jaiza: kesy hum forex trading mein kamyab ho sakty hein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: kesy hum forex trading mein kamyab ho sakty hein?
    Yah friend Forex trading Ek bahut hi Achcha beta business hai agar aap ismein hard worker mehnat karen to aap Hamesha Kamyab ho sakte hain aur yah Aisa online work hai jismein aap kam time mein acchi earning Hasil kar sakte hain to isliye ismein achha experience aur accha knowledge aapko Kamyab Karva sakta hai jisse aap unlimited earning Hasil kar sakte hain aur apni life ko Behtar banaa sakte hain to iski behtarin tips yah hai

    1. trading ko develop karna chahie aur acche plan ke sath Hamesha trading Mein Aana chahie

    2. Hamesha apni Har trade Mein stop loss Ka istemal Karna chahie

    3. Aur apni equity ke hisab se risk Lena chahie single margin per 2% risk Lena chahie

    4. Apne emotion ko trading ke Waqt control kar Rakhna chahie

    5. Apni Har trade ko loss ke hisab se upar nahin karna chahie

    6. Kabhi bhi overtrading nahin Karni chahie jisse aapko loss Ho

    7. Hamesha Apne loss ko ek accept karna chahie aur ek new plan ke sath trading Rahana chahie

    8. Aur loss ke bad Ek acche plan trading plan ko develop karna chahie

    9. Hamesha tabhi trade open Karni chahie Jab aapko Lage ki yah Sahi Sahi moment hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: kesy hum forex trading mein kamyab ho sakty hein?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: TauseefChaudary پيغام ديکھيے
    Yah friend Forex trading Ek bahut hi Achcha beta business hai agar aap ismein hard worker mehnat karen to aap Hamesha Kamyab ho sakte hain aur yah Aisa online work hai jismein aap kam time mein acchi earning Hasil kar sakte hain to isliye ismein achha experience aur accha knowledge aapko Kamyab Karva sakta hai jisse aap unlimited earning Hasil kar sakte hain aur apni life ko Behtar banaa sakte hain to iski behtarin tips yah hai

    1. trading ko develop karna chahie aur acche plan ke sath Hamesha trading Mein Aana chahie

    2. Hamesha apni Har trade Mein stop loss Ka istemal Karna chahie

    3. Aur apni equity ke hisab se risk Lena chahie single margin per 2% risk Lena chahie

    4. Apne emotion ko trading ke Waqt control kar Rakhna chahie

    5. Apni Har trade ko loss ke hisab se upar nahin karna chahie

    6. Kabhi bhi overtrading nahin Karni chahie jisse aapko loss Ho

    7. Hamesha Apne loss ko ek accept karna chahie aur ek new plan ke sath trading Rahana chahie

    8. Aur loss ke bad Ek acche plan trading plan ko develop karna chahie

    9. Hamesha tabhi trade open Karni chahie Jab aapko Lage ki yah Sahi Sahi moment hai
    Dear ye ap ne bahot hi achy aor important points diay hai jin ko agar new traders apny mind mai betha ley to aun ko ais market mai kamyab hony se koi nai rok sakta hai ap ne agar ais market mai kamyab hona hai to apko ais mai discipline k sath kaam karna ho ga aor ain sari baton ko follow karna ho ga agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai over trading ki waja se kai log apna account wash karty hai kai log stop loss k baghair kaam karty hai aisy hi ais market mai kai log lot bari lagaty hai ye bahot sari baty hoti hai jo hum ghaltian kar rahy hoty hai ais market mai hum ne agar kaam karna hai to hum ko ais market mai mehnat karni ho gi ais market mai hum jitna zayda acha kaam karty hai hum ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai hum ko time lagana hota hai tab hi hum ko kamyabi milti hai.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: kesy hum forex trading mein kamyab ho sakty hein?

      asslam o alikam bhai is main trading krne k liye hume phaly knowledge hasil krna hota ha hamre paas is business ka knowledge hoga tu hum asani se kameyab be ho sakte hein trading krne k liye hume lerning ki zahrorat hoti ha hume is main sab se phaly money management ko fallow krna hota ha hume os ko fallow kr k kam krta hota ha kam hamra acha hoga work acha hoga hum apney account ko safe rakh k trading krein gey tu phr hum asani se kameyabi hasil kr sakte hein is main analysis indicotor chat se hume help len hoti ha market main os time sab se zada movement hoti ha jab is main koi news ati ha news ane ka hume wait krna hota ha zada extra kam krein gey tu hume is main knowledge hasil nai hoga ur na hi trading main success milen gey
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: kesy hum forex trading mein kamyab ho sakty hein?

        Forex business me kamyab hony se related app ka jaiza senior aur new traders key ley mufeed hay traders ko ye sochny ki zeyada zarorat hay key wo apni trading performance ko kesy aur ken techniques use karny se behtar kar sakty hey, es key koch rules determine karny chaye jo successful hony me kafi help de sakty hey,

        1. Trades loss me be ho to emotional feel nahi karna chaye
        2. Trades profit me ho to mazeed greed nahi karni chaye
        3. Trades exit points ko define zaror kia karen
        4. Kamyabi agar mil jaye to over confidence be trading me nahi karni chaye
        5. Risk se related har tarha ki planing karni chaye zeyada risk lena traders key har plan aur strategy ko fail kar sakta hay.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: kesy hum forex trading mein kamyab ho sakty hein?

          Forex trading market mein kamyab hone ke liye Technical chart ko sambhal karna chahie aur aur trading ke liye hamen parmanent success aasan karni ho to usi latest ko use karna hoga aur indicator ko bhi use karna hoga moving average ko bhi karna hoga aapko ek aur baat bhi sochana chahie ki aap aur aapaapko psychological thinking ke sath trading karna various ko manage karna hoga trading market main aapke pass metatrader 4 terminal bhi hai metatrader 5 karne karni hai jis related to dete hain different time frame multiple source use karte hue economic calendar ka istemal krna ho ga wahan sy apko market ke bare mein complete information mil sakti hai aur aap confidence ke sath emotional control ke sath chatting kar sakte ho trading member agar aap aap trading chart mein moving average use karoge uska plus use karoge to aap kamyab rahoge
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: kesy hum forex trading mein kamyab ho sakty hein?

            Aapane bilkul sahi kaha hai Forex trading Mein Kamyab hone ke liye Ham ine Sab points ko apni trading Mein Shamil Karke apne business Mein Kamyab ho sakte hain Forex trading mein jo member Kamyab hote hain unko loss kam se kam hota hai Forex Mein Kamyab trader wo Nahin Hota jinko loss hota hai Forex trading Mein Kamyab vah hota hai jinko loss Se Jyada profit Hota Hai To Hamen Agar Forex Mein Kamyab hona hai To Hamen mehnat karna Hogi aur Forex main UN points ko avoid karna hoga Jinse Hamen .loss hone ke chance Jyada Hote Hain Kamyab trading ke liye Hamen Apne experience ko increase karna hoga Jinse Ham forex market ko acchi Tarah Se samajh sakte hain iske sath sath Hamen forex market ko analysis karne ke bhi method Aane chahie Kyunki jab tak Ham market ko samajh Nahin Sakte tab tak Ham forex market mein enter hokar acchi train find out nahin kar sakte hain isliye Apne experience ko increase Karen Uske bad aap Forex Mein trading Karenge to aap Forex Mein Acha profit Hasil kar Sakenge
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: kesy hum forex trading mein kamyab ho sakty hein?

              Yes dear forum friend ap ne bahut he achy points discuss kiye hain hamyn forex join karny se pehly aik target rakhna chahye k forex se agar sab log kamyabi se achy trader ban k profit kama rahy hain tu main bhi successfull trader ban k dikhaon ga tu dear koi bhi kam mushkil se mushkil ho but na mumkin ni hota aur agar is pukhta irady k sath ham forex join karyn aur achi tarha learning karyn aur show se aur intrest k sath agar ham forex ko study karyn aur phir demo account par practice kar k agar real account par trading karyn tu ham kamyab ho sakty hain lekin kamyabi k liye hamyn apny kuch rules banany chahyn aur kuch point hain jin par amal kar k profit earn kiya ja sakta hai jaisy aik achi trading strategy k sath aik planing k sath kam karyn aur stop loss must lagayn aur apni trade mein lot apny account balance k hisab se select karyn aur itna he risk lyn jitna agar apko loss ho tu ap recover kar sakyn aur agar loss ho tu easy na lyn aur loss ki waja maloom karyn aur jo mistake hoi hain unko accept karyn aur mistakes ki corection karyn aur dear kabhi bhi lalach se trading na karyn kyun k lalchi insan kabhi acha trader ni ban sakta aur during trading apny emotion par control rakhyn agar ap in sab points par amal kar k trading karyn gy tu ap forex trading mein kamyab ho jayn gy aur apko acha profit ho sakta hai aur ap tuky par trading karyn gy tu phir loss he hoga is liye dear mehnat karyn mehnat se kamyabi milti hai
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: kesy hum forex trading mein kamyab ho sakty hein?

                hum forexc trading ma sirf or sirf mehnat kar kay akmyaab ho sakatyu ha iska alaaw aplog koi or5 kuch nhi kar sakaty jis ki bina par kaam karna ssekh ajye okr forex ma be sucess hasil akr le is liyte dosto forex ko apna zayad se zayaad time de or mehnat jaari rakaht or apna dosaro ak sath bve contact rakhain
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: kesy hum forex trading mein kamyab ho sakty hein?

                  g han deear ap ny bilkul sahi kaha hai main apki bat se agree krta hun forex trading main kamyab hony k liye hmain en points ko follow karna hoga jis se hum forex main kamyab hos kty hain or en ko follow karny se hmain loss bhi kam se kam hota hai es liye hmain chahye k hum aghr forex main achi trading krna chahty hain tu hmain forex main un tools ka use krna hoga jis se hum forex main ahi trading kar k acha profit ahisl karen or un factors ko avoide karen jis se hmain loss hony k chances zyda hon tu hmaisha apny kam ko achi trha se soch kar apni trading karen jis se ap kayab ho skty hain kbhi bhi apni trading main lalach na karen q k lalac se he ap forex main kamyab ho skty hain or achi earning hasil kar skty hain forex trading main kamyab hony k liye apko mahnat krna hoti hai jub ap mahnat karty hain tab he ap forex main kamyab hoty hain or achi earning hasil kar skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: kesy hum forex trading mein kamyab ho sakty hein?

                    g bhai ap nay oper jitnay points batyn hain buhat achay batayn hain aur main in say agree bhi karon ga kai agar forex trading main hum in points ko hi follow kar lain tu kamyai hasil kar saktay hain aur kamyab trader ban saktay hain is market man lakin main in points kai sath sath khuch apna experience bhi share karna chahta hon aur wo yeh kai hum nay jab bhi is market main enter hona hai tu aik specific target zehan main hona chahiyay aur wo target jab acheive ho jaye tu market say out ho jana chahiyay trade close kar kai because some time hum zaida profit kai lalach main apna kanmaya howa profit bhi gawwa bhaitatay hain tu yeh buhat zaoori hai har trader kai liyay kai target zaroor set karna chahiyay daily basis per aur is kai liyay ap take profit ka option use kar saktay hain apni trades main. Is kai ilawa stop loss ka istamal bhi buhat zaroori hai wo is liyay kai market main zaida volatility ki waja say agar ap ka stop loss hit bhi ho jata hai tu ap ko yeh sochna chahiyay kai agar stop loss na hota tu ap ki tamam equity bhi loss ho sakti thi aur is tarhan ap kai mazeed trade karnay kai chances bhi khatam ho jatay hain tu koshsih karain kai market main apnay trades open karnay kai chances ko zaida say zaida barhyn stop loss ka option use kar kay. Is kay ilawa kabhi bhi lalach na karain, overtrading na karain, dosron ki trades ko copy na karain aur trade kartay howay relax rahain aur patience buhat zaroori hjai is market main har trader kai liyay.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: kesy hum forex trading mein kamyab ho sakty hein?

                      dear friend forex trading aik complicated business honay k sath sath bahot achha aur most profitable online business bhi ha agr ap forex trading mn kamyabi hasil krna chshtay hn aur achhi earning hasil krna chahtay hn yo apko chayay k mehnat kren aur forum ko ziada sa ziada time den aur forum pa seniours ki posting ko ziada sa ziada achhi trh read kr k forex k baray mn complete knowledge gain kren keun k seniours apni posting mn forex k baray mn knowledge aur apna experience share kia krtay hn sur sath sath apko chayay k demo account pa bhi achhi practice k zriay achha trading experience hasil kren aur hmesha forex trading mn soch smjh kr trading kren to sp bhi forex trading mn kamyabi hasil kr k achhi earning hasil kr sktay hn
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza: kesy hum forex trading mein kamyab ho sakty hein?

                        Ji han friend bilkal agr ham forex trading main mehnat sy kam krty han to hamy kamyabi milti hy q k ham dunya k kisi b kam m tb tk kamyab ni ho sakty jb tk k ham mehnat na Karan or forex trading aik difficult business hony ki wja sy is m hamy successful hony k liay bot c chezon ki zrort hoti hy jin k bagar ham achi trading ni kar sakty hamy apni trading ki mukmal planning karni ho ge tbi ham profitable trades open kr sken gy hamy acha knowledge or experience hasil krna ho ga q k is k bagar b kamyabi namumkin hy bahtreen learning k bagar b ham forex m agy ni brh skty isi tra hamy anylyses ko study kr k kam krna ho ga or anylyses hmary pas 3 qism k hoty han technical analysis fundimantiol anylyses or sentimental anylyses in teno ka istamal kar k ham kamyab trading kr skty han achi stertgy bna kr trades open kr k hamy kbi b loss ka samna ni krna pary ga agr ham lalich sy bachan gy or over trading ni karan gy to forex hamy bot bari kamyabi frahm krta hy jis sy hum bahtreen earning kr skty han
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza: kesy hum forex trading mein kamyab ho sakty hein?

                          ap sb ya bt bilkul achy traky sy janty hn k mahnat to har kam ma hoti ha hmy sb sy phly to forex form ma demo account per achi tarah sy practie krni cheay ta k hmy ksi b kisam ka loss nai ho jitni hm is forex fporum ma mehnat krty hn utna he hm is forex forum ma kamyab hoty h or expert b hoty hn or forex trading ma hm tb he kamyab ho skty jb hmry pass zydha sy zydha knowledge ho or experience ho or jb hm ny trade krni hoti tb sb sy phly hmy market k bary ma jana hota jitna hmy knowledge ho ga or experience ho ga hm utna he kamyab hn gyhm sb sy zydha zaori is business ka knowledge ha
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza: kesy hum forex trading mein kamyab ho sakty hein?

                            ham agr mehnat karn khud ma poraitmad hu os ky elawa ham mehnat ki bi bohat zarort ha jab ham tarad karta han to hamra aik target hota ha ya aik maqsad jab ham os ko apni mehnat or dill lagi ka sath kara gan to hamy kamyab hona sa koi bi rok nai akta es liya sab sa koi nai rok sakta hamy bas learnig ko zyada sa zyada mehnat ka sath karna hu ga or sab sa ahm bat ma forex ma kabi bi lalch nai karna chahiya es ko agr ham na apna liya to kabi kamyab bi nai hunga or lose bi bohat hu ga or na hi hamy isi ka btay howa signol pa foran amlkarna chaiya jab tak khud on signol ko achi tara analyses na kar lan
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza: kesy hum forex trading mein kamyab ho sakty hein?

                              Forex trading aik aisa business hai jiss mai kaamyabi kay liye traders ko mehnat aur interest paida kernay ki zarurat hoti hai. Forex aisa business nahi hai jiss mai koi khaas education ya koi khaas kaam kerna ho bulkay Forex trading kay related her cheez seekhnay kay liye instaforex ka pak Forex forum aur demo trading account mojud hai. Jinn pay kaam ker kay bohat achi earnings bhi ki jaa sakti hain aur apnay business ko bohat ziada grow bhi kia jaa sakta hai. Forex trading mai kaamyab honay kay liye traders ko Forex ka basic knowledge gain kerna chaiye aur phir usay improve kerna chaiye. Uss kay baad traders ko demo trading mai uss ki practice zarur kerni chaiye. Jab trader real trading shuru ker lain tou MT4 trading terminal kay barey mai aur uss kay tools kay barey mai complete knowledge ho aur unn ka use bhi ata ho. Agar traders apany liye iss Tarah ki aik tarteeb Bana kay kaam shuru karain tou asaani say kaamyab Hua jaa sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X