Market ku smjhny kay liey kia kya jay ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Market ku smjhny kay liey kia kya jay ?

    Asalam o Alikum umeed karta hon kay ap sab theek hon gay or khush hon gay jesa ky ham sab jantee han kay forex ak bahut he behtaree bissenes ha is ko karny kay leye hammy bahut ziada mehnat ki zarorat ha forex main 50 % loog is leye nakaam ho gaty han Q kay unhee markit ki samjh nai lagtii Q kay unhee koi acha teacher jo forex ko achi tarhaa jantaa ho unhee nai miltaa or wo nakaam ho jatee han forex main hammy betar kaam karny kay leye achaa work karnyy kay leye is ki education ko hasil karna sab say pehlaa kadam ha jo hammy taraqii ki taraf lee jata ha is bessines ko karny kay leye hammy is ki baqaida traning demo accont pa karnii chaheye or ham is ki jitnii parectice karee gay utnaa hamary leye or hamarii kamyabii kay leye behtar ho ga
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Market ku smjhny kay liey kia kya jay ?

      mary pyara bhai jan ap sa umeed ap laprwa nai han or jo kam karta han dill lga ka karta han markit ma ham kam to karta han magr hamry khuch bhaio ko es ka bary ma information nai hoti es liya ham ko koi bi kam karna ha to es ka liya zarori ha ka ham ko es ka bary ma achi malomat honi chahiya markit ko agr ap achi tara samjna chata han or ap es ma acha expirence lana chata han to es ka liya zarori ha ka ap ko demo account pa zyada sa zyada kam karna hu ga es liya jab ham demo pa kam karta han to hamy es sa es kadr fadia hota ha ka ham real account ma bi acha profit kama sakta han jab ham demo account ko use karta han to es ka liya hamy es ma jo pasa milta ha es ko ham apna pasa samj ka kam karan ga to bohta hi faida hu ga markit ko samjan ka liya demo pa kam karna zarori ha taky real accont ma losse sa bacha jay
      • #18 Collapse

        Re: Market ku smjhny kay liey kia kya jay ?

        Dear friend Forex trading bahut hi difficult work hai aur yah bahut hi jyada risky work bhi hai lekin ismein Jab aap kam karte hain to aapko Forex trading ke related experience Nahin Hota lekin Forex trading Aisa work Hai jismein Achcha experience hi aapko Kamyab Bana sakta hai to isliye Jab Bhi aap kam karna Chahe to basic Se Lekar Sabhi trading tips aapko aana bahut jaruri hai to isliye aap Forex trading co Achcha aur bhejta Tarah Se sikhe tab account mein practis kare market ko samajh Nahin ke liye jaruri hai ki aap acche indicators ko use Karen aur Sabar ke sath market analysis Karen tabhi aap acchi yaar nahin kar sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: Market ku smjhny kay liey kia kya jay ?

          Market ko 2 tareequ se asani se ham samaj sakty hey technical jaiza aur fundamental jaiza ye esy techniques hey jo traders market samjny aur perfect ways me trading me help dety hey, indicators ka use karny se shortcut ways se market ka technical base par jaiza leya ja sakta hay magar ye zeyada reliable nahi samjy jaty hey, agar candlestick chart pattern ko fully aur complete learn kia jaye to traders chart ki reading technical base par bahot asani se karny me kamyab ho sakty hey, 2nd way hay fundamental analysis ka jo key bahot hi easy hay es key ley traders ko news ko samjna ho ga aur esi se idea lagana ho ga key market movement ka rujhan kia hay.
          • #20 Collapse

            Re: Market ku smjhny kay liey kia kya jay ?

            Assalamu Alaikum dear friend Forex trading market ko samajhne ke liye Hamen bahut sari mehnat karna Hogi iske liye hamare pass bahut Sare Raste Hain market ke hypoactive train ko follow karna jo ke trendline se hi Maloom ho sakta hai aapko trend police ho ya Bakery iska Pata Lagane ke liye candlestick chart ki jo atori karna hota hai ismein ek ek chij Ki Ye Bhi karna chahie aapko trading market na technical and fundamental analysis ke alava hi Kuchh Jaruri Kam Karne hain aapko indicator aur unke Sath tool ko bhi dekhna chahie moving average bhi iske liye Jyada kam a sakti hai aur aapko Maloom Hona chahie ki told Sare metatrader 5 aur phone mein hi hote hain Agar demak account mein jo Achcha kam karta hai usko jyada kamyabi milati hai is baat ka aap kaun Dada acchi Tarah Se ho jana chahie management ke liye bhi Kuchh step Lena Hote Hain Jo ki aapko stop loss ke liye bhi friend ki confirmation strong Ho confidence hoga tab hi Kamyab hosico aur Sakoge
            • #21 Collapse

              Re: Market ku smjhny kay liey kia kya jay ?

              Yes brother ap nay bilkul sahi kaha hai kay hum is market ki movment ko samjha jay and phir hi humay is market may kamyabi hasil hoti ha is market may hum jitna acha kam karay gay utna zayada faida ho ga humay is market may mahnat say and dill laga kar kam karna cahiye tab hi humay is may success milti hai hum jitna acha bonuse gain ho sakta hai ap agar ais market mai time lagaty hai to ap ko ais market ka experience ho jata hai aus k baad ap ais market mai acha kaam kar sakty hai ais market mai ap ko time lagana hota hai aus k baad hi ap ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni ho gi aus k baad hi ap ko ais market mai kamyabi mily gi ais market mai ap jitna zayda acha kaam kary gay ap ko utan hi profit ho jaye ga.
              • #22 Collapse

                Re: Market ku smjhny kay liey kia kya jay ?

                Assalam O alaikum tmam members ki posts parhi hn ar jahan tk mera ilm ha us k mutabiq forex trading aik full time mehnat talab business h but us k sath sath hamain markete k utaar charhao ka pta ho markete ma is time kia chal rha h ar hamain kis ma trade krni chahiey to pehlay us ma practice krain jald baazi ar lalich na krain kisi experienced banday k tajrby se faaida uthaaein ar hr waqt trading ki learning laity rahain demo account p practice krty rahain ar markete inditors ko b follow krain ghalltiun ko zehn ma rakh kr in se seekhain to is tarah ham easily markete ko easily smjh skty hn
                • #23 Collapse

                  Re: Market ku smjhny kay liey kia kya jay ?

                  dear,markeet kos amjhnay k liye hamko kuch bhi khaas nai karna hota hay jis k liye hamko kisi mushkil ka samna karna parray agar ham markeet k chart ko aik din k hisab say watch kartay hain to hamko aik month tak is makreeet ka pata chalna start ho jata hay aur agar ham mazeed asaani say kaam karna cahhtay hain to ham kuch indicators ki help lay saktay hain to hamko trend ki directions bhi batatay hain aur hamko current trend ka bhi pata batatay hain jis say hamko aik andaza sa ho jata hay k ham makreet ko samjhnay main asaaani feel kartay hain,agar ham forex makreet k baray main kisi achay expert say kuch acha learn kartay hain to ham makreet ko aur bhi achay tareelay say samjh saktay hain jisk liye hamaray teachers ka experts hona bahut zaruri hay laikin agar ham zida say ziada khud practical kartay hain to hamary liye yeh aur bhi ziada better hay aur ham markeet say life time k liye acha earn kar saktay hain.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Market ku smjhny kay liey kia kya jay ?

                    Forex trading mai knowledge aur learning kay baad sub say eham nuqta Forex market ko samajhna hai. Forex market ko samajhnay ka Matlab hai kay traders ko market mai honay waali tabeelioo ka pata chall jaey aur Agar pehlay say kisi tabdeeli andaza lagana seekh Lia jaey tou aur bhi ziada faidamand hota hai. Forex market ko samajhnay ka Matlab yeh hota hai kay market ki movement aur price change ko samjha jaey. Forex market ko samajhnay kay liye traders ko 2 cheezoo pay full aboor haasil kerna chaiye aik tou trading terminal MT4 kay tools ko smajhna aur unka use kerna bohat zaruri hai aur uss kay baad currencies aur commodities kay Co relations ko samajhna bohat zaruri hai. Forex market mai jabb koi aik currency ya commodity movement kerti hain tou uss kay saath kaafi mazeed currency pairs aur commodities bhi connected hoti hain jinn ki prices laazmi move kerti hai. Traders ko news aur expert analysis ko khud bhi selected pairs kay time frames ko change ker kay check kerna seekhna chaiye aur time frames kay use say market ko samajhnay mai bohat ziada asaani bhi ho jaati hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X