka time bhi mily ga k kis time new release honi hai aur kis currency ki news hai aur kya noeat hai agar news strong ho tu sath show bhi ho raha hota hai k news ka asar market par pary ga aur market news k time bahut fast movement karti hai is liye apko news par trading faida bhi bahut dy sakti hai but loss bhi kafi dy sakti hai is liye news par trading soch samj kar aur achi tarah analysis kar k karyn aur is k ilawa ap agar fundamental analysis par trading kar rahy hain tu ap news chanel k sath aur social media k sath tuch rahyn tab bhi apko kisi country k achanak halat bigarny ki news milti hai ya currency k up down hony ki pehly se information mil jati hai aur ap k fundamental analysis achy hoty hain aur apki trading se apko profit hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Financial news ham kesy hasil kar sakty hey?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                Financial news ki zarorat hamy Forex market me fundamental analysis key ley hoti hay ye news ham kesy aur kaha se hasil kar sakty hey?

                Economic news calendar es key ley best to hay hi magar kia ham kesi aur source se be ye news hasil karny me kamyab ho sakty hey ya nahi.
                Dear market mai koi bhi news aa rahe ho aus k bary mai information phly aa jati hai k agar ye news strong ai to aus se ais market mai kai faraq pary ga aus k sath ais market mai agar ye news weak ai to aus se ais market mai kitni aor kaisy moment ho gi ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai planing k sath kaam karna ho ga ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko time lagana hota hai aus k abad hi ap ko ais market mai news par trrade karny ka pata chalta hai news k time par trade karny k bahot sary tareeky hoty hai jin se hum ais market mai trade laga k thori si dair mai acha profit bana skaty hai ap ne agar news k time par trade karni hai to ap ko ais market mai planing kar leni chaye aor news strategy k hisab se hi kaam karna ho ga tab hi ap ko ais market mai kamyabi milti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Financial news ham kesy hasil kar sakty hey?

                  Forex trading kay related financial news haasil kernay ya parhnay aur daikhnay kay bohat say sources hain. Jab MT4 trading terminal pay kaam kia Jata hai tou uss pay financial news aur expert analysis ka baqayda aik alag section mojud hai jaha latest aur future news aarahi hoti hain. Forex market ka economic clanedar bhi pehlay say planned news aur announcements ko update kerta rehta hai. Iss kay elawa sub say acha financial news ka source internet aur electronic media hai. Koi bhi financial news kisi bhi country ya kisi bhi kisam kay business kay related ho uss kay barey mai updates internet ki mukhtalif sites mai aati rehti hai aur Google pay bhi her waqt financial news aati rehti hain. Mukhtalif TV channels pay bhi financial news aur market kay related baqayda alag time hota hai. Fincaial news kay liye traders ko bohat active aur knowledge collect kernay waali approach kay saath kaam kerna hota hai. Financial news ka faida Tabb he hota hai jabb unhain samajh kay trading mai apply kia jaey
                  • #10 Collapse

                    Re: Financial news ham kesy hasil kar sakty hey?

                    Financial New Hasil krny ka tareeka
                    Financial news hasil karne ke liye hamare pass economic calendar hona chahie Ham market mein kisi bhi acche economic calendar ko download karke apne mobile mein install kar len to hamen isase daily news schedule maloom ho jata hai aapko maloom hona chahie ki yahan per hamen schedule milta hai aur news release time bhi mention hota hai aur uski importance ke bare mein bhi bataya jata hai release hone wali news kitni important hai agar vah news bhai inpact hi ho to hamen usko follow karna chahie aur uski reading ke accordingly planning karni chahie economic calendar mein yah bhi bataya jata hai ki is news ke reading police hogi to market per kya asar hoga aur agar reading down hogi to market per kya asar hoga trading market mein Financial news hamen fundamental analysis ki guidance provide karti hai technical analysis ke liye hamen candlestick chart baton ko samajhna hota hai aapko agar trading market mein indicator ko use karna hai oscillators ko use karna hai to aapko technical ke bare mein study karna hoga aur Market ko karne ke liye tools for use karna hoga jo metatrader 4 mein maujud hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Financial news ham kesy hasil kar sakty hey?

                      Dear member financial news se Murad yah hoti Hai Ke Ham jitne bhi economic calender ke hisab se economic related news hai unko kahan se Hasil kar sakte hain aur trading ki is tala hamen unko fundamental analysis kaha jata hai jo ke har trader tradeplace karne se pahle leta hai aur kisi ki madad se vah profit gain karta hai. Trading ke liye sabse popular platform metatrader 4 or metatrader 5 hai Jin per aapko economic Challenger ki facility maujud hoti hai aur aap bahut sari aisi sides bhi hain Jahan se aap daily basis per economic challenges ko check kar sakte hain ki aaj ki din mein kaun kaun si meeting Hai iske alava aapko news ke sath connect rahana padta hai ke jaise aajkal ki covid-19 ki situation Hai to is vajah se kaun si aisi changes hai jo a sakti hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Financial news ham kesy hasil kar sakty hey?

                        Assalamu Alaikum dear friend Jab Se coronavirus Duniya Mein Aaya Hai Puri duniya ki, disturb ho gai hai aur forex market per bhi bahut jyada ifect kiya hai aur majboot Hath Mein Financial news forex market Se Bhi Jyada effect Karti Hain aur jo log news ko follow karke trading karte hain vah Jarur acchi trading Karke cprofit Hasil kar lete hain lekin Har Waqt news bhi market perfect nahin karti Kyon Ke kabhi-kabhi market news ke upyog kar jati hai isliye logon ko bahut jyada lost bhi ho jata hai isliye Jin Logon Ko kahin se news Nahin milati unko chahie ki vah pahle Play Store se investing don't come or tradingview ki apps install Karen aur FIR use Idea ko newest Mein check karen to Idea loan use ke sath signal Milte Hain aur investing.com main aapko market Trichy news Mein mil Jaati Hai Lekin Har dafa news pad band karne ki vidhi Apne knowledge aur experience per depend Karen aur Market ka analyses karna sikhen to Fir ko pad band karen to Jarur acchi trading kar sakte hain aur accha profit Kama sakte hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Financial news ham kesy hasil kar sakty hey?

                          Hum economic calander se Har kisam ki news ko fallow or sakte hein is main Kam krne k liye hume knowledge ki sab se zada zahrorat Hoti hai trading karne ke liye Hamen ismein knowledge ki jarurat hoti hai aur knowledge mein learning karne se hi Milta Hai Dam account mein Ham kam Karke ismein Achcha Na Lage Hasil kar sakte hain demo account mein hi ham iski trading ki practice kah sakte hain aur Hamen new member se bhi is business ke bare mein batchit Karni chahie aur Unse Apna naleshwar karna chahie Taki vah bhi Hamari vajah se ismein kamyabi Hasil kar sake aur kameyab ho saken
                          :1f60d: hard work :1f60d:

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X