Importance of Breakout in forex market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of Breakout in forex market
    Forex member Forex trading mein Kamyab hone ke liye aapko market ko samajhna bahut Jaruri hota hai jismein aap Forex ke situation ko samajhte Hue Apne trade find out kar sakte hain jisse aapko accha profit Milta Hai Forex trading Mein break outs market ko samajhne Mein Hamari bahut help karte hain jinko follow karke Ham Forex Mein acchi trading kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain kaun se market Kisi bhi time main aapke friend ko break karte hain jisse aap apni trading ke liye Kisi bhi Tarah ka Achcha Faisla kar sakte hain to aapko chahie ki aap forex market Mein Breakout ki importance ko samajhte hue apni trading Karen jisse aap Forex profitable trading kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Importance of Breakout in forex market

    forex market me boht zeyda breakout strategy use ki jati ha or boht zeyda traders profit earn kartay hain jaisa kay support and resistance breakout or trendline breakout channel trading breakout ki strategy use hoti hain forex market me traders support and resistance kay begair successfull trading nehi kar sakte hain boht zeyda traders support and resistance ko follow kartay huey trades open kartay hain baz dafa jub market breakout out hoti ha tu support resistance me change ho jati ha or resistance support me change ho jati ha or traders jub ko support and resistance breakout hoti ha tu os breakout par entry find kar kay order open kartay hain isi tarah trendline or channel kay breakout hone par bhi trades open ki jati hain
    • #3 Collapse

      Re: Importance of Breakout in forex market

      اصل پيغام ارسال کردہ از: zainuddin پيغام ديکھيے
      Forex member Forex trading mein Kamyab hone ke liye aapko market ko samajhna bahut Jaruri hota hai jismein aap Forex ke situation ko samajhte Hue Apne trade find out kar sakte hain jisse aapko accha profit Milta Hai Forex trading Mein break outs market ko samajhne Mein Hamari bahut help karte hain jinko follow karke Ham Forex Mein acchi trading kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain kaun se market Kisi bhi time main aapke friend ko break karte hain jisse aap apni trading ke liye Kisi bhi Tarah ka Achcha Faisla kar sakte hain to aapko chahie ki aap forex market Mein Breakout ki importance ko samajhte hue apni trading Karen jisse aap Forex profitable trading kar sakte hain
      Dear ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai break out par trade lagany k liay ye pata ho k market ne ap k respected level ko break kar dia hai ap agar ais market mai planing karty hai to ap ko ais market mai ye dekhna chaye k ap agar ais market mai trade lagaty hai to ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna ho ga aor ap ki resistance aor support level ko break out karny k bad market aus ko retest kary gi aus time ap agar ais market mai trade lagaty hai to ap ko aus par kafi zayda faida ho jata hai kun k aus time ap ki trade ka stop loss kam hota hai aor aus entry par ap ka take profit zayda banta hai ais market mai ap ko planing karni chaye tab hi ap ko ais market mai faida hota hai ais market mai ap ko soch samjh k kaam karna ho ga tab hi ap ko ais market mai kamyabi mily gi.
      • #4 Collapse

        Re: Importance of Breakout in forex market

        gee han bhai ap ne thek kaha hai is ko samjne k liye hume news k bhrey main pta hona lazmi ha ye tab h hota ha jab market main koi high news ati ha market eik traf movement kr rhi hoti ha ur jab market main news ati hai tu phr market main achnak se breakout ata ha is liye hume is k bhrey main phaly se pta hona lazmi ha hum jitna acha kam krein gey is business main hume utni hi asani hon gey kameyab hone main be is main agr hum jaldbazi krein extra kam krein gey tu hume is main khud nuqsan udney ka samna krna phrey ga hume acha kam krna hota ha indicotor ko fallow kr work krna hota ha tab hi hum is business se kameyab be ho sakte hein chart indicotor ko fallow krna lazmi hota ha ye hamre liye sab se acha onlines business ha
        :1f60d: hard work :1f60d:
        • #5 Collapse

          Re: Importance of Breakout in forex market

          aslamoalekum dear forex members bilkul agr hum Pakistan forex forum pr trading k doran trendline breakout ar resistance breakout ar channel trding ki tarteeb use hoti h to in trends ko use kr k ik trader achi earning kr skta h.is liy in trends ar breakout ko use kiy bina koi b acha trader ni bn skat h.ye tmam strategies hmary liy bht fida mand sabit hoti hn.agr hum in strategies ko apnaen in ko follow kren to hum achi khasi earning kr skty hn .is liy acha profit leny k liy marketing k in rules and regulations ko follow krna chy
          • #6 Collapse

            Re: Importance of Breakout in forex market

            Importance of breakout in forex trading market jesa ky ap janty ho ky trading ky leay hamen analysis ki zaroorat hai apko trading market ma breakout ky bary ma study krna ho gi aor market ma independent trading strategies aor skills ky leay kam krna ho ga agr ap yahan py zeyada focus ky sath kam kro gay to apko analysis ky leay jo jo requirement hoti hai usko smjho aor trading market ma indicators ki prediction ka faida uthao jesa ky apko pta hai ky hypothesis bna ky trading krna hoti hai aik plan bna ky kam krna hota hai jub market ma independent skills aor planning on krty hain to hamare confidence ma izafa hota hai aor ham market ma time frame bra select kren to acha rehta hai aor 4h time frame aor daily time frame sy behtr information mil skti hai. Management ka bhi apko pta ho kahan py stoploss ho ga aor kahan py take profit lgain gay sari baten smjh ky kaam kren gay to iska yaqeenan faida ho ga aor earning increase hi jay gi hamari.
            • #7 Collapse

              Re: Importance of Breakout in forex market

              Breakout trading strategy ki importance be zeyada hoti hay jab be market strong support aur resistance levels break out ho jaty hey to market zaror next levels tak movement karny me kamyab hoty hey professional traders ki nazar esy hi levels par nazar hoti hay jab ye breakout karty hey to esi points par entries kar key profit target ko set karty hey ye strategy bahot hi kamyab hay aur es me loss ka koi be dar nahi hota, breakout trading key ley zarori indicators ye hey,

              1. Support and Resistance levels
              2. Pivot Points levels

              agar ye indicators use na key jaye to chart me kabi be breakout levels ki identification possible nahi ho sakti hay en indicators ko use karny se ye levels ba asani define ho jaty hey aur traders ko kamyabi mil jati hay.
              • #8 Collapse

                Re: Importance of Breakout in forex market

                Dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai Forex trading Mein Kamyab hone ke liye jaruri hai ki aap forex market Mein Har. Ko acchi Tarah Se Samjhe aur usko acchi Tarah Se analysis karne ke bad apni trading Karen Forex trading main market ko samajhne ke liye aapko Breakout ko samajhna bhi zaroori hota hai Kyunki vah. Sote Hain Din mein aapko market Kuchh signal provide Karti Hai Jinse aap apni trading Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain iske liye jaruri hai ki aap market ko acchi Tarah Se analyses ke sath use Karen jisse aapko Forex Mein Breakout ke bare mein Pata Chalta Hai Forex trading Mein Jab market ko aap dekhte hain to break out bahut se a candles per show ho raha hota hai jisse Ham apni trade Lagane mein aasani se work kar sakte hain aur usko according apni trading kar sakte hain Hamen chahie kya Ham breakouts ka knowledge rakhen aur forex market ko acchi Tarah Se Samjhauta ke Ham Forex Mein Achcha profit Hasil kar sake aur loss se bachake
                • #9 Collapse

                  Re: Importance of Breakout in forex market

                  Je han dear forum friends apko market k breakout ko samjhny k liye market ka acha knowledge aur experience hona chahye aur apko market mein technical analysis karny aty hon aur apko chart bana kar market ki support aur resistance ka pata ho apko sirf support aur resistance ko follow karna hai jab market support ya resistance ko tuch karti hai tu agar 1 ya 2 bar wapas retracement leti hai aur phir support ya resistance ko break kar k usi trend mein nikal jati hai tu phir market kafi agy jati hai aur agar 3 se 4 bar retracement leti hai tu phir market k wapas any k chance hoty hain is k ilawa jab market mein news ati hai tu yad rakhyn k news any par market technucal analysis ko follow ni karti is liye apko market mein har tarha k analysis karna ana chahye tab apko kamyabi mily gi
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Importance of Breakout in forex market

                    Dear friend forex trading aik tough aur risky business hey iss men kamyabi hasil karna mushkil hota hey kiun k iss men market ka analysis karna zaroori hota hey kiun k jo log forex trading men market ka analysis kiay bagher trading kartay hen unn ko bara loss ho jata hey iss liay forex market jab normal aur short movement men hoti hey tu market ki sahee samaj nhi aati aur signals aik point ko set kartay hen k agar market iss point ko break karti hey tu phir uss trend men lambi movement karti hey aur forex trading men break out ka matlab hota hey k market unexpected movement karti hey aur opposite side pe bhi bari movement kar sakti hey iss liay market ko samjhna bahut zaroori hey aur iss k liay pahlay market ka mukamal analysis karna zaroori hota hey aur phir trading chart se help len news aur signals ko follow karen aur phir trend line ko follow karen aur phir apnay balance aur experience k hisab se lot size select karen tu zaroor kamyab ho saktay hen aur acha profit kama saktay hen

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X