Successful trading krny k steps

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Successful trading krny k steps

    Dear friend forex trading aik tough aur mushkil business hey iss men success aasani se nhi milti kiun k iss men success hasil karnay k liay bahut ziyada hardworking karni parhti hey aur time ki achi investment karni parhti hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay achi learning hasil karen aur phir 2nd step acha knowledge hasil karen jo k pak forum pe posting k zariay aur seniors se rabta kar k achi learning aur knowledge hasil kar saktay hen aur phir 3rd step demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir time ki achi investment karen aur market ka analysis karna seekhen aur phir lalach aur jald bazi se perhez karen aur small lot k sath trading karen aur kam profit pe compromise karen aur thora thora kar k apna profit increase karen tu zaroor success hasil kar saktay hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Successful trading krny k steps

      Dear member aap ne ek achcha sawal poochha hai ki successful trader banne ke liye hamen kya karna chahie to main aapko is computer lake Express karta hun.
      Ek aam trader aur professional trader mein Fark yah hota hai ki aam trader to kaise trading karta hai aur usko market ki actual moment ka idea Nahin hota Jab Ke professional trader mukammal tarike se market ko analyse karta hai aur uske bad hi trading start karta hai. agar aap chahte Hain ki ek professional aur successful Jada Ban jaaye to uske liye aapko learning Hasil karna hogi aur yah learning bad mein apni tamam trade mein implement karte hue aap aap acchi income bhi Hasil kar sakte hain aur in future aap ek acche professional trader bhi ban sakte hain.
      • #18 Collapse

        Re: Successful trading krny k steps

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
        Ham successful Kis Tarah kar sakte hain Sare traders Apne information share karo mere Khyal Mein To Hamen acchi trading karne ke liye proper tarike se kam karna chahie market ki knowledge Hasil Karke trading Karni chahie is tarike se Ham acchi trading kar sakte hain aur kamyabi bhi Hasil kar sakte hain isliye Jitna ho sakta hai mehnat Karke kam karo aur kamyabi Hasil karo kamyabi hardworking Se Hi Milti Hai Uske Bina kabhi bhi kamyabi Hasil Nahin Hoti Jab Ham hardworking Karke kam Karte Hain To Hamari trading ke skills improve Hote Hain Jo hamari trading Mein kamyabi ko bhi achcha banate hain
        Mere Khyal Mein Forex trading Jaise critical Business mein kamyabi Hasil karne ke liye bahut jyada Duri hai ki Hamara sabse Pehla step is business ki acchi learning ko Hasil karna hoga Kyunki jab tak Ham acchi learning Nahin Karenge Hamen acchi earning kabhi bhi nahin Hogi isliye shuruaat Se Hi Ham Sab aapko yah Kahate Hain ke aap demo account per kam Karen Jyada Se Jyada time time account per Den Kyunki demo account Hi Ek Aisi Jagah Hai Jahan per aap ko bilkul free of cost itne Bade business Se Ki learning karne ka mauka Mil Jata Hai aur koi bhi Aisi Jagah Nahin Hai Jahan se aap trading Jaise critical business ki acchi education aur learning ko Hasil kar sake isliye maximum time Dena chahie
        https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
        • #19 Collapse

          Re: Successful trading krny k steps

          success full baney k liye hume is main menat krni hoti ha is main hum agr knowledge hasil krein gey tu hume is main kameyab hone main asani hon gey hume is main sab se phaly lerning krni lazmi ha phaly hume is business main demo account ko time dena hota ha os k bad hume is main trading krni chaiye shoro main hum se bohat zada trading mistake hoti ha jiney waluo krna lazmi ha un ko fallow kr k hum asani se kameyab be ho sakte hein success full baney k liye hume is main menat krni lazmi ha tab hi is business main hum kameyab be ho sakte hein daily is main kam krna hota ur step by step hume lerning krni lazmi ha kameyabi hume knowledge hasil krne k se milti ha without knowledge hum kameyab nai ho sakte hein
          :1f60d: hard work :1f60d:
          • #20 Collapse

            Re: Successful trading krny k steps

            Forex market me esi trading ko hi ham successful samaj sakty hey jes key karny se profit be regular hasil hota ho aur account balance be secure rahy, esi trading key ley step by step ki learning be bahot kam ati hay, 1 hi din me na to trading ki training complete hoti hay aur na hi successful trading single day me ki ja sakti hay,

            1. Learning step by step es tarha se possible hay key pehly complete Forex business ko har tarha se study kia jaye aur practically market me trading be kia jaye,

            2. demo account ka advantage lena chaye ye practice ka step successful trading me helpful samja jata hay

            3. Account balance ko long time tak secure rakny ki koshish karni chaye es me small risk ka step hi useful hota hay.
            • #21 Collapse

              Re: Successful trading krny k steps

              agar ap log forex trading ma kamyaab hona chhatya nha toh jo forex trading ma steps diye gy ha un apr bs amal kiya jaye un steps ko bs acahy se pehlay toh read karo or phir amal kar aky forex trading am kaam akrto or phir dekhna paisa he paisa apkay qadmo ma hoga meri is advice par zarur amal karain phir dekhan ap log kaise profit gain kartay hain
              • #22 Collapse

                Re: Successful trading krny k steps

                g bhai ap nay jo kaha wo aik had tak theek hai lakin main is main khuch cheezain add karna chahta hon aur wo yeh kai agar ap market main successfull trading karna chahtay hain tu sub say pehlay ap ko market analysis karna hoga market ko different charts per different timelines main aur us kai bad us pair ya commodity main ap support aur resistance ko find karain different tools ki madad say takay entery point stop loss aur take profit ka pata chal sakay ap kous kai baad ap nay target set karna hai aur apnay ap say commitment karni hai kai agar target acheive hojaye ta take profit hit ho jaye mazeed trading atleast us din ap nay nai karni kiyon market buhat uncertain hai kisi bhi waqt ap ko dhokha day sakti hai aur ap ko panic kr sakti hai aur panic situation main trader hamesha galat trading hi kartay hain aur losses pay losses karwatay hain. Stop loss aur take profit ka istamal har trade main karna hai ap nay takay ap kai chances of number of trades barh jayn kiyon jitnay zaida chances ap khud ko dain gay market main trading kai liyay utnay hi zaida chances hon gay ap kai pass is market say profit ean karnay kai nakay ap aik hi trade main apni sarri equity kho dayn aur aisa siraf us waqt hota hai jab hum nay stop loss nai lagaya hota.
                • #23 Collapse

                  Re: Successful trading krny k steps

                  Forex trading mai successful hona her trader ki khawhish hoti hai. Jiss kay liye traders bohat mehnat bhi kertay hain aur unn ki koshish hoti hai kay success jaldi bhi mill jaey. Forex trading mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai aur apni learning aur knowledge ko iss tarah improve kerna parta hai kay woh theory say ziada practical knowledge ho. Jiss kay liye Traders ko demo trading account aur MT4 trading terminal ko ziada say ziada use kerna chaiye aur samajhna chaiye. Successful honay ki koi bohat special tips ya tareeka kaar nahi hai bulkay traders Agar 3 say 4 baatoo pay ammal ker lain tou bohat successful ho saktay hain.

                  1. Apna knowledge aur learning general ki bajaey practical ki taraf say improve karain.

                  2. Demo trading aur MT4 trading terminal ko achay tareekay say utilize kia karain

                  3. Jald baazi ki bajaey apnay account ko pehlay build Karey uss kay baad apni trading ko Barha lain

                  4. Withdraw aur trading aik limit mai he karain jiss say account kabhi bhi weak nahi ho

                  5. Kisi bhi kisam kay short cut ya fraud ki taraf Matt jain
                  • #24 Collapse

                    Re: Successful trading krny k steps

                    successful trading ap tbhi kr paye gye jub ap ke pass high level ka experience aur knowledge forex mein wo trader kamiyabi hasil krten hain jin ke pass acha experience aur knowledge hota hai aur acha knowledge aur experience practice se he milta hai jitni ziyadeh practice utna ziyadeh faida kyn ke practice se he sub kuch mumkin hai experience bhe practice se he ata hai aur knowledge bhe practice se he milita hai jo ziyadeh hard work krta hai wo he kamiyabi hasil krta hai hamesha learning krni chahie aur jaha se bhe experience mile ose hasil krna chahie tbhi forex mein kamiyabi mile gye
                    • #25 Collapse

                      Re: Successful trading krny k steps

                      ap ki baat bhe thek hai mere nazery k motbic agar ham forex traiding main kamiyab hona chahty hai to ham ko koch batto ko zahin main rkh kar ais k oper kam karna chahi hai .ik to ham ko sub sey phily agar ham forex traiding karna chahty hain or new hai to ham ko chahi hai k ham phily forex ka basic jo bhe funda hai sub sekh ley jab ham basic sekh lety hain to os k bad ham ko koch advance level tak sekhny ki koshesh karni chahi hai os k bad phir ham ko demo account k oper ziada sey ziada perctise karni chahi hai or same wohi stratgey ka use karna chahi hai jo ham real account par karna chhty hain os k bad tab ham proper knowledge or experncee ko gain kar lety hain to phir ham ko real account main working ko start karna chhi hai ais trha ham zaror kamiyab ho geyai traiding main
                      information for Beginners
                      Complete Forex Knowledge
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Aik kamyab trader kay leye zarori hai kay woh pehly es cheez ko samjay kay yeh business kaisy run hota hai. Es mai ap ko bad mai demo account diya jata hai. ap es mai sari practice karain jab ap ko samaj a jaye yeh business ap kar sakty hain tu ap us kay bad es mai trade kar sakty hain. Koshish karian kay ap sub sy pehly mt4 kay sub tools ko samjain un ka use kaha hota hai woh samjain us kay bad he ap apni trade main es ko kar kay achi earning kar sakty hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X