Gold nay itni price kiyu gain ker li hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold nay itni price kiyu gain ker li hai?
    Gold nay last 2 USA market sessions say kaafi price gain ki hai aur 1750$ ko touch kia hai phir closing bhi 1743$ pay hui hai. Gold nay itni price achanak kiyu gain ker li hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold nay itni price kiyu gain ker li hai?

    Trading members ko maloom make a duniya mein jab bhi is tarah ki situation banti hai jaisa ki abhi uncertainty Hui hai tu gold ki demand increase ho jati hai log gold kharidne shuru kar dete hain aur different countries bhi apne pass gold reserve karna shuru kar deti hai jiski vajah se aapko maloom hai ki gold ki demand increase ho jati hai aapko pahle hi pata hai ki gold ki supply kam hai aur limited hai lekin agar demand increase ho jayegi to automatically use chij ki price increase hoti jayegi dabade aapane dekha hai ki gold ki price increase Ho Rahi hai iski vajah yah hai ki last year China ne 70 ton gold kharida tha gold ki prices of download hoti rahte hain bahut mein bhi aapane dekha hoga ki gold ki price $1,900 per ja chuki hai aur ab bhi lagta hai ki gold ki price 1800 ko cross kar jayegi karni hai to main aapko iske liye ke sath aapko proper analysis ke sath gold bar yellow metal ko purchase karna hoga
    • #3 Collapse

      Re: Gold nay itni price kiyu gain ker li hai?

      Dear friend international market men gold ki price musalsal up ja rahi hey kiun k forex trading men gold aik risky pair hey iss ki movement unexpected hoti hey iss liay yeh kisi side pe bhi bari movement kar sakta hey iss liay gold pe trading karnay k liay jaldi nah karen balkay soch samaj kar trading karen aur small lot k sath trading karen aur stop loss ko zaroor manage karen kiun k iss men fast aur unexpected movement hoti hey aur kisi waqt bhi account wash ho jata hey iss liay gold pe achi trading karnay k liay big balance aur big experience ka hona zaroori hey iss liay gold ka iss year ka target 1800 hey lekin gold iss waqt sell ki position men bhi hey iss liay koshish karen yahan se sell pe trade open karen lekin small lot size ko use karen aur stop loss aur take profit ko zaroor manage karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur acha profit bhi hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Gold nay itni price kiyu gain ker li hai?

        G dear ap ko pta hai kay crona ki waja say kafi masla bana howa tha market mai jis ki waja say down ho rha tha aur china mai kafi masla chal rha hai jis kay base abhi lagta hai kay gold mai up ho jaye ga kiyu kay china mai es waqat crona theak ho gaya jis kay bad mai es mai kafi up janye kay chance hai tu ap nay ager abhi gold mai kam karna hai tu ap soch samjh kay kam karain ta kay bad mai ap kaliye masla na banye gold aik kafi danger pair hai aur es mai kam karna atna asam kam nhi hai ap ka kam hai kay ap gold say hat kay kam kartye hain tu ap es mai kafi lose bhi kar baithtye hain aur ap profit bhi laye laitye hain
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: Gold nay itni price kiyu gain ker li hai?

          Dear jaisy ap ko pata hai k gold ka trend up ka tha aor ais ne kafi zayda up jana tha magar ye wait kar raha tha ais ne abi aik resistance level ko break kia tha aor aus k baad ais ne upward side par speed laga di hai ye ho skata hai abi yaha par hi kuch time rahy aus k baad ye phir aor uo nikal jaye ap ne agar ais mai trade laganai hai to ap ko ais mai waha se sell karna ho ga ais mai ap ko achy level pakar leny chyae aor waha se trades lagaty jana hai ais se ap ko kafi zayda faida ho sakta hai ais mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais mai planing karni ho gi aor aus k hisab se kaam karna ho ga ap ne agar gold par trade karni hai to ap ko ais mai resistance aor support levels ko draw kar lena chaye kun k ye jab aik range banata hai to aus time ap ais mai achi trades laga sakty hai aor aus par ap ko kafi zayda faida ho jata hai.
          • #6 Collapse

            Re: Gold nay itni price kiyu gain ker li hai?

            Ji han dost aapki baat theek hai gold mein bahut hi jyada fast hui hai aur yah ab Ja Raha Hai Iski vajah yah hai ki Manju Damor Kesariya Lal ke mutabik is Nanda Nanda ab ja raha hai gold market mein sabse Khatarnlnaq pair hai his main Hume sab se zada lose hone Ka sar hotabgai age hum is main Soch samj k samjdari Se Kam krein gey Tu hum asni Se kameyab ho sakte hein gold main Kam krne k liye hume sab se zada knowledge ki zahrorat Hoti Hai agrbhamra knowledge achabhai Tu hum gold Se profit Leon sakte gold main Hume lose be zada hota hai it profit Ka be zada hone k chances Hote hein
            :1f60d: hard work :1f60d:
            • #7 Collapse

              Re: Gold nay itni price kiyu gain ker li hai?

              Dear apko pata hona chahiye k har cheez ki prices demand k sath increase aur decrease hoti hain ab apko pata hai k gold use se zayada log stor karty hain kyun k is ki storage se faida hota hai jab cheez ko purchase karna start kar do tu uski price bhi barhny lagti hai ab ap dekhyn poori duniya mein gold ki prices bahut zayada up hogai hai hain aur forex market mein bhi gold par bahut zayada investment ki jati hai aur isi waja se gold ki market bahut fast movement karti hai ab ap friday ki gold ki movement dekhyn tu apko pata chaly ga k 1700 se price 1750 ko tuch ki hai aur market close bhi 1743 par hoi hai tu dear gold par trading karni ho tu bahut achi tarha analysis kar k karyn aur stop loss laga k karyn aur small lot k sath trading karyn tu apko faida hoga aur agar apka account balance kam hai tu gold par trade mat lagayn account wash hony ka bhi khatra hota hai kyun k gold ka bahut zayada spread hota hai is liye account ko safe rakhyn
              • #8 Collapse

                Re: Gold nay itni price kiyu gain ker li hai?

                gold me movement is liey up hui ha kyun kay gold ne apne previous support ko 1700 ko touch kar lea tha or waha se retracement le kar up chala gaya ha jaisa Kay jo ab gold me support bani hui ha wo pehle resistance thi par gold high movement hone ki waja se gold ki price ne 1700 ki resistance ko break kar kay support me change kar dea tu is bat se andaza laga ja sakta ha kay gold me buyers kafi zeyda hain jo gold ko buy kar rehtay hain tu ab gold ki price mazeed up move kar sakti ha kyun kay next gold kay against jo resistance ati ha wo 1800 par or yaha par currently price me gold araam se move karta howa mazeed up chala jae ga koi kay gold kay against or koi majors resistance nehi ati ha jaha se gold ki price reverse ho sakain
                • #9 Collapse

                  Re: Gold nay itni price kiyu gain ker li hai?

                  dear forex mambers jesa k hum sub janty hain k forex trading market main sub se zyda jis pair main movement hoti hai wo gold ki hota hai or es ki sub se fast movement hoti hai tu hmain gold ki yah sort e hal aksar dekhny ko milti hai jis ko hum achi trha smjh kar he follow karen tu hmain forex main kamybhi mil skti hai es liye hmain chahye k hum aghr forex main kamyab hona chahty hain or gold ki trading se faida othana chahty hain tu hmain market ko achi trha se anlaysis karny k bad apni trading karni chahye jis main hum kamyab ho kar acho earning ahsil kar skty hain gold ki trading k liye hmain apny account kos trong krna zarori hai jitny achu capital k sath tarding karengy otna he hum forex main gold ki trading achi kar skty hain or hum os main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain gold ki trading k liye kbhi bhi zyda risk na len q l jitna zyda risk lay lengy otna he apko loss hota hai t u gold ki trading k liye apny account ko khtary main na dalen jis se apko loss ho jay be carefully while gold trading,,,,
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold nay itni price kiyu gain ker li hai?

                    dear forex mambers forex trading main gold sub se zyda risky pair hai jis main loss hony k chances zyda hoty hain gold main loss es liye hota hai q k es main market ki movement boht fast hoti hai es liye aghr ap forex main kamyab hona chahty hain tu apko gold ki trading ka experience gain krna hoga jis se ap ko loss kam se kam hota hai or ap apni trading bhi achi trah se smjh kar apni trading kar skty hain or achi earning hasil kar skty hain forex main apka proft tab he apko milta hai jub ap forex main dil lga kar apny experience ko enhance karty hain or ap os main achi trading kar k acha profit lay skty hain or achi trading kar k kamyab ho skty hain forex main apki mahnat he tab kam ati hai jub apko forex main acha profit milta hai or gold main ap aghr achi trading karen tu apko forex main boht acha profit mil skta hai jis main ap kamyab ho kar achi earning hasil kar skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold nay itni price kiyu gain ker li hai?

                      Financial news key point of view se agar deka jaye to market me gold price ne jetni zeyada limit se upward movement ki hay ye expected movement hi hay, corona virus ki waja se US dollar aur crude oil ki prices me jes teezi key sath kami ai hay esi waja se gold opposite direction me movement karny me kamyab hoti hay ye har tarha se expected movement hay expert traders pehly se hi ye jaan sakty hey key agar US dollar aur crude oil ki price me koch changing ati hey to es ka direct asaar agar kesi aur pair par ho ya na ho Gold ki market par zaror ho ga hamy be esi hi financial news par nazar rakni chaye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold nay itni price kiyu gain ker li hai?

                        Je ap ne bohat hi ashi baat baat ki ha aur gold k hawalay se boaht hi important information share ki hain, gold aik aisa instrument ha jis ki har doaur ma value rahi ha, kuch countries to os ko real money samjhtay hain, China, Russia to ab regularly gold ma trade shuru karnay walay hain, is lye gold yeh aik aisi commodities ha jis ki sari dunya ma maang ha, q k gold se aik to jewelry banti ha, jo kafi precious hoti ha,
                        Gold ki price up honay ki wajah?
                        a) real money ha
                        b) gold ki import ziadah hoti ha aur production thodi hoti ha,
                        c) aj kal lock down ki surat ma gold ki price up ja rahi hain
                        d) US dollar ki wajh se bhi gold up rehay ga
                        e) ab gold 18.00 k level ko touch karay ga,
                        f) jab bhi koi war hoti ha, ya uncertainty ki situation hoti ha to gold ki price up ho jati hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold nay itni price kiyu gain ker li hai?

                          Click image for larger version

Name:	gold.JPG
Views:	1
Size:	59.2 کلوبائٹ
ID:	12327170

                          Gold ais waqt bahot hi achi movement kar rha hai agar hamry pass gold ka acha knowledge or expernce hai to ham ais time gold sey ik bahot acha profit gain kar skty hain technical anaysis k motbic h4 time farme main dekha ja skta hai k gold ki price retest kar key dobara oper ki trf 1800 tak move kar skti hai conra verius ki wajah sey hoy lack down main kami ki wajh sey crude oil or gold ney up trand main movement start kar di hai ham ko chahi hai k ham in k oper intahai ehtiyat k sath traiding kary or fundamentals analysis par ziada tawjoo dey kiun k in halat main agar koi news atti hai to wo bahot ziada effect kar skti hai gold or crude oil k oper
                          information for Beginners
                          Complete Forex Knowledge
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold nay itni price kiyu gain ker li hai?

                            g bhai jan agr ap dakhta han ka forex ma sab sa zyada gold aik risk wali trade jis pa trading karna ka liya hamy bohat zyada knowldge ki malomat ki news ki or es ka elawa is pa mkmal hamy malomat ka hona zarori ha or es pa trading karna ka liya hamra account balance ka bohat zyada hona bi zrori ha jis ka pss account balance kam ha wo es pa trade nai kar sakta ya bohat hi muskal pair hota ha jis pa trading karna aik risk bi ha or mumkin bi kam ha es pa trade jo karta han wo zyada tar lose size ma karta han or stop losse or take profit ka istmal karta han q ka ya aik asi trade jis ki kimat up or down aik dam hu jati ha ap khud hi janta ha ka ab es wakt gold ki bohat zyada demand ha ya aik asi product ha jis jis ko kam trade kiya jata ha or jo es ko trade krta ha wo es kadr mehnat krta ha ka os ki hamri souch ha or ap ki mehnat os wakt nazr ati ha jab ap gar bathy gold pa achi trading krta han or wo ap ko bohat zyada profit hasl hota ha es ki tarding ma yahi fark ha ka is ki markit girty ka bi pta nai chlta or na hi up hona ka
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Gold nay itni price kiyu gain ker li hai?

                              X** Assalamu Alaikum dear friend ji han dost aapki baat theek hai God mein bahut hi jyada fast Hui Hai aur yah ab Ja Raha Hai Iski vajah yah Hai Ke Manju Khesari Lal ke mutabik Nanda Nanda ab ja raha hai God market Mein sabse Khatarnak per hai is Samay Ham Mein sabse Jyada loss hone ka Khatra hai Ham ismein Soch Samajh Ke samajhdar se kam Karenge To Ham aasani se Kamyab ho sakte hain God Mein kam karne ke liye Hamen sabse Jyada knowledge ki jarurat hoti hai agar Hamara knowledge Achcha Bhi To Ham gold se profit Le Sakte gold Mein hamen bhi Jyada hota hai it profit Kabhi Jyada hone ke chance Hote Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X