Risk to reward ratio se Kya Murad hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk to reward ratio se Kya Murad hai?
    Risk to reward ratio se Kya Murad hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk to reward ratio se Kya Murad hai?

    dear is main hume apney account balance k hisab se kam krna hota ha agr hum is main extra kam krein gey tu hi be hume nuqsan ka samna krna phrey ga ur agr hum is main bhagir experince hasil kiye kam krein gey tu phr be hume is main nuqsan hi hoga acha kam krna hota ha hume is business main acha kam krne se hume is main acha rewar be hasil hota ha hume money management ko fallow kr k is main apna order select krna hota ha hume tecncial analysis ur fundamental analysis ko dekhna hota ha ye hamre liye eik best onlines bbusiness ha hume chart indicotor ko falow kr k ur is main extra lots size be hume use nai krni hoti ha agr ho krein gey tu hume is main nuqsan hoga ur hum jaldbazi main lose kr jaye gey
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Risk to reward ratio se Kya Murad hai?

      Risk and reward ratio of daily earning average or loss average ki calculation hai agar aap apni daily trading account karte ho aur loss ko average kar lete ho aur unko bhi meri yaad karte ho aap ko is se andaza ho jata hai ki aapki trading skills important strong hai yah weak hain . Forex trading market mein independent trading Karne wale members apni earning risk and reward ratio ke accordingly planning Kar ke market mein se accha fayda utha sakte hain because trading market is full of risk and we have to manage our account through proper support and resistance agar ham trading market mein practical kam nahin karenge to hamen main apne account ko manage karne ka andaza nahin ho sakta trading ke liye humne candlestick chart agar samajh liya to Ham kamyab trader Ban sakte hain successful trading ke liye candlestick chart pattern mein complete information maujud hai aapko each and everything ki information metatrader 4 terminal software mein mil sakti hai
      • #4 Collapse

        Re: Risk to reward ratio se Kya Murad hai?

        Dear risk to teward ka matlab hai k hamyn apni trading ko apny account k hisab se manage karna chahye aur apny daily ki trading mein risk aur profit aur loss har aik cheez ki calculation kar k trading karna hota hai air money mangement se trading karna hota hai is liye agar ham ne forex trading mein kamyan hona hai aur eraning mein izafa bhi karna hai aur account ko bhi safe bhi rakhna hai ta k loss bhi na ho aur hamyn apni trading mein risk itna zayada ni lena chahye itna he risk lyn jitna ap afoard kar sakyn mean k agar apki trade loss mein jaye tu account wash na ho aur jo loss ho wo ap recover kar sakyn aur apko zayada loss se bachny k liye apni trades mein stop loss must use karna hoga aur ap ko trading mein agar profit lena hai tu mehnat se aur hardworking se he kamyabi mily gi is liye hamesha apna learning ka amal jari rakhyn ta k ap k experience mein izafa hota Rahy
        • #5 Collapse

          Re: Risk to reward ratio se Kya Murad hai?

          risk reward ratio se Murad ha kay ap jitna risk le rehay hain os par ap ko kitna profit hasil ho ga or risk reward ratio ko forex trading me money management kay zariey calculate kea jata ha jub traders apne capital ki money management kartay hain tu traders yeh calculate kartay hain kay un ko aik single trade par kitna loss ho ga or os par ap ko kitna profit hasil ho ga risk reward ratio ko stop loss or take profit kay zariey calculate kea jata ha risk reward ratio ko is tarah calculate kartay hain ager ap ne jo trades open ki ha or par ap ko loss 10$ or profit bhi 10$ ka ha tu ap ka risk reward ratio 1:1 ka ha ager ap ko loss 10$ or profit 20$ ka ha tu ap ka risk reward ratio 1:2 ka ha
          • #6 Collapse

            Re: Risk to reward ratio se Kya Murad hai?

            Risk aur reward ratios ko market me determine karna pardta hay market analysis karny ka maqsad ye hota hay key market ki condition ko wazeha kia jaye ta key risk aur reward ratios ki identification ho saky, jab be ham market ko news se ya per technical base par analysis kar lety hey to hamy koch na koch ye andaza ho jata hay key market me trading ka risk aur reward ratio kia rakna chaye, market trend agar long time tak aur next any wali news tak hamary ley clear ho to per zeyada risk key sath trading karny se reward ratio me be ezafa ho sakta hay magar jab market trend ki khas clarification ham nahi kar paty hey to risk be etna hi limited ham leny par majboor hoty hey.
            • #7 Collapse

              Re: Risk to reward ratio se Kya Murad hai?

              Dear risk reward ratio mai ap koi bhi trade lagaty hai to aus mai apna aik target set karty hai aor aus trade par ap ka stop loss hota hai ais mai ap ne agar trade karni hai aor ap ki trade ka take profit 30 pips hai aor trade ka stop loss 10 pips hai to ais mai ap 1:3 risk reward ratio use kar rahy hai mean ap k stop loss se 3 times zayda ap ka take profit hai ais mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais mai soch samjh k kaam karna ho ga aus k baad ap ais market mai agar analysis kar k trade lagaty hai to ap ko ais mai risk reward ratio wali trades mil jati hai jin ko ap agar use karty hai to ap ko ais mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai tab hi ap ko ais market mai achi trades milti hai ais market mai ap agar time lagaty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai.
              • #8 Collapse

                Re: Risk to reward ratio se Kya Murad hai?

                Dear friend forex trading aik tough aur risky business hey iss men risk k bagher kamyabi nhi milti iss liay apnay k hisab se 40 percent ki ratio se risk ley saktay hen aur forex trading tu totally risky business hey iss liay risk zaroor len kiun k jo log risk lenay se darna nhi chahiay balkay risk management karen aur apnay balance k hisab se 30 percent se 40 percent risk ki ratio rakhen tu zaroor risk kamyab ho jata hey aur acha profit kama saktay hen aur forex trading men risk lenay jo log dartay hen ziyada loss unn ko hi hota hey kiun k forex trading men kuch log ziyada profit ka lalach kartay hen aur bey tukka risk letey hen aur bari lot laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey aur account bhi wash ho jata hey iss liay uss waqt tak risk nah len jab tak ap k pass acha balance aur acha experience nah ho aur market achi position men nah ho kiun k risk lenay k liay her decision time pe karna parhta hey tu phir hi risk kamyab ho sakta hey
                • #9 Collapse

                  Re: Risk to reward ratio se Kya Murad hai?

                  risk reward ratio se Murad ha kay ap jitna risk le rehay hain os par ap ko kitna profit hasil ho ga or risk reward ratio ko forex trading me money management kay zariey calculate kea jata ha jub traders apne capital ki money management kartay hain tu traders yeh calculate kartay hain kay un ko aik single trade par kitna loss ho ga or os par ap ko kitna profit hasil ho ga risk reward ratio ko stop loss or take profit kay zariey calculate kea jata ha risk reward ratio ko is tarah calculate kartay hain ager ap ne jo trades open ki ha or par ap ko loss 10$ or profit bhi 10$ ka ha tu ap ka risk reward ratio 1:1 ka ha ager ap ko loss 10$ or profit 20$ ka ha tu ap ka risk reward ratio 1:2 ka
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk to reward ratio se Kya Murad hai?

                    Assalamu Alaikum dear friend risk reward ratio main aapko koi bhi trade Lagate Hain To usmein Apna Ek target set karte hain aur use trade per aapka stop loss hota hai ismein aapane agar trade karni hai aur aapki trade ka take profit 30 piece hai aur trade ka stop loss 10 tips hai to ismein aap 13 risk reward ratio use kar rahe hain mean aapko stop + 3 X Jyada aapka take profit hai ismein aapane agar kam karna hai to aapko ismein Soch samajh ke kam karna hoga Uske bad aap is maarpeet mein agar analysis Karke trade Lagate Hain To aap Koi Meri reward ratio wali trade mil jaati hai jinko aap Agar use karte hain to aapko ismein Kafi jyada fayda ho jata hai is market mein aapko mehnat Karni Hoti Hai tab hi aapko is market Mein acchi trade milati Hai is market mein aap Agar time Lagate Hain To aapko is maarpeet main kamyabi mil Jaati Hai Jahar Kaise Hote Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Risk to reward ratio se Kya Murad hai?

                      Risk to reward ka matlab yahi hai ki Apne capital ko Dekhte Hue trading Karen aur Market Mein Jo Bhi order place karte hain usmein plan Aisa Hona chahie ki agar market profit ki taraf Jaati Hai To Jyada profit nikale aur Market Agar loss ki taraf aati hai to loss Itna Na Ho thoda loss Ho isiliye recover Karke Dobara Apne capital ko sev Rakha Ja sake Jab Bhi Koi trade open karte hain risk to reward ratio ke mutabik hi open Karni chahie plan se market Mein trading Karenge tab Bhi Apne capital ko sev rakhkar market Mein trading karte rahenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Risk to reward ratio se Kya Murad hai?

                        Risk to reward ratio aik technical term hai jisay iss liye use kia jaata hai kay traders apnay account balance ka Kitna percent risk lay kay trading ker saktay hain. Reward ka Matlab yaha pay profit kay liye use hota hai ya phir usay total earnings kay liye bhi istamaal kia jaa sakta hai. Iss ko samajhnay kay liye iss Tarah bhi kaha jaa sakta hai kay Agar aik trader ka account balance 100 $ hai tou woh uss say 50 $ profit kamana chahta hai jiss kay liye woh trade kertay huay apni equity ko bhi 50$ takk use ker laita hai. Iss risk to reward ratio ko 1:1 ki ratio kaha Jata hai. Traders ko koshish kerni chaiye kay 50 $ prof8t kay liye 50$ ki bajaey 25 $ account balance ko he use mai kaey iss Tarah risk to reward ratio 1:2 hojaey gi. Forex trading mai traders kay liye aisi technical terms ko samajhna aur unhain apni trading mai apply kerna kaafi faida mand rehta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Risk to reward ratio se Kya Murad hai?

                          asan lafzo main risk rewrd ap jo stopl loss lagty hain os ko kaha jata hai yeh ap ko apny account main majood equity k hisb sey sahi poin k oper lagana hota hai or os k sath sath ais ko lagny k lia ap ko supporte and resistance ko bhe dekhna hota hai kabhe bhe ap stop loss chota na lgayain kiun k agar ap stop loss 5 sey 15 pip ka lagaty hain to markeet jab ap k thora sa bhe against jati hai to wo stop loss ko hit kar jati hai or na hi stop loss ki value itna ziada ho k trand change ho jayai or phir bhe ap k stop loss bahot door ho ais trha ap ko barry loss ka smana karna party hain yani k sl na to bahot chota ho or na hi bahot barra . agar ap koch bara sl laga kar long term traiding karna chahty hain to ap ko chahi hai k phr ap lot size ko control kary yani k kam rkhy ais sort main ap bari value de skty hain sl ki lot size or sl ka aps main ghira talok hai in dono ko achi trha sey knowledge k sath lagan chahi hai lalach nahi karni chahi hai or na hi jaldbazi jab ap in ki value set kar rhy ho
                          information for Beginners
                          Complete Forex Knowledge
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
                            Risk to reward ratio se Kya Murad hai?
                            Yeh Forex ka bhou simple formula hai kay ap jitna risk laity hain ap ko us kadar reward Forex sy milta hai. Aisa nahi hoyta hai kay ap apni trade ka 5% risk lain or bad mai ap expect karain kay ap ko 30% profit ho jaye. Yeh jo Forex sy trader apni earning kar raha hota hai us ki 2 bases hoti hai aik tu us ka capital kitna hai or 2nd us ka experience kitna hai. Ap bad mai apny analysis or risk management kar kay jitna apni trade main risk laity hain ap ko usi hisab sy reward milta hai tab he kaha jata hai kay achi risk management ap ko trading sy kafi faida dy sakti hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X