prrofit se taluk rakhny wali mistakes
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    prrofit se taluk rakhny wali mistakes
    Forex member Forex trading web bahut se member Aise hote hain jinko lagta hai to unko forex main profit Nahin Milta Forex trading mein un members profit Nahin Milta Hai Jo Apne profit se related mistakes Karte Hain is liye Kabhi Bhi Apne profit ko ummid banaa chalne Den matlab ke Agar aapka $10 ka profit a raha hai aur aapke pass koi logic trading signal Nahin Hai profit aane ke bad aapko chahie ki aap 10% profit Lekar trade se bahar a Jaaye Jab aap lalach karte hain tabhi aapko loss hota hai aur aapka account bhi tab hi wash h sota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: prrofit se taluk rakhny wali mistakes

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Romank پيغام ديکھيے
    Forex member Forex trading web bahut se member Aise hote hain jinko lagta hai to unko forex main profit Nahin Milta Forex trading mein un members profit Nahin Milta Hai Jo Apne profit se related mistakes Karte Hain is liye Kabhi Bhi Apne profit ko ummid banaa chalne Den matlab ke Agar aapka $10 ka profit a raha hai aur aapke pass koi logic trading signal Nahin Hai profit aane ke bad aapko chahie ki aap 10% profit Lekar trade se bahar a Jaaye Jab aap lalach karte hain tabhi aapko loss hota hai aur aapka account bhi tab hi wash h sota hai
    Dear ap ais market mai jab aik dafa analysis karty hai to aus time hi ap ko ais market mai apna target set karna hota hai ais market mai ap agar trade k sath bar bar ap ais market mai trade par ghalti kary gay to ap ko ais market mai loss ho jata hai ais market mai ap ko apni trade par target set kar k trade ko chaor dena chaye ais mai bar bar take profit ko change nai karna chaye ais market mai ap agar discipline k sath kaam karty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap ghalti lalch ki waja se karty hai ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market maki soch samjh k karna ho ga aus k baad ap ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ki mehnat hoti hai aus k bad ap ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai ap ko mehnat karni ho gi kamyab hony k liay.
    • #3 Collapse

      Re: prrofit se taluk rakhny wali mistakes

      Dear member aapane bilkul sahi kaha hai Forex trading mein jo members Apne profit ke liye kaun se hote hain aur vah confuse ho kar apni trading karte hain tab kabhi bhi Forex me Achcha profit Hasil nahin kar sakte Acha profit Hasil karne ke liye zaruri hai ki aap sabse pahle lalach ko khatm Karen Kyunki lalach Se Hi aap apne mistake Jyada karte hain jisse aapko profit Nahin Mil Pata isliye zaruri hai ki aap apne trading ability ke according Apna profit target set Karen jisse aap apne target ko achieve karne ke bad market Ko Chhod den Jab aap apne account ko secure rakhte Hue trading karte hain to aapko kabhi bhi Forex Mein loss Nahin Hota aur aap Forex Mein accha profit Hasil kar sakte hain to hamesha Apne profit se related koi bhi mistake na Karen aur na hi koi aisa factor use Karen jisse aapko Forex Mein Bada loss Ho Jaaye aur aapka account bhi wash ho jaaye
      • #4 Collapse

        Re: prrofit se taluk rakhny wali mistakes

        Assalamu Alaikum dear Forex trading members aapko trading ke liye mistakes ko avoid krna ho ga tb he aoko kamyabi mily ge trading ky leay hamen practically experience hasil kia hua jo hai usko use krna chye tb he market ki bhi smjh ati hai aor ham kamyab ho skty hain successful in market for earning is only possible thoroughly analysis agr kisi bhi step ko chota amjha jay to yeh hamry keay ghalat sabit hota hai ia ko ham ny smjhna hai ky ham kya kren trades kahan sy aor kesy manage kren tb kamyab ho yeh sari baten pehly sy maloom ho kon ai strategies ko istemal krny ka faida zeyada hai aor kia ki waja sy ameer market hamen ghareeb kr dy gi yeh sari tawajo ko baten hain planning krny ma he kamyab hai
        • #5 Collapse

          Re: prrofit se taluk rakhny wali mistakes

          g bhai ap ka point main samajh gaya hon aur agree karta hon ap ki baat say kai jab kabhi humay kissi trade main profit ho raha hota hai tu hum panic ho jatay hain aur samajh nai ati kai itna profit kafi hai humaray liyay ya mazeed profit is trade main say nikal sakta hai isi lalach main hum market reversal marti hai aur jo profit humay show ho raha hota hai wo bhi hum loss main convert kar chukay hotay hain apni lalach ki waja say tu dosto aisa is liyay hota hai kai hum market main enter honay say pehlay koi target ko set nai kartay aur jab profit show hota hai tu panic ho jatay hai kai trade ko close karain ya na karain isi chakar main trade loss main ho jati hai tu hamesha jab bhi market main enter hon zehan main aik target lai kar enter hon kai is trade say equity ka 10 percent ya 20 percent target set kar kai enter hon balkay main tu yeh kahon ga kai stop loss kai sath take profit ka istamal zaoror kiya karian because is say ap ko trade close karnay ka decision bhi nai laina parta aur market main volatility ki waja say ap ka tp hit ho jata hai aur ap aik acha din guzar saktay hain forex trading main. Take profit kai option ko hum log buhat light laitay hain jabkay yeh buhat hi kam ka tool hai stop loss ki tarhan tu agar hum is market main kamyabi hasil karna chahtay hain tu humay dono tools ko apni har trade main use karna ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: prrofit se taluk rakhny wali mistakes

            profit hasil krne k liye hume is main acha kam krna hota ha acha work kr k hi hum is main kameyab be ho sakte hein ur jo is business main lalach krte hein wo kameyab nai ho sakte hein kameyab hone k liye hume is main daily kam krna hota ha hume profit hamri menat se milta ha is main sab se bhari mistake hoti ha k hum is main extra lots size ka use krte hein is waja se hum kameyab be nai ho sakte hein hume hardwork krte rehna lazmi ha is main daily analysis ko fallow kr k work krna hota kameyab hone k liye hume chart indicotor ko dekhna hota ha ye hamre liye sab se acha onlines business ha is main hum menat kr k hi kameyab be ho sakte hein bhagir menat k is main kameyab hona kafi muskil kam ha menat krein asani se success mil jaye gey
            :1f60d: hard work :1f60d:
            • #7 Collapse

              Re: prrofit se taluk rakhny wali mistakes

              G han bhai asal mein hota is tarha hai k jab ham market mein kisi pair par analysis kar k trade open kar dety hain aur aik point select kar k take profit laga lety hain tu us time market ki condition aur hoti hai lekin apko pata hai k ye aik online market hai is mein jab buyer aur seller barhty jaty hain tu market ka trend change hota rehta hai aur agar hamara take profit hit ni kar raha hota tu hamyn phir market k analysis kar leny chahyn kyun k market ka trend agar change ho raha ho tu ap kam profit ly kar side par ho jayn tu wo aik achy trader ki nishani hai some time aisa bhi hota hai k ham profit mein close ni karty aut take profit hit karny ka wait karty hain aur news any ki waja se hamara profit bhi chala jata hai tu mery dosto market ki har condition ko samjhna chahye aur us k mutabiq apni trading ko adjust karna chahye aur ye tab he possible hota hai jab aik trader k pass acha knowledge aur well experience hota hai is liye market mein kam karny se pehly hamyn achi tarha forex ki learning karni chahye aur practice karni chahiye ta k hamyn loss na ho aur ham market ki har situation mein apko faida ho
              • #8 Collapse

                Re: prrofit se taluk rakhny wali mistakes

                Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy mutfiq hon forex trading main ziada tar traders isi waja sy kamyab ni hoty q k wo lalich m a kr jald bazi sy kam lyty han or asi mistakes ki wja sy unan ziada loss ka samna krna parta hy jo wo apny profit m karty han jb unan loss ho ra hota hy to b wo zyada loss karty rahty han ye janty hoay b k market dosry side py move kar rahe hy to unan km loss m hi trade close kar dyni chaiy isi tahra wo profit hasil Kar k b loss kar lyty han jb unan aik trade m profit ho ra hota hy to wo ziada profit k chkar m or zyada profit hasil karny ka sochty rahty han or trade profit khtam kr k loss m chli jati hy jb k hamy km profit hasil karny k bad hi market ka rukh dakh kr anylyses ko study kr k trade close kar dyni chaiy isi m hmara account safe rahy ga
                • #9 Collapse

                  Re: prrofit se taluk rakhny wali mistakes

                  zeyda profit hasil karne kay chakar me bhi traders mistake kartay hain or in mistake ki waja se traders ko loss ho jata ha traders ko chahie kay wo rules kay mutabik or market ki condition kay hisab se profit hasil karay ager ap market ki condition kay against ja kar zeyda profit hasil karne ki koshish karay gay tu ap ko lazmi loss ho ga traders jub trades open kartay hain tu un ko profit ka target hasil karne kay liey bhi market ko analysis karna chahie jub ap Apne profit target ko market ki condition kay hisab se analysis kar kay hasil kartay hain tu ap is me kamyab ho jatay hain ager market ki condition kay hisab se profit target hasil hone se pehle market ka trend change ho jata ha tu ap ko kam profit me bhi apni trades ko close kar lena chahie or market ki condition or trend kay against profit target hasil nehi karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: prrofit se taluk rakhny wali mistakes

                    Profit say taaluq rakhnay waali aisi bohat si mistakes hain jo traders baar baar repeat ker rahey hotay hain aur unhain loss ho raha hota hai aur unn traders ko pata bhi nahi chall raha hota kay unhain profit ho janay kay bawajud loss kiyu ziada hojata hai. Forex market mai jab koi trade open ker li jaey tou trader ko apany aik average profit ka target rakh laina chaiye takay jaisay he woh targeted profit haasil ho apni trade ko close ker kay profit ko secure ker Lia jaey laikin traders iss baat ko ignore kertay rehtay hain jiss say aik munasib profit kay bawajud trade close nahi kertay aur phir uss trade ka profit ya tou Kamm hojata hai ya phir woh trade he loss mai chali jaati hai.

                    Dusri profit Kamm kernay waali mistake jo bohat ziada ho jaati hai woh jald baazi hai. Traders ko aik trade mai profit ho raha hoto woh usi waqt big lot size say same entry daal laitay hain aur market reverse honay pay loss double say bhi ziada hojata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: prrofit se taluk rakhny wali mistakes

                      g g bhai jan ham trading karta ha koi bi trd jab star karta ha to hamy os tarad ko sab sa pahly analys karna chahiya jab hamri trading ki hardworking pori hu gi to ham kamyab hu saky ga achi tradin ka liya mehnat bohat zyada karni parti ha or jab ham trading start karta han to hamy es ko start karna sa pahly aik souch pada kar lanni chahiya bahtr ha ka ham apni start karna walii tradin pa agr stop losse lg ga ya stop profit lga ga to hamra andar kabi lalch nai hu ga or na hi account wash honay ka dar rahy ga phr trad lga ka hamra lazmi nai ha ka es pa nazr rakhy wo khudi kam kara gi agr ham es ko nai lgata to jab profit hota ha to ham lalch ma bi a jata han agr ap stop profit nai lgata to apna mind ma aik chiz rakh la jab hamy itna % profit hona ha to hamy trde band kardani ha agr ham nai karta to lalch ma hamra account wash hu sakta ha kai dost stop profit ka bi istmal nai karta or jab koi trade losse ki tarf jati ha ka shayd ab ya upar a jay asa hi dakhta dakhta wo os tarf move kar jati ha ka account wash hu jata ha profit hu ya losse hamy pahly souch lana chahiya ham inat kam kar ka trad band kar da ga
                      • #12 Collapse

                        Re: prrofit se taluk rakhny wali mistakes

                        HAM APNI TADING MAI KAFI ZYDA MISTAKES KRTY HAIN JISSS WJA SY HAMRA PROFIF loss ki tarf change ho jata hy ham 1 achi trade krny k bawjood b acha profit hasil nhi kar paty us ki wja ye hoti hy k ha, apni trade ko proper time pr close nhi krty jab ham apni trade open krty hain to take profit set krty hain take profit hit hony bawjood b ham trade colse nhi krty or market mai changing ki wja sy apki trade reverse hona shuru ho jati hy or apki trade loss ki tarf jana shuru ho jati hy is liyee hamain apni trade ko take profit hit hony k kreeb jaty hi trade close krni chahiye or acha profit hasil krna chahiye
                        kuch dost 1 trade profit abel ho ri hoti hy to same time mai dusri trade lga dety hain jis sy kafi losss hota hy (SHKRIA)
                        • #13 Collapse

                          Re: prrofit se taluk rakhny wali mistakes

                          Assalamu Alaikum dear friends ji bhai aapka. Main samajh gaya hun aur aagrah karta hun aapki baat Se Koi Jab kabhi hamen Kisi trade mein munafa ho raha Hota Hai To Ham Kho Jaate Hain aur samajh nahin aati ke Itna profit Kafi Hai Hamare liye ya married profit is trade mein se nikal sakta hai is lalach Mein Ham market reversal Marti hai aur jo profit Hamen show ho raha hota hai vah bhi Ham lost Mein convert kar Chuke hote hain apni ladki ki vajah se to doston Aisa isliye hota hai ki Ham market Mein Antar hone se pahle Koi target ko set Nahin Karte aur jab profit hota hai to Kahan Kho Jaate Hain Ki trade ko propose Karen ya na Karen ISI Chakkar Mein trade laws Mein Ho Jaati Hai To Hamesha Jab Bhi market mein enter Ho vahan Ek target Lekar Hun Ki is trade se equity ka 10% 20% target set Karke enter Hun balki Main To Yahi kahunga ke stop loss ke sath Ek profit ka istemal Jarur Kiya Karen because isase aapko trade close karne ka decision bhi nahin Lena Padta aur Market Mein bolati ki vajah se aapka DP hit ho jata hai aur aap ek Achcha Din Gujar sakte hain Forex trading Mein take profit Koi option ko ham log light Lete Hain Jab Ke yah bahut hi kam hai cartoon hai stoploss ki Tarah Tu Agar Ham is market Mein kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen donon tool ko apni trade Mein use karna hoga tabhi Ham successful ho sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: prrofit se taluk rakhny wali mistakes

                            Gi ha brother ap nay sahi kaha ha humay is market may kamyab honay kay liye apni tamam mistakes ko sahi karna ho ga tabb hi humara bonuse increase ho jaye ga humay apni mistakes ko sahi karnay kay liye is market may apna zayda time lagana ho ga humay is market may kamyabi hasil karnay kay liye is market may mahnat karni ho gai humay is marketmay apni solide planing karni ha tab hi humay is market may kamyabi ho gi humay is market may kam karnay say pahlay hi apni planing karni ho gi or apnay knowlege ko increase karna hai humay is market may mahnat say or dill laga kar kam karna ho ga tab hi hu may is may profite ho ga and hum aik achay trader ban jaye gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: prrofit se taluk rakhny wali mistakes

                              Dear friend forex trading real men aik bahut hi acha aur profitable business hey lekin jin logon k pass acha knowledge aur experience hota hey woh zaroor acha profit kama saktay hen lekin forex trading men kabi kabi ziyada profit k lalach men kam profit se bhi haath dho bethtay hen kiun k agar trade kam profit men chalti tu trade ko close nhi kartay aur ziyada profit k liay trade ko hold rakhtay hen jiss ki waja se trend change ho jata hey aur trade profit se nikl kar loss men chali jati hey aur kuch log bagher learning k trading kartay hen unn ko bhi profit ki bajay loss ho jata hey aur jo log demo account pe practice nhi kartay woh bhi trading men profit kam aur loss ziyada hasil kartay hen aur jo log market ka analysis nhi kartay woh bhi loss uthatay hen aur jo log small lot ki bajay bari lot laga detey hen unn ko bhi aksar loss ho jata hey

                              اب آن لائن

                              avatar ajc
                              Working...
                              X