account ko wash hony sy kesy bachaya jay..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    account ko wash hony sy kesy bachaya jay..
    aslamoalekum dear forex members Pakistan forex forum pr bht sy log kam kr rhy hn jo apni income mn izafa b kr rhy hn.dear khuch new members b hoty hn jo aksar apna account wash kr bethty hn.to dear kindly ap bta den k asy members apny account ko wash hony sy kesy bacha skty hn.wo kin rules and regulations ko follow kren k wo Pakistan forex forum sy achi earning krny k qabil ho jaen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: account ko wash hony sy kesy bachaya jay..

    dear firned,agar ham makreet main kaam usk rules k mutabik kartay hain jaisay k ham sab jantay hain k agar ham makreet main lalach jald baazi aur overtrading jaisi bimari say avoid kartay huvay trading kartay hain to ham markeet main unhain rules ka name day saktay hain agar inko ham follow kartay huvay kaam kartay hain to ham apnay account ko washed honay say bacah saktay hain jisk liye zaruri hay ham kam say kam risk say kaam karain aur jub kabhi hamko lagay k markeet main koi big news anay wali hay to agar ham us douraan markeet main secure ho jatay hain to ham ko kabhi bhi aisi nobat nai ayege k hamara kabhi account washed ho,markeet main kaam karna markeet say earn karna sab kuch aik traders k hath main hota hay yeh sab aik traders pay he depend karta hay k wo markeet main kaisay konsa amal use karay is liye better yahi hay k ham ziada say ziada koshish isi baat say karain k ham apnay account ko secure kartay huvay kaam karain jis say hamara account bhi kabhi washed nai hoga aur ham khud bhi achi earning kartay jaeyngay.
    • #3 Collapse

      Re: account ko wash hony sy kesy bachaya jay..

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ijaz Tashna پيغام ديکھيے
      aslamoalekum dear forex members Pakistan forex forum pr bht sy log kam kr rhy hn jo apni income mn izafa b kr rhy hn.dear khuch new members b hoty hn jo aksar apna account wash kr bethty hn.to dear kindly ap bta den k asy members apny account ko wash hony sy kesy bacha skty hn.wo kin rules and regulations ko follow kren k wo Pakistan forex forum sy achi earning krny k qabil ho jaen.
      Dear ap ki traders agar chal rahe ho aor ap ne aus par loss ko rokhna hai ya ap ko ye nazar aa raha hai k ap ka account wash ho jaye ga to aus time ap ais market mai apny account ko hedge kar k wash hony se bacha sakty hai ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai planing karni ho gi aus k sath ap ais market mai agar kaam karty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap jitna zayda safe ho k kaam kary gay ap ko atna hi zayda faida ho ga ais market mai ap ne agar money management k hisab se kaam karna hai to ap ko ais market mai agar kisi trade par loss ho bhi jaye to atna zayda nai hota ais market mai ap ko planing kar k kaam karna ho ga tab hi ap ko ais market mai kamyabi ho gi ais market mai mehnat kary tab hi ap ko ais market mai faida ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: account ko wash hony sy kesy bachaya jay..

        agr hume is main zada lose ho rha hai tu hume wait kr lena chaiye ya phr apni trade ko close kr dena chiaye ur agr hamra account wash hone wala ha tu hum is main hedging kr k bach sakte hein hume samjdari se kam krna hume chart analysis indicotor ko dekhna hota ha hume samjdari se kam krna hota ha is main agr hume lose hota ha tu wo os waja se h hota ha hum is main bhagir knowledge k kam krte hein hume esa nai krna chiaye is main hume phaly se hi knowledge hasil kr k kam krna chaiye taqy hum asani se is business se kameyab ho sakte hein hume is main success sarif ur sarif lerning krne se hi milti ha agr hamra knowledge acha hai tu phr hum asani se is business main kameyab be ho sakte hein tecncial analsis se help lete rehna hota ha
        :1f60d: hard work :1f60d:
        • #5 Collapse

          Re: account ko wash hony sy kesy bachaya jay..

          Dear member Forex trading ik esa online business se jis mein of earning bahut fast tarike se Hasil kar sakte hain lekin Aap Ke Din mein yah baat bhi zarurat Nahin chahie ki Is desh mein aap bahut trader ke sath apna tamam capital use kar sakte hain. Trading mein Agar aapke pass knowledge aur learning ki kami hogi to aap aap is business mein profit lene ki bajaye loss Le sakte hain isliye new traders ko bahut zyada jarurat hoti Hai ki vah pahle Forex trading ki learning Hasil karte Rahe Jab vah mukammal topperlearning Hasil Kar Le to fir uske bad Forex ki trading start karen. Jab aap mukammal learning Hasil karne ke bad trading start karenge to bahut jyada chances hain ki aapka account washout hone se Bach sakta hai aur aap achcha profit bhi le sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: account ko wash hony sy kesy bachaya jay..

            Account ko wash honay se bachany ka liye hamay is ma proper money management se kam karna chahiye kio ka jab ham trade ko manage kar ka is ma kam karay gy or proper stop loss set karay gy tab hamara account kabhi be wash nahi ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: account ko wash hony sy kesy bachaya jay..

              ager ap Apne account ko wash hone se bachna chahte hain tu ap ko trading money management kay hisab se risk le kar karna ho gi mostly account greedy traders kay wash hotay hain jub wo money management rules ko ignore kar kay big risk letay hain zeyda profit earn karne kay chakar me or wohi trades big risk wali jub loss me jati ha tu traders kay account wash ho jata hain
              jo traders bina knowledge hasil kiey begair trading kartay hain un kay bhi account wash ho jatay hain jub traders kay pass knowledge nehi hota ha tu wo analysis kay begair trading karna start kar detay hain or jub analysis kay bina trading hoti ha tub bhi traders kay asta asta account wash ho jatay hain loss honay se
              • #8 Collapse

                Re: account ko wash hony sy kesy bachaya jay..

                Dear friend Apne account ko bacha hone se bachane ke liye jaruri hai ki aap risk management ke sath kam Karen Kyunki Jab aap account ki equity banaa Lete Hain To Jab usmein aap badi badi lot size open Karte Hain To yah bahut hi Bada Rishta ban jata hai Sabse pahle To Apne account mein ko control karne ke liye aur apne account ko Vash hone se bachane ke liye jaruri hai ki aap apni leverage ko kam Rakhe jitni kam leverage Hogi utna hi jyada benefit Hoga Kyunki aapki Badi lot size open Nahin Hogi aur uske bad dusra. Yah hai ki aap koi bhi trade open krty time trade Mein take profit aur stop loss ka istemal Karen Jab aap into score use Karenge to aap loss se bus Sakenge aur apne account ko Bass hone se bacha sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: account ko wash hony sy kesy bachaya jay..

                  Reasonable risk lena hi account wash hony se bacha sakta hay otherwise aur koi be esi technique nahi hay jo account wash hony se bacha saky, agar market ko perfect ways se analysis kia be jaye to per be reasonable risk hamy account wash hony se bacha sakta hay agar ham es situation me high risk len gey to per be account wash ho sakta ha, etni hi risk lena acha hay key ye account ko wash na kar saky, risk ko manage karny se related agar koi koshish na ki jaye to zaror kesi na kesi point par account wash hony ki situation peda ho sakta hay agar risk kam leya jaye to ye confidence traders ko zaror hota hay key big movement agar na ho to account wash nahi ho sakta.
                  • #10 Collapse

                    Re: account ko wash hony sy kesy bachaya jay..

                    Dear forum member apko pata hoga k forex trading aik online job hai aur bahut experience waly logon ko bhi loss ho jata hai kyun k bahut mushkil buisness hai but agar ham mehnat karyn tu account wash hony se bacha sakty hain aur apny loss ko control karna hai har soorat mein loss se bachna hai agar apko kisi trade mein loss hota hai tu apko easy ni lena chahye loss ki waja find out karni chahye aur jab mistake ka pata chal jaye tu us mistake ki correction karni chahye aur money management kar k trading karni chahye kabhi bhi account par 10 percent se zayada ka risk mat lyn aur stop loss lazmi lagana chahye aur stop loss kabhi bhi door mat rakhyn aisy point par rakhyn jahan se ap apna loss recover kar sakyn agar ap over trading na karyn aur stop loss apni trading mein must lagayn tu kabhi apka account wash ni hoga is liye hamesha small lot k sath safe trading karyn aur lalach mat karyn apny skill aur experience base par apna capital barhayn
                    • #11 Collapse

                      Re: account ko wash hony sy kesy bachaya jay..

                      -assalam o alikum dears members account wash hojaty hain or us main hamri hi galtian hoti hain qk jab ham zyda riski trades krty hain to hamry account wash hony ka bht zyda chances hoty hain hami hamesha safe trades hi krni chahiye baki mai khud forex mai new hn plzz agr apk pass koi zyda informations hain to plzzz reply kr k batain tak sekhny mai asani ho
                      account wash hony sy bachny k liye kabi overtrading na ki jai or save trades ki kosish ki jai
                      • #12 Collapse

                        Re: account ko wash hony sy kesy bachaya jay..

                        forex trading main account wash honay say bachnay ka buhat asan tareeka hai kai ap proper is market ko pehlay learn karain aur koshish karain kai jab bhi is market main enter hon tu aik proper target lai kar enter hon aur jab wo target complete ho jaye tu market say out ho jayn aur atleast us din mazeed trading na karain aur trade kartay howay hamesha yeh dehan rakhain kai koi bari news tu nai anay wali aur agr news anay wali ho tu hamesha apni trade ko close kar dain because news kai oper market buhat taizi sy move karti hai aur ap ko acha khasa loss ho sakta hai. Mujhay buhat dafa aisay loss ho chuka hai because main news ki parwa nai karta tha aur hamesha technical trading hi karta tha lakin sometime mairi postive trades bhi news anay ki waja say negative ho jati thi balkay account bhi wash ho jata tha because main thori equity say hi trade karta hon tu main ap kai sath apna personal experience bhi share kar raha hon is liyay ap ko chahiyay kai mairay experience say faida uthayn aur market main jab bhi trade lagyn tu take profit aur stop loss ka istamal zaroor karain because aisa karna ap ko profit kamanay kai chances zaida say zaida barhnay main madad daita hai. Account wash honay say behtar hai kai ap thora loss lai kar market say bahir nikal aoo.
                        • #13 Collapse

                          Re: account ko wash hony sy kesy bachaya jay..

                          Assalamu Alaikum Dosto umeed karta hun ki aap log khairiyat se Honge Dosto Forex forum 1 aisa business hai jismein bahut Sare log new member he aur bahut se Aise Hain Jo kai saalon se ismein ma'am kar rahi hain aur knowledge Hasil karne ke bavjud vo ismein loss ker lete hain . Agar Hamara account was Ho Raha Hai To Hamen iska intezaam pahle hi karna chahie Hamen money mangement ke hisab se hi isko use karna chahie Hamen stop loss ka use karte hue trading Karni chahie Taki Hamen Zyada lost Na Ho Aur Hamen iska use kerna chahie knowledge hone ke bavjud Hamen is per big trade nhi Lagani chahie Apne account Se Jyada is per trade Nahin Lagani chahie account se kam hi risk Lena chahie tabhi Ham Jyada profit Hasil kar sakte hain aur Jam loss kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: account ko wash hony sy kesy bachaya jay..

                            Dear friend forex trading men maximum logon ka account wash ho jata hey aur jab se Corona viras aya hey forex market bahut ziyada risky aur dangerous position men hey iss liay trading karna mushkil ho gaya hey kiun k fast aur unexpected movement ki waja se account jaldi wash ho jata hey aur jo log bagher learning aur knowledge k trading shuru kar detey hen ya ziyada profit ka lalach kartay hen aur bari bari lot laga detey hen unn ka account jaldi wash ho jata hey aur jo log jaldi men trading kartay hen woh mistakes kartay hen jin ki waja se bara loss ho jata hey aur account wash ho jata hey iss liay agar forex trading men account ko safe rakhna chahtay hen tu phir small lot k sath trading karen aur lalach aur jald bazi se perhez karen aur khud ko kam profit pe satisfied karen aur currency pairs men trading karen aur trade lagatay waqt stop loss ko zaroor manage karen tu account ko safe rakh saktay hen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: account ko wash hony sy kesy bachaya jay..

                              Forex trading mai real trading account ko wash honay say bachanay kay 2 he main tareekay hain. Pehla tareeka yeh kay trading kertay huay hamesha lot size small he rakhna chaiye kiyu kay lot size small rakhnay say traders ko apnay account balance ko safe tareekay say handle kernay ka Pura moqa mill Jata hai jiss say trader apnay account ko wash honay say bhi bacha sakta hai. Account ko wash honay say bachanay ka dusra tareeka over trading say khud ko rokna hai. Traders Agar over trading na karain Matlab aik he waqt mai ziada trades open na karain tou unn kay paas balance margins ziada available rehtay hain jiss ka faida kisi trade kay Loss mai janay ki soorat mai unhain hedging advantage mill sakta hai ya phir Agar acha balance available hoto loss honay kay bawajud scalping ker kay loss recovery ki jaa sakti hai. Iss Tarah traders apnay account ko wash honay say bacha saktay hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X