Forex trading kis had tak risky ho skta ha ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading kis had tak risky ho skta ha ?
    Aslamualaikum friends,
    Main forum pr Kam krny waly tamam members ca pochna chahta hn k Forex trading kis had tak risky business ha aur Kon Kon ca awamal esy risky bnaty han.kia Forex trading men mojood es risky elements pr kabo paya ja skta ha ?
    Umed krta hn ap sb members b es sawal k bary men zayada ca zayda knowledge share kryn gy ta k mj sameet Baki tamam members Jo ya sawal k bary men sochty hn enky concepts es bary men clear ho sky .sb members ka bht bht shukria.
    الحمد لله رب العالمين

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading kis had tak risky ho skta ha ?

    dear forex trading eik risky business ha is main kam kam krne k liye hume risk lena parta ha lekin hume is main risk be knowledge k mutabiq lena hota ha agr hum is main extra risk lein gey tu hume is main nuqsan hoga acha kam krna hota ha hamra acha kam hi is main sab se zada hume success deta ha demo account main hume is business ki lerning krni hoti kameyabi hume menat se hi milti ha ur hum menat kr k is business main asani se kameyab ho sakte hein hume hardwork krna hota ha hardwork kr k asani se kameyab ho sakte hein hume chart indicotor ko dekhna chaiye kameyabi hume is main befasol main nai milti hai os k liye hume is main pphaly khosis krni lazmi ha tab hi is business main hm eik success full trader ban sakte hein
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading kis had tak risky ho skta ha ?

      Dear members Forex trading market bahut had tak risky hai ismein agar aap management karoge stop loss aur take proper use karne se trading market mein loss ko control Kkya ja sakta hai basic earning ko increase kiya ja sakta hai basic knowledge hasil karne ke liye struggle karna padati hai market mein demo account ki bahut jyada important hai main jaanta hun ki ham agar demo account mein kam karenge to hamara confidence level increase hota jaega step by step ham apni trading trading karenge to apne hote hamara account grow karta jata hai aur ham amir ho jaate hain trading market marriage ko control karne ke liye technical analysis fundamental analysis sentimental analysis Kiya jata hai report aur wishes for use Kiya jata hai stop loss and take profit lagakar trade co lot size minimum req aur leverage ki accordingly ko follow Kiya jata hai aur professional skills use karna hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading kis had tak risky ho skta ha ?

        Dear forum friends forex market bahut risky buisness hai kyun k ye aik worldwide online market hai aur lakhon log daily trillion dollar ka buisness kar rahy hoty hain agar market ki samjh na ho aur analysis kiye baghair trading ki jaye tu market mein bahut zayada loss hota hai aur jahan tak mera khayal hai tu forex trading maket mein kamyab hona itna mushkil hai aur itni risky market hai k 100 mein se maximum 4 se 5 percent log kamyabi hasil karty hain baqi traders loss utha k chor jaty hain aur jo traders kamyab hoty hain unki kamyabi ka raaz sirf aur sirf hard working hai wo mehnat karty hain aur forex ka knowledge gain karty hain aur market ko har angle se study karty hain aur analysis karny k bad trading karty hain aur safe trading karty hain risk kam lety hain aur har time market k sath tuch rehty hain is liye agar ap ne kamyab hona hai tu zayada time forex ki learning ko dyn aur forum par kam karyn aur demo account par regular practice karyn tu apko faida hoga
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading kis had tak risky ho skta ha ?

          Assalamu Alaikum dear friend Forex trading Ek bahut hi accha aur Sasta business hai online Mein Duniya Ka sabse behtarin kam Forex trading Hai Kyunki yah 200% real work Hai To isliye ismein Koi Bhi fek Nahin Hai Tu mere Khyal se yah risky bhi hai Kyunki Forex trading Is Tarah risky Hai Jab aap is market Mein Aate Hain To yah Aisi market hai jismein aap unlimited profit bhi Ham bhi kar sakte hain lekin aap ki galat trade aur aapki Thodi Si Lal Aaj aapke account ko khatm kar sakti hai to isliye yah bahut hi jyada risky business hai lekin sirf UN Logon ke liye Jo ismein achha experience Nahin rakhte to isliye sabse pahle forex market Mein achha experience Hasil Karen aur uske bad forex market Mein Apni training start karen jisse aap Kamyab aur Behtar trading kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading kis had tak risky ho skta ha ?

            forex trading me leverages ha jis ki waja se boht zeyda risk ap ko kam time me zeyda loss bhi ho sakta ha or profit bhi ho sakta ha forex risky isliey zeyda ha kay is me ap ki 100% invesment bhi loss me ja sakti ha
            forex trading me risk ko jo zeyda kartay hain wo lalach ha jub traders lalach kay zariey big profit hasil karne ki koshish kartay hain tu un ka risk boht zeyda high ho jata ha or loss hone lagta ha jub traders bina analysis kiey begair trading kartay hain tub bhi traders ka risk high ho jata ha or loss hone kay chances hotay hain
            forex trading me risk kay element ko ap money management rules kay mutabik risk le kar kam kar sakte hain or ager ap knowledge hasil karne kay bad analysis kar kay trading kartay hain tu ap ka risk 80% tak kam ho jata ha
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading kis had tak risky ho skta ha ?

              Asalam o Alikum dear friends umeed karta hon kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay forex ki markit ak international markit ha is jesa koi bhi business nai ha is main hammy kaam karny kay leye bahut he mehnat ki zarorat ha jesy kay hammy maloom ha kay forex ak achaa business honey kay sath sath ak riskii business bhi ha ye riskii is leye ziadaa ha Q kay is main ki gaii investment 100 % bhi loss main ja saktee ha forex ki trading karty waqat laluch a jata ha kay ham isi trade say bahut achaa kamaa sakee or raat he raat main ameer ban jaye ye laluch bhi kafi ziadaa loss ki wajaa banta ha hammy chaye kay sabar say kaam leen or is main laluch kabhi bhi na karee
              LALUCH BURI BALAA HA
              is kay elawa ham apni mehnat say bhi is risk ko kaam kar saktee ha or bary loss say khud ko bachaa sakteen han forex trading main risk key element ko ap apni money management kay rules kay mutabiq kaam kar saktee han or apny knowledge say markit ko analys kar kay 80 % risk kam kar saktee han
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading kis had tak risky ho skta ha ?

                Forex business kesi had tak hi kesi trader key ley risky ban sakta hay jab tak traders khud over trading ya be higher lot size lagany ki ghalti nahi karen gey ye business be hamary ley kesi sorat me be risky nahi ban sakta, traders se khud hi koch esi unexpected mistakes ho jati hey jes ki waja se Forex business be had se koch zeyada hi risky ban jata hay, discipline aur affordable risk agar trading me leya jaye to trades hamesha positive result deny ki koshish hi karty hey aur limited risk ki waja se apny account ko time to time mange karny me be asani ka advantage hasil ho jata hay khud se koi be ghalti karna es business ko zaror risky banata hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading kis had tak risky ho skta ha ?

                  Ji han bilkul Forex trading Ek bahut hi risky business hai aur ismein kam karne ke liye jaruri hai kya aapke pass acche experience Ka Hona bahut jaruri hai ya Aisa Hai jismein Aapka account bilkul zero ho jata hai isliye Apne account Ko jeelo Hone se bachane ke liye jaruri hai ki aap pahle sabse pahle acchi lagni Hasil Karen accha experience Karen Kyunki Forex trading worldwide market Hai To isliye ismein kam karna Itna Jyada Aasan Nahin Hai Jitna log isko samajhte Hain To isliye Achcha experience Hasil karte hue ismein kam Karen Taki Aane Wale Waqt mein aapko koi bhi Mushkil Na Ho Aur risk ko Dur karte hue kam karne ke liye mehnat bahut jaruri hai otherwise yah bahut jyada risky hai aapki sari payment zaya bhi ho sakti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading kis had tak risky ho skta ha ?

                    janab jahan tak forex trading kai risky honay ka taluq hai tu main ap ko batana chahta hon kai agar ap forex trading ko as a part time ya for granted business lai kar chalain gay tu yeh is kadar risky ho sakta hai kai ap ki tamam equity lost karwa sakta hai with in no time because is maket main volatility is qadar zaida hoti hai kai aik lamhay main ap ki tamam equity loss ho sakti hai tu humay is market ko as a part time ya for granted nai laina chahiyay balkay is ko full time daina chahiyay agar is main say hum khuch earn karna chahtay hain yehi waja hai kai buhat say forex trader is market ko full time daitay hain aur professional traders ban chukay hain is market main because professional trader bananay kai liyay ap ko detail main market research karni hoti hai tab ja kar ap koi behtreen strategy develop kar patay hain aur is main say profit nikal patay hain. Is khatarnaak market main agar hum stop loss aur take profit ka istamal nai karain gay tu yeh aik lamhay main ap ko gareeb kar sakti hai aur aik baat ka aur khiyal rakhna hoga humay is market main kai jab bhi hum is market main enter hon tu hamesha humay chahiyay aik specific target lai kar enter hon takay trade ko sahi waqt per close karnay main help mil sakay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading kis had tak risky ho skta ha ?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Usman15245 پيغام ديکھيے
                      Aslamualaikum friends,
                      Main forum pr Kam krny waly tamam members ca pochna chahta hn k Forex trading kis had tak risky business ha aur Kon Kon ca awamal esy risky bnaty han.kia Forex trading men mojood es risky elements pr kabo paya ja skta ha ?
                      Umed krta hn ap sb members b es sawal k bary men zayada ca zayda knowledge share kryn gy ta k mj sameet Baki tamam members Jo ya sawal k bary men sochty hn enky concepts es bary men clear ho sky .sb members ka bht bht shukria.
                      Dear ais market mai hum ne agar kaam karna hai to hum ko ais market mai risk lena hai to hum ko apny account k hisab se risk lena ho ga aus k baad hum ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum agar planing kar k risk lety hai to aus se hum ko atna zayda loss nai hota hai jis se humra account wash ho jaye ais market mai hum ko mehnat karni ho gi tab hi hum ko ais market mai faida ho jaye ga ais marketmai jab bhi trade kar ap ko money management k hisab se trade karni ho gi warna ais market mai ap ki sari investment zaya ho sakti hai ais liay ais market mai planing kar ley aor aus k hisab se kaam kary tab hi ap ko ais market mai faida ho jaye ga ais market mai ap ki mehnat hoti hai tab hi ap ko ais market mai kamyabi milti hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading kis had tak risky ho skta ha ?

                        dear forum brothers forex markit aik risk ha jis busines ma hama ik investment ko risk ka tor par kam karta han es ma ya risk os wakt tak ha jab tak ham ko is ka bary ma makmal information na hu jab ham esko achi tar samj lata han to ya risk nai rahta ham har tara ka risk sa bachna ka liya zarori ha ka hmara account wsh na hu es ka bi aik bohat acha hal ha ham es ma stop lose or take profit ko estmal kar sakta ha es ma zyada risk os membar ka liya hota ha jis ko zyada ilam nai hota ha ka ham kis tara trading karan or es risk ko ham kahtm kar danta han aik acha trader es business ma bohat zyada mehnat karta han or jab wo tarding krta han to on ko is bat ka pata hota ha ka ham na es ma bohat mehnat ki ha hamy es ma ab risk nai ha ka hamri trad kis tarf move karti ha risk os ka liya hota ha jo bagyr mehnat ka es ma kam karta han kamyab ttarder kabi bi ya souch kar nai karta ka es ma risk ha achy trader ko pta hota ha ka os ki trad ki movement kis tarf ha hm jab es business ma mehnat kar ka kam karan ga to ya risk nai hoat
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading kis had tak risky ho skta ha ?

                          Dear forex mein risk aur profit equally hain aur forex ki koie had nahe hai ke kis had tk ye business risky hai aur risk per kaboo ap tbhi pa sako gye jb ap ke pass acha experience aur knowledge hoga ap ap ke pass trading skills bhe achy hone chahye kyn ke forex ek world wide business hai jis ki market whole world ke sath connected hai market ko change hone mein dair nahe lagti ise liye koie bhe trader risk ko kahtam nahe kr sakta hai ap risk ko reduce kr sakten wo bhe tb jub ap ke pass acha knowledge aur experience hoga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading kis had tak risky ho skta ha ?

                            dekhain dosto duniya ka koi kaam asa nhi jo risk ka baghair kiya jaye is liye duniya ka har kaamo ki tarha forex trading ma thora bohut risk hota ha is liye us riks se dar kar apko ghar nhi bethna is liye plz dosto risk se na daiye oooooooooooooooooooormesha himaat ka sath har kaam ka liye taer rahiye.
                            +
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading kis had tak risky ho skta ha ?

                              Dear friend forex trading aik totally risky business hey aur iss k sath sath yeh bahut ziyada tough business hey aur forex market majooda haalat men Corona viras ki waja se bahut ziyada risky aur critical position men hey iss liay trading karna bahut mushkil ho gaya hey lekin forex trading aik aesa business hey jiss men risk k bagher kamyabi nhi milti aur acha profit bhi hasil nhi kar saktay iss liay risk zaroor len kiun k forex trading men jo log risk lenay se dartay hen ziyada loss bhi unn ko hi hota hey aur forex trading men seniors ziyada risk letey hen kiun k unn k pass acha knowledge aur experience hota hey iss liay woh acha risk ley kar acha profit hasil kar letey hen iss liay bey tukka risk ley kar apna nuksan nah karen balkay risk management karen aur apnay balance k hisab se chota risk len aur bilkul small lot size use karen tu risk kamyab ho jata hey aur acha profit kama letey hen iss liay risk ko zaroor manage karen aur risk ko manage karen aur lalach aur jald bazi se perhez karen tu zaroor acha profit kama saktay hen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X