Technical analysis mein kaun kaun se indicator ki madad se a analysis Kiya jata hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Technical analysis mein kaun kaun se indicator ki madad se a analysis Kiya jata hai?
    Technical analysis mein kaun kaun se indicator ki madad se a analysis Kiya jata hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Technical analysis mein kaun kaun se indicator ki madad se a analysis Kiya jata h

    technical analysis me traders trending indicators or oscillators indicators ka use kartay huey trading kartay hain ap technical analysis me both indicators ka use kar sakte hain ap trending market me trending indicators ka use kar sakte hain trending indicators me ap macd or moving averages ka use kar sakte hain is kay ilawa ap oscillators indicators me stochastick oscillators reletive strenght index commodity channel index (cci) ka use kar sakte hain ap ko indicators ka use market ki condition kay hisab se karna ho ga tub ap ko analysis me zeyda madad hasil ho gi or ap ko analysis karne me bhi asani ho gi ager ap in indicators ka use karay gay Apne analysis me
    • #3 Collapse

      Re: Technical analysis mein kaun kaun se indicator ki madad se a analysis Kiya jata h

      Dear ais market mai ap ne agar technical par kaam karna hai to ais mai ap k pass bahot sary indicators hoty hai jin ko ap use kar skaty hai aor ais market mai analysis kar sakty hai ais market mai ap ne agar trade karni hai to ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna hota hai ais market mai ap agar kaam karty hai to ap ko ais market mai achi planing karni hoti hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko technical par trade karny mai kafi zayda faida ho jata hai ais mai ap ko analysis k hisab se trade lagani hoti hai aus k baad ap ais mai trade ka target set kar k choar sakty hai ais mai ap ko aisi trades mil jati hai jin ka stop loss kam hota hai aor take profit zayda hota hai ap ne agar ais market mai trade karni hai to ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna ho ga tab hi ap ko ais market mai faida ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: Technical analysis mein kaun kaun se indicator ki madad se a analysis Kiya jata h

        Jetny be indicators hey ye technical indicators hi hey agar traders en ki help se market ka jaiza lety hey to ye technical base par market ko analysis ki jata hay, koi be indicator non technical nahi hota hay popular aur famous indicators ki list taweel hay koch indicators ye hey,

        1. Price action indicators
        2. Moving average indicators

        aur es jesy aur be indicators hey jo key technical base par hi develop key jety hey aur es me strategy be technical base ki use hoti hay, fundamental aur sentimental analysis different types ki hoti hey jes me indicators ka use nahi kia ja sakta hay, magar jab be traders technical jaiza lety hey to wo self base par indicators key baghir be ye kam kar sakty hey aur indicators ki help be le sakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: Technical analysis mein kaun kaun se indicator ki madad se a analysis Kiya jata h

          gee han bhai ap ne sahi kaha hai hume market main planing kr k kam krna hota ha market main hume is main tecncial analysis ur fundamental analysis ko fallow krna hota ha is main tecnical analysis py hume zada depends krna hota ha is main chart se madad leni hoti ha is main indicotor ko be dekhna hota ha is main hume apas main planing kr k kam krna hota ha hum market ka knowledge senior member se hasil krna chaiye is main jab hume lose hota ha tu apney lose ko recover krne k liye hume is main apni mistake ko fallow krna hota ha market main hume samjdari se kam krna hota ha hamra kam is main jitna acha hoga hume utni hi achi success be hasil hon ge hume is main lalach se door rehna hota ha lalach se hume lose ka samna krna parta ha
          :1f60d: hard work :1f60d:
          • #6 Collapse

            Re: Technical analysis mein kaun kaun se indicator ki madad se a analysis Kiya jata h

            Well bro, indicators to buhat sare hai jin ko ap use kar sakte hai per mujhe sab mein bollinger band, moving average aur RSI indicators pasand hai qk ye kafi had tak acha result dete hai, aur in indicators ko samajhna bhi kafi asan hai.
            • #7 Collapse

              Re: Technical analysis mein kaun kaun se indicator ki madad se a analysis Kiya jata h

              g bhai jahan tak technical analysis kai indicators ki baat hai tu main ap ko khuch bata sakta hon jo kai main khud use karta hon un main Bollinger band,RSI indicator, moving average aur aik aur hai jiss ka name abhi mairay zehan say nikal gaya hai lakin wo bhi buhat zabaradast indicator hai jiss main hum support aur resistance ko find out kartay hain us din kai high aur low points ki madad say aur yeh jitnay indicators ka main nay ap ko bataya hain sub buhat hi zabardast indicators hotay hain agar hum in ko properly samajh jayn tu hum is market say profit nikalnay kai kabil ho saktay hain aur aik kamyab trader ban saktay hain is market main. Hum main say mostly traders kai nakam honay ki aik waja yeh bhi hai kai hum log in indicators ko for granted laitay hain aur in ko seekhnay ki koshish hi nai kartay jiss ki waja say hum apna kafi time already waste kar chukay hain is market main tu main tu hamesha yehi kehta hon kai abhi bhi dair nai hoi agar kissi nay indicators ko nai samjha howa tu usay chahiyay aj say hi apnay kisi senior trader ki help say seekhna shorow kar day takay wo waqt jald ho jab ap bhi is market main expert ho jayn aur har trade main green pips hasil kar sakain.
              • #8 Collapse

                Re: Technical analysis mein kaun kaun se indicator ki madad se a analysis Kiya jata h

                Dear friend forex trading aik tough aur risky business hey iss men kuch market ka analysis kiay bagher direct trading shuru kar detey hen jiss ki waja se unn ko bara loss ho jata hey aur account bhi wash ho jata hey iss liay senior traders technical analysis ziyada kartay hen iss liay woh kamyab trading kartay hen aur acha profit kama letey hen aur technical analysis k liay different indicators ko use kartay hen lekin jo indicators ziyada use hotay hen RSI indicator se achi help milti hey aur kuch traders peice action indicators use kartay hen aur kuch log moving average indicators ko use kartay hen aur inn ko use karnay ka jin logon k pass acha experience hota hey woh zaroor achi trading kar saktay hen aur acha profit kama letey hen lekin jin logon k market ka technical analysis karnay ka experience nhi hota woh trading chart se help letey hen aur news aur signals ko follow kar k market trend ko follow kartay hen aur phir apnay balance aur experience k hisab se small lot size use kartay hen woh safe trading kartay hen aur acha profit kama letey hen
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Technical analysis mein kaun kaun se indicator ki madad se a analysis Kiya jata h

                  TECHNICAL ANALYSIS
                  dear friend forex trading business mein Kamyab hone KY liye technical analysis bohat behtreen hai hum is analysis ko follow kr KY is ky according market ko analyse kr KY ache trading ko possible bana sakty hain is mein hum different indicators ka istemal bhi krty hain
                  TYPES OF INDICATORS
                  1- moving average indicator
                  2- rsi indicator
                  3- price action indicator
                  4- support and resistance indicator
                  5- pivot point indicator
                  BEST INDICATOR
                  Dear sab indicators trading ky liye best hain lekin support and resistance ko markeet bohat zayada follow krti Hai is ky according hum trading kr KY acha result Hasil krny mein Kamyab ho sakty hain lekin humrin sab see pehle is indicator ko samajhna ho GA us ky baad he trading Mein is ka istemal possible ho sakta hai
                  IN PRESENT SITUATION
                  is waqat jo market ki situation chal rahe hai is Mein humrin market ko fundamentally aur technically dono tarha see analyse krna ho GA otherwise humrin big loss face krna par sakta hai kyun KY is waqat market ki situation bohat critical hai humen khud ko agar loss se bcha a hai to market Mein dono tarha se analysis ko follow karne ki koshish Karni ho ge

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X