Re: Traders ko boriat kabb hoti hai?
Jin logon men sabr aur bardasht nhi hota woh forex trading men kabi bhi kamyab nhi ho saktay kiun k forex trading aik tough aur risky business hey iss men loss aur profit hota rahta hey kiun k yeh business ka hissa hey iss liay jab hamari koi trade musalsal loss men chalti hey aur acha balance honay k bawajood kuch nhi kama saktay tu uss waqt trader ko bahut ziyada boriat hoti hey aur koi kam karnay ko dil nhi karta aur trading chornay ko dil karta hey lekin forex trading men her kism ki situation ka samena karna parhta hey aur iss men bara bara loss bhi ho jata hey iss liay jo log loss ka mukabla kartay hen aur loss se seekhnay ki koshish kartay hen aur sabr se kam letey hen tu woh aik din zaroor kamyab traders ban jatay hen iss liay apni mehnat aur himat jari rakhen aur shaoq aur lagan se kam karen tu forex trading men mehnat ka phal zaroor milta hey

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим