Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

    Aap ne bilkul sahi kaha hai Forex trading Mein acchi trading karne ke liye Hamen Apne emotions ko control karna hoga Itna Ham Apne emotions ko control Karenge utna hi Ham Forex Mein Acha kam Kar ke Achcha profit Hasil kar sakte hain Forex trading mein bahut se member Aise hote hain jinko loss Jab Hota Hai To vah jaldbaji Mein Apne loss ko cover karna chahte hain jo ki ek dangerous trading method hai jisse aap kabhi bhi Apne losco cover nahin kar sakte iske liye aap apne emotions per control karte hue aur apni acchi planning ke sath reading karna hoti hai jisse aap apne loss ko cover kar sakte hain Jab aap apne emotions ko control nahin kar paate to aapko aapka loss Dobara ho jata hai jo ki aapka Jyada loss Jama hone ke bad aapka account bhi Margin level a jata hai aur aapka account per dangerous ho jata hai to aapko Agar Apne account ko save Rakhna Hai To Apne emotions per control karna hoga Apne emotions per control karke hi aap Kamyab trader Ban sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

      emotions ki waja se traders ko subs ezeyda loss wrong decision ki waja se hota ha jub traders emotions me a kar trading kartay hain tu traders market ki condition or situation ko dekhtay huey faisla nehi kartay hain balke Apne emotions me a kar zeyda profit hasil karne kay liey decision letay rehtay hain jis se un ka har decision wrong ho jata ha kyun kay wo market ki current situation kay against hota ha or os me forex market kay rules ko ignore kar kay trades open ki jati ha is waja se traders ki loss me janay wali trades ki tadad boht zeyda hoti ha or traders ko profit boht kam hota ha or actual me emotions decision lenay ki waja se traders loss me hi rehtay hain ager traders emotions ko control kar kay market kay hisab se decision le tub traders kamyab ho sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

        Ya baat tu confirm ha k Emotion control kr k trading karni chaey. Offline or online business karny main fark hota ha agr ap forex k elawa koe b online business karty ho tu apko apny emotion py control karna chaey. Forex business aik eysa business ha jis main apko emotion ko control kr k trading karni chaey agr ap emotion ko control kr k trading nahi karty tu apko loss hony k chances zayda hoty han. Or aik baat sath sath yad rakhni chaey emotion k sath sath apko forex py trading karny k leay forex ka knowledge or forex ka experience hona lazmi ha. Agr tu hum forex ko achy sy learn kartyn han emotion ko control kr k or knowledge hasil kr k or experience hasil kr k tu humyn phr he forex main eaening ho sakti ha. Nahi tu hum ko loss uthna pary ga.
        • #19 Collapse

          Re: Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

          Yes brother ap nay sahi kaha hain ma apnay point of view say kaho gai kay humay apnay emotions ko loss say bachnay kay liye control karna hai humay is market may kam karnay kay liye and kamyab honay kay liye sab tension say free ho kar kam karna hai tab hi humay is market may faida ho sakta hai hum is market may jitna zayada acha kam karay gaye utna zayad faida ho jay ga or humara knowlege bhi zayad ho jaye ga humay kamyab honay kay liye is market may time lagana ho ga or humay is market may dill say kam karna ho ga tab hi humay is market may kamyabi gain ho jati hain humay apnay liye hi khud kay liye hi apnay emotions ko controle karna ho ga ta kay humay zayad faida ho sakay humay apna profite increace karwanay kay liye is market may din rat kam karna ho ga tab hi humay kamyabi hasil ho sakti hai
          • #20 Collapse

            Re: Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

            achi trading krne k liye hume is main sab se phaly knowledge ki zahrororat hoti hai hamre paas jitna acha knowledge hoga jitna acha experince hoga achi trading be ho gey hume is main trade open krne se phaly os ka target be select krne hota ha is main hume take profit ur stop lose ka use krna hota ha tab hi hum kameyab be ho sakte hein hume is main hardwork krte rehna hota ha ur is main hume apney emotional ko be control krna lazmi ha agr hum is main lalach main aa k trading krein gey tu os main hume sab se zada nuqsan ka samna krna phrey ga acha kam krna lazmi ha hamra kam acha hoga tu hum is business main se asani se profit ko hasil kr sakte hein tecnical analysis ur fundamental analysis ko fallow kr k is business main work krna hota ha
            :1f60d: hard work :1f60d:
            • #21 Collapse

              Re: Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
              Emotions traders ke unsuccessful hone ka ek bahut bada reason hote hain sometimes emotional hokar traders wrong decision lete hain Jiski vajah se trailers ko nuksan bhi bahut jyada hota hai isliye traders ko emotional hokar Kam Nahin Karna chahie Jab traders ko trading Karke nuksan ho raha hota hai to vah emotional Ho Jaate Hain aur emotional hokar wrong decision lete hain Jiski vajah se unko Aur Bhi Jyada nuksan Hota Hai
              Ji Bhai Jaan aapko bilkul theek kah rahe hain Agar Ham Forex trading Jaise critical Business mein kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen apni trade per Jyada Se Jyada focus karna hoga aur Agar Ham is business Mein emotionally Taur per involve Honge To Kabhi Kamyab Nahin ho sakte Kyunki Business mein emotion se ki koi Jagah nahin hai apne motion ko control Karen aur Jitna Bhi profit aap ko Hasil ho jata hai usmein khush rahe jyadatar Logon Ko Maine Dekha Hai Ki vah thoda profit Hasil kar to lete hain lekin FIR 5 dollar ko dance karne ke lalach Mein Apne pure capital ko Khali kar dete Hain isliye yah bahut jaruri hai ki emotions control karna sikhana Aana chahie Aur dusron Ko Bhi ISI bare mein batana chahie
              https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
              • #22 Collapse

                Re: Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

                Traders ka emotional ho jana hi us ki nakami ki waja banta hay successful trading without emotional key hi ho sakti hay sab se pehly to traders key ley ye janna zarori hay key emotional ham trading me kesy ho jaty hey es key bad hi apny emotional ko control karny me kamyabi mumken ho sakti hay,

                over trading aur risky trading traders ko har sorat me hi emotional bana deta hay es tarha ki jab be trading ki jati hay to loss ka dar ki waja se traders pressure feel karty hey aur traders emotional ho jaty hey es ki waja se mind enta confuse ho jata hay key emotional hony ki waja se traders loss se bachny ki koshish karty hey magar achy tareeqy se decisions na leny ki waja se traders afford karny se be zeyada loss kar lety hey, over trading aur risky trading na ki jaye to traders ko emotional par be control hasil ho saky ga.
                • #23 Collapse

                  Re: Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

                  Ge han dear emotion sub se bara dushman hai trader ka aur boht se trader emotional ho kr trading krte hain market mein aur ise wajah se boht se trader loss krte hain emotion kabhe bhe kise trader ko agye nahe jane dega wo ap ko rock ke rakhe ga aur emotion mein aa kr ke he wrong decision trader lety hain aur trader emotional tb hota hai jb ose thora loss hota hai aur 90% trader loss ko bardasht nahe kr paty hain aur ise wajah se loss krte hain. traders ko chahye ke hamesha emotions ko control mein rakh kr trading kiya kren aur sabr se kam karen tbhi acha profit hasil hoga forex se
                  • #24 Collapse

                    Re: Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

                    Ji han main aapki baat se aagrah karta hun acchi trading karne ke liye Apne emotions ko control karna bahut jaruri hai Kyunki Forex trading Ek bahut hi Achcha aur Baithe Business mein aapke pass Achcha experience knowledge Ka Hona bahut jaruri hai jab tak aapke pass Achcha experience on Knowledge maujud Nahin Hoga aap Kamyab Nahin ho sakte to isliye Forex trading co basic Se Lekar acchi learning sari aapke pass honi chahie jisse aap Kamyab ho sakte hain aur Market Mein Ek accha Mukam Hasil kar sakte hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

                      g bhai ap nay sahi kaha kai agar hum is market main achi trading karna chahtay hain aur professinal trader banana chahtay hain tu humay chahiyay kai is market main apnay emotions per control rakhay chahay ap ko profit ho ya loss because sometime jab ap ko acha profit ho jata hai tu ap apnay ap ko expert samajhnay lagtay hain aur mazeed trading kar kai loss karwa bhaithatay hain aur panic ho kar mazeed trades dal kar mazeed loss karwa bhaitatay hain aisa sirf ap kai emotions per kaboo na honay ki waja say hota hai. Market kai rules ko follow karna buhat zaroori hai aur wo yeh hai kai jab bhi ap market main trading kai liyay enter hon tu sub say pehlay market ka analysis karain different charts per different timelines main aur entry say pehlay aik target set karain kai agar mujhay itna profit is trade main ho jata hai tu main trade say bahir nikal aon ga aur mazeed trading nai karon ga daily ka aik target rakhain jab wo acheive ho jaye tu sakoon say market ko watch karain next day kai liyay. Aisay chotay chotay targets hi ap ko is market main aik acha trader bana saktay hain nakay profit kamanay kai baad lalach main mazeed trades laga dain aur loss honay ki sorat main panic ho jayn.
                      • #26 Collapse

                        Re: Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

                        Emotions traders kay business aur earnings ko iss Tarah nuqsaan daitay hain jaisay aag lakri ko khatam ker daiti hai. Business mai emotions ya emotional ho kay kabhi bhi kaamyabi nahi mill sakti hai. Forex trading business aik aisa business hai jiss mai traders ko baqayda planning aur strategies Bana kay kaam kerna chaiye kiyu kay Forex mai kaamyab traders wohi count hotay hain jo apnay emotions ko control mai rakhtay hain. Traders emotinal sirf loss ki wajah say he nahi hotay hain bulkay traders profits ki wajah say bhi emotional ho jatay hain. Kiyu kay loss ziada hoto usay jaldi jaldi recover kernay ki koshish aur Agar profit ziada ho jaey tou usay aur ziada kernay ki koshish bhi emotional ker daiti hai. Yehi waqt hota hai jabb traders ki learning, knowledge practice aur experience kaam ata hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

                          Assalamu Alaikum dear friends Amir karta hun ki aap sab theek Honge Ja sake ham Sabhi Jante Hain Ki Forex Ek bahut hi Achcha business hai is Jaisa Koi Bhi Nahin Hai Forex Mein log Aksar Ek Galti Karte Hain Ki overconfident Ho Jaate Hain aur Jab Bhi Koi newtrade start karte hain to market ko message kiya Gaya Apne motion camera entry Lene Ki Koshish karte hain Jin Se unhen Achcha loss ho jata hai lekin vah Jab galat trade start Karte Hain To Iske bare mein Yahi sochte Hain market Wapas a Jayegi lekin Jab market new aur Lamba friend Lete Hain To fir vah Kafi Dur jakar band hoti hai isase vah apni trade ki bahut jyada nuksan kar Baithe Hain aur Khud Ko Itna loss Karva Dete Hain Ki vah Unki bardasht se bhi Bahar ho jata hai isliye Forex ki market Mein Humne motion se nahin balki Apne se kam karna chahie Taki profit Kama Saken
                           

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X