market main news ane k bad hamra koi be knowledge hamre kam nai ata ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market main news ane k bad hamra koi be knowledge hamre kam nai ata ha ?
    asslam o alikam dear main ap se pochna chahta hun k jab market main news ati hai tu kia hamra knowledge hamre kam ata ha hum analysis k upr depends kr k is main kam kr sakte hein mere anadaze k mutabiq koi analysis hamre kam nai ate hein jab news ati hai news ane k bad market apni marsi se hi move krti h
    :1f60d: hard work :1f60d:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market main news ane k bad hamra koi be knowledge hamre kam nai ata ha ?

    Assalamu Alaikum dear Forex trading members aapki baat bilkul accurate hai agar humne pre-planning na ki ho to hamen news aane ke bad management karna mushkil ho jaati hai agar ham news se pahle apni friend open kar lete hain to yah bahut pareshani hoti hai agar ham galat padh le lenge to hamen loss hoga isliye hamen yah to pending orders ke sath management karni chahie ya phr hamen trade lene ke sath hi stop loss aur take profit learning istemal karna hota hai market mein support and resistance ko follow karte hue trading karni hoti hai agar aap indicator aur oscillator use karenge to yah aapke liye bahut acche helping tools sabit hote hain dear forex forum members main aapko ek baat batana chahta hun agar aap trading ma kamyabi chahty ho to khud sy analysis kro
    • #3 Collapse

      Re: market main news ane k bad hamra koi be knowledge hamre kam nai ata ha ?

      dear aisa kuch bhi nai hay k jub koi big ya small news ka time ho to hamaray sab k sab knowledge baikaar ho jatay hain,agar hamaray pass markeet ka acha experience hay aur ham amrkeet main say acha kuch earn kar skatay hain to ham markeet k kisi bhi hissay main kaam kar saktay hain ,experts traders ko jub news k release kay time ka pata chalta hay to wo is makreet main apnay pending orders ko apnay knowledge k mutabik use kartay hain ya jinka order laga huva hay wo unko trial ka tour pay use kar daitay hain makreet main hamaray pass jitna bhi acha kknowledge hay hamko phir bhi is main kaam secure ho kar he karnay main hamari kamyaabi hay aur agar ham apnay knowledge pay ziada beleived kartay hain to hamko kabhi bhi lose ka samna karna parr sakta hay jis say ham apnay knowledge ko he isak dosh therangay jis say hamaray kuch bhi hath nai aa sakaiga.
      • #4 Collapse

        Re: market main news ane k bad hamra koi be knowledge hamre kam nai ata ha ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Raaz6432 پيغام ديکھيے
        asslam o alikam dear main ap se pochna chahta hun k jab market main news ati hai tu kia hamra knowledge hamre kam ata ha hum analysis k upr depends kr k is main kam kr sakte hein mere anadaze k mutabiq koi analysis hamre kam nai ate hein jab news ati hai news ane k bad market apni marsi se hi move krti h
        yes bilkul aapki baat sahi hai Ke Jab market mein news Aata Hai To phyr use Waqt market bahut fast ho jata hai aur use Waqt Hamara analysis Hamara knowledge Hamare Kam Nahin Aata market pure Jahan Jana hota hai use direction Mein vah movement kar jata hai aur agar humne aur agar humne news ko analyse kar k trading Kiya is news ko jana to phir definitely market Hamare favour Mein aaega aur is tarike se Hamen profit bhi dega isliye aapko chahie aapko just new score analyse karo aur news time hai release hone ka wait karo market aap ke favour Mein Ek time mein aaega ho sakta hai ki vah aapke again opposite chala jaaye lekin agar aap news time release hone se pahle Apne account per watch Karoge To Ek Dafa vo aapke favour Mein aaega aur use Waqt agar aap advantage lete ho to use Waqt profit Mein Apne trade ko close kar sakte ho just apka us wkt Waqt active Rahana bahut important hai
        Visit My Profile
        • #5 Collapse

          Re: market main news ane k bad hamra koi be knowledge hamre kam nai ata ha ?

          Dear friend jab se Corona viras aya hey forex market bahut ziyada risky aur dangerous position men hey aur aj kal forex market pe news bahut ziyada effect karti hen aur kuch log forex trading men news ko follow kartay hen iss liay woh kamyab trading kartay hen aur acha profit kama letey hen iss liay koshish karen k news ko zaroor check kren aur serious len kiun k jab news aa jati hen tu phir knowledge aur experience bhi kam nhi karta lekin her waqt news pe depend nhi karna chahiay kiun k kabi kabi market news k opposite move kar jati hey iss liay bara loss bhi ho jata hey iss liay news ko follow zaroor karen lekin apnay knowledge aur experience pe ziyada depend karen kiun k achay knowledge aur experience ko use kar k achi trading kar saktay hen aur acha profit kama saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: market main news ane k bad hamra koi be knowledge hamre kam nai ata ha ?

            Dear member Forex trading aik esa online business hai jismein aapko trading start karne se pahle fundamental analysis lene hote Hain. Fundamental analysis se Murad yah hoti Hai ki a Forex trading main use din ke hisab se jitni bhi meeting news aur aisi economic changes Hai jinke aane ka chance hota hai to unko consider karte hue Ham apne analysis mukmmal karte hain jinko fundamental analysis kaha jata hai. beshak aapki baat sahi hai ki Jab Ham tradeplace kar dete hain aur koi news a jaati Hai to uske bad Hamari koi bhi strategy Kam Nahin karti ISI vajah se kaha jata hai ki trader ko pahle fundamental analysis karne chahie aur uske bad technical analysis Hona chahie kabhi vah apni trade place Karen Taki use Koi Bada loss Na Ho.
            • #7 Collapse

              Re: market main news ane k bad hamra koi be knowledge hamre kam nai ata ha ?

              G nahi dear Forex ka knowledge har stage par kam a sakta hay agar orders open ho to apny knowledge key mutabeq hamari nazar har any wali news par honi chaye ta key hamy ye conform ho key esi news hamary orders ko koi nuqsan to nahi de sakti hay, agar orders open ho aur be koi esi news ya esi situation ka samna ho jaye jes ki waja se hamary orders loss me jaye to knowledge ko use karty howy ham esy orders ki modification be kar sakty hey aur strategy ko use karty howy orders open hony key bawajood be loss se bach sakty hey knowledge har tarha ki trading me hamari help kar sakta hay.
              • #8 Collapse

                Re: market main news ane k bad hamra koi be knowledge hamre kam nai ata ha ?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Raaz6432 پيغام ديکھيے
                asslam o alikam dear main ap se pochna chahta hun k jab market main news ati hai tu kia hamra knowledge hamre kam ata ha hum analysis k upr depends kr k is main kam kr sakte hein mere anadaze k mutabiq koi analysis hamre kam nai ate hein jab news ati hai news ane k bad market apni marsi se hi move krti h
                Dear ap ais market mai agar technial par kaam karty hai to ap ko ais market mai news k time par trade nai karni chaye kun aus time market technical ko follow nai karti hai ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai news k data ko read karna hota hai aus k baad ap ais market mai news k data ko read kar k kaam karna hota hai aus k baad ap ko ais market mai faida hota hai ais mai news k release k baad trade karny mai faida ho jata hai ais market mai ap ko planing karni hoti hai aus k baad ap ais market mai acha kaam kar skaty hai ais market mai ap ne agar technical k hisab se news par trade karni hai to ap ko aus par loss ho sakta hai ais market mai soch samjh k kaam kar sakt hai aor aus par profit bana skaty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: market main news ane k bad hamra koi be knowledge hamre kam nai ata ha ?

                  forex me mostly traders trading technical analysis par depend kar kay trading kartay or kub market me fundamental analysis ki bina par movement hoti ha tu news se hone wali movement me boht zeyda volume trade hota ha jis se technical analysis fail ho jata ha ager traders chahte hain kay un ka analysis fail na ho or na hi trades loss me jae tu traders jub trades open kartay hain tub traders ko technical analysis kay sath fundamental analysis bhi karna ho ga jub ap both analysis karte hain tu ap ko market ki movement achi tarah samaj ati ha or news kay impact se hone wali movement ki direction ka bhi pata chal jata ha tu ap phir market ki right direction me trades open kar kay acha profit earn kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: market main news ane k bad hamra koi be knowledge hamre kam nai ata ha ?

                    Dear Forex member Forex trading main use ko samajhne aur usko apni trading ke liye utilise karna hi kamyabi hoti hai Kyunki news Forex trading mein bahut ahmiyat rakhti hai jinki base per market ki movement change hone ke chances hote hain Jinse Ham Forex Mein trading Karke profit Hasil kar sakte hain
                    Forex market Mein Har vo news Jo market ko move karne per effect Karti Hai unko important dena jaruri hai Kyunki unhin ke according Ham market ke current situation ko aur aur before situation ko samajhte Hue Forex trading kar sakte hain jisse Hamen Achcha profit Hasil hota hai Iske alava Hamen Forex trading Mein best analysis ka use karte hue news ko follow Karte trading Karni Hogi jisse Ham Forex Mein achha profit Hasil kar sakte hain aur acchi earning Hasil kar sakte hain Agar Ham news ko watch Nahin Karte To Hamen forex market ke change hone ka bhi signal Nahin Milta aur ham Usi current situation ko samajhte Hue apni trading Laga Dete Hain jisse Hamen loss ho jata hai to news ko samajhna aur usko samajhkar Forex Main Apni trading karne isase Ham Forex Mein Kamyab Ho Kar acchi earning Hasil kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: market main news ane k bad hamra koi be knowledge hamre kam nai ata ha ?

                      Assalamu Alaikum dear friend clear Aisa Kuchh Bhi Nahin Hai Ki Jab Koi Vigyan small news ka time ho to hamare sab ke sab knowledge bekar Ho Jaate Hain Agar hamare pass market ka Achcha Kuchh experience hai aur ham market Mein Se Achcha Kuchh kar sakte hain To Ham market ke kisi bhi Hisse Mein kam kar sakte hain experts traders Konjam news ka ki Release ke time Ka Pata Chalta Hai To vah is market Mein Apne pending Hotel ko Apne knowledge ke mutabik use karte hain yah Jinka order laga hua hai vah unko trial ka tour per yuddh kar dete Hain market Mein hamare pass jitna bhi achcha knowledge hai humko bhi Fir Bhi ismein kam Kyon Apne knowledge per Jyada believe Karte Hain To Humko kabhi bhi lose ka Samna karna pad sakta hai jisse Ham Apne knowledge ko isak dost Karenge Jis per Hamare Kuchh Bhi Hath Nahin a sakega aur ham Kamyab Nahin Ho Sakenge
                      • #12 Collapse

                        Re: market main news ane k bad hamra koi be knowledge hamre kam nai ata ha ?

                        FOREX MARKET AUR NEWS
                        dear iss baat mein koi Shaq nahi ky news koi bhi ho Chahe strong ho ya weak woh market ko kisi na kisi tarha effect lazmi krti Hai aur news ky Doran trading krna humein nuqsaan dy sakta hai lekin Agar Hum news ko pehle see watch kr Lyn aur us ky according analysis kr KY trading kren to hum us nuqsaan ko kam kr sakty hain aur acha faida hasil krny mein Kamyab ho sakty hain
                        NEWS KY BAD TRADING
                        agar Hum news ky baad analysis kiye bgher apna pehle wala analysis follow krny ki koshish krty hain to maximum chances hain KY humein nuqsaan face krna par Jae lekin Agar hum news ky baad markeet ko dobara analyse krny ki koshish krty hain aur us analysis ko follow kr KY apni trade market Mein open krty hain to hum acha profit hasil krny mein Kamyab ho sakte hain aur humen aisa he krna chaheye hmesha news any ky baad market ka analysis kr KY apni trade open karne ki koshish Karni chaheye ta ky hum kamyabi ki taraf Ja saken
                        TECHNICAL AUR FUNDAMENTAL ANALYSIS
                        dear friend Agar hum markeet ko technically aur fundamentally dono tarha see analyse kr Lyn to hum chahe news ane see pehle trading kren news ane ky baad ya news ky Doran hum Har tarha see ache kamyabi hasil kr sakty hain aur ache trading see profitable earning ko possible bana sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: market main news ane k bad hamra koi be knowledge hamre kam nai ata ha ?

                          Member aiss nahi hai kay jab koi news ati hai tu humara knowlege kam nahi ata ,agar hamaray pass markeet ka acha experience hay aur ham makeet main say acha earn kar skatay hain to ham markeet kay kisi bhi hissay main kaam kar saktay hain ,experts traders ko jub news kay release kay time ka pata chalta hay to wo is makreet main apnay pending orders ko apnay knowledge kay mutabik use kartay hain ya jinka order laga huva hay wo unko trial ka tour pay use kar daitay hain makreet main hamaray pass jitna bhi acha kknowledge hay hamko phir bhi is main kaam secure ho kar he karnay main hamari kamyaabi hay aur agar ham apnay knowledge pay ziada beleived kartay hain to hamko kabhi bhi lose ka samna karna parr sakta hay jis say ham apnay knowledge ko he isak dosh therangay jis say hamaray kuch bhi hath nai aa sakaiga.
                          • #14 Collapse

                            Re: market main news ane k bad hamra koi be knowledge hamre kam nai ata ha ?

                            Forex market ki koi news anay kay baad he trader ka knowledge kaam ata hai. Forex trading mai aik trader trading kerna seekhta hai aur trading tou news aey ya na aey dononhe sooratoo mai hoti rehti hai. Yeh baat aur soch bilkul bhi theek nahi hai kay koi news anay kay baad knowledge aur learning kaam nahi aati hai. Traders ko apni approach positive rakhni chiaye kiyu kay traders trading ka tareeka kaar Agar seekh laita hai tou usay news anay say koi faraq nahi parta hai kiyu kay jabb market mai koi news aati hai tou traders iss news kay mutabiq apni trading shuru ker daitay hain aur apni strategies aur plannings ker laitay hain. Apna stop loss aur take profit, lot size aur positions uss news kay hisaab say decide kertay hain. Tou iss sub kaam mai knowledge he kaam ata hai. News market ki movement kay barey mai hoti hai na kay trading kay system ya market kay system ko change ker daiti hai. Traders ko soch samajh kay apna knowledge use kerna chaiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: market main news ane k bad hamra koi be knowledge hamre kam nai ata ha ?

                              Dear member forex market ek aisi market hai jis mein aap ho kamyabi Hasil karne ke liye bahut zyada knowledge Hasil karna parta hai agar aap Aisa Nahin karte to phir aap ke liye kamyab Hona mushkil hota Hai. Forex market mein Jab Ham tradeplace karne lagte Hain to sabse pahle Ham technical analysis aur fundamental analysis ko Hasil karte Hain uske bad hi Ham tradeplace karte Hain lekin iske liye jaruri hai ki aap donon anaylsis ko follow Karen. Ap ne Jo baat ki Hai news ke hawale se to vah fundamental issue hai aur ismein koi shak Nahin Jab bhi Koi fundamental issue aata hai to uske bad market ke tamam strategies fail Ho jaati Hain iske liye hamen yah chahie ki Ham hamesha fundamental issues ko consider karke tradeplace Karen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X