Gold mein trading karna kaisa hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold mein trading karna kaisa hai?
    Gold mein trading karna kaisa hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold mein trading karna kaisa hai?

    dear forex mambers forex trading main gold aik aysa trading pair hai jis ki trading risky hoti hai or jis main loss hony k chances bhi zyda hoty hain es liye gold ki trading k liye apko spaecial planning krna zarori hai jis se ap achi trading kar skty hain or kamyab ho skty hain
    gold ki trading krna boht acha hai q k aghr apki trading ka experience gold main incraese ho jata hai tu gold ki trading main ap boht achi trading kar skty hain or kamyab ho skty hain es liye apko sub se pahly gold ki trading k liye apny account balace ko grow krna hoga q k jub apka account bara hota hai tu apki gold trading bhi achi hoti hai es k bad ap apni gold ki tarde market ko aci trha se analysis karny k bad karen or apni trading main risk k margin ko kam se kam karen jis se ap risk free ho kar gold ki tradng karengy or apko loss bhi nahi hoga
    • #3 Collapse

      Re: Gold mein trading karna kaisa hai?

      dear friend forex trading mn gold ka pair bahot ziada dangrous pair ha is mn achhi trading kr k achhi earning hasil krna kafi moshkil kam ha keun k gold k pair mn daily base pa bahot ziada aur fast movement hoti ha to agr apkay against movement ho jay to jald he account bhi wash ho jata ha lekin gold ka pair risky honay k sath bahot achha aur profit denay wala pair bhi ha keun k agr apkay pass forex trading ka achha trading experience ho aur forex k bsray mn achha knowledge bhi ho aur apkay pass achha account ballance bhi ho to agr ap gold k pair mn hmesha achhi trh doch smjh kr aur market ka analysis kr k uskay mutabik trading kren to ap gold k pair sa bahot achha profit hasil kr sktay hn
      • #4 Collapse

        Re: Gold mein trading karna kaisa hai?

        gold ik bahot hi acha metal hai or kimtii matil hai agar ap ais k oper traiding karna chahty hain to ap k pass ik acha knowledge hona chahi hai forex ka or os k sath sath demo account par acha exp[ernce bhe jab ap k pass ik acha knowledge or expernce hoga traiding ka or os k sath sath ap k pass ik big investmeny bhe hoge to ap gold main kam kar skty hain ham os waqt tak forex traiding main scuccess nahi ho skty hain jab tak ham forex traiding ko time nhi dety hain or demo account par perctise nahi karty hain agar ham dem,o account par ziada perctise kary geyai to ham ko ik knwoodge hasil hoga agar ham achy knowledge k sath traiding main work kary geyai to ham markeet sey ik acha paisa zaror kama ley geyai kabhe bhe mayoos na ho mehant karty rhy hain .
        information for Beginners
        Complete Forex Knowledge
        • #5 Collapse

          Re: Gold mein trading karna kaisa hai?

          Dear aj kal gold par kafi zayda moment ho rahe hai aor ye kafi zayda volatile hoa para hai ais mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai gold par tab hi kaam karna chaye jab ap k pass account bara ho ap k pass agar account chota hai to aus par ap risk hi na ley ais market mai ap agar gold par trade lagaty hai to aus par lot choti use kary ais se ap ko agar loss ho ga to atna zayda nai ho ga ais market mai ap ko planing karni ho gi aor aus k hisab se kaam karna ho ga ais market mai ap ko time lagana ho ga aus k baad ap ais market mai gold par kaam kary gold par trade karna kafi zayda risk hai ais liay ais par choty account waly trader kaam na hi kary to acha hai ais mai ap ko agar loss hona start ho jaye to ap ka account wash ho jaye ga aus k baad hi ye apny trend ki retracment leta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Gold mein trading karna kaisa hai?

            Gold me trading karna bahot hi acha hay agar koi trader gold trading me experienced ho jata hay to es se achi bat aur koi be nahi hoti hay, gold apni teez movement ki waja se achy profit deny key ley traders ki tawajo hasil karny me kamyab raha hay aur koi be esa trader nahi ho jes ne gold me trading nahi ki ho gi magar achy experience ki waja se koch traders ko start se end tak gold me hi trading par depend karty hey aur koch traders gold se related achi information hasil na karny ki waja se es me loss karty hey jes ki waja se ye gold me trading karna hi band kar lety hey magar maximum traders gold trading ko hi like karty hey.
            • #7 Collapse

              Re: Gold mein trading karna kaisa hai?

              Agar aapne gold mein trading karni hai to iske liye aapko proper learning karna hogi pahle demo account mein gold trading co understand karo aapko maloom hai ki gold kitni desi ke sath hun karta hai isko samajhne ke liye aapke pass kam se kam 1 sal ka experience hona chahie aapko gold trade ko manage karna board lot size ko samajhna bhi jaruri hai aapko maloom hai ki gold ki lot sahit aur major currency pairs ki lot size mein kitna Fark hai isko samajhne ke liye aapko seniors famous vada kar lena hoga aur aapko yah bhi pata hona chahie ki aapane gold trading ke liye lot size lagani kitni hai aapke pass capital kitna hona chahie kitni der ke bad aapka account jo hai vah disable ho sakta hai yah watch ho sakta hai gold ki trade modification ka bhi time nahin milta hai agar aap capital ke accordingly apni lot size ko increase karte jaate Ho to aap ko bahut nuksan ho sakta hai isliye Gold per trading ke liye aapko mehnat karna hogi aur Market ko understand karna hoga
              • #8 Collapse

                Re: Gold mein trading karna kaisa hai?

                Ji han bilkul gold Ek bahut hi jyada risky per hai aur yah metal Hai Jis per bahut jyada trading ki Jaati Hai Puri Duniya Mein Gold per bahut jyada trading ki Jaati Hai Kyunki currency Gold per depend Karti Hai Kisi bhi Mulk ki currency gold ki vajah se Banai jaati hai aur jitni maliya Mein Golden ke pass hota hai utani hi currency vah banaa sakte hain to isliye Gold per trading karna bahut jyada risky Hai gram gold per trade karna chahte hain to aap bahut hi acchi earning bhi Hasil kar sakte hain lekin uske liye aapke account ki equity ka Jyada Hona bahut jaruri hai jitni acchi aur beta equity aapke account ki Hogi utna hi aapko profit ho sakta hai to isliye gold Mein hard work Karen mehnat Karen aur acche analysis ke sath trading Karen aap bahut hi Kamyab aur Behtar profit Hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Gold mein trading karna kaisa hai?

                  Dear friend Forex market main sab say risky and dangerous but profitable pair gold hi hay frictions of seconds main aap ka account wash ho sakta hay and frictions of seconds main aap ko acha profit mil sakta hay aaj kal Gold nay bohat hairan kiya hay kal tak Gold 1700 say bhi neechay tha and aaj 1755 ko touch kar raha tha aaj aur kal Gold main maximum traders nay loss uthaya abhi to weekend aa gaya hay market close ho jay gi daikhtay hain next week Gold ki market kiya kehti hay Gold jitna dangerous hay utna hi ziyada traders es main trading kartay hain forex k 80% traders Gold pay hi trading kartay hain kuch earning kar laitay hain kuch loss main chalay jatay hain Gold aaj jo 1755 tak gaya hay yeh jab say Covid-19 ka issue chala hay us k bad 1st time 6 sy 7 weeks bad itna oper tak gaya hay meray khayal main gold mazeed up hi jay ga ab Gold pay trading bohat risky hay laikan agar aap ko Gold ki market ko samjnay ka gur aata hay and aap achi tarha say samaj saktay hain to Gold aap ko bohat acha profit day sakta hay agar aap new trader hain to meray khayal main aap ko Gold k baray main nai sochna chahiay kyun k yeh new traders ko aesy crash karta hay jesay samundar main shark choti machlion ko kha k dikaar bhi nai marti es liay behtar hay soch samaj k trading karen and laalach main aa k nuqsan na karwain apna
                  If you work hard no body can stop you from success
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold mein trading karna kaisa hai?

                    Bhai gold Mein trading karna bahut hi Mushkil Hai market mein agar sabse the risky currency yaha par hai To vah Hai Hai gold gold Mein kam karne ke liye Hamen sabse Jyada knowledge ki bhi jarurat hoti hai aur uske sath sath Hamara Kaun Manasvi Achcha Hona chahie agar aap new Hain To aapko chahie ke aap pahle currency trading Karen postman knowledge Hotel Karen Jab aapko market ki movement ke bare mein Saman Lag Jaaye to Fir aap ismein Pyar Mein kam Karen Pyar Mein kam karne ke liye Hamen acche knowledge ki jarurat hoti hai
                    :1f60d: hard work :1f60d:
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold mein trading karna kaisa hai?

                      Dear members Forex trading business Mein gold ki trade ko bahut jyada risky consider Kiya Jata Hai Hamen kabhi bhi kam balance aur kam experience ke sath gold pay trading Nahin Karni chahie aur apne experience ko increase karne ke liye currency per hi trading karne ki gold ki trading se Ham easily Achcha profit Hasil kar sakte hain aur easily kam Waqt Mein Apne balance nahin kar sakte hain Magar gold ki trading ke liye hamare pass hai experience Ka Hona bahut jyada Jaroori hai senior members preferred Karte Hain ki new members kabhi bhi Gold per trading Nahin Karen aur Hamesha currency pair trading karte hue hi Apne balance ko increase Karen Hamen market Mein Kabhi Bhi risk Nahin Lena chahie Agar hamare pass experience aur knowledge na ho to Shukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold mein trading karna kaisa hai?

                        Forex trading business mai gold aik aisi commodity hai jiss mai trading kernay kay liye traders kay paas bohat acha account balance aur uss kay saarh saath trading ka experience bohat acha aur bohat ziada hona chaiye. Gold trading ko bohat risky trading bhi kaha Jata hai laikin Agar daikha jaey tou gold trading risky nahi bulkay uss kay liye traders ko bohat sharp hona chaiye kiyu kay gold trading kay doraan market jabb movement kerti hai tou woh bohat achanak aur bohat ziada bhi ho sakti hai. Jiss kay liye Agar traders ka experience aur current market knowledge acha na ho aur market news aur expert analyst kay analysis pay nazar nahi ho tou loss kay chances hamesha profit say ziada he hotay hain. Gold trading bohat soch samajh kay aur achi learning aur knowledge kay saath kernay mai koi masla nahi hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold mein trading karna kaisa hai?

                          Dear friend forex trading men gold aik bahut hi acha pair hey aur yeh forex trading men sub se ziyada trade honay wala pair hey aur jahan tak mera khayal hey forex trading men 60 percent log gold pe hi trading kartay hen kiun k iss men fast movement hoti hey aur iss k sath sath gold aik risky pair bhi hey kiun k iss men fast aur unexpected movement hoti hey kiun k yeh kisi side pe bhi bari movement kar sakta hey iss liay ya tu acha profit hasil hota hey ya account wash ho jata hey iss liay gold pe trading men jaldi nah karen balkay soch samaj kar trading karen aur koshish karen k small lot size ko use karen aur stop loss aur take profit ko zaroor manage karen aur gold pe trading karnay k liay big balance aur big experience hona chahiay aur phir mehnat karen tu zaroor acha profit kama saktay hen
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold mein trading karna kaisa hai?

                            Asaalm o Alikum dear forex members umeed kartaa hon kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay forex ki markit international markit ha is main hamy bahut sarii currencies ,comodoties or companies kay sear par ham trading kar saktee han jab ham is ki ak pair gold ki bate karee to is pa trade karnaa bahut he riski kaam ho saktaa ha Q kay ye ak bahut he jaldi trend badalny wala oiar ha yeni kay is ki movement main bahut he ziadaa movement hoti ha is main trade karny kay leye hammy bahut ziadaa mehnat kar kay pehly is ki parectice ko demo pa achi tarhaa karee gay or phr is ko analysis main say zuzary gay or is pa achaa experience hasil karny kay bad he is pa trades laga kay results hasil kar sakteen han ia piar pa ham jitni mehnat ziada karee gay utna he hammy is ko trade karny main asaani ho gi yad rahy kay mehnat kay agy kuch bhi mushkil nai hotaa jitni mehnat ham karee gay utna he ham is say achy results hasil kar kay achaa accont balance bana sakee gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Gold mein trading karna kaisa hai?

                              Dear gold par trading karna risky hai bahut aur is ki 2 waja hain aik tu gold ka spread bahut zayada hai aur trade open karty hain tu bahut zayada loss se start hoti hai aur jab tak spread clear hota hai tab tak market ka kya pata trend change ho aur doosri waja ye hai k gold ki movement bahut zayada fast hoti hai aur agar analysis achy na ho tu loss ka khatra hota hai kekin dear itny risk k bawjood bhi bahut zayada trader gold par trading ka risk lety hain aur kuch traders jin k analysis achy hoty hain wo profit kama lety hain aur jin ka experience ni hota wo loss kar dety hain lekin agar ap ne forex market mein trading karni hai tu aur bhi bahht se pairs hain jin ka spread kam hai ap un par tradig kar sakty hain aur agar ap ne gold par trading karni hai tu apko market k achi taraha analysis karny k bad trade lagani chahye aur small lot k sath stop loss laga kar trading karni chahye aur gold k analysis k liye apko usd index se help leni pary gi kyun k normaly ye hota hai k usd agar down ho tu gold up jata hai aur agar usd up jaye tu gold nechy ata hai tu dear agar ap mehnat karyn aur gold par analysis karyn tu ap profit earn kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X