markeet main lalach kin traders ki majburi banta hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: markeet main lalach kin traders ki majburi banta hay?

    Asalam o Alikum dear friends umeed karta hon kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay forex ak bahut he lajawab bessines ha or ye bessines bahut he riski ha jis ko samjhny kay bhagir ham kabhi is main kamyabii hasil nai kar saktee is leye is ko samjhnaa bahut he zarori ha forex main asy trader is main lalach ka shikaar hoty han jo is ko janty nai haan or sirf is kay barry main logoo say suntee haa kay ye bahut ziada earning nbaghur kisi mehnat say deta ha wo log ghalat fehmii ka shikar ho kay is bessines main aona passa invest kar dety han or is ki education ko bhi hasil nai karty or markit kay barry unhy saii tarhaa pta bhi nai hota to is kay bawajood wo is main passy invest karty han ta kay wo appny passo say ziada kama sakee is waja say un ko loss hota ha or wo appna passa bhi is main loss kar bethty han q kay forex ko bagher study kay karna ak bahut barra risk lenyy kay sath he barri bewaqofi walii baat ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: markeet main lalach kin traders ki majburi banta hay?

      yes brother ap nay bulkull sahi sawal kiya ha humay is market may lalach nhi karna ha or siraf mahnat karni ha mere point of view say lalach unhi logo ki majhburi ban jata ha jo logo nay learning kiye baghir hi kam shuro kar diytay hain jo kay bilkul ghalat ha or is sab say humay siraf loss hi loss hoga humay is market par kam karnay say pahlay solide planing karni cahiye and humay buhat si learning karni cahiye and apnay knowlege ko increas karna ha phir jab hum apna kam shuro karay gai tu humay jaldi jaldi kamyabi bhi millay gai or hum loss say bhi bach jaye gay ager hum is market may mahnat say kam kartay hain tu humay is market may kamyabi mil jaye gi humay is market may kamyab honay kay liye is market may time lagana ho ga or us kay bad hi humay is market may faida ho ga
      • #18 Collapse

        Re: markeet main lalach kin traders ki majburi banta hay?

        market main lalach un traders ki majboori ban jati hai jis kai andar patience nai hota aur wo raton raat is market say ameer hona chahtay hain aur lalach kai kaboo main ajatay hain tu main tu hamesha apnay juniors ko yehi samjhata hon kai yeh market aik buhat hi volatile aur risky market main aur agr is main nakami say bachna hai tu humay lalach say door rehna paray ga aur patience ka sahara laina paray ga nai tu hum kabnhi bhi is market say desired result hasil nai kar payn gay. Waisay bhi duniya ka koi bhi business ho hum agar lalach karain gay tu hamesha loss hi karwayn gay aur yeh tu phir bhi forex trading hai jo kai aik highly risky aur volaitile market hai jis main agar hum nay lalach ki tu hum loss hi karwayn gay. Lalach sy bachnay ka behtreek tareeka is market main yeh hai kai ap proper planning karain market main enter honay say pehlay aur aik target set kar kai market main enter hon aur jab ap ka target acheive ho jaye tu market say bahir nikal ayn aur mazeed trading mat krain us din is market main because mostly expert traders aisa hi kartay hain aur wo daily basis per aik target set kar kai market main enter hotay hain aur target acheive kar kai market say out ho jatay hain. thora thora profit acheive kar kai wo apni equity ko barhatay rehtay hain.
        • #19 Collapse

          Re: markeet main lalach kin traders ki majburi banta hay?

          Forex trading mai laalach kisi bhi trader ki majburi bilkul nahi hota hai iss liye iss Tarah ki baat kerna bilkul bhi theek nahi hai. Forex trading aik business hai jiss mai traders ko bohat soch samajh kay kaam kerna hota hai. Traders ko apnay laalach aur jald baazi pay control kerna hota hai jiss kay liye achi learning aur knowledge bohat zaruri ho jata hai aur uss kay saath saath iss baat ka khayaal rakhna bhi bohat zaruri hota hai kay traders demo trading account mai achi practice bhi kertay rahey aur apnay trading skills ko behtar Bana kay he real trading shuru karain. Aisay traders kabhi bhi big loss nahi kertay jiss say unhain jald baazi ya loss recover kernay kay liye laalach nahi kerna parta hai. Forex ko easy nahi laina chaiye bulkay apni approach aik proper trader ki he rakhni chaiye
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: markeet main lalach kin traders ki majburi banta hay?

            Assalamu Alaikum dear friend Jyoti Market ke bare mein Nahin Jante aur learning complete ke bagair investment kar lete hain aur experience na hone ki vajah se unko analysis karne mein Mushkil Hoti Hai To wala Lage se kam Lete Hain Jis Taraf market ki movement ho rahi Hoti Hai lalach Mein Aakar trade open kar dete hain aur aapane Dekha Hoga casset edit ko loss hota hai Forex mein jo log ki vajah se join Karte Hain ke bahut Thode Se Main Amir Ban Jaenge aur Paisa Kama Lenge To Aisa nahin hai dear is market Mein kamyabi usi ko milti hai Jiske pass Achcha aur experience hota hai lalchi Insan Kabhi Kamyab Nahin ho sakta isliye aur Kabhi Bhi lalach Mat Karen aur Market Mein pahle sikhe aur practis Hasil Karen aur jab acchi Tarah market ki samajh a Jaaye use time market Mein trading karen to aapko fayda Hoga aur slow slow Sambhal load ke sath account ko grow Karen aur uske bad aapko bahut fayda hoga

            اب آن لائن

            Working...
            X