markeet main lalach kin traders ki majburi banta hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    markeet main lalach kin traders ki majburi banta hay?
    dear forex markeet main aisay konsay traders hain jinki yeh majburi banta hay k unko har haal main trading k douran lalach say he kaam laina hay aur har haal main llach he karna hay,kia unk pass markeet ka knowledge nai hota hay ya wo kisi knowledge ko use karna he nai cahhtay hain iski explain kardain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: markeet main lalach kin traders ki majburi banta hay?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
    dear forex markeet main aisay konsay traders hain jinki yeh majburi banta hay k unko har haal main trading k douran lalach say he kaam laina hay aur har haal main llach he karna hay,kia unk pass markeet ka knowledge nai hota hay ya wo kisi knowledge ko use karna he nai cahhtay hain iski explain kardain?
    Dear ais market mai jo log trading plan nai banaty hai aor ais market mai learning k baghair hi kaam start kar dety hai aun ko ais market mai lalch karna parta hai kun k wo ais market mai risk zayda lety hai aor aus par kaam karty hoye ais market mai planing karty hai nai hai agar aun ko thora sa profit ho raha ho to waha se wo log ais market mai trade ko close nai karty hai aor zayda profit k checker mai wo log ais market ma ghalti karty hai ap ne agar ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna ho ga aus k baad ap ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai ap ko discipline k sath kaam karna ho ga aor lalch se bachna ho ga ap ais market mai agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap ko time lagana hota hai aus k baad ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai.
    • #3 Collapse

      Re: markeet main lalach kin traders ki majburi banta hay?

      yes market main jo trader lalach se kam krte hein wo is main kameyab be nai ho sakte hein bhagir lalach k kam krein gey tu hum asani se kameyab ho sakte hein ur ishi waja se hume is business main nuqsan ka samna krna parta ha kew k hum is main lalach krte hein hum eik din main ameer hona chahte hein lekin esa mumkin nai acha kam krein gey tu hum asani se kameyab be ho sakte hein hume tecnical analysis ur fundamental analysis ko fallow krna lazmi hota ha chart indicotor ko dekhna hota ha tab hi kameyabi hasil hon gey hum agr is main knowledge hasil kr k kam krein gey tu hume 80% profit k chances hote hein without experince k kam krein gey tu tu asani se kameyab be ho sakte hein tecncial analysis ur fundamental analysis ko dekhna lazmi ha
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: markeet main lalach kin traders ki majburi banta hay?

        Pyare dost greed ya lalach insan Ke fitri majboori hota hai lekin Jab ek insan professional trader banne ka sochta Hai to fir usko apne emotions per control karne ki training Hasil Karni hoti hai kyunki professional trader hamesha jazbaat se Hari hokar trading karte hain aur jo usko screen aur analyses ki madad se najar a Raha hota hai to vah use per Amal karte hue trading karta hai. Isliye tamam traders ko chahie Ke Jab vah trading mein new hote hain to trading Ke saath saath apne emotions per control karna bhi Sikh le rahe kyunki agar vah aisa karne mein kamyab Ho jaate Hain to unhen mustakbil mein bahut jyada fayda mil sakta hai. Tamam traders ko chahie ki vah professional trader banane ki koshish karte rahin.
        • #5 Collapse

          Re: markeet main lalach kin traders ki majburi banta hay?

          Forex trading ma lalach karna bohat zaida nuksan deta ha kio ka forex aesa work ha jis ma hamay sabar se kam karna hota ha or lalach ko control karna hota ha agar ham lalach pa control nahi karay gy tu ham forex ma kam nahi kar sakay gy.
          • #6 Collapse

            Re: markeet main lalach kin traders ki majburi banta hay?

            mostly traders tub majobori me lalach se trading kartay hain jub un ka capital 50% se 70% tak loss me chala jata ha aisy traders loss ko recover karne kay liey big risk se big lots size kay zariey trades open kartay hain or lalach ki waja se unhainy mazeed loss ho jata ha or lalach wo traders bhi kartay hain jin ko forex market ka theek knowledge nehi hota ha or wo forex ko aik buy sell ki game samjte huey trading kartay hain wo samjte hain kay wo luck par depend kar kay lalach me a kar trading akr trading kar le gay par wo is situation me nakam ho jatay hain or un ko boht zeyda or loss ho jata ha forex me jo lalach kartay hain aisy traders bilkul bhi kamyab nehi ho patay hain
            • #7 Collapse

              Re: markeet main lalach kin traders ki majburi banta hay?

              Dear friend market Mein lalaj tabhi Paida hoti hai Jab aap market Mein achha profit Lena Chahte Hain Kyunki Jab aapke pass balance kam ho aur aap Jyada earning karne ki koshish karen to use vajah se aapke andar lalach Paida Ho Jati Hai Jiski Bina per aap badi badi lot size open kar Baithe Hain Apne account ko loss Karva Baithe Hain Kyunki Forex trading Ek Achcha business hai aur yah Aisa Business mein aap unlimited earning Hasil kar sakte hain lekin baccha main aapke pass Achcha balance Ka Hona bahut jaruri hai Kyunki backup Mein Jitna Achcha balance maujud Hoga utna hi benefit hai aur jab Lal job Karte Hain To aap apne account Kho Kho Baithe Hain To isliye jaruri hai ki aap risk free trading Karen aur Lalit ko Dur karte hue take profit aur stop loss ki madad se aap trading Karen
              • #8 Collapse

                Re: markeet main lalach kin traders ki majburi banta hay?

                G han dear jo traders market k bary ni janty aur learning complete kiye baghiar investment kar lety hain aur experience na hony ki waja se unko analysis karny mein mushkil hoti hai tu wo lalach se kam lety hain jis taraf market ki movnement ho rahi hoti hai lalach mein aa kar trade open kar dety hain aur ap ne dekha hoga k aisy traders ko loss hota hai forex mein jo log lalach ki waja se join karty hain k bahht thory arsy mein ameer ban jayn gy aur paisa kama lyn gy tu aisa har giz ni hai dear is market mein kamyabi usi ko milti hai jis k pass acha knowledge aur experience hota hai lalchi insan kabhi bhi market mein kamyab ni ho sakta is liye kabhi bhi lalach mat karyn aur market mein pehly seekhyn aur practice hasil karyn aur jab achi tarha market ki samjh aa jaye us time market mein trading karyn tu apko faida hoga aur slow slow small lot k sath account ko grow karyn aur us k bad apko bahut faida hoga
                • #9 Collapse

                  Re: markeet main lalach kin traders ki majburi banta hay?

                  Esy traders jen ko Forex market se related correct information nahi milti aur wo market me risk involve hony key bary me be nahi janty esy traders zarori risk le sakty hey agar trading me loss kia jaye to lalach karna esy traders ki be 1 tarha se majboori ban sakti hay, market me risk involve hony se related traders ko knowledge hona chaye aur es bary me agar traders study karen to zaror un ko apny single trade me be risk key bary me information mil sakti hay jo traders market me majood risk key bary me achi tarha se janty hey wo kabi be zeyada lalach nahi karty aur na zeyada risk leny par focus karty hey.
                  • #10 Collapse

                    Re: markeet main lalach kin traders ki majburi banta hay?

                    Market mai bht sary traders ki majori ban jati hy k wo lach mai trade krna start kr dety hain qk unko abhi inta experiance ni hota or wo market mai invest kr k apna profit leny ki lach mai aaa jaty hain or phir jb unk pass experiace ni hota to wo majboran trads krty hai or b bht sari wjo hat hoti hy traders ki mai unhi traders sy pochna chahta hn k wo lalach mai trades q krty hain ap logo ki kia majboria hain qk kuch dost without learning or experiance k investment krty hain jis wja sy unko trades krni prti hain or wo apna profit bnany k liye lalchi trades krty hain market maii lalach un traders ki majbori banti hy jo sirf or sirf profit ka hi sochty hain or lalach bhari trades krty hain hame hamesha trades krty wkt lalchi nhi krni chahiye or trades ka experiance na hony ki wja sy unko losss hota hy
                    • #11 Collapse

                      Re: markeet main lalach kin traders ki majburi banta hay?

                      g mara pyara tarader forex market sy related correct information nahi milti ar wo market me risk involve hony ky bary me be nahi janty asi traders risk le sakty hey agar trading me loss kia jaye to lalach karna sy traders ki be aik tarha se majboori ban sakti hay traders tub majobori me lalach se trading kartay hain jub un ka capital 50% se 70% tak loss me chala jata ha aisy traders loss ko recover karne kay liey big risk se big lots size kay zariey trades open kartay hain or lalach ki waja se unhainy mazeed loss ho jata ha or alalach ma a jata ha jab aik insan bagr information ka kam karta han or wo bi aik lalch ma to os sa bohaat losse hota ha aik acha trader apna kam souch samj ka karta ha or wo kabi bi lalch ma nai jata or bohat hi khyal sa kam karta ha or aik achi souch or mehnat ka sath bohat acha kam karta ha insan jab aik chiz ka lalch karta ha to osy kabi bi kamyabi nai milti
                      • #12 Collapse

                        Re: markeet main lalach kin traders ki majburi banta hay?

                        Assalamu Alaikum Dosto umeed karta hun ki aap log khairiyat se Honge doston Forex poem 1 worldwide online profitable business he.
                        ismein 95% loss hone ke aur only 5% profit Hasil karne ke chance hote hain Kamyab hone ke hote hain. lekin bahut se log ismein lalach kar Baithe Hain vah lalach karne ki vajah se loss ko recover karne ke liye Jyada big trade open kar lete hain aur investment zaiya kar dete Hain Is Tarah Unse Jyada loss ho jata hai.
                        Or doosre vo log ismein greed Karte Hain Jo new members hote hain vah Shuru Shuru mein jyada profit kamane ke bare mein Soch lete hain lekin vah Shayad is ke rules ko follow Nahin Karte Uske mutabik ismein lalach Hargiz nahin karna chahie balke mehnat se, quality se, knowledge or experience se ismein kam Kiya Ja sakta hai ine sab chijon hi ki badolat Achcha experience a jata hai aur ISI ki vajah Se Jyada profit earn kar sakte hain lekin vah Iske rules ko follow kiye bagair ismein kam kar lete hain aur vah bahut jyada nuksaan kar Baithe Hain bahut jyada loss ho jata hai
                        • #13 Collapse

                          Re: markeet main lalach kin traders ki majburi banta hay?

                          Dear friend pahli bat tu yeh hey k forex trading men lalach nuksan ki jarh hey kiun k forex trading men sub se ziyada lalachi logon ka account wash ho jata hey lekin forex trading men her category k log kam kartay hen inn men bari taadad men ghareeb family k log aur jobless log bhi kam kar rahay hen aur kuch aesay log bhi hen jo forex trading se hi apni family ka kharcha poora kartay hen tu aesay logon k liay forex trading men ziyada profit ka lalach karna majboori hota hey iss liay woh ziyada profit lenay k liay bari lot laga detey hen jiss ki waja se kabi kamyab ho jatay hen aur kabi nakam ho jatay hen iss liay pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir time ki achi investment karen aur phir beshuk ziyada profit ka lalach karen kiun k yeh lalach nhi ap ki mehnat ka phal hota hey jo ap ko milta hey
                          • #14 Collapse

                            Re: markeet main lalach kin traders ki majburi banta hay?

                            Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy asy traders jo forex m ye bat zahn m rakh kr trading start karty han k ham forex aik easy business hy or ham is m jaty sath hi bot sa pasa kma kr jaldi sy ameer ban jain gy mgr forex aik difficult business hony ki wja sy traders is m kamyab ni ho paty wo ziada ka lalich karty han or bari trades open karty han or loss ka samna karty han zyada tar traders is liay lalich karty han un k pas ya to km knowledge or experience hota hy ya wo achi planning ni kr paty or na hi un k pas anylyses ko study kr k trades open ya close karny ki slahiat hoti hy asy traders jo k mehnat ni karty or sirf luck py depend krty hoay zyada earning ki umeed rakhty han asy traders b lalich karty han or zyada loss ka samna krna parta hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: markeet main lalach kin traders ki majburi banta hay?

                              dear forex mambers forex trading main jo log lalach karty hain un ki bhi kuch wajohat hoti hain jin ki wjah se mambers apni trading main lalach karty hain es liye aghr ap forex main kamyab hona chahty hain tu ap ko lalach khtm krna hoa ji se ap kamyab ho skty hain forex main lalach wo traders karty ain jo apni mahant se zyda faida othany ka sochty hain or un ko lgta hai k hu kuch he dinu main boht sari earning kar k kamyab ho skty hain es k ilwa kuh mambers forex main lalach tab bhi karty hain ju un ko baraa loss hota hai or wo apny loss ko recover karny k liye zayda profit haisl krna chahty hain ta k wo apna loss recover kar saken es liye aghr um forex main kamyab hona chahty hain tu hmain laalch nahi krna chahye forex main kamyab hony k liye hmain mahnat krna hogi jis se apko alalh khtam krna hoga or ap forex main achi trha se kamyab ho kar achi trading kar skty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X