Jaiza: Brokers ko kiya aur kaisay faida hota hain forex trading say?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Brokers ko kiya aur kaisay faida hota hain forex trading say?
    Dear Members main kafi dino say yeh soch raha tha kai forex trading main buhat say brokers kam kar rahay hain aur wo humay opportunity provide krtay hain apnay platforum per trading karnay kai tu mairay zehan main yeh sawal ata hai kai brokers ko is ka kiya faida hota hai aur wo kaisay hamaray aur forex trading kai darmian as a third party reh kar apna profit kamatay hain.?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Brokers ko kiya aur kaisay faida hota hain forex trading say?

    dear friend brokers hamain trading platform provide kartay hain kuch brokers forum ki tarha ki facilities bhi daitay hain clients ki attraction k liay jaisay Insta Forex nay Pak Forex Forum and es ki tarha k 2 aur forum banay hoay hain and in forums pay different contests bhi hotay hain jo k members and clients k liay kafi attractive hain es say members increase hotay hain haal hi main forum nay weekly bonus bhi start kiya hay es say members ki tadad main kitna izafa hoa hay phir contest bhi 2 and 3 months ka hota tha usay bhi 1 month ka kar diya ta k mazeed log participate karen yeh sab Insta Forex broker ki taraf say apnay clients k liay facilities hain ab jab Insta forex broker k clients yani k traders trading start kartay hain to un k liay MT4 and MT5 trading platform hain ham log MT4 use kar rahay hotay hain MT4 main ham agar daikhain to currency pairs and metal aur energy pairs k sath Spread likhay hotay hain wo hi spread assal main broker ka commission hota hay jab aap kisi bhi pair pay trade open kartay hain to broket apna commission aap k trade lgatay hi deduct kar leta hay yehi broker ka faida hota hay aap ki trade ka lot size kiya hota hay us ko and spread dono ko calculate kiya jata hay is hisab say broker apni earning karta hay
    If you work hard no body can stop you from success
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Brokers ko kiya aur kaisay faida hota hain forex trading say?

      Dear bahut acha sawal kiya hai ap ne sab se pehly tu hamyn pata hona chahiye k broker kay hota hai tu dear ham jab trading start karty hain tu trading karny k liye sab se pehly aik trading platform ki selection karty hain jo hamari trading market k sath conect disconect karwata hai jaisa k ham ne instaforex broker ka intakhab kiya hai jis k tharough ham trading kar rahy hain
      Tu ab apko btata hun k broker ko kasiy aur kahan se faida jata hai dear apne dekha hoga jab ap trade open karty hain tu har pair ka diffrent spread hota hai aur jonhi trade open hoti hai tu trade loss mein start ho jati hai aur jitny pip spread hota hai wo broker ka comission hota hai jo trade open hoty he kat liya jata hai
      Ab bat karon instaforex ki tu dear instaforex bahut acha broker hai insta hamary liye bahut c achi facilties provide kar raha hai jaisa k post ka bonus deta hai jis par ham trading karty hain bina kisi invesement k aur is k ilawa contest ka program chal raha hai jis par hamyn post kar k withdrawable bonus milta hai aur best reviews award hai tu dear koi bhi broker apny clients k liye itni achi opportinities ni dy raha jitna instaforex dy raha hai aur hamari good luck hai k itna acha broker hamyn mila is liye hamyn forum par mehnat karni chahiye aur acha kam karck broker ki is facility se faida hasil karna chahiye
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Brokers ko kiya aur kaisay faida hota hain forex trading say?

        g bhai mara bhai jan ma ap ko btata chlo to jo broker hota ha os ka kam ya hota ha ka jab ham koi trading krta han tohm jis platform ma kam kar rahy hota han os sa hamar connect or diss conect krna ma kam ata ha or aik broker ko agr sa,ja jay to os kasa faida hota ha to es ka aik bohat asan jawab ha jo hamry aksar bhai ko nahi ilam ham agr note kran to jab bi koi trade start karta han to wo start ma losse ma ja rahi hoti ha to os wakt jo pip lose ma hota han wo broker apna conission lata ha or ya trade open hota hi kat liya jata ha sab sa pahly ham apni trading ma broker comission ko nikalty han phr hamri tarad profit ma ay to hamy proft hota ha agr khud na kary hamri trad losse ma chli jati ha tab bi broker apna comission lazmi lata ha hamri trad ki movement koi bi hu broker na apna comission lana hota ha jis sa aik broker ko kafi fadia hota ha or esi tara ham instaforex ki bat karan to es ma bi hamy bohat si asi facilities di jati han jin ko post karna sa hamy bouness milta ha or es bouness ko ham withdrawable bi krwa sakta han hamra trading karna sa aik broker ko bohat faida hota ha
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Brokers ko kiya aur kaisay faida hota hain forex trading say?

          Dear friend pahli bat tu yeh hey k brokers k bagher ap forex trading men trading nhi kar saktay kiun k online business chalta hi brokers k through hey kiun k online business aik hota hey jiss ko different countries men brokers k through chalaya jata hey iss liay bahut ziyada brokers hen yeh ap pe depend karta hey k kon sa broker select kartay hen jiss tarah men insta forex USA2 k through trading kar raha hon iss men trading karna bahut easy hey aur account ki verification bhi jaldi ho jati hey aur iss koi bhi problem jaldi solve ho jati hey aur aasani se profit bhi withdraw ho jata hey aur commission bhi thora hey aur jahan tak mera khayal hey brokers men iss waqt insta forex aik best broker hey tamam traders ko mera mashwara hey k woh insta forex USA2 broker k through trading karen tu kisi kism ki koi problem nhi ho gi aur achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Brokers ko kiya aur kaisay faida hota hain forex trading say?

            Members main kafi dino say yeh soch raha tha kai forex trading main buhat say brokers kam kar rahay hain aur wo humay opportunity provide krtay hain apnay platforum per trading karnay kai tu mairay zehan main yeh sawal ata hai kai brokers ko is ka kiya faida hota hai aur wo kaisay hamaray aur forex trading kai darmian as a third party reh kar apna profit kamatay hain.?
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Brokers ko kiya aur kaisay faida hota hain forex trading say?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: meesamali پيغام ديکھيے
              Dear Members main kafi dino say yeh soch raha tha kai forex trading main buhat say brokers kam kar rahay hain aur wo humay opportunity provide krtay hain apnay platforum per trading karnay kai tu mairay zehan main yeh sawal ata hai kai brokers ko is ka kiya faida hota hai aur wo kaisay hamaray aur forex trading kai darmian as a third party reh kar apna profit kamatay hain.?
              Dear hum ais market mai jab investment karty hai to aus k baad hum ais market mai jitni zayda trades lagaty hai aus par broker ko kafi zayda faida hota hai kun k hum ais market mai jo bhi trade lagaty hai aus par hum ko spread dena hota hai ya kai trades hoti hai jin par hum ko commsion dena hota hai ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai trades zayda karny par broker reward deta hai ap agar ais broker par kaam karty hai to ap ko ais mai ye faida hota hai k ap ais mai lots ko complete pori karni hoti hai aus k baad ap ais mai ap ko broker ki taraf se prize milty hai ais mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ap ais market mai kaam karty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais mai ap ko aisy pair par trade karni chaye jis mai spread kam ho ta k ap ki trades profit mai aa jaye.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Brokers ko kiya aur kaisay faida hota hain forex trading say?

                asslam o alikam sab se phaly hume is main broker ka sahi use krna lazmi ha agr hamra broker acha hoga tu os main hum asani se trading krte hein hum jis broker main be kam krte hein ose bohat zada faida hota ha hum is main jitni be trade open krte hein os ka ose commsion milta ha hamri trade ka jo spread hota ha wohi broker ka commsion hota ha is liye hamre paas acha broker hona lazmi ha jis ka acha spread ho ur hume trading main success hasil krne k liye menat krni hoti ha hamri menat jitni achi hon gey hum ise utna hi aacha bonas be hasil kr sakte hein menat krte rehna hota ha bhagir menat k hum is main kameyab be nai ho sakte hein demo account ko hume time dena lazmi ha demo account main hi hum lerning kr sakte trading ki
                :1f60d: hard work :1f60d:
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Brokers ko kiya aur kaisay faida hota hain forex trading say?

                  Shuroo Allah k naam se jo Bara Mehrbaan ar Nihayat Raheem ha, jahan tk baat brokers k faaiday k hawaly se hai to brokers ko hr customer, member ar client k profit ma se hissa milta h ham jun hi kisi broker ka platform use krty huey trading krty hain to hamain is ka is tarah faida hota h k ham aik trf to apni trading kr rhy hoty hain doosra ham direct trading ni kr skty to jo facility hamain brokers daity hain usat istamal klrty huey ham apni had tk poori koshish krty hain k zyada se zyada profit kama skain to jiotna profit hamain milta h us ma se broker ko b hissa jata h to is se ap logun ko idea ho gya k brokers ko kaisy ar kia faida hota h
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Brokers ko kiya aur kaisay faida hota hain forex trading say?

                    Dear Forex member Forex trading Mein Hamen Apna account banane ke liye Kisi Ek prokar Ko select karna Hota Hai Jab tak Ham Kisi Ek broker ko select Nahin Karte tab tak Hamara account Nahin banta hai isliye Hamen sabse pahle Kisi Ek brokar Ko select karna Hota Hai Uske bad Apne trading account banana Hota Hai
                    BROKER KA KAM?
                    Forex trading Mein Ham international level per international currencies Mein trading Karte Hain Jab Ke International currencies Mein trading karne ke liye Hamen unke a Mulk Mein Jana Nahin Padta aur na hi Ham unke Mulk ke direct currency per karobaar kar sakte hain to hamare Karobar ko broker possible banata hai broker Hamare audit ko replace Karta Hai other countries Mein jisse Hamari trading Mumkin hoti hai.
                    BROKER KA FAIDA:
                    Forex trading Mein Jab Ham Koi order replace Karte Hain To Ham Jokar ke through hi use order ko replace Karte Hain Jab Ke use order to replace karne ka car broker Commission leta hai joki uska fayda Hota Hai Kuchh order Mein vah kam Commission leta hai Jab Ke Kuchh orders Mein vah Commission Jyada leta hai sometimes vo acchi offer ke sath aap Sahi koi bhi Commission Nahin rahata broker ka jo trading Commission Hai Vahi uska fayda hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Brokers ko kiya aur kaisay faida hota hain forex trading say?

                      Dear member trading a casa business hai joki broker aur trader ke darmiyaan aik term and condition relationship ki buniyad per chalta hai kyunki koi bhi broker trader ko ek trading platform mohiya karta hai aur is trading account Ke badle mein vah aapki har trade per commission leta hai agar aapki trade mein loss aaye ya profit aaye broker ko hamesha fayda hi hota hai kyunki usne apna fixed commission lena hai. Trading mein trader loss utha sakta hai aur profit bhi leta hai lekin broker ko kabhi bhi loss Nahin hota. Mukhtalif kishan ke broker apne traders ke liye mukt kishan ki facilities provide karte Hain jis ki madad se trader trading karne mein aasani bhi mahsus karte hain aur earning bhi le sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Brokers ko kiya aur kaisay faida hota hain forex trading say?

                        Asalam o Alikum dear friends umeed kartaa hon kay ap sab theek hon gay forex ak bahut he achaa business ha is ko karny kay leye hammy kisi na kisi broker ki zarorat hotii ha agr hammy trading kay leye apna accont khulwanaa ha to hamy kisi na kisi broker ki zarorat hoti ha ham broker kay baghir apna accont nai khulwaa saktee hamy kisi na kisi broker ko select karnaa he hota ha hamara kam ak international kaam ha ham is business main bahut sarii mulkoo ki currencies ko trade karty han ham is kay leye kisi bhi mulk main ja nai saktee to ye bhi briker hammy in ki tamam sahuliat provide karta ha jis say ham apni trade ko mumkin bana saktee han jab ham koi bhi order lety han to wo is ko replace kar deta ha jis say ham trading kar sakteen han ham is main jab bhi koi trade start karty han to broker is main apna commission leta ha or hamari trade bhi negitive is leye satart hoti ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Brokers ko kiya aur kaisay faida hota hain forex trading say?

                          Trading market mein broker ko fayda tab hota hai jab hum trade open karte hain humse commission le liya jata hai aur vah broker charge kar leta hai kyunki broker hamen leverage facility deta hai jisko loan facility kaha jata hai ek trade execution ke liye aapke pass maximum $1,000 deposit hone chahie tab aap trading market mein direct trade execute kar sakte ho yah facility aapko broker provide karta hai instaForex broker aapko best opportunity provide kar raha hai jismein aapko money deposit nahin karna padati hai balki aap ko bonus diya jata hai is bonus per jab aap trading karte ho aur isase aapko jo profit hota hai vah aap withdrawal kar sakte ho aisi facility kisi broker ke pass nahin hai market mein broker ko fayda tab hota hai jab usne maximum customer aur investor kam kar rahe ho aur trader reliability aur consistency ke sath kam karenge to unko profit hoga unko profit hoga to broker ko bhi profit aur commission milta rahega
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Brokers ko kiya aur kaisay faida hota hain forex trading say?

                            Dear friend Forex trading broker ko fayda Yahi Hota Hai Kya Jab Ek Bandar trading ke liye Apna deposit karta hai aur vah Bank ke sath trading kar raha hota hai aur broker ka kam Hota Hai Ki Kisi Bhi Aam trader ki trade ko Bank ke sath continue Rakhna Kyunki vah online purchase aur Sel kar sake to Usi Tarah broker Jab Bhi Koi trade open Hoti Hai To usmein vah mines Mein Jaati Hai To vah jo bhi profit hota hai vah broker Ka Hota Hai To isliye broker ko Yahi fayda hota hai ki usko Apna Commission Milta rahata hai isliye Hamesha acche broker ka inteqaam Karen joke Commission bhi kam rakh raha ho aur aapko acchi services bhi provide kar raha hun jisse aapko double benefit ho sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Brokers ko kiya aur kaisay faida hota hain forex trading say?

                              Forex trading business mai broker ki bohat ziada ehmiat hai. Forex broker ki wajah say he Forex ghar ghar pohancha hai. Kiyu kay Agar Forex brokers na hotay tou trading iss Tarah online na hoti aur na he her trader ghar baithay baithay international markets say earnings kay moqay haasil ker pata. Forex trading kernay kay liye brokers he asal mai bunyaadi tareeka ya zariya hai jo traders ko international market mai trade open kernay mai madad daitay hain. Brokers sirf commissions pay kaam kertay hain jaisay kisi sabzi mandi ya fruit mandi mai commissions agent ya jinhain aarhti kaha Jata hai woh kaam kertay hain. Broker traders ko milata hai poori Zima daari kay saath unki trading ka Zima daar hota hai aur unn ki payments ka bhi broker he gauranter hota hai jiss pay woh thoray say commission jisay spread kaha Jata hai uss pay kaam ker laitay hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X