Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo
    Emotions traders ke unsuccessful hone ka ek bahut bada reason hote hain sometimes emotional hokar traders wrong decision lete hain Jiski vajah se trailers ko nuksan bhi bahut jyada hota hai isliye traders ko emotional hokar Kam Nahin Karna chahie Jab traders ko trading Karke nuksan ho raha hota hai to vah emotional Ho Jaate Hain aur emotional hokar wrong decision lete hain Jiski vajah se unko Aur Bhi Jyada nuksan Hota Hai
    FRD 07 TRADING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

    Aap nay bohat hi achi bat ki hay forex trading main emotions ka koi kaam nai hota jo traders emtional ho kar trading kartay hain wo hamesha loss main hi jatay hain es liay hamain chahiay k ham jab bhi forex trading main trade open karen to apni feelings and jazbat ko control me rakhen na loss ki soorat me jazbati hon aur na hi profit ly kar emotional ho jain kyin k jab ham emotional ho jain gay to ham ghalti karain gay aur ghalti main ham say wrong trading ho jay gi jis say pehly wala manafa bhi zaya ho jay ga aur nuqsan bht ziyada ho jay ga
    If you work hard no body can stop you from success
    • #3 Collapse

      Re: Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

      Gee janab yeh bat bilkul darust hai hamen achi trading ky leay apni emotional condition ko control krna ho ga akoi bhi jazbati faisla hamary leay acha sabit nhi hota hai agr ham forex forum ma knowledge gain kren gay to yeh hamary leay acha sabit ho skta hai aik ko ham nu demo account ma tewt krna hai aor technical aor fundamental analysis ko smjhna hai is ma kya fark hai lalich sy bachna hai aor achy fasly krty huy profit hasil krny ki koshaih kren gay to ham kamyabi ki rah ma chly jain gay hamara target aor goal cleqr honancgye kisi din agr hamen profit nhi hota to is ka yeh mtlb nhi ap kamayab nhi huy blky account ko safe rakhna bhi kamyabi hai is bat ko yaqeeni smjh ky kam lrty jao aor believe kro apko successful hony ma he professional trading skills milen gi supposed lro ky loss ho jay to usko recover krna bhi muahkil kam hai is leay pehly achi plqnning ho to kam ati hai
      • #4 Collapse

        Re: Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

        G bhai apki bat se agree karta hon jo trader apny emotion par control ni kar sakta wo kbhi acha trader ni ban sakta is liye hamyn apny emotion par full control hona chahiye aur ap ne dekha hoga k jis trader k pass knowledge aur experience ni hota us k analysis ni hoty tu usko loss hota hai aur loss ko recover karny k liye wo emotional ho jata hai emotion mein aa kar bari bari lots laga deta hai aur account tak wash kara bethta hai is liye mery dosto jab tak emotion par control ni karo gy tu loss uthaty raho gy agar ap forex ko har tarha se achi tarha seekh lyn aur har tarha k analysis seekh lyn aur market mein indicators ko use kar k trend maloom kar sakyn tu apko loss ni hoga jis ka experience zayada hota hai jo professionail trader hota hai wo kabhi bhi emotional trading ni karta isi liye faida hota hai hamyn chahye k patience k sath trading karyn aur market mein trade lagany se pehly achi tarha analysis karny k bad trade open karyn aur money mangement ka khayal rakhty hoye lot size select karyn aur aik achi strategy par trading karyn tu faida hoga aur agar kisi trade mein loss ho tu loss ki waja maloom karyn aur loss ko accept karyn aur apny knowlege aur experiece se loss ko recover karyn
        • #5 Collapse

          Re: Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

          Asalam o Alikum dear friends umed karta hon kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab he janty han kay forex ak bahut he achaa business ha is jesa koi bhi business nai ha forex main loog aksar ak ghaltii karty han kay over confident ho jaty han or jab bhi koi new trade satart karty han to markit ko analysis kaey baghir he apny emotions kay mutabiq entry leny ki koshis karty han jin say unhee acha loss ho jata ha lakin wo jab ghalat trade start karty han to is kay barry main yehi sochty han markit wapas a jay gi lekin jab markit new or lamba trend lety ha to phr wo kafi door ja kar band hotii ha is say wo apni trade ka bahut ziada nuksaan kar bethty han or khud ko itna loss karwa dety han kay wo un ki bardashat say bhi bahir ho jata ha is leye forex ki markit main hammy emotion say naiu balky apony analysis say kaam karna chaheye ta kay profit kama sakee
          • #6 Collapse

            Re: Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

            achi trading krny k liye emotionas control krna bht zrori hy kuch member losss hony ki wja sy sadd ho jaty hain or ye busssinesss hy or bussiness mai insann girta or uthata rehta hyb agr wo apny busssiness mai emotions ko lr kr ata hy to wo apna nuksan kr leta hy jb koi b member forex mai apni trades losss krta hy to wo emotions mai aa kr zyda trades kr k apnaloss recover krny k liye kam krna shuru kr deta hy lakin ye galt hota hy agr ham is bussiness mai kayab trader banana chahty hain to hami n is bussiness mai ant sy pehly iski knowladge ka hona bht zarori hy or or hamin is mai work k sat sat iski learning b krni chahiye tak ham is mai achy sy working kar saky agr ham emotions mai any ki bjai apny knowladge ko increase krny ki kosish krty hain to wo bhtr hoga hamary liye qk jab ham zyda lots ki trades krty hain to hamin losss b hota hy or yahan tk k hamra account b wash ho jata hy account ko wash hony sy bachain or apny balance ko incraese krny k liye trading ki learning karain or analysis ko sekhaion tak ap achi trades kar sakian jitni ap analysis ko samjh kr trades karain gy inshaallah utna hi faida b hasil karain gy without knowladge hamara business flop ho sakta hy or ham is bussines mai fail ho sakty hain kisi b kam ko shuru krny sy poehly uska knowladge hona zrori hy otherwise ap kamyabi ki bjai nakmai ki tarf chaly jaty hain (THANKSSSS) CONTROL EMOTIONS OR HARD WORKING KRNY KI KOSISH KARAIN
            • #7 Collapse

              Re: Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

              Aap nay bohat hi achi bat ki hay forex trading main emotions ka koi kaam nai hota jo traders emtional ho kar trading kartay hain wo hamesha loss main hi jatay hain es liay hamain chahiay k ham jab bhi forex trading main trade open karen to apni feelings and jazbat ko control me rakhen na loss ki soorat me jazbati hon aur na hi profit ly kar emotional ho jain kyin k jab ham emotional ho jain gay to ham ghalti karain gay aur ghalti main ham say wrong trading ho jay gi jis say pehly wala manafa bhi zaya ho jay ga aur nuqsan bht ziyada ho jay
              • #8 Collapse

                Re: Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
                Emotions traders ke unsuccessful hone ka ek bahut bada reason hote hain sometimes emotional hokar traders wrong decision lete hain Jiski vajah se trailers ko nuksan bhi bahut jyada hota hai isliye traders ko emotional hokar Kam Nahin Karna chahie Jab traders ko trading Karke nuksan ho raha hota hai to vah emotional Ho Jaate Hain aur emotional hokar wrong decision lete hain Jiski vajah se unko Aur Bhi Jyada nuksan Hota Hai
                Yes dear hum jab apny emotion par control kar lety hai to aus k baad hum ais market mai acha kaam kar skaty hai kun k ais market mai hum jab bhi emotional hot hai ais market mai hum loss kar skaty hai ais market mai hum ko agar loss se bachna hai to hum ko apny emotion par control karna ho ga ais market mai hum ko khud practice karni ho gi apny emotion par control karna ho ga ais market mai hum jitna zyada acha kaam karty hai hum ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai hum ko mehnat karni hoti hai tab hi hum ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko time lagana hota hai ais market mai hum ko trading sekhni hoti hai aus k baad hum ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai ghalti ki waja se loss ho ga ais market mai hum agar khud ko sahe kar lety hai to ais market mai hum loss se bach jaty hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

                  Ji han dear friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy mutfiq hon forex trading jasa k aik bot bara or behad risky business hy is m hamy zyada tar nuqsan ka samna tb karna parta hy jb ham emotional ho kr trading karty han emotional traders ki forex trading m koi jga ni na hi wo kbi earning kar sakta hy emotional traders apny emotions ki wja sy ziada tar wrong decision lyty han or jis trader ka decision power hi strong na ho wo trading ko agy ni brha sakta balky apna account wash kar dyty han isi tra emotional traders ko jb kbi loss ho ra hota hy to wo emotional ho kr galt trades open close karty rahty han is wja sy wo apna pahla loss cover krny k bjaiy or zyada loss kar k apna account wash kar dyty han isi tra profit hoty wakt b ham apny emotions control ni kr paty or zyada profit hasil karny k chkar m loss kr lyty han is liay hamy chaiy k hmasha emotions sy bach kr trading karan isi m hmari kamyabi hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

                    Assalamu Alaikum dear friend made karta hun ki aap sab theek Honge Jaisa ki Ham Sabhi Jante Hain Ki Forex Ek bahut hi Achcha business Hai Jis Se Koi Bhi Nahin Hai Forex Mein Logon log Aksar Ek Galti Karte Hain Ki over confident Ho Jaate Hain aur Jab Bhi Koi newtrade start karte hain to market ko analysis Kariye Garry Apne emotions ke mutabik entry Lene Ki Koshish karte hain Jinse unhen Achcha loss ho jata hai lekin vah Jab galat trade start Karte Hain To Iske bare mein Yahi sochte Hain market Wapas a Jayegi lekin Jab market new aur Lamba trend Leti Hai vah To fir vah Kafi Dur jakar band Hoti Hai Is Se vah apni trade ka bahut jyada nuksan kar Baithe Hain aur Khud Ko Itna loss Karva Dete Hain Ki vah Unki bardasht se bhi Bahar ho jata hai isliye Forex ki market Mein Hamen motion se Nahin balki Apne LIC se kam karna chahie Taki profit coma ke aur successful ho sake
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

                      Aslamualaikum friends,
                      Forex trading ek aiysa business ha jiss men profit unlimited ha aur eski bht sari wajoohat hn Jo forex ko dunia k sb ca bara business b bnaty hn , esi trha es men members ki tadad b bht zayada ha q k online forum ki waja ca takreebn pori dunia men phyla hova ha aur 24 hours trading aur posting ki sahoolat frahm krta ha bilkul jis trha Forex forum pa earnings unlimited hn bikul esi trha Forex forum pa loss k chances b bht zayada hoty hn aur es loss ki sb ca Bari waja lalach men a kr traders ka apny emotions pa kabo na rakh Pana aur market trends ko smjy bina emotional ho kr trading krna aur phir loss face krna.
                      Tu bilkul esi trha jis terha profit unlimited ha esi terha ya business utna hi risky b ha esi waja ca es men emotions or mukamal kabo bht zrori ha, q k emotional ho k apna loss krny ca bhtr ha k emotions ko control kr k sbr k sth profit gain krna chahea es Lea kamyabi k Lea emotions pa kabo bht zrori ha
                      الحمد لله رب العالمين

                      • #12 Collapse

                        Re: Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

                        g han dear ap ny bilkul sahi kaha hai main apki bat se agree krta hun forex trading main achi tradng k liye hmain apny emotions par control rakhna hoga q k emotional par control rakhny se he hum forex main kamyab ho skty hain or ahi trading karty hain boht se mambers jub loss hota hai tab e wo apny emotions par control nahi rakh pay jis ki wah se un ko loss ho jata hai tu aghr ap chahty hain k apko loss na ho tu apko achi trha se soch smjh kar trading krni hogi jis se ap forex main achi trading kar skty hain or acha profit lay skty hain jub hum apny emotions par control nahi rakhty tab he hum khud koi na koi gati kar jaty hain jis se hmain loss hota hai tu hmaisha soch smjh kar or market ko achi trha se analysis kar k apni trading kare jis se ap kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain tu zarori hai k apny emotins pa contro raken or forex main acha kam kar k acha profit hasil karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

                          Dear sir bath emotion ki tab hi aati hay jab aap ko news ka pata hota hay kay ab news aachuki hay or iss par market nay up hona hay ya down to agar aap say entry galat lag jaay to phir thora sa sabar kareen quen kay agar market high ho rahi ho to us may lazmi thora bohat low bi hoti hay iss liya iss kay liya thora sa intizaar kar layna chahiya to iss may bahtar rahta hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

                            assalam o alaikum bhai jan ap ko forex ma trading karna ka liya har bat ka ilam hona zarori ha ya galti har koi karta ha ka ham apni trading ka darmyan apna any waly emotion ko control nai kaarta or ya emotion hamy byhad losse ki tarf bi la jata han ya aik online bussiness ha hamy trading ka darmyan sab sa zyada khud pa controll kaarna hu ga jazbati ma a kar kabi bi trading nai karni chahiya markit ko pahly achi tara analysis kar lan zarori ha kai bar jab wo galt tard lga lata han to os ma losse bi hota rahta ha but ham dakhta rahta han ka markit ki movment badly gi asa bilkol bi nai hota or sab sa zyada trader esi waja sa apna account wash krwaty han Forex ki market Mein Hamen motion se Nahin balki Apne akl se kam karna chahie Taki profit lan ke aur successful ho sake es liya markit ko samj ka chlna chahiya na ky ham apny emotion sa losse krway
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Acchi trading karne ke liye emotions ko control karo

                              G han forex trading aik tough aur risky business hey iss men jo log trading k daoran apnay emotions pe control nhi rakh saktay woh kabi bhi kamyab traders nhi ban saktay iss liay forex trading men loss aur profit business ka hissa hey iss liay loss ho jay profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay aur jo log musalsal loss men apnay emotions pe control nhi rakh saktay woh ziyada loss kar k nakam ho jatay hen iss liay hamen profit men ziyada khush aur loss men ziyada preshan nhi hona chahiay iss liay koshish karen acha knowledge aur experience hasil karen aur phir market ka analysis karen aur apnay emotions pe control rakhen aur situation jesi bhi ho apnay emotions pe control rakhen aur khud pe depend karen aur time ki achi investment karen aur ziyada se ziyada mehnat karen tu zaroor kamyab ho saktay hen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X