wadges kiya hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    wadges kiya hota hai?
    forex trading main wadges wo point hota hai wo pattren hota hai jis ko hum market analysisation k liye use karty hain wadges triangle jesa hota hai shakal aik jesi hoti hai laken thora frak hota hai.
    wadges hmain market ki 2 postion k bary main bataty hain jis main aik market jub bearish hoti hai or jub bullish hoti hai yah pattren se hum market ko boht achi trha se smjh kar apni trading kar skty hain q k yah pattrn apki boht achi help karty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: wadges kiya hota hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Romank پيغام ديکھيے
    forex trading main wadges wo point hota hai wo pattren hota hai jis ko hum market analysisation k liye use karty hain wadges triangle jesa hota hai shakal aik jesi hoti hai laken thora frak hota hai.
    wadges hmain market ki 2 postion k bary main bataty hain jis main aik market jub bearish hoti hai or jub bullish hoti hai yah pattren se hum market ko boht achi trha se smjh kar apni trading kar skty hain q k yah pattrn apki boht achi help karty hain
    Dear ais market mai ap ne agar kaam kia ho to ais ai ap ko bahot sary pattern milty hai jin par ap kaam kar skaty hai ais market mai ap ne agar wedges par kaam karna hai to ais mai ap ko differnet types ki falling wedges milti hai jin par ap trade laga skaty hai ais k sath ap ko ais pattern par trade lagany ka pata ho k ye pattern agar ban raha hai to ais mai ap ko trade kaha se leni hai aor ais market mai ap ne agar trade lagani hai to ap ko ais market mai kaha par risk lena hai ain patterns mai ap ki trade ka stop loss kafi kam hota hai aor ais mai take profit zayda hota hai kun k market jab ais mai aik level ko break kar jati hai to aus k baad ap ko ais mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai tab hi ap ko ais market ai faida ho jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: wadges kiya hota hai?

      Wedges chart pattern hota hay jes ko 2 rising lines se define kia jata hay ye pattern bullish be ho sakta hay aur bearish trend par be mushtamel ho sakta hay bullish aur bearish lines ka andaza market price key location aur us key trend key bases se lagaya jata hay, rising lines ko bullish reversal wedges aur down movement jo key bearish trend reversal hota hay es ko bearish wedges key name se jana jata hay, traders candlestick chart pattern me hi asani se bullish aur bearish wedges ki identification ki ja sakti hay, ye wedges conform ho jaye to ye strong signals ka be kam dety hey.
      • #4 Collapse

        Re: wadges kiya hota hai?

        assalamu Alaikum mere doston Forex trading market main vekh ke bare mein aapko maloom hona chahie yah ek trading strategy hai jisko follow karne ke liye aapko complete information aur struggle karna hoti hai aur aapane trading market mein meri matkani hai main sirf karna hai aur news ko bhi follow karna hai itna make calendar ko lazmi dekhna chahie jab bhi aap trading start karo to sabse pahle aapane market mein management karni hai candlestick chart baton ko dekhna hai yeah chart aapko proper guide karta hai ki aapane entry kab leni hai aur exit kab karna hai Star plus ka abhi decide kar lena hota hai trade lene se pahle wadges Forex trading market ki movement ke accordingly planning ki jaati hai wave aapko slow movement hai movement aur intellectual movement ke bare mein project karti hai aur aapko iske bare mein prepration karna hoti hai properly guidance ke sath operating karo aur tension free hokar emotional control ke sath apni account ko grow karte jao aur sath sath bhi draw karte ho
        • #5 Collapse

          Re: wadges kiya hota hai?

          G han dost is market mein ap ne aik new chez batai hai mujhy is se pehly pata ni tha lekin agar ap is pattrrn ki pic sath upload karty tu bahut asani se samjh aa jati but dear is market mein jab ham kam karty hain aur technical analysis karty hain tu hamyn kafi sary pattren milty hain jin ki shakal mein market move karti hai but dear market ko samjhny k liye bahut zayada knowledge aur expert hona parta hai agar apko candlestick pattren ata hai tu ap asani se market ko samjh sakty hain aur jahan ap fundamental analysis ki batvkaryn tu hamyn daily news k sath tuch rehna parta hai aur calendar check karna parta hai is market mein success wohi traders hasil kar sakty jo technical mind hoty hain aur jo bahut zayada time dety hain aur market ki study k liye regular kam karty hain aur har traha k indicators ko use kar sakty hain aur achy point par entry lety hain agar apko forex mein kamyab hona hai tu forex mein har tarha se analysis karna seekh lyn tu apko lazmi kamyabi mily gi
          • #6 Collapse

            Re: wadges kiya hota hai?

            Assalamu Alaikum dear hamesh sabse pahle knowledge Hasil karna hota hai aur uske bad hi Hamen ismein acchi trading kar sakte hain ismein Kamyab hone ke liye Hamen pahle running Karni hoti hai FIR hi Ham earning bhi kar sakte hain ismein daily kam karna hota hai Mummy regular kam karna hota hai aur kam karne se Hamen is namaskar Jyada Se Jyada knowledge a jata hai aur ham aasani se Kamyab ho sakte hain Business mein kam karne ke liye aur Saccha sath mein karne ke liye Karnal aadami hai mehnat acchi Hogi tu abhi bhi Hamen acchi Ghar salodi isliye Kamyab hone ke liye Hamen knowledge Hasil karna chahie
            :1f60d: hard work :1f60d:
            • #7 Collapse

              Re: wadges kiya hota hai?

              Dear friend forex trading real men aik bahut hi acha aur profitable business hey lekin iss men her koi kamyab nhi ho sakta kiun k jo log market ka analysis nhi kar saktay woh achi trading nhi kar saktay iss liay jaldi nakam ho jatay hen aur forex market men wadges bhi aik trading pattern hota hey jiss se market ki bearish aur bullish ko samaj kar achi trade open kar saktay hen aur market ki support aur resistance ko check kar k trade open kar saktay hen iss men her trader apni marzi se trading kartay hen aur analysis bhi khud kartay hen kuch log candle sticks aur kuch log dusaray indicators ko use kartay hen lekin jo log market ka technical analysis kar k trade open kartay hen unn ki kamyabi k ziyada chances hotay hen aur phir forex trading men kuch log sirf apnay knowledge aur experience k hisab se kamyabi hasil kar letey hen aur kuch log bey tukki trading kartay hen aur loss uthatay hen
              • #8 Collapse

                Re: wadges kiya hota hai?

                Assalamu Alaikum dear friends Hamesha sabse pahle knowledge Hasil karna hota hai aur uske bad hi Hamen ismein Chi trading kar sakte hain is Mein Kamyab hone ke liye Hamen pahle running Karni Hoti Hai Fir Bhi Ham unhen bhi kar sakte hain ismein daily kam karna hota hai Mummy regular kam karna hota hai aur kam karne se Hamesha namaskar Jyada Se Jyada knowledge a jata hai aur ham hassani se kamyabi ho sakte hain Business mein kam karne ke liye aur Socha sath mein karne ke liye Ye aadami Hai mehnat acchi Hogi to abhi bhi Hamen acchi isiliye Kamyab hone ke liye Hamen knowledge Hasil karna chahie Agar Ham study Karenge Achcha experience Hasil Karenge aur knowledge Hasil Karenge to Fir Ham Kamyab ho sakte hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: wadges kiya hota hai?

                  wadges chart pattern ki aik strategy ha jis ko technical indicators ki help se analysis kea jata ha or is ki help se market me. buy or sell kay entry point find kiey jatay hain wadges chart patteren ko price action ki help se bhi maloom kea jata ha or technical indicators like reletive strenght index (RSI) or stochastick oscillators ko help se bhi maloom kea jata ha jub market ki movement aik down trend me hoti ha to nichay wadges ko form me aik patteren banta ha jis ko oscillators indicators ka sath analysis kea jata ha jub market me oosray rules follow ho jatay hain tu trades open kartay hain ager fallen wadges hota ha down trend me tu buy ki entry open kartay hain or jub up wadges hota ha jub up trend me tu sell ki entry letay hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X