jaiza : market behaviour ku dekhty huwy trade lagani chiey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : market behaviour ku dekhty huwy trade lagani chiey
    Mere Pyare doston kaise hain aap sab meri taraf se Tamam doston Ko Salaam Walekum main aapko ek baat batana Chahta Hun Ki Hamen Hamesha market ke behaviour ko Dekhte Hue hi trade open Karni chahie Agar market Ka Bhi Hai Pyar Achcha ja raha hai aur munafa De sakta hai To Hamen trade Lagani chahie Agar Market Behaviour aapko Khatarnak lag raha hun aur lag raha kya nuksan ho sakta hai Yad a risky lag raha ho to market Mein inter Nahin Hona chahie Agar Ham market Mein acche tarike se inter Honge To Hamen Zyada Behtar tarike se munafa hone ke chances Ho Gaya to main aap sab doston ko Yahi Kahana Chahta Hun Ki Market Behaviour ki according hi apni trade Lagaye Karen Agar market ka behaviour aapko nuksan wala lag raha ho to market Se Dur Raha Karen aur vate kar liya Karen Jab aapko acchi trade lagane ka mauka mil jaaye is Waqt market mandwa Karen Yahi Tarika hota hai trade open karne ka
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : market behaviour ku dekhty huwy trade lagani chiey

    you are right dear friend ham nay jab bhi forex market main trading karni hay to pehlay achi tarha say market ko watch karna hota hay kyun k hamen pata chl jay k market ka behavior kia hay and koi aesi vesi big news to market ko affect nai kar rahi k market ki movement disturbed hi pehlay to yeh dekhan parta hay us k bad market ka analysis karna parta hay acha analysis kamyab trading ki zamanat hay agar market ka behavior dangerous ho to hamen trading avoid kar deni chahiay kyun k es traha ki condition main market main trade open karna khatry say bahir nai hota bal k yun kahen k apni investment zaya karny wali bat hoti hay to mery dost market ka behavior jab acha ho to trading karni chahiay aaj kal jesay corona virus ki waja say Crude Oil ki prices market k bad behavior ki waja say down trend main ja rahi theen to bohat say traders yehi expect kartay rahy k trend change ho jay ga but trend change to hoa but sab ko loss karwa k change hoa to meray bhai agar market ko sahi say samaj nai paa rahay to us waqat trading na kren and mehnat kar k acha aur strong analysis ki practice karen phir trade open karen
    If you work hard no body can stop you from success
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : market behaviour ku dekhty huwy trade lagani chiey

      asslam o alikam bhai is main agr hume acha kam krna hai tu phr hume is main acha work br krna hota ha is main extra risk lene se nuqsan hota ha hume is main chart indicotor ko fallow kr k kam krna hota ha market ko samjte hue is business main hume kam krna hota ha dear hamre paas jitni invesment hoti ha os k mutabiq is main kam krna hota ha zada extra kam krne se hume is main nuqsan ka samna krna par sakta ha is liye low spread rakh k kam krein hume is main daily kam krna hota ha online work krne k liye hume time dena hota ha hume chart ko dekhna lazmi ha tecnical analysis ur fundamental analysis ko fallow krna hota ha chart se hum apni trade ki history ko check kr sakte hein ur sath main hum indicotor ko be dekh sakte hein
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : market behaviour ku dekhty huwy trade lagani chiey

        assalamu Alaikum Pakistan Forex forum members main aapki baat se aagrah karta hun hamen market ke behaviour ko dekhte hue trading karni chahie technical aur fundamental escape follow karne ke sath sath hamare pass complete information hone chahie ki market mein previous history kya thi aur ab kya situation hai aur aage jakar kya prediction ho sakti hai market ke agar ine sari baton per Ham najar rakh sakte hain to humko trading market mein profit cancel karne mein kamyabi mil jaati hai important actors ko study karte hue trading karoge to aapko bahut jyada fayda hoga aur iske alava aapko trading ke liye intellectual responsible aur interested hokar kam karna hota hai apni skills ko improve karte hue kam karoge to kamyab ho jaaoge aur dusri trading members ke sath aapka bhi focus increase ho jaega reading ke liye aap important steps lena bahut zaruri hai.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : market behaviour ku dekhty huwy trade lagani chiey

          g bhai ap nay bilkul theek kaha hai kai market main entry say pehlay us trade kai baray main buhat achi research aur analysis karain us kai baad us trade main entry karain aur hamesha atleast last one week ki movement ka analysis karna chahiyay different candle sticks per takay ap ko us pair ya commodity kai trend ka pata chal sakay aur agar market trend ko follow kar rahi ho tu humay kabhi bhi trend kai against nai jana chahiyay aur hamay chahiyay kai sath sath news per bhi dehan rakhna chahiyay because jab ko bari new ati hai tu mostly trends khatam ho jatay hain aur market ab news kai oper move karnay lag jati hai isi liyay humay market kai sath har waqt in touch rehna paray ga continuous analysis karna paray ga agar hum is market main kamyabi hasil karna chahtay hain tu aur agar hum is market ko as a for granted lain gay aur full time nai dayn gay tu is market main hum kabhi bhi apnay desired result hasil nai kar payn gay. market kai behaviour ko check karnay kai different tools aur strategies hain jin main say humay mainly technical analysis aur fundamental analysis per achi study karni chahiyay because technical analysis ap ko market ki support aur resistance kai baray main bataye ga aur fundmental analysis ap ko market kai trend kai baray main bataye ga.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : market behaviour ku dekhty huwy trade lagani chiey

            G dear w/slaam k bad dear ap ne jo bat ki k market ka behavior dekh k trade lagani chahye tu main agree karta hon ham sab ko chahye k trade lagany se pehly pair select karyn jis par trade lagani ho aur us k analysis karyn aur apni tradung strategy k mutabiq diffrent time frame mein technucal analysis karyn aur chart bana kar market ka trend check karna chahye aur is k bad jab trade lagagny lagyn tu pehly aik dafa calander dekh lyn k koi news tu ni aa rahi aur har tarha se analysis karny k bad apna account balance dekhty hoye trade open karni chahye agar account balance kam hai tu small lot k sath trade open karyn aur hamesh stop loss lagayn aur risk kam lyn aur market k sath tuch rahyn kyun k agar market ka trend change ho tu apko pata chal saky aur ap us k acordingly apni trade ko manage kar sakyn aur hamyn market ko samjhny k liye trade open karny se pehly technical aur fundamenfal analysis par achi tarha work out karna chahye is se apki trading mein profit k chance zayda hoty hain aur loss kam hota hai aur sath sath ap k experience mein bhi izafa hoga
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : market behaviour ku dekhty huwy trade lagani chiey

              Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men market her waqt achi position men nhi hoti aur stable nhi hoti aur aj kal tu Corona viras ki waja se forex market bahut ziyada risky aur dangerous position men hey iss liay trading karna mushkil hota hey kiun k fast aur unexpected movement ki waja se account jaldi wash ho jata hey iss liay market pe her waqt nazar rakhen aur jab market ki movement slow hoti hey tu trend ki samaj nhi aati iss liay wait karen aur sabr karen tu jab market ki movement fast hoti hey tu phir aik trend k sath bari movement karti hey iss liay uss waqt trend ko follow karen aur apnay balance aur experience k hisab se lot size select karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen aur forex trading aik risky business hey iss men market her waqt profit denay ki position men nhi hoti iss liay trade open karnay men jaldi nah karen market ka mukamal analysis karen aur market ka behaviour dekh kar trade open karen aur proper planning k sath trading karen tu zaroor kamyab ho saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : market behaviour ku dekhty huwy trade lagani chiey

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Riskytrader9 پيغام ديکھيے
                Mere Pyare doston kaise hain aap sab meri taraf se Tamam doston Ko Salaam Walekum main aapko ek baat batana Chahta Hun Ki Hamen Hamesha market ke behaviour ko Dekhte Hue hi trade open Karni chahie Agar market Ka Bhi Hai Pyar Achcha ja raha hai aur munafa De sakta hai To Hamen trade Lagani chahie Agar Market Behaviour aapko Khatarnak lag raha hun aur lag raha kya nuksan ho sakta hai Yad a risky lag raha ho to market Mein inter Nahin Hona chahie Agar Ham market Mein acche tarike se inter Honge To Hamen Zyada Behtar tarike se munafa hone ke chances Ho Gaya to main aap sab doston ko Yahi Kahana Chahta Hun Ki Market Behaviour ki according hi apni trade Lagaye Karen Agar market ka behaviour aapko nuksan wala lag raha ho to market Se Dur Raha Karen aur vate kar liya Karen Jab aapko acchi trade lagane ka mauka mil jaaye is Waqt market mandwa Karen Yahi Tarika hota hai trade open karne ka
                Yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k hum ne agar ais market mai trade lagani hai to hum ko chaye k hum ais market mai mehnat kary ais market mai hum jitna zayda acha kaam karty hai hum ko ais market mai atna hi zayda faida hota hai ais market mai moment ko samjhny k liay hum ko ais market mai time lagana ho ga aus k baad hum agar ais market mai time lagaty hai to hum asnai se ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum agar mehnat karty hai to hum ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai hum ko market k behaviour ko note karna chaye aor aus k hisab se trade lagani chaye ais market mai hum agar mehnat karty hai to hum ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai hum ko mehnat karni hoti hai tab hi hum ko ais market mai profit ho ga aor hum loss se bach sakty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : market behaviour ku dekhty huwy trade lagani chiey

                  Market behavior ko daikh kay trading kernay say kaafi faida hota hai. Jo traders forex market mai ziada time guzartay hain unhain he iss baat ka sahi andaza hota hai kay kiss waqt market ka behavior kia hai. Iss Tarah unhain moqa mill Jata hai kay woh achi entry ker saktay hain. Jo traders iss baat ki ehmiat nahi samajhtay hain kay market ka behavior daikhna Kitna zaruri hai woh achi trades open kernay kay moqay bhi zaya ker laitay hain. Iss liye traders ko iss baat ka khayaal rakhna chaiye kay market mai ziada trading karain ya na karain laikin market ko watch ziada kia karain kiyu kay market ziada watch kernay say he market kay behavior ki samajh aati hai aur yeh kaam bhi mukhtalif sessions mai kerna chaiye takay sahi tarah pata chall sakey. Issi tarah Traders market ka behavior time frames ko change ker kay bhi daikh saktay hain aur market trends say behavior ko read ker saktay hain
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : market behaviour ku dekhty huwy trade lagani chiey

                    dear mamber ap ny bilkul sahi kaha hai forex trading main kamyab hony k liye zarori hai k hum market ki sort e hal ko achi trha se smjh kar osko follow karen q k jub tak hum market ki sort e hal ko achi trha se smjh nahi skty tab tak hum forex main kamyab nahi ho skty hain es liye hmaisha market ko smjhny main apni ability ko strong karen q k jub ap ki ability strong hogi ap ki market hi otni he apki smjh main ay gi es liye hmain chahye k hum aghr forex main kamyab hona chahty hain tu jis trha market ko follow karny main bahtri hoti hai osi trha he follow karna cahye forex main market trend ki boht value hai jub tak hum market k trend ko follow karen juib hum trend k against apni trade lgaty hain tab he hmain loss hota hai hmaisha markt k trend par apni trading karen jis trha market apko kam karny ki ijazat karny de rahi hai osi trha se he follow kra zarori hai jis se ap kamyab ho skty hain or ap achi trading kar k acha profit lay skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : market behaviour ku dekhty huwy trade lagani chiey

                      Yes brother y ap ne bahot achi baat ki hai kay hum ne agar ais market mai trade lagani hai to hum ko chahiye kay hum ais market mai mehnat kary ais market mai hum jitna zayda acha kaam karty hai hum ko ais market mai utna hi zayda faida hota hai ais market mai moment ko samjhny kay. liay hum ko ais market mai time lagana ho ga aus k baad hum agar ais market mai time lagaty hai to hum asnai se ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum agar mehnat karty hai to hum ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai hum ko market k behaviour ko note karna chaye aor aus k hisab se trade lagani chaye ais market mai hum agar mehnat karty hai to hum ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai hum ko mehnat karni hoti hai tab hi hum ko ais market mai profit ho ga aor hum loss se bach sakty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : market behaviour ku dekhty huwy trade lagani chiey

                        Asalam o Alikum umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay forex ak bahut he behtareen bessines ha is lo karny kay leye hammy bahut he mehnat ki zarorat hotii ha sab say pehly forex main achi makaam hasil karny kay leye hammy din raat mehnat ki zarorat ha sab say pehly hammy is ki achi education ki zarorat hotii haa ta kay ham is markit ko achii tarhaa jan sakee or is main kamyabii hasil karny kay leye is kay demo accont pa is ko achii tarhaa analys karna chaheye ta kay markit ko achi tarhaa samjhnaa chaheye or is pa achi trade karny kay leye markit ko samjhanaa chaheye or phr is main entry laeny kay leye markit ko samjh kar he trade main entry lain ta kay haam is trade say acha profit lay sakee
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : market behaviour ku dekhty huwy trade lagani chiey

                          Dear friend Forex trading Ek bahut hi perfect aur Achcha business Hai Jab aap ismein trading Karte Hain To trading ke pahle rules Yahi hote hain ki apni equity ke hisab se aur apne bank balance ke hisab se aap trade open Kare Jab aap market Mein trading kar rahi hain to usmein acche behaviour ka matlab yahi hai ki market Jab Jyada fast movement kar rahi ho to aapko market Mein trade open Nahin Karni chahie Kyunki jab tak aap acche analysis nahin kar sakte to market mein aap trade open mat Karen Kyunki Jab market fast Hoti Hai Jab aap koi bhi lot size open Karte Hain To aap apni trade korong Taraf bhi Lekar Ja sakte hain to isliye mehnat Karen hard work Karen aur Market ko acchi Tarah Se dekh kar aur Market ko analysis Karke aap trade open Karen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : market behaviour ku dekhty huwy trade lagani chiey

                            Assalamu Alaikum dear friends aapane Jo Baat ki ke market ka behaviour Dekhkar trail Karni chahie to main agri karta hun Ham Sab Ko chahie ki train Lagane se pahle player select Karen Jis per trade Lagani ho aur uske analysis Karen aur apne trading strategy Amitabh different time frame Mein technical analysis Karen aur chart Banakar market ka trend check karna chahie aur uske bad Jab trade Laga Ne Lage to pahle Ek Dafa calendar dekh le ke Koi news To Nahin a Rahi aur Har Tarah Se analysis karne ke bad Apna account balance Dekhte Hue trade open Karni chahie Agar account balance kam hai to small lot ke sath trade open Karni aur Hamesha stop loss lagaen aur is kam len Aur maarpeet Ke Sath Khush Rahen Kyunki Agar maarpeet couldn't change ho to aapko pata chal sake aur aap usko accordingly apni trade ko manage kar sake aur Hamen maarpeet ko Samjho ke liye trade open karne se pahle technical aur fundamental trade open karne se pahle technical aur fundamental analysis per acchi Tarah workout karna chahie isase aapki trading Mein profit ke chance Jyada hote hain aur loss kam hota hai aur sath sath aapka experience mein bhi Rakha hota hai aur aap successful ho sakte hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X