Reboot kiya hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Reboot kiya hai?
    Reboot aik complete computer program hota hai jis ko terminal k sath attah kiya jata hai reboot ka kam yah hota hai yah automatically trades ko open or close kar leta hai es k sath sath yah rade ko manage bhi krta hai reboot ka aik faida yah bhi hota hai k traders ko apni trading manually nahi krna parhti reboot k or kiya kiya fady hain sub share karen.......
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Reboot kiya hai?

    assalamualaikum dear Forex trading member jaisa ki aap jante ho ki robot trading ke liye auto trading ke liye use hota hai iske liye aapko trading market mein report kar check karna robot different type ke hote hain aur in memory setting hoti hai lekin robot aapko maloom hona chahie ki yah fast market mein kamyab nahin hote hain different companies autotrading robot banaa rahi hai aur sale kar rahi hain lekin aapko bonus account per robot nahin chalana chahie less capital ke sath expensive trading robot aapko itna fayda nahin deta hai agar aapke pass 5,000 ka account ho ya 10,000 ka kaun ho ya isase jyada ho to aapko report istemal karke profit hasil karna chahie aur aapko achcha fayda hustle ho sakta hai lekin trading members aapko kam ke liye robot nahin purchase karna chahie balke aapko independently grading karni chahie aur knowledge or experience ke sath kam karna chahie aapke liye fayda hoga
    • #3 Collapse

      Re: Reboot kiya hai?

      Dear Forex member Forex trading Mein reboot aik trading method hai Ham apni trading ko possible banaa sakte hain for trading mein bahut se member Aise Hain Jo reboot trading karte hain aur usse acha profit Hasil karte hain Forex trading Mein is method ka use karne se pahle Hamen iska experience Hona zaruri hai Kyunki vah trading method hai jismein aapka experience na hone ki vajah se aapko bahut bada loss ho sakta hai isliye agar aap Chahte Hain Ki aapko is trading method ke sath loss na ho to aapko iska experience Hona zaruri hai jo ki aapko use karne ke bad profit Hasil ho sakta hai
      Forex trading Mein reboot t 1 computer programming software hai jismein Ham Apne trading ko profitable banaa sakte hain ya vo trading method hai jismein aap apne trading ko automatic per set kar dete Hain usse aapki trade open aur close Khud Ho Jaati Hai iske sath sath ke aapki trading ko manage bhi karta hai isliye agar aap ismein trading karna chahte hain to aapko Ho Soch Samajh Kar iska use karna hoga Kyunki aapki trading ko computer program ke sath attach karta hai joki aapka Baki ka kam automatic per hota hai isliye aapka experience ismein increase Hona bahut zqruri hai agar aapko rebot trading aati hai to aap is mein achha profit Hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Reboot kiya hai?

        robot aik auto trading system ha jis me aik strategy ko bana kar terminal me add kar dea jata ha jis se trades automatically open or close hoti hain robot me different strategy programme kay zariey add ki jati hain jis ki bina pr robot kay zariey trading ki jati ha aisy traders ko manual trading nehi karna chahte hain ya un ko manual trading karne se loss hota ha wo traders robot trading system ka use kartay hain robots kay faida bhi hain or nuksanat bhi traders bina knowledge hasil kiey bina mehnat kay robot trading kay zariey invesment kar kay profit earn kar sakte hain forex trading kay zariey robot trading se traders mostly 2% se 5% profit earn karne ka target set kartay hain kuch traders kamyab ho jaty hain jin kay pass strong strategy walay robots hotay hain
        • #5 Collapse

          Re: Reboot kiya hai?

          Compare Forex trading numbers aap ko Maloom Hona chahie ki robot market Mein Auto Trading ke liye use Kiye Ja sakte hain aur ine se Hamen bahut fayda ho sakta hai agar Ham trading market Mein report kar check Karenge aur ham real investment ke sath kam Karenge To Hamen iska bahut benefit ho sakta hai lekin Agar Ham trading market Mein report ko robot aapko trading ke liye bahut confidence provide karte hain isliye aapko chahie ki FIR Bosco use karo lekin bonus affiliate program mein aur board ka koi Kam Nahin Hai education ke bina trading Mumkin Nahin Hai yah Baat aapko acchi Tarah Se Maloom honi chahie
          • #6 Collapse

            Re: Reboot kiya hai?

            gee han sahi robot trading ka matlab ha k hum khud trading nai krte hein is main atuo trading hoti ha jise hume zada lose ur kam profit k chances hote hein is liye dear mere khiyal main hume is main khud knowledge ur experince hasil krna chaiye hume is main khud kam krna hota ha agr hume lose be hota ha tu wo be hamre faida ha dear is main hum apney lose se sab se zada is business ka experince hasil kr sakte hein acha work krein tecnical analysis ur fundamental analysis ko fallow kr work krna lazmi ha tab hi hum is main main asani se kameyab be ho sakte hein indicotor ko fallow krein chart analysis ko check krein tu ap ko is main kameyab hone main asani hon gey ur ap is business se aram se success hasil kr sakte hein
            :1f60d: hard work :1f60d:
            • #7 Collapse

              Re: Reboot kiya hai?

              Robot aik eysa software hota ha jesy hum apny mt4 main use kr saktyn han or is ka kam ya hota ha k ya automatically trading karta ha mean order b khud lagata ha or phr order ko close b khud he karta ha. Is sy humyn manual trading nahi karni parti mean humyn order lagany ya close karny ka koe masla nahi hota robot software khud he order ko open krta ha or khud he close karta ha. Lakin hum logon ko aik baat yaad rakhni chaey k market main jo robot software sale hotyn han wo koch tu bilkul perfect hotyn han or koch bilkul froud hota ha tu humyn in froud karny waly logo sy bachna ha. Jahan py robot k boht sary feydy hotyn han wahn hum ko is k sath sath is k nuqsan sy b bachna chaey.
              • #8 Collapse

                Re: Reboot kiya hai?

                G han my dear forex friend ap ne robot k bary bahut achi tarah brief kiya hai lekin jahan robot k faidy hain wahan robot k kuch loss bhi hain jaisa k robot k liye apko pay karna hota hai aur jitna acha robot hoga jo zayada trades profit mein close karwata hoga us k paisy bhi zayada pay karny party hain aur agar ham robot se trading karyn gy tu hamara apna experience ni barhy ga ham udhr k udhr he rahyn gy aur robot apki saari trades profit mein close karwata bhi ni hai sirf apko robot ki ye asani hoti hai k apki trades apni marzi se auto par open aur close kary ga aur jahan tak mera mashwara hai tu agar ap khud mehnat karyn aur seekhyn aur practice karyn aur experience k sath khud analysis kar k apni trades open karyn tu wo zayada faida hai aik tu apki practice hoti rahy gi aur doosra apko apny ap par confidence aye ga trading karny ka aur ap jo robot k liye pay karty hain ap k wo paisy bhi bach jayn gy tu dear sab se best apni trading hain agar ap khud mehnat karyn gy aur kam seekhyn gy tu apko uska faida hamesha hamesha hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Reboot kiya hai?

                  dear,agar to ap is markeet main ya is forum main new hain to ham apko is ki explain kartay hain,robot aik aisay automatical software ka name hay jisko yeh hidayat ki jaty hay k is makreet main kab aur kaisay kaam karna hay,agar ham makreet k baray main acha experience rakhtay hain to ham apnay us experience ko is robot main ad kar saktay hain jis say jub jub hamaray knowledge k mutabik hamko koi aisi entery say markeet main enter hona hay to ham us robot ko apply kar daitay hain jub markeet main waisy koi positions aty hain tab wo apply kia huva robot markeet main entery lai laita hay khawah hamara computer on ho ya na ho khwah ham markeet ko watch kar rahay hotay hain ya offline hotay hain us ka kaam hay k jis hissab say usay guide kia gaya hay wo usi positions main atay he makreet main enter ho jata hay agar ham aisa robot khd nai bana skatay hain to ham kisi achay experts banday say usay buy bhi kar satay hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Reboot kiya hai?

                    Assalamu Alaikum dear friend robot Auto Trading ko kaha Jata Hai jaise ki agar aap manual training kar rahe hain to aap khud Apne dimag ko use karte hue trading karte hain lekin robot trading se Murad Aisi trading joki auto hoti Ho Jaise ke aap robot lagakar market se out ho jaaye to robot autotrading Karta Hai robot Asal Mein mathematically Taur per use hote hain math ko use karte hue robot apni trade open karta rahata hai aur aapka profitbook karta rahata hai lekin robot reading ke liye aapke account ki equity bahut jyada honi chahie aapke account ki equity 100000 dollar ke kareeb honi chahie tab aap ismein Robo trading kar sakte hain otherwise come account mein aapka account varshon sakta hai to isliye Mere Khyal se manual trading sabse behtar hai jo lifetime earning ke liye bahut bekar hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Reboot kiya hai?

                      Robot trading system hota hay jo hamesha auto base par work karta hay traders agar es ka advantage lety hey to un ko manual base par kesi kisam ki trading nahi karna pardti hay, robot andazy se kabi be auto trading nahi karta es me be strategies include ki jati hay ye market ki movement ko moving average, support and resistance levels, pivot points levels aur RSI se judge karny ki koshish karta hay aur auto base par jaha entries place karta hay en orders key exit points ko determine be karta hay, ye robot free me be mil sakty hey jo acha work nahi karty aur koch robots ko buy be kia ja sakta hay jes ka result free robots se koch acha samja jata hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Reboot kiya hai?

                        Ji han bilkul robot Ka maksad Yahi hota hai ki autotrading agar aap manual trading karna chahte hain to main training bahut hi behtarin lekin autotrading ki vajah se aap apne account mein Auto Trading kar sakte hain Jiski vajah se aapke account mein mathematically Taur per trading Hogi lekin yah trade aapke liye risky ho sakti hai isliye Hamesha manual trading ki taraf aaen Robo trading Se Dur Hain Kyunki Robo trading se aapke account mein loss ho sakta hai Kyunki robot Hamesha Mathews karte hue training karta hai aur jab ke manual trading aap apne analysis ke sath kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Reboot kiya hai?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Mkamal پيغام ديکھيے
                          Reboot aik complete computer program hota hai jis ko terminal k sath attah kiya jata hai reboot ka kam yah hota hai yah automatically trades ko open or close kar leta hai es k sath sath yah rade ko manage bhi krta hai reboot ka aik faida yah bhi hota hai k traders ko apni trading manually nahi krna parhti reboot k or kiya kiya fady hain sub share karen.......
                          Dear ais market mai hum ko kaam karny k liay different software mil jaty hai jo humry account par auto par trading karty hai aor aus se profit banaty hai aor ais market mai kuch trades par loss karty hai ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai khud trading sekhni hoti hai ap agar ais market mai robot use karty hai to aus par ap ko kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap agar kaam karty hai to ap ko ais market mai manualy agar trades par loss bhi ho jata hai to aus se ap ko experience hasil hota hai magar wohi loss ap ka agar robot karta hai to aus par ap ko kuch hasil nai hota hai ais market mai ap ko time lagana hota hai tab hi ap ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Reboot kiya hai?

                            g mara pyara bhai jan ma bp ko reboot ka bary ma btata chko ka raboot aik asa ala ha jo markit ma automatically kam karta han forex aik boht hi acha business ha jis ma hamy bohat mehnat kar ka kamyabi milti ha agr ham es ma mehnat ko side pa rakh ka raboot ka istmal karta han to wo bi hamry liya aik acha target nai da sakta q ka wo khudi trade ko lgata ha or khud hi closse hamy es ma khuch nai karna parta en rabot ka jo target hota ha wo 2 sa 5 % tak ota ha jis ka andar wo apni trade closse kar data han ya itni achi trading ko kamyab nai kar sakta or agr markit taz ha to os ma ya bilkol bi kamyab trad nai karta or losse pa losse lata han khuch asa rboot hota han jin ma stratges ki quality achi hoti ha to wo waha kafi had takkam kar jata han hamy achi trading karni ha to phr khud sa mehnat karni hu gi q ka raboot har trad ma profit nahi lata kai bar ya loose pa lossse la account ko wash bi kar data ha hamy raboot pa apna inhsar nai karna chahiya kamyabi wahi hoti ha jo khud sa mehnat kar ka hasl hoti ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Reboot kiya hai?

                              Dear friend forex trading men trading karnay k liay kuch log robot ko use kartay hen jiss ki waja se trading kartay hen iss men kisi individual ka koi role nhi hota yeh auto trading hoti hey lekin robot trading men logon ko faida bhi hota hey aur nuksan bhi hota hey iss liay jesay hi insta forex account ko open kartay hen tu wahan pe robot ka option aa jata hey jiss ko khud select ya reject kar saktay hen jo log forex trading men robot ka use jartay hen woh khud kbi kamyab traders nhi ban saktay kiun k unn ko acha knowledge aur experience nhi milta iss liay robot trading se avoid karen aur khud pe depend karen aur phir pahlay posting k zariay aur seniors se achi learning aur knowledge hasil karen aur phir khud demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir khud market ka analysis karen aur khud trading Karen tu zaroor kamyab ho saktay hen aur acha profit kama saktay hen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X