Re: analysis ko kest bhtr kia jay.
Forex trading mai analysis ko strong aur achay result lainay kay liye bohat ziada working ki zarurat hoti hain. Analysis kernay kay bhi mukhtalif tareekay hotay hain jinhain zarurat kay mutabiq apply kia Jata hai. Analysis basically 3 Tarah kay hotay hain. Aik type technical analysis, Dusri fundamental analysis aur teesri type sentimental analysis kaha Jata hai. Forex trading mai analysis khud her trader bhi ker sakta hai aur expert analysis ki madad bhi li jaa sakti hai jo kay MT4 trading terminal pay available hotay hain.
Agar traders khud analysis kerna chahay tou woh bohat simple tareekay say kiye jaa saktay hain aur unhain bohat best aur fruitful banaya jaa sakta hai. Analysis kernay kay liye kisi aik currency ya commodity kay chart ko select ker kay uss kay 5M say 1H takk kay time frames apply kertay jaey aur movement ko note kertay jain aur saath he news ko check ker lain. Ziada say ziada 5 minute mai he traders apna analysis complete ker saktay hain laikin analysis complete kernay kay baad bhi fori trade open nahi kerni chaiye aur market movement ko apnay analysis kay result say match ker kay he postions open kerni chaiye

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим